Jump to content

bella

Under Observation
  • کل پوسٹس

    142
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ bella نے پوسٹ کیا

  1. book k scan laga dyn tky baki b par lyn aur phr jawab b miljay ga
  2. Muhammad Ali na tu ap ka andazy guftago darust hy aur na he guftago ka tariqa. apny baroon ka gand parna hy tu bola books ka nam main bata dyta hoon Aur Aik jaga tum ny lekha k Husain Ahmed RA ny apny pass sy books k hawalay deya zara un tamam k nam lekh sakty hoo. Aur Agar tumhary ashraf Sialvi ka khud iqrar main dekha doon k ham barelvi dunyan main zalil horahy han tu aik cup pani main doub maro gy (yan kici aur alam ki kitab sy) Aur agr ye b dekha doon tumhary aik bary ny lekha hy k ahmed Raza jahaloon k peshwa thy
  3. Zalil kon Huwa barelvion k nazdeek aik zinda padri aj khatry ki ghanty aur kufar k fatwa aur jo margeya uspar gustakhi k fatwa barelvi ulma ny lagay. Magar Haq nawaz ko allah ny shahadat di. aur jahan tak munazar jang ki baat hy tu wo kaisy jeeta sab janty hyn esley aj taj tum loog muazara jang no ka jawab nahe desaky
  4. barelvion ko keya hogeya hy Ulma HAQ be hayat ka Aqeeda rakhty hn. Mamati loog ko haq par nahe janty Jado jo sar char kar boly wo ye hota hy k Munazara Jang k mutalaq ap k ghar wal kahta hy k hamara munazar aik baat ka bee jawab na desaka
  5. Usman sb keya koe baat siyako sabaq cy hat kar sirf aik line sy apni marzi ka matlab nikalna darust hy??? agar darust hy tu albarelviyat k mutlak ap ky akabar ka shikwa k siyako sabak biyan nhe kea gea what mani rakhta hy. agar ap k qanoon par jaon tu bareliyat book ap k mutabak b 100% darust aur ap mushrak sabat hoty ho Hamary akabar main AShraf Ali thanvi RA ka Safar nama par lyty jo special Lahore Ali Hajwari RA k mazar par hazari dyny ay
  6. Ulma Haq ka koe fatawa post kardyn k kcy qabar par jana aur qabar waly k lye dwa karna jaiz nahe
  7. Saadi sb. Asal baat par tu ap jawab nahe dy rhy. baray maharbani Moulana Abdul Sami Rampuri Haji Sb Ra ki esbarat p51 par takfir scan post kar dyn. Aur baki tamam ulma ny es ebarat par girft kun na ki kun khamosh rahy
  8. ji zara batana pasand karain gy many kahan ghalat alfaz boly Bilfarz jo HAQ ny hawal pahly pesh keya hy wo jotha b ho tu Haji Sab ki wasiyat ka kya karo gy aur jab Wasiyat pesh kardi tu pahly hawalay ki koe hamiyat nhe rahti aya wo sach hy yan joth kun k jo alfaz wasiyat main hyn aisay he hawala main hyn. Chalo hawal mil b geya tu kya karo gy esko jotha sabit karo gy tu b koe faida nhe baat wasiyat par he ani hy. aur phir deye gy halawa ka mustanad hony k elye itna he kafi ha k haji Sb ki wasiyat b aisi he hy abi Haji sb ki aur b books hyn jis main ulma deoband ko haq par lekha hy Ab saadi k pass jawab nahe tu baat pahly hawaly ki kar raha hy Ankhn khool kar Haji Sb ki wasiyat paro aur jawab dou
  9. Saadi Sb Haji SB ki wasiyat samny aage jwab dou ab kun chabal mar rhy ho (pahly hawala ka makhaz dou. agar de be dya jay tu b baat Haji sb ki wasiyat par akar ruky gi) Moulana Abdul Sami aur baki wo tamam ulma jinhon ny esbook ki taeed (fevour) ki unmain sy kitny ulma ny 51p walay ebarat pr kufar ka fatwa dya yn ye badbahti Ahmed raza aur usky cheloon k hesy main i
  10. Saadi Sb jis tara sy ap ny apni kitab ka hawala deya jo ham par ujat nhe mumkan HAQ SB ny b koe deoband alam ki kitab ka hawala qoute keya ho barhal ye tu haq sb he bat sakty han. janab mairi post ka tu jwab dyn hawala Haji sb ki kitab sy kun k unki apni books majood hyn
  11. Saadi sb Ab ap py two fatwa qarz hyn jn jin k scan ap ny lagany han Moulana sami aur Haji Sb ra. Yaad rahy k Haji Sb ki kitab sy fatwa scan ho
  12. Saadi Sb apki puri post sy kahen ye sabit nahe hota aur na hosakta hy jabtak itni bari kufria (ap k baqool) ebarat par kuch kalam nhe. Haji SB RA ny b es esbarat par kabi kuch nahe kaha. keya milad aur baki kuch par bahas es ebarat sy ziada kufreya thi jo espar belkul khamushi ehteyar ki??????
  13. janab hamko sirf aur sirf wo page scan laga dyn 2nd adition ka jis main moulana ny 51page ki ebarat k khalaf kufar ki baat ki aur lekhny waly ko kafir kaha bus aur ahmed raza ny es ebarat par kufar ka fatwa kb lagaya date k sath
  14. Khalil Rana Sb pls hight light kr dyn jahn Moulana Abdul Sami ny moulana Khalil Ahmed par kufar ka fatwa dya tha page 51 ki ebarat par Saeed sb ny tu deoband ki book ka scan lgaya hy
  15. Khalil Rana sb ap ny mairi baat ca jawab nhy deya. moulan Abdulsami ny Moulana Khalil ahmed ki ebarat par fatwa kufar dya???
  16. Had hoge main kuch poch rha hoon ap jawab kuch post kar rhy hoo Moulana Khalil Ahmed RA ki ebarat page 51pr Moulana Abdul Sami ny kuffar ka fatwa deya?? if yes please share the scan page
  17. Khalil Rana: kam az kam maira sawal tu par leya hota phir jawab dyte Acha esbaat ka jawab dou Moulana Abdul Sami rampuri ny moulana Khalil ahmed RA ki ec ebarat par etraz kea jo tum ny post ki
×
×
  • Create New...