[quote name='aashiq koun' post='19031' date='Mar 13 2008, 11:57 PM']
[b][color="#ff0000"]
wah dosto.
itni si baat peaik dousry ko ghalat kehny ki kya zarourat hay.
agar malang k nazdeek ishq sirf ALLAH ka hay to osey kehny do aor likhny do baqi sab ka kya jaye ga.
wesay bhi har sachy muslim ko ALLAH se bhi ishq hota hay aor NABI HAZRAT MOHAMMAD se bhi.[/color][/b][b][color="#ff0000"]
ho sakta hay malang k dil mien bhi nabi hazrat mohammad ka ishq ho aor wo zahir na kerta ho.[/color][color="#0000ff"]
mery nazdeek to wo muslim hi nien jo k NABI HAZRAT MOHAMMAD se ishq na kary.[/color][/b][/quote]
janab jis k dil may ALLAH ka ishq ho ga to Nabi PAK SAW ka ishq kese nai ho ga ???????????
ab ye hi baat jahiloon ko kon samjhaye
may nay ye sabit karney ki koshish ki hai is page sey k brelviyat kese sochti hai
abi ye baat ka bataon bana raha hai
ilmi behs kar nai saktey idher udher ki chorna shuru kar detey hain
mujey abi kuch apni safai may nai kehna hai
agar may in ko ye sabit bhi kar don k mere dil may nabi ka ishq in sey zayada hai
to mujey kia miley ga ??????????????
in jahilon nay man na hota to ye meri pehli post par hi maan jatey
[url="http://youtube.com/watch?v=ZGFCJzODFWk"]http://youtube.com/watch?v=ZGFCJzODFWk[/url]
tumhari dhammal wali baat ka jawab uper wlai video hai jis may brelvi dhamaal daal rahey hain
mujey deobandiyon ki dhamaal wali video dikhao
[quote]Aray miya kuch aqal ke nakhun lo. Jo scan dikha rahay ho uss mein "SIRF" ko parhnay se pehlay sail kya arz kar raha hai ye tu parh lete.
"Arz : Kuttay ka ruu'wa tu na'paak nahi?"
"Irshad : Sahi ye hai ke kuttay ka sirf Lu'aab najis hai....."
Yaha "SIRF" ka istimaal howa hai takhsees ke liye. Yaha 2 cheezon ke ma'bayn takhsees ho rahi hai ke "kuttay ka ruu'wa najis nahi .... jab ke lu'aab najis hai". 2 alag alag batein howi na janab!
Ab aap ke signature mein tu aik hi zaat ka zikr hai aur woh hai Allah , doosra tu kisi ka zikr hi nahi tu waha aap ne Urdu qaiday ke mutabiq Allah se tamaam ghair'Allah ki takhsees kardi. Matlab ke waha "Sirf" ka ittilaaq "Ishq" ko khaas Allah ke liye muqeed karne liye howa aur jo scan aap ne dikhaya waha Ruu'way aur Lu'aab ke beech Najasat ka ittilaaq batla dya ke dono mein se SIRF Lu'aab per iss ka ittilaq hai aur Ruu'way per nahi.
Umeed hai ke iss baar aap ye Jahil Jahil ki dhoolak ki thaap per gulaathiya marnay ke bajaye koi mantaki aur mudallall baat karein gay.[/quote]
abey jahil insaan tu post karney sey pehley meri uper wali posts parhta to tujey ye kehney ki zarorat na parti
shukar hai may nay note likh kar ishq sirf ALLAH ka laga dia warna tum pata nai ishq ko kahan kahan lay jatey
jesi tum logon ki soch hai pata bhi nai
[quote]Tu phir sawal ye uthta hai ke aisi kaun si aafat aa pari Malang per ke ab Huzoor Sarwar-e-Kainaat se ishq ke izhaar ko chupana parr raha hai unhay?
Itni tafseeli guftugo ke baad bhi ab tak Malang hatt'dharmi ka muzahira kartay howay apnay "SIRF" ke ghalat istimaal ka nakaam difa'a kartay hi nazar aatay hain. Agar inn ki niyyat wohi hoti jaisa aap gumaan kar rahay hain tu ab tak ye apnay signature mein likhay NOTE mein tabdeeli kar ke iss maslay ko khatam kar chukay hotay. Lekin iss ke bar'aks ab tak Malang sahab sirf jahil jahil ki ratt hi lagatay nazar aatay hain.
Umeed hai ab soorat-e-haal aap ke liye aur wazeh ho gai hogi.[/quote]

teri is jahilana baat k jawab may ye hi kahon ga
jahil ki jahilana soch