Yaar meray payaray or bohut hi payaray bhai chalo shaikh-ul-Islam ko choro wo jaisay hain Allah or Uska Rasool behtar jaantay hain..laikin aap in ulama-e-ahle sunnat ka kiya kehtay hain jo Mufti waqar-u-deen ka fatwa manany say inkaar ker rahay hain................ coz mufit sahib ka kehna hay ahle-e-sunnat ko yeh shakhs tabaah kernay wala hai to yeh ulama shaikh-ul-Islam ko sermaya-e-ahle-sunnat keh rahay hain............. kiya in tak mufti waqar-u-deen ka fatwa nahi pohunch.... ab yeh na kehna k unko maloom nahi ho ga.
bhai sahib yeh ghulaam muhammad sayalvi sahib persident of majlis-e--ulama-e- ahl-e-sunnat hain or doosray mufti sarfraz ahmad naeemi hain.... or teesray chairmain merkazi shari council UK hain................... or tahir saeed kaazmi or arshad saeed kazmi hazrat allama Ahmad Saeed Kazmi Shah Sahib k baitay hain.kiya un logon nay apnay father k fatway ka bi lehaaz nahi rakha.kya unko maloom nahi k tahir-ul-qadri gumraah hay to phir kyoon un ko sarmay-e-ahlesunnat keh rahay hain..
or aakhir main mufti sahib ka order hay k ahle-sunnat in say apna tauluq khatam ker lain or yeh sub tahir-ul-qadri say taulluq ko frog day rahay hain.............
what is this main!
kya in ko mufti waqar-u-dee sahib k fatwa ka zara bi paas nahi hai.................why they aer building relationship with this tahir-ul-qadri.....................
or aik or baat agar mian yeh sabit ker doon k diyet k maslay per ijmaa nahi hay...........coz Sahab-e-Karam , Tabieen-e-karam or bohut say Aimaa ka is main ikhtilaaf mojood hay....to phir aap ka kiya jawab ho ga????????????? yaar emaandari say batana Allah or Us k Rasool k agar aap ashiq ho or agar Imam-e-Azam abu Hanifa ko maantay ho to unkay rules ko bi mano
1-Quran
2-Hadith
3-Aqwal-e-Sahaba(RA)
4- your own rai mean (Qiyaas)
agar koi cheez Quran ya Hadith ya Aqwal-e-Sahaba say sabit ho jai....then Qiyaas fatwa rai......
or rai main ikhtilaaf ho sakta hay