
Faisi
اراکین-
کل پوسٹس
49 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
سب کچھ Faisi نے پوسٹ کیا
-
Qadri sahib main to aap ko munsaf samjhata tha laikin aap b apnay maslak ko ooncha kernay ki koshish main hain......Mairay bhai Maslak ki bajaya Deen ko ooncha kernay ki koshish kerain... WOh jawab main nay is lia idhar dia kionkeh aap k ali sahib nay is ka mutalaba kia tha!
-
Ata shaib jub baday baat ker rahay hoon to beech main chotoon ko nahi boulna chahiya!
-
Shahid sahib aap ki is baat say saabit ho gaya keh Muqalid andhaa hota hai.......Main nay aap k imaam sahib ka aqeedah bayan kia hai......Aur aaj kal k HAnfi hazrat ka b aqeedah bayan kia hai....Zara ghour say padh to laitay!
-
Reply To Wahabi: Surah Al Hajj {22} Verse 73
Faisi replied to RadiatingAli's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
Ali sahib aap pehlay jo ayat mai nay aap k saamanay paish ki hai us ko padh laitay...........Jis main wazah tour per Hazrat Isa (Alaih SAlam) ko Mindonilah kaha gaya hai........Aur tumhaari baat sahi hai k HAzrta Isa (Alaih Salam) ka but Jahnum main jaya ga!Aur agar HAzrat Isa(Alaih Salam) ko MindoNillah nahi maano gay to tum brailvi hazrat ko maananaa padhay ga k Isai lougoon ka aqeedah apnay Nabi k baaray main sahi hai! Aur HAzrat Ibrahim (Alaih Salam) k but ka honay ka saboot humain Bukhaari Shareef main milta hai...... Bukhaari Sharif Bab: Anbia (Aliah Salam) ka biyan! -
Ali sahib behtar hota keh aap apnay alahazrat ki kitaaboon k ilawa koi HAdees ki kitab bi padh laitay!Aur Quran b samjh ker padhatay.....Mushrkeen Makkah ka talbiah b sun lo jis main woh iqraar kertay thay k Allah k siwa koi shareek nahi.......Haan Jis ko Allah to apna shreek bana lay ....Aur woh kisi cheez k maalik nahi hain LAikin allah jis ka to unahian maalik bana day! Aur Quran main b jaga jaga is ka zikar hai jis main mushrkeen makkah ka iqraar milta hai k yeh zameen aasmaan aur jo kuch b is main hai sub Allah ka hai!Aur jub hum musibat main hotay hain to Allah hi hum ko nijaat daita hai! Muislim Sharif Kitab-ul-Haj!
-
Reply To Wahabi: Surah Al Hajj {22} Verse 73
Faisi replied to RadiatingAli's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
Aur Mushrkeen-e-Makkah nay Hazrat Ibraheem ka b but banaya hoa tha.....Us k baaray main aap ka kia khiyaal hai....Aur HAzrat Isa b Mindonillah hain .....Yeh to main nay Quran say saabit ker dia hai..... -
Reply To Wahabi: Surah Al Hajj {22} Verse 73
Faisi replied to RadiatingAli's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
Ali sahib Nabion k mojazoon ko batour daleel paish nahi kia kertay.......Nabion k mojazay Allah ki taraf say hotay hain.... -
Aur shahid sahib aap jo ataai aur zaati ikhtiaraat ki baat ker rahay hain to yeh jaan lo k Mushrkeen-e-Makkah b apnay mabodoon k mutalaq yeh aqeedah nahi rakhtay thay k yeh un ko zaati ikhtiaraat hain balkah woh b ataai per hi yaqeen rakhatay thay! Jis ki wazahat main nay Allah k Quran say apni post#24 main ker di hai!
-
Shahid sahib shaid aap nay mairi posts ko sahi tareeka say padha nahi!Main nay apni post #24 main kisi deobandi ka nahi balkah Allah k quran say hwaalay dia hain....Agar aap ko Quran samajh main nahi aata to is main humaara koi qasoor nahi!
-
مشہور مرزا ئی منشی بر کت ہو شیار پوری ”مرزا صاحب کس فر قہ میں سے تھے؟“ کے زیر عنوان لکھتا ہے ۔”حضرت مرزا صاحب اہل سنت و الجماعت خاص کر حنفی المذ ہب تھے اس طائفہ ظاہرین علی الحق میں سے تھے“ ۔ ( نورالدین 29 اگست 1912 ءکلام امیر المعروف ملفو ظات نو ر حصہ اول ص 54) قادیا نیوں کے سر براہ مرزا ناصر احمد نے 10 دسمبر 1976ءمیں ربوہٰ میں سالانہ جلسہ میں جمعہ کا خطبہ دیتے ہوئے کہا ہم جو محسوس کرتے ہیں اور سچ سمجھتے ہیں اس کا اعلان کرتے رہیں گے ہمارا فقہ ‘فقہ حنفی ہے۔ (نوائے وقت ۱۱ دسمبر 1976ئ) معروف مرزائی مصنف مرتضیٰ خاں حسن بی اے لکھتا ہے: ”ہم فقہ کو بھی مانتے ہیں اور فقہائے عظام کی دل سے قدر کرتے ہیں اور ان کے اجتہاد اور تفقہ کی قدر کرتے ہیں۔ ہم با لخصوص حضرت امام ابو حنیفہ کی فقہ پر عمل پیرا ہیں۔ اسی کی ہدیت ہمارے امام حضرت مرزا صاحب نے فر ما ئی ہے“۔ (مجددزماں بجواب دو نبی ص617) محمد علی لاہوری مرزائی کی گواہی: ”حضرت صاحب ابتداءسے آخر زندگی تک علی الاعلان حنفی المذ ہب رہے ہیں“۔ (تحریک احمد یت حصہ اول ص ۱) مرزا بشیر احمد یم اے لکھتا ہے: ”اصو لاً آپ ہمیشہ اپنے آپ کو حنفی ظاہر فرماتے تھے۔ آپ نے اپنے لئے کسی زمانہ میں بھی اہلحدیث کا نام پسند نہیں فرمیا “۔ ( سیرت المہدی حصہ دوم ص 49) مرزا بشیر احمد یم اے لکھتا ہے: میاں عبد اللہ سنوری صاحب بیان کرتے ہیں کہ میں نے حضرت صاحب کو کبھی رفع الیدین کرتے یا آمین بالجہر کہتے نہیں سنا اور نہ کبھی بسم اللہ بالجہر پڑ ھتے سنا “۔ (سیرت المہدی حصہ اول 162) مرزا بشیر احمد یم اے لکھتا ہے : ”ڈاکٹر میر محمد اسمعیل نے مجھ سے بیان کیا کہ میں نے حضرت مسیح مو عود علیہ السلام کو کبھی بھی کسی سے معانقہ کرتے نہیں دیکھا۔آپ مصافحہ کیا کرتے تھے اور حضرت صاحب کے مصافحہ کرنے کا طریقہ یسا تھا جو عام طور پر رائج ہے اہلحدیث والا مصافحہ نہیں کیا کرتے تھے“۔ (سیر ت المہدی حصہ سو م ص206) ختم نبوت کے انکار پر تبلیغی جماعت اور قادیانی جماعت کا اتفاق ہے مرزا قادیانی لکھتا ہے : ”اب بجز محمدی نبوت کے سب نبو تیں بند ہیں۔ شریعت والا نبی کوئی نہیں آسکتا اور بغیر شریعت نبی ہو سکتا ہے مگر وہی جو پہلے امتی ہو۔ پس اس بناءپر میں امتی ہوں اور نبی بھی“۔ (تجلیات الہیہ ص25) مولانا قاسم نانو تو ی مدرسہ دیو بند کے بانیوں میں سے ہیں، اپنی کتاب تحذیر الناس ص28 پر لکھتے ہیں۔”اگر بالفرض بعد زمانہ نبوی صلعم بھی کوئی نبی پیدا ہوتو پھر بھی خاتمیت محمدی میں کوئی فرق نہ آئے گا“۔
-
Waseela k baaray man thodi si aur tehqeeq haazir-e-khidmat hai!
-
Waseela k baaray main chand Zaif Ravayat. Umeed hai aap Ghusa honay ki bajay thanday dil say is baaray main ghour kerain gay.. .Allah humain apnay Deen ko samjhanay aur phir us per amal kernay ki toufeeq day (Ameen).
-
Aur ab main un Wseelon ka zikar keroon ga k jo Nabi say saabit nahi!Request yehi hai k aap ghusa honay k bijaya is per b ghour kerain!Mairi koshish kisi ki dil azaari nahi balkah Deen ko seekhanay ki hai.....
-
Saeedi sahib bohat achi tehqeeq hai aap ki ..... Aur haan hum AhlulHadeeth Waseela k munkar bilkul nahi hain ....Laikin koun sa waseel sahi hai...Is k baaray main humain pata hona chahiya!Jis ki wazahat main idhar keroon ga!Umeed hai bahas kernay ki bajaya aap is ko samjhain gay!
-
Kamaal hai Main nay aap k saamanay Hadees-e-RAsool paish ker di hai jis main saaf daleel hai k Tauz aur Sana ahista padhni chahiya aur aap brailvi loug is ko manany say sharma rahay hain! Kia yehi humaara imaan hai? Qadri bhai NAvid bhai humaari aap say koi zaati dushmani to hai nahi sirf deen k baaray main thoda sa ikhtalaaf hai......Usi ko door kernay k lia yeh forum banaya gia hai!Agar aik doosaray per ilzaam taraashi ker k badnaam kernay ki koshish kertay rahay to jaan laina chahiya k aik din woh b aanay waala hai keh jub sab loug utha ker Allah k hazoor haazir kia jain gay!Wohaan hum sub k peer-o-murshid Jinnab-e-Muhammad b hoon gay agar unhoon nay hum say is baaray main pooch lia to hum un ko kia jawab dain gay?Hum ko thoda is baaray main b soochna chahiya,,,,,Aur apnay tasub ko chorna chahiya!
-
Reply To Wahabi: Surah Al Hajj {22} Verse 73
Faisi replied to RadiatingAli's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
Aur aap k Alahazrat b in ko Mindonillah hi samjhatay hain! Agar in ko Mindonillah na samjhatay to in ko yahan discuss na kertay!Aur aap k Alahazrat nay is ayat ki tashreeh sahi ki hai ! TArjuma Kanzul-Iman: -
Bhaagta koun hai?Yeh to aap brailvi lougoon nay mujhay ban ker k saabit ker dia!Laikin sun lo is tarah tum mujh say jaan nahi chura saktay! Aur [Muhadseen b Muqalid}Waalay topic say b koun bhaaga hai yeh b sub k saamany hai! Aur aap k sub swaalon ka jawab idhar laazmi dia jaya ga pehlay mairi is Hadees-e-Nabwi k baaray main kaho kia kehtay ho?is ko sahi maantay ho ya nahi!
-
kisi ghair muslim kay laey dua kurna kaisa ( NEED URGENT)
Faisi replied to SanaAli's topic in گفتگو فورم
Mairi Bahan aap ghair muislim k lia maghfarat ki dua nahi maang sakti laikin un k lia hadayat ki dua maang sakti hain!