Jump to content

Eccedentesiast

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    3,046
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    85

سب کچھ Eccedentesiast نے پوسٹ کیا

  1. A: Daada B: Beta B Fot hogya laikin B k nam koi jaidad naheen thi .. lihaza kuch taqseem na hua C= B ki aolad yani A k potay potean D=B ki bewah Ab A fot hogya , A k naam jaidad thi ... aor A ka B k elawa koi beta ya beti naheen thi .... Suwal: A ki jaidad main say C aor D ko kuch milay ga k naheen; Jwab: Agar B k bhai behn mojood hain to aesi soorat main C yani B ki aolad ko kuch naheen milay ga ..jesa k neechay deay gaye fatway say zahir hay: Laikin agar B ka koi bhai ya behn naheen hay to is soorat main A ki jaidad main C ka hissa hoga ... Saheeh Bukhari Shareef main aik poora bab is mutaliq hay ... Bab ka naam hi yehi hay ''Jab mayyat ka beta na ho to mayyat k potay k waris honay ka baab' Betay ka inteqal baap ki zindagi main hogya to betay ki bewah ko Sussar ki wirasat say koi hissa NAHEEN milay ga .. yani k Is soorat main D ko A ki Wirasat say kuch naheen milay ga. yani keh: A: Daada B: Beta B Fot hogya laikin B k nam koi jaidad naheen thi .. lihaza kuch taqseem na hua D=B ki bewah Ab A fot hogya , A k naam jaidad thi ... Suwal: A ki jaidad main say D ko kuch milay ga k naheen; Betay ka inteqal baap ki zindagi main hogya to betay ki bewah ko Sussar ki wirasat say koi hissa NAHEEN milay ga .. yani k Is soorat main D ko A ki Wirasat say kuch naheen milay ga. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=26716 ........................ Mazeed Maloomat k leay is kitab ka Muta'la farmaey: Qanoo-e-Wirasat: Read Online: http://www.nafseisla...ooneWirasat.htm Download: http://www.nafseisla...ooneWirasat.pdf
  2. Wa Alaikumussalam A = Baap B = Beta B fot hogaya ......... Suwal: betay ko kia milay ga Jwab: Beta mar gaya hay .. tarka zinda insanon main taqseem kia jata hay .. murday ko kuch naheen dea jata. betay ka tarka taqseem hoga nakeh usay milay ga .... wo to mar gya ab usay kia dain ge????? uskay naam jo jaidad hay wo lwaheqeen main Shareat k btaye gaye usoolon k mutabiq taqseem hogi...
  3. Wa Alaikumussalam bhai ... DAADA = A = jaedad ka malik BETA= B = koi jaidad NAHEEN B fot ho jata hay ........... bhai uskay naam koi jaidad ki NAHEEN hay to ab taqseem kia hoga??ab uskay pass koi cheez hi naheen thi to kia taqseem krain ge??? .............. Han jab DAADA fot hoga aor daada ka B k elawa koi beta beti na ho to to B ki aolad yani DAADA K POTAY POTION ko jaidad main say hissa MILAY GA..
  4. Shah-Walli-Ullah Aor Tasawwuf.pdf
  5. Bhai musanif ka naam '' Mufti Taqi Usmani'' to naheen hay???
  6. Bhai Shah Sahib nay is suwal main goh aor mutta ka haram hona byan farmaya hay .. Sanday ka naheen Shah Sahib nay farmaya hay keh: ''Goh SAANDAY SAY MILTA hua hota Hay''' is say pta chalta hay k saanda aor goh elahida elahida hain
  7. Wa Alaikumussalam bhai zra wzahat farmaey , aap kis janwar ki bat kr rhay hain? Sandha kia hay???
  8. Eccedentesiast

    Forbidden Times Of Salat

  9. Eccedentesiast

    Book : Kashf-Un-Noor An Ashab-Il-Quboor

    Kashf-Un-Noor An Ashab-iL-Quboor.pdf
  10. bhai naaf par shalwar bhandhna farz ya wajib naheen hay .. aapki marzi hay naaf par bhandhna chahtay hain to naaf par bhandhain .
  11. Taleef:Mufti Ataullah Naeemi Ftawa Hajj-o-Umra Hissa 1 FATAWA HAJ 01.pdf Ftawa Hajj-o-Umra Hissa 2 FATAWA HAJ 02.pdf Ftawa Hajj-o-Umra Hissa 3 FATAWA HAJ 03.pdf Ftawa Hajj-o-Umra Hissa 4 FATAWA HAJ 04.pdf Ftawa Hajj-o-Umra Hissa 5 Ftawa Hajj-o-Umra Hissa 5.pdf Ftawa Hajj-o-Umra Hissa 6 Ftawa Hajj-o-Umra Hissa 6.pdf
  12. bhai aapka jism cover hona chaeay ... Shalwar chahay naaf par bhandhain ya naaf say uooper ya naaf say thora neechay , jahan marzi bhandh sktay hain
  13. Kisi bhi insan par kisi buzrug ki swari naheen aati balkeh yeh jinnat hotay hain jo apnay aapko buzurg ki swari zahir kartay hain ... aor kisi par buzurgon ki swari aanay ka aqeeda rakhna durust naheen hay aor in swarion say kisi bhi qism ka swal krna ya ghaib ki baatain poochna jaiz naheen.. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=26414
×
×
  • Create New...