Assalam o Alaikum,
Agar koi yun kahe k deen mein asani hai aur mushkil hum logo ne khud bana diya hai aur yun kahe k pehle zamane mein leather socks hote thay tou massah jaiz tha aaj ka zamana alag hai isliye cotton socks per b kiya ja skta hai tou us k baray mein kya kehte hain Ulma e deen? jo shaks aesa kehta hai woh bazahir sunni hai