qadri bhie intahaye mazrat k saath mujhe to lagta hay k ap jawba likhnay k laye tayar nahe hay agr esai hi baat hay to plz wazeh kardijaye fazool may chakkar denay ka koy fayda nahe hay...
agr yeh sare bate itni hi asan hay to ap jwab kyoun tyar nahe kar rahe hay...????
ap k pass saray dalay to hay ap ek do ghantay ka wakht nikal kar in ko jama karle inpage may or yaan post karde sajid wahabi k jwab may may esay wahan laga dunga...????
akhir is may masla kya hay...
pzl mere baton ka bura mat maniye ga likii mere sabr ka pemana labrez hota jarah hay ap ko shed andaza nahe hay k may kiti tention may hun..
pzl plz kal taq is ka jwab tayar kar ke de deyn