Haji Muhammad Sab
ap ny bilkul thek jawab dia hai ..
jo fatwa opar Islami behan ny dia hai us men word "Kamli" use karny sy mana kia gia hai aur jo Hadees e pak sitara group dy rahy hain us men to koi aur baat ho rahi hai....
@Sitara Group
ap sy request hai k baat ko pora par aur reply soch samjh kar dia karen.... topic kuch aur hai aur ap jawab kuch aur dy rahay is leye is hawaly sy ap ahtiat hi farmayen to acha hai.