Jump to content

Eccedentesiast

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    3,046
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    85

سب کچھ Eccedentesiast نے پوسٹ کیا

  1. bhai yeh kitab mahr-e-muneer Molvi Faiz sahib ki likhi hui hay jo keh hmaray nazdeek mustanad aalim-e-deen naheen hain. bhai yeh Qazi Muhammad Basheer-Ud-Deen sahib ka interview parheay, aapkay qol k mutabiq Hazrat Peer Mehr Ali Shah Bila Mzameer qwali suntay thay. http://www.daleelerah.info/1011/11-interview_1011.html .................. bhai mzameer k sath qwali ki mumaniat Alahazrat nay sabit farmayi hay .. yeh hmaray leay kafi hay. wesay ''ALATAYA-UL-AHMADIYA FI FTAWA ALNAEEMIA'' jild 2 main Mufri Iqtedar Ahmad Khan naeemi sahib nay bhi mzameer k sath qwali k najaiz honay par tafseeli kalam kia hay... behrhaal Mufti sahib mosoof bhi Jamhoor Ahl-e-Sunnat k nazdeek mutbar naheen hain.
  2. bhai islam main Moseeqi ki koi gunjaish naheen hay , aajkal qwalion k nam par jo ho rha hay sab haram hay , Aalat-e-Moseeqi k baghair qwali ahl ko jaiz aor ghair ahl ko manna hay , gana bjana islam main sakht haram hay Alahazrat ki kitab ''MASAIL-E-SAMA'' http://www.razanw.org/modules/alahazratbooks/item.php?itemid=181 yeh topic bhi dekheay: http://www.islamimehfil.com/topic/1629-fatwa/
  3. Yeh Jwab yahan par bhi lga dea gya hay: http://www.ja-alhaq.com/urdu-section/aetarazaat-jawabaat/183-allama-nizamuddeen-multani-aor-nabi-pak--k-hazir-nazir-honay-ka-masla.html
  4. Yeh Article Yahan par bhi lga dea gaya hay: http://www.ja-alhaq.com/urdu-section/shia/181-shia-ka-aqeeda-e-imamat-paash-paash.html
  5. Meray muhtram bhai is jumlay main yeh kahan say sabit hota hay keh Mqam-e-wilayat Mqam-e-Nabuwat say afzal hay? bhai mazkoora jumlay say to Mqam-e-Nabuwat ki bayhad fazeelat pta chalti hay. jumla likha hay: Jahan Huzoor Ghos-e-Pak K Mqam-e-Wilayat Ki Inteha hay wahan say Anmbia k mqam-e-Risalat ki Ibteda hoti hay. bhai Inteha ka matlab hay keh Buland tareen mqam , yani k jahan par Aolia ki wilayat ka BULAND TAREEN darja hay wahan say Mqam-e-Risalat ka PEHLA DARJA shuroo hota hay ... Yani k Aolia-e-kiram chahay kitnay hi bray buzurg kion na hon , jahan par unki wilayat KHATAM hojati hay , wahan say Anmbia ka Mqam-e-Risalat SIRF SHUROO hota hay ....
  6. bhai mazkoora shakhsiat k baray main to mujhay koi ilm naheen hay behrhaal simple si bat yad rakhain Jo Hazrat Ameer Muawia ki shan main gustakhi krta hay wo jahanumi kutton main say aik kutta hay.. chahay wo apnay nam k sath muhaddis likhwae ya peer ya bray bray alqabat ki line lgata phiray. Uska muslmanon say koi taluq naheen hay aor tmam muslman us say bezar hain.
  7. Bhai Munch mundwanay ka zikr naheen milta , albta Munchain kam krnay ka hukam zroor hay , Nabi Pak nay farmaya keh Munchon ko past kro aor dharion ko muafi do. http://mufti.faizane...wer.php?Q=27403 Wesay muchain mundawana manna bhi naheen hay. Jazak Allah
  8. Eccedentesiast

    Nabi Pak ﷺ Ki Gustakhi Ki Saza Sirf Qatal Hay!

    Gustakh-e-Rasool.pdf
  9. bhai meray khial k mutabiq kam az kam aik muthi dharhi rakhna wajib hay ,,,
  10. Owais Bhai ki aawaz main yeh Naatain meray pass naheen hay , magar kisi aor Naat Khawn ki parhi hui yeh Naat mojood hay: Hazir Hai Dar-e-Daulat Pe Gada Sarkar Tawajjuh Farmayein Hazir Hain.mp3
  11. Meray Aa'mal Ka Badla To Jahanum Hi Tha :: Main To Jaata Mujhay Sarkar ﷺ Nay Jaanay Na Diya

  12. Aap k paas DAWA BILA DALEEL ''main aolia ko mannay wala hoon'' k elawa bhi koi sboot hay ????? aap nay abhi tak kinti ilmi daleelain di hain?? aik bhonday dawa k siwa aap ki khali theli main kuch naheen hay. acha itni jaldi maan gaye??? ab shia section main yeh posts kijiay YEH SECTION DEBATE K LEAY NAHEEN HAY , aapki posts yahan say delete kr di jayen gi... Muta'liqa section main ja kr bahs kijiay. yeh ISLAMIC ARTICLES ka section hay .. shia ya tafzeeli mazhab k articles ka naheen ..
  13. Eccedentesiast

    Quran Aor Aasman

    Quran Aor Aasman.pdf
  14. Download: http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/MuharramAurTaziya/MuharramAurTaziya.pdf Read Online: http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/MuharramAurTaziya/MuharramAurTaziya.htm
  15. Toheed o shirk Aor Quran Fahmi.pdf
  16. http://www.express.com.pk/epaper/PoPupwindow.aspx?newsID=1101117956&Issue=NP_LHE&Date=20101211
×
×
  • Create New...