Jump to content

Eccedentesiast

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    3,046
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    85

سب کچھ Eccedentesiast نے پوسٹ کیا

  1. Shair-e-Besha-e-Ahl-e-Sunnat Allama Hashmat Ali Khan
  2. Bhai apna jwab yahan bhi share kr dain to bahut mehrbani hogi
  3. Sooraj Ultay Paon Paltay Chand Isharay Say Ho Chaak Andhay Najdi Daikh Lay Qudrat Rasool ullah Ki (saw)
  4. Allama Abd-Ul-Mustfa Azhari رحمت اللہ علیہ
  5. bhai abhi tak to yeh room nazar naheen aarha check kijiay Screenshot:
  6. Ataullah Shah Bukhar sahib deobandi mazhab say taluq rakhtay thay aor unhon nay Majlis-e-Ahrar-Ul-Islam k naam say aik jmat bhi bnayi thi .. in k pairokar inhain Ameer-e-Shareat bhi kehtay hain ...... Jmaat-e-Ahrar Quaid-e-Azam-o-Pakistan k sakht mukhalefeen par mushtamil thi.
  7. Is say nmaz par koi asar nhi parta , nmaz hojaye gi laikin koshish krni chaheay keh Ruko-o-Sujood main 3 , 5 ya 7 martba tasbeeh parhi jaye
  8. Bahar-e-Shareat Main hay: سجدہ یا رکوع میں بلا ضرورت تین تسبیح سے کم کہنا حدیث میں اسی کو مرغ کی سی ٹھونگ مارنا فرمایا ہاں تنگی وقت یا ریل چلے جانے کے خوف سے ہو تو حرج نہیں اور اگر مقتدی تین تسبیحیں نہ کہنے پایا تھا کہ امام نے سر اٹھا لیا تو امام کا ساتھ دے۔
  9. Ftawa-e-Razawia Shareef K mukhtalif Mqamat Say Akhz Shuda: Makrooh-e-Tanzeehi: Mandoob K Muqabil Makrooh-e-Tanzeehi Hay.Is Say bachna behtar hay magar karnay par koi gunah naheen hay. Jesay Misal k tor par Fasiq ki Azan Makrooh-e-Tanzeehi hay. Note: Mandoob wo amar hay jis par amal karna pasandeeda ho , yani keh achi baat .... Makrooh-e-Tahreemi: Wajib K Muqabil Makrooh-e-Tahreemi hay . Jo Cheez Najaiz Ho Uska Adna Darja Makrooh-e-Tahreemi hay , Makrooh-e-Tahreemi Gunah-e-Sagheera hay aor is say bachna zroori hay ... . Jesay Misal k tor par Izhar-e-Fakhar-o-Kasrat K Liay Maal Jemma Karna. Ya kisi ko tuhfa day kar us say dobara wapis lena makrooh-e-tahreemi hay. Ya Qabar par bethna , sona , isko rondna is par qaza-e-hajat krna makrooh-e-tahreemi hay. Ghoray ka gosht khana Ima-e-Azam kay nazdeek Makrooh-e-Tahreemi hay. Azan-e-Jumma k Waqt Tijarat Makrooh-e-Tahreemi hay. Fasiq Mu'lin aor Biddati Kay Peechay Nmaz Makrooh-e-Tahreemi hay , nmaz makrooh-e-tahreemi hui to isko dobara ada krna zroori hay ... misal k tor per dhari mundwanay walay k peechay nmaz makrhooh-e-tahreemi hay , agar parhi to duhrani wajib hay ...
  10. http://www.islamimehfil.info//topic/10036-umoom-e-balwa-kia-hay/
  11. Aameen Summa Aameen Bhai Hosla Afzai Ka Shukria Dua Mian yaad rakheay ga...
  12. Eccedentesiast

    Request For Eesal-E-Swab

    Meray Aik Dost Ki Walida Muhtarma Qaza-e-Ilahi Say Wfat Paagayi Hain. Aap Sab Say Eesal-e-Swab Ki Appeal Ki Jati Hay. Ham kuch doston nay 70000 martba Kalimah Shareef parhnay ka irada kia hay , please aap sab bhi apna apna hissa daalain. Agar koi Kalimah Shareef parhay to please yahan zroor mention krain. aor meri milk kr dain
  13. Bhai yeh answer smaat farmain: http://mufti.faizane...wer.php?Q=24861 Yahan Molana Sahib nay byan farmaya hey k yeh Qanooni tor per jurm hay aor jahan pakar dhakar hoti ho wahan inka istemal jaiz naheen ...... aor jahan aesa na hota ho to whan jaiz hay
  14. Masha Allah Allah pak aapko jaza-e-khair ata farmae.. Aameen Insha Allah Azawajal Allah pak aapka Haami-o-Nasir ho .. Aameen
  15. Sunni Sirf afsos hi krtay hain , jo keh ham dobara krain ge ...... SWAD-E-AZAM ko itni bhi tofeeq nhin keh apni AIK tanzeem k liay security hi muhaya kr day.. Hmaray Nojwan kahan hain??????? Qwalion say fursat milay to zra maslak ka bhi sochain ....
×
×
  • Create New...