Jump to content

Rizwan Q

اراکین
  • کل پوسٹس

    352
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Rizwan Q نے پوسٹ کیا

  1. janab me apki sari batoon se agree karta hoon ap theek keh rahe hain ab ap meri baat ka jawab dain kia me theek keh raha hoon kia ap mere is baat se agreed kartay hain? kia ap apni sister ko ye baat keh saktay hain kay wo jo seenay kay ubhar per pehente hain osay kia kehte hain? Brezier.brezer 2 taran kay hotay hain 1 normal 1 foam wala.. foam wala brezer nahi pehna chahiye ye jaiz nahi hai kion kay is se breast ka size bara nazar ata hai..jab shadi hojae phir apne husband kay leye pehenna theek hai.....
  2. bilkul bayan karooga Channel band nahi karooga ....mil gaya jawab? ab ap meri baat ka jawab do kia ap apni sister ko ye baat keh saktay hain kay wo jo seenay kay ubhar per pehente hain osay kia kehte hain? Brezier.brezer 2 taran kay hotay hain 1 normal 1 foam wala.. foam wala brezer nahi pehna chahiye ye jaiz nahi hai kion kay is se breast ka size bara nazar ata hai..jab shadi hojae phir apne husband kay leye pehenna theek hai.....
  3. kia ap apni sister ko ye baat keh saktay hain kay foam wala brezer nahi pehna chahiye ye jaiz nahi hai kion kay is se breast ka size bara nazar ata hai..jab shadi hojae phir apne husband kay leye pehenna theek hai..... jawab do...yes or NO...agar ap ka jwab yes hai tu me Haar maan leta hn ..ap jeet gaye ap me apni family kay leye kitni sharam-o-haya hai iska andaza abhi hojaega
  4. masla ye hai kay tum logo se jab koi sawal kia jata hai tu tum log Diogandion ki chorian chakarian batana shuru ho jatay hoo...jahiloon dosroon ki gandagi batanay se apni gandagi kabhi saaf nahi hoti..dio gandi kia karta Asharaf Ali thanvi kia karta hai unkay kalay kartoot deobandion ki amma g se pocho jakar... mene pehle bhi kaha tha kay MAdani channel 1 public channel hai wahan is qisam ki bateen karna brezer brezer ki awazain lagana gol gol shape ki bateen karna agar sahi hai tu kal se apne bachoon ki bhi iski taleem do kia khayal hai..kal se ap log apne ma behen bachoo ko batana shuru kardo kay foam walay brezer jis se tum logo ka seeney ka ubhaar phool jae ese brezer nahi pehna karoo...or apni sisters ko batao kay foam walay brezer sirf apne shohor kay samnay pehnne or apne bachoo kay chaddi me jo gol gol shape bante hain unkay baray me batao or brezar kay fawaid or nuqsaan kay bray me bhi batao shabash daily apne ghar me is qisam ki discussion kia karoo or pocha karoo kay jo senay kay ubhar per pehente hain osko kia kehtay hain phir tumari family mese hi koi khara hokar batae kay osay brezer kehte hain tu tumhen bht acha lagay ga.phir tum apni family ko brezer kay jaiz na jaiz ki taleem do ..chalo kal se shuru kardo ye kaam jahan jahiliat khatam hoti hai wahan se Brelviat deobandiat janam leti hai
  5. mere bhai namaz roza hajj zakat ye saray hukum "Tabb" kay leye thay..umeed hai khaaksaar sahab meri baat se agree kareengay
  6. Aena inko Dikhaya tu bura maan gaye... Sharai Masail is taran khul kar public kay samnay bayan keye jatay hain kia??...kuch tu khayal karoo yaar...ap 1 channel per bethe hoo jisko jawan borhay bachay mard ortain..Family kay sath beth kar dekhte hain..kia in masail ko sekhnay kay leye Family ka bachoon ka koi paas nahi hai??? kia ap apne bachoon or behen bahion kay darmiyan beth kar is taran kay masail ko sekh lain gay ??? ap hi ka bacha is bayan ko sun kar ap se sawal kar day kay ye Brezer kia hota hai tu ap osko bhi sharai masail samjhana shuru kar do gay?? kuch tu Lihaaz karo, Madani channel 1 public channel hai jise har chota, bara, mard, orat, bachay sab dekhtay hain..agar jinsi kay masail isi taran khul kar bayan keye jatay hain tu Pehle apne channel kay oper Only 18+ Allowed ki patti chalwa dia kareen...this is serious issue..
  7. aj sehri kay bad time taqreban 4:30 kay bad Molana ilyas qadri ne esa byan kia kay family kay sath beth kar dekha nahi ja sakta tha jitna mene suna wo arz keye deta hoon baat parday kay topic per ho rahi thi ajkal ki nojawan larkia seenay ko ubharnay kay leye foam walay breazer pehenti hain jinka sene ka ubhaar kam hota hai wo foam walay brezer pehenti hai...jab kay esa brezer pehnna haram hai haan apne shohor kay samnay brezer pehn sakti hai...ajkal kay nojawan bhi nahatay waqt esi chaddi pehente hain jis se unkay goal goal shape nazar atay hain....................esi taran ki bateen jari thin kay mene channel change kardia kion kay family kay saray afrad mojod thay brezer bolnay se pehle molana sath bethe muftion se pochtay hain kay wo jo khwateen senay kay ubhaar per pehnti hain usko kia kehte hain? tu sath bethe muftion ne sharma kar koi jawab nahi dia jis kay bad molana sochnay lagay phir boly haan usko brezer kehte hain kia ye zaib deta hai molana is qasam ka bayan dain??
  8. me 15 days ki leave per jaraha hn....agar moqa mila to reply karooga...warna 15 days bad.....oswaqt tak aplog maloom kareen konsay kaam sawab hain konsay Ebadat.?..list oper mojod hai Allah Hafiz
  9. ye Ayats Nabi OR sahaba kay zamany me bhi thin....unko samjh nahi aya (Noauzubillah) or tum logo ko samjh agaya Nemat ka charcha is taran kia jata hai Lighting karna Chiraghan karna Disco lights lagana Relian Nikaalna Jalsay karna Jhanday or Jhalareen lagana Dhamaal Bhangray dalna Trucks or Signal per Loudspeaker per recording karna ab batao in sab kamoo ko karne me tumhen kitna sawab milay ga??? kia ye amaal Sawab walay hain?? Ebadat hain?? meri thread ka maqsad hi yahi tha kay tum log batao kay ye kaam sawab hai ya nahi.....Nematoon ka charcha karne ko tum log yahi murad lete hoo?? likin tum log ab tak ye nahi bata sakay kay ye saray kaam Sawab hain ya nahi.... jab tum logo ko ye pata chal jae kay in sab kamoo me sawab milta hai or Allah ne Naimatoon ka charcha karne se yahi murad lia hai to muje bata dena 3 pages wesi zaya ho chukay hain
  10. Dekhen Janab ap bhi jaiz mantay hain or ham bhi jaiz mantay hain ok ap ye kehna chah rahe hain kay ye tamam kaam Jashan-e-Wiladat ki khushi me keye jaen to Sawab or Ebadat ban jaen gay agar mene sahi kaha to ap Reply me agreed kar dain
  11. [quote name='SunniDefender' timestamp='1328979468' post='78361'] [font="Tahoma"][size="5"][color="#0000ff"]چاہتا ہوں کہ جشن ولادت نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کی آپ کی نظر میں کیا حیثیت ہے ؟[/color][/size][/font] [font="Tahoma"][size="5"][color="#ff0000"]کیا ثواب ہے ؟ کیا بدعت ہے ؟ یا مباح عمل ہے ؟[/color][/size][/font] [font="Tahoma"][size="5"][color="#006400"]چونکہ آپ کا سوال جشن ولادت صلی اللہ علیہ وسلم کے منانے کے طریقہ پر ہے تو میں یہ ضروری سمجھتا ہوں کہ پہلے [/color][/size][/font][center][font="Tahoma"][size="5"][color="#006400"]آپ سے یہ پوچھ لوں کہ جشن ولادت منانے کی حیثیت آپ کی نظر میں کیا ہے ؟ [/color][/size][/font][/center][/quote] [b]Jashan-e-Wiladat agar Sawab Sunnat or Deen Ka hissa samjh ki manaya jae or Shaba or Nabi S.A.W.W. kay Doar se Is Jashan ko Sabit karne ki sar toor koshish ki jae or Na mananay waloon ko bura bhala kaha jae ....to ye Bid'at hai[/b] [b] [/b] [b]or agar esa esa kuch nahi tu hume koi etiraaz nahi ...bilkul manana chahiye...[/b] [b] [/b] [b]Aqal me baat ajaegi inshallah ab apkay[/b]
  12. Jashan-e-Wiladat ki khushi me...in tamam kamoo ko karne se sawab milay ga?<br style="color: rgb(23, 22, 22); font-size: 13px; line-height: 19px; background-color: rgb(251, 252, 250); "> 1. Roads per Relian Nikaalna 2. Cricket Match 2. Jalsay Karna 3. Lighting Karna (Disco Lights Lagana) 4. Swimming Championship karwana. 5. Gharoon me Sajawat karna 6. Rods, Streets Gharoon mohallon me Baray Baray Jhanday or jhalareen lagana 7 Picnic Per jana.. 8. Nishana Bazi kay muqablay karwana... 9. long drive per ghomnay jana durood salam parhtay hue jhanday lehratay hue.<br style="color: rgb(23, 22, 22); font-size: 13px; line-height: 19px; background-color: rgb(251, 252, 250); ">10. relatives ki dawat ka ehtamam karna
  13. Bht Bht Shukriya janab ab ap ye bhi bata dain kay ye tamam kaam Ebadat hain ya nahi Jashan-e-Wiladat ki khushi me...inko karne se sawab milay ga? 1. Roads per Relian Nikaalna 2. Cricket Match 2. Jalsay Karna 3. Lighting Karna (Disco Lights Lagana) 4. Swimming Championship karwana. 5. Gharoon me Sajawat karna 6. Rods, Streets Gharoon mohallon me Baray Baray Jhanday or jhalareen lagana 7 Picnic Per jana.. 8. Nishana Bazi kay muqablay karwana... 9. long drive per ghomnay jana durood salam parhtay hue jhanday lehratay hue. 10. relatives ki dawat ka ehtamam karna
  14. ajeeb baat hai mera thread bananay ka maqsad hi yahi tha kay me ap logo se pochoon kay ye tamam kaam Sawab hain ya nahi??...ulta ap muj se poch rahe hain kay sawab hain ya nahi....wah G wah mere nazdeek ye tamam kaam jaiz hain janab ap sirf ye bata dain kay Jashan manany ki khushi me ye tamam kaam karne se sawab milta hai ya nahi agar milta hai to ap keh dain kay haan milta hai agar nahi milta to boldain kay nahi milta baat khatam ho jaegi....likin ap ulta mujse poch rahe hain sawab milta hai ya nahi......Wah Wah kia bat hai
  15. ham Mamnoh or Gher Mamnoh ki tu bat nahi kar rahe .... mene sirf ye pocha hai kay Darj Zail Amaal karne me Sawab milay ga ya nahi...jese kay picnic per jana, Swimming shampion karwana.................. etc etc... likin ap wo bata nahi rahe
  16. 2nd bat Likin Apkay mufti Sahab tu kehtay hain kay Sawab oswaqt milay ga agar wo Amal bhi sawab wala hoo.... http://www.islamimehfil.com/index.php?/topic/16713-eid-milad-un-nabi-aur-mubah-aamal/ ye tu khula tazad hogaya apka or Apkay mufti sahab ka
  17. iska matlab ye hua kay Eid Milad ki khushi me Swimming champion ship Cricket match Ghur sawari kay muqablay Nishana Bazi kay muqablay Relative ki dawat ka ehtamam Picnic ka ehtamam in sab me bhi sawab hoga or agar ye kaam ham saal kay kisi bhi din sar anjaam dain or Niyat achi karlain to sawab bhi milay ga... to iska matlab ye hua kay ham is taran bhi sawab kama saktay hain?
  18. Khabar sachi ho tu sab se pehle shor ghar kay andar se hi hota hai....or shor tu ho raha hai...
  19. muje pata nahi hai kay tum log Wiladat ki khushi me Lighting karne relian, juloos jhanday chiraghan karne ko sawab samjhtay hoo ya nahi...kion kay ye tu tum log bata nahi sakay.. bilfarz agar ye man lia jae kay Lighting jalsay juloos relian nikalnay ko Bareelvi maslak agar sawab samjhta hai tu phir Wiladat ki khushi me Picnic per jana,, swimming champion ship karwana,, ghurr sawari kay muqablay karwana,,,isi taran kay bht saray jaiz kaam hain os per bhi sawab milna chahiye dekhen aplog neutral ho kar sochain.......yaqeenan ye goor talab baat hain....baqi ap logo ki marzi.... muje tu ye jawab ap Deobandi ka bahana bana kar taal rahe hain....likin os waqt se daro jab kisi bareelvi ne ye sawal ap logo se kar dia tu kia jawab dogay...is leye abhi se tayyari karlo janab
  20. Bareelvi maslak ab tak is baat ka jawab dene se qasir hai kay ye amaal sawab hain ya nahi.. Inka 1 mufti kehta hai kay Sawab os sorat me hoga ag wo amal sawab wala hoo.....but.toheedi sahab kehtay hain kay har jaiz kam karne per sawab milay ga... ab ap log khud faisla karoo kay Sawab walay amal per hi sawab milay ga ya phir har jaiz kaam karne per bhi sawab milay ga.....kion kay jaiz kaam tu bht saray hain... ...ab ap log jitna chahe posting karte rahoo...likin iska jawab nahi de paogay....kion kay iska jawab aplogo kay pas hai hi nahi.... kia yahi hai tum logo ka ilm??? lolzzz 1. Roads per Relian Nikaalna 2. Cricket Match 2. Jalsay Karna 3. Lighting Karna (Disco Lights Lagana) 4. Swimming Championship karwana. 5. Gharoon me Sajawat karna 6. Rods, Streets Gharoon mohallon me Baray Baray Jhanday or jhalareen lagana 7 Picnic Per jana.. 8. Nishana Bazi kay muqablay karwana... 9. long drive per ghomnay jana durood salam parhtay hue jhanday lehratay hue. apne apko itna bara alim or mufti kehne walay itnay chotay se sawal ka jawab nahi de sakay....muje pata Tha ap logo kay pas ilm ki kami hai...isi leye .... Jahsna wiladat per itni kharafaat hoti hain ...
  21. Khair janab Aplog Zada behes na kareen sirif ye bata dain kay ye saray kaam karna sawab hai ya nahi bas .....
  22. Tu ap bol do kay aplog Jashan WIladat ko Deen ka hissa nahi samjhtay..or na hi zaroori samjhtay hain..
  23. Janab Ap log Abtak 1 Chotay se sawal ka jawab dene kay bajae Ghisay Pitay MAwad Pst karr rahe hain mene Sirf ye pocha hai kay Jashan-e-Milad ki khushi me YE kaam karna Sawab hai ya nahi Just sirf ye bataen kay Sawab hai?? 1. Roads per Relian Nikaalna 2. Cricket Match 2. Jalsay Karna 3. Lighting Karna (Disco Lights Lagana) 4. Swimming Championship karwana. 5. Gharoon me Sajawat karna 6. Rods, Streets Gharoon mohallon me Baray Baray Jhanday or jhalareen lagana 7 Picnic Per jana.. 8. Nishana Bazi kay muqablay karwana... 9. long drive per ghomnay jana durood salam parhtay hue jhanday lehratay hue. Kion kay apkay Mufti sahab ne khud kaha hai kay Har jaiz kaam me wiladat ki khushi manana Sawab hai Ab sirf ye bataen kay konsay kaam jaiz hain??? muje umeed hai ap aplog jazbat menahi aengay.... or aplog jusloos nikalnay ki wazahat Safah Marwa per dornay se karr rahe hain...jab kay Safah-e-Marwa per dornay ka hukum Allah ne dia...or ye sunnat Bibi Hajra se le kar aj tak jari hai..... jab kay Juloos sirf 1 baar nikla oskay bad kisi Sahabi ne Har saal juloos nahi nikala or na hi Nabi S.A.W.W ne iska hukum dia...agar ye sab karna itna hi zaroori hota tu Sahaba or NAbi. S.A.W.W. har saal esa juloos nikaltay....ab batao unhoo ne har saal 12 rabiul awwal ko juloos kion nahi nikala??? Sirf 1 dafa hi kion???
  24. janab tohhedi sahab ab ap ne khud kaha kay milad per har jaiz tareeqay se khushi manany per ajar-o-sawab milay ga ap ap muje bata dain kay in me se konsay konsay kaam me ajar-o-sawab hai ... 1. Roads per Relian Nikaalna 2. Cricket Match 2. Jalsay Karna 3. Lighting Karna (Disco Lights Lagana) 4. Swimming Championship karwana. 5. Gharoon me Sajawat karna 6. Rods, Streets Gharoon mohallon me Baray Baray Jhanday or jhalareen lagana 7 Picnic Per jana.. 8. Nishana Bazi kay muqablay karwana... 9. long drive per ghomnay jana durood salam parhtay hue jhanday lehratay hue. ap sirf ye bata dain kay in me se konsay kaam najaiz hain or kis kaam me kitna sawab hai?? ye srf me isleye poch raha hn kay bht saray logo ko pata nahi kay kay milad ki khushi kis taran manani hai....is taran bht saray logo ki maloomat me izafa hoga
  25. Sharai Mumaniat to koi bhi nahi hai....mene kab kaha kay momaaniat hai in kamoo me??? me to seedha sa sawal poch raha hoon kay in sab Kamoo kay karne me Sawab hai ya nahi??? ap bataen Kia ye amaal karne se sawab, ajar milay ga?? bas janab itna chota sa sawal hai ...
×
×
  • Create New...