Eccedentesiast
مدیرِ اعلیٰ-
کل پوسٹس
3,046 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
85
سب کچھ Eccedentesiast نے پوسٹ کیا
-
2 books in PDF format added Altabsheer Be Radd-it-Tahzeer & Altabsheer Par Etrazat k Jwabat Az Allama Syed Ahmad Saeed Kazmi رحمت اللہ علیہ: Download Link: http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach§ion=attach&attach_id=45695 التنویر لدفع ظلام التحذیر یعنی مسلہء تکفیر از علامہ غلام علی قادری اشرفی رحمت اللہ علیہ Download lInk: http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach§ion=attach&attach_id=45696
-
Ftawa Razawia say Makhoz: (۴) حضورﷺنے اویس قرنی رضی اﷲ تعالٰی عنہ کا ذکر کرکے صحابہ رضی اﷲ تعالٰی عنہم کو حکم دیا:فمن لقیہ منکم فلیامرہ فلیستغفرلہ ۵؎۔ ۤاخرجہ مسلم والبیھقی عن عمر فاروق رضی اﷲ تعالٰی عنہ۔تم میں جو اسے پائے اپنے لیے اس سے دعائے بخشش کرائے۔ اسے مسلم اور بیھقی نے حضرت عمر فاروق رضی اﷲ تعالی عنہ سے رروایت کیا ۔ (ت) (۵؎ صحیح مسلم فضائل اویس قرنی قدیمی کتب خانہ کراچی ۲ /۳۱۱) ایک روایت میں ہے حضرت فاروق کو بالتخصیص بھی حکم ہوا ان سے دعا کرانا کہ وہ اللہ کے حضور عزت والے ہیں،ا خرجہ الخطیب وابن عساکر ۱؎ (اسے خطیب اور ابن عساکر نے روایت کیا۔ ت) (۱؎ مختصر تاریخ ابن عساکر فی ترجمہ اویس قرنی دارالفکر بیروت ۵ /۸۲) (۵) حسب الحکم امیر المومنین عمر رضی اﷲ تعالٰی عنہ نے ان سے دعا چاہی ۲؎ ۔اخرجہ ابن سعد والحاکم وابو عوانہ و الرویانی والبیھقی فی الدلائل وابو نعیم فی الحلیۃ کلھم من طریق اسیربن جابر عن عمر رضی اﷲ تعالٰی عنہ۔اسے بطریق اسیربن جابر حضرت عمر رضی اﷲ تعالٰی عنہ سے ابن سعد، حاکم، ابوعوانہ، رویائی، دلائل میں بیھقی ، اور حلیہ میں ابونعیم نے روایت کیا۔ (ت) (۲؎المستدرک للحاکم ذکر لقاء اویس قرنی دارالفکر بیروت ۳ /۴۰۳) (۶) ایک روایت میں ہے امیر المومنین فاروق وامیر المومنین مرتضٰی رضی اﷲ تعالٰی عنہما دونوں کو حضرت اویس سے طلب دعا کا حکم تھا۔ دونوں صاحبوں نے اپنے لیے دعاکرائی ۳؎۔اخرجہ ابن عساکر (اسے ابن عساکر نے روایت کیا ۔ ت) (۳؎ مختصر تاریخ ابن عساکر فی ترجمہ اویس قرنی دارالفکر بیروت ۵ /۸۳ و ۸۴) Az: Allama Faiz Ahmad Owaisi .......
-
بِسْمِ اللہِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِیۡمِ اللہ کے نام سے شروع جو نہایت مہربان رحم والا Sura-e-Noor Aayat Number 24 اَلْخَبِیۡثٰتُ لِلْخَبِیۡثِیۡنَ وَ الْخَبِیۡثُوۡنَ لِلْخَبِیۡثٰتِ ۚ وَ الطَّیِّبٰتُ لِلطَّیِّبِیۡنَ وَ الطَّیِّبُوۡنَ لِلطَّیِّبٰتِ ۚ اُولٰٓئِکَ مُبَرَّءُوۡنَ مِمَّا یَقُوۡلُوۡنَ ؕ لَہُمۡ مَّغْفِرَۃٌ وَّ رِزْقٌ کَرِیۡمٌ ﴿٪۲۶﴾ گندیاں گندوں کے لئے اور گندے گندیوں کے لئے اور ستھریاں ستھروں کے لئے اور ستھرے ستھریوں کے لئے وہ پاک ہیں ان باتوں سے جو یہ کہہ رہے ہیں ان کے لئے بخشش اور عزت کی روزی ہے
-
Islam Mey Da'rhi Ki Sharai Had Kia Hai?
Eccedentesiast replied to Talib e Haq's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Munkreen-e-Wujub-Ul-Lahya Ka Shar'i Muhasba : Download: http://www.nafseisla...reeMuhasiba.pdf Read Online: http://www.nafseisla...reeMuhasiba.htm -
Shar'i maslay k etbar say pehla masla arz kea gya tha keh Ciggarate peetay waqt Durood Shareef parh saktay hain. baqi adab ka tqaza to yehi hay keh Durood Shareef parhtay waqt banda khud bhi muatar ho uska jisam bhi muatar ho uski sochain bhi muatar hon uski zuban bhi muatar ho uska muun bhi muatar ho algharz poora muatar ho , Madeenay ki yaadon main doob kar Nabi Pak kay jalway ko apnay saamnay rakh kar Nabi Pak ki baargah main durood shareef pesh kray , yehi mahabbat aor ishq ka tqaza hay. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30305
-
Sheer Khwar Bacho Ka Peshab Aor Wuzu Par Asar Neez Kapron Ki Paki Napaki Ka Hukam
-
Kitab : Masheeni Zabeeha Tmam Aaima K Nazdeek Haram Hay (Mechanic Slaughtering Is Haram)
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا Halal-o-Haram
-
-
-
Naheen bhai .... yeh bat ,jo aapnay byan farmayi, ghalat hay.
-
Khaak-E-Hijaz K Nigehban (Gunmbad-E-Khazra Ki Pursoz Daastan)
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا رد بدمذہب پر کتب
-
Nmazi k saamnay say guzarna sakht mamnoo hay , laikin agar koi nmazi k saamnay say guzray to us say nmazi ki nmaz main koi khalal waqe naheen hoga. nmazi apni nmaz usu trah jari rakhay.
-
Behtar to yehi hay keh muun say badboo door kar k hi Salat-o-Salam parha jaye aor yehi Aadab-e-Durood Shareef main say hay. behrhaal Ciggarate peetay waqt Durood Shareef parh saktay hain. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30200 Napaki ki halat main bhi Durood Shareef parh sktay hain. Albatta behtar yehi hay keh Wuzu kar kay Durood Shareef parha jaye. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30201 Laikin Durood Shareef Naapak mqamat par naheen parhna chaheay .. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30201
-
Behtar to yehi hay keh muun say badboo door kar k hi Salat-o-Salam parha jaye aor yehi Aadab-e-Durood Shareef main say hay. behrhaal Ciggarate peetay waqt Durood Shareef parh saktay hain. Napaki ki halat main bhi Durood Shareef parh sktay hain. Laikin Durood Shareef Naapak mqamat par naheen parhna chaheay ..
-
bhai iska to ilm naheen hay keh Mufti Ahmad Yar Khan Sahib nay kitnay hissay likhay thay , behrhaal mufti iqtedar khan sahib k likhay gaye hisson ka mutal'a naheen krna chaheay , mufti iqtedar gumrah aor ahl-e-sunnat say kharij hay. Alhamdulillah Allah ka bra kram hay aor umeed karta hoon keh aap bhi khairiyat say honge. bhai mujhay jin online tafaseer ka ilm tha wo share kr di ..... is k elawa tafaseer k links ka ilm naheen hay... bhai Mufti Iqtedar naeemi ahl-e-sunnat say kharij hay lihaza tafseer-e-naeemi k jo volumes Hakeem-ul-Ummat nay likhay hain sirf unhi ka muta'la farmain. Mufti Iqtedar Naeemi Ka Ijma-e-Ahl-e-Sunat Say Inhiraf-o-Khurooj
-
Tafseer-e-Naeemi: http://www.razanw.or...hp?categoryid=4 Allama Sayed Ahmad Saeed Kazmi K Qalam Say Kuch Rakoo ki Tafseer : http://www.kazmis.com/faltabeyan.html http://www.kazmis.co...tab-alazem.html .......................... Is k elawa kuch tafaseer yahan bhi mojood hain: http://www.nafseisla...at=54&CatType=9 Mundarja-e-Baala link par darjzail Tafaseer mojood hain: Kanz-ul-Eeman "Ma'a" Khazayen-ul-Irfan Kanz-ul-Iman - (English Translation) Tafseer Ibne Kaseer Tafseer Yaqoob Charkhi Tafsir Durre Mansoor Tafsir Tibiyan-ul-Quran (6 Jildain) Tafsir-e-Mazhari Tauzeeh-ul-Bayan Le Khazayen ul Irfan Zia-ul-Quran
-
-
Pehli Rakaat Mein Attahiyaat Parhlaina
Eccedentesiast replied to Rizvann's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
bhai jesa keh main nay pehlay btaya tha keh Atahiyat main apni traf say alfaz bharhaanay ki ijazat naheen hay. laikin ab dobara question send kia hay to Mufti sahib nay farmaya hay: Is main qaiday is tareeqay say naheen dekhay jatay , Grammer k qaiday in cheezon main naheen dekhay ja saktay , Shar'i etbar say jo alfaz Nabi Pak kay attahiyat main Marwi hain unhi alfaz ko parhnay ka hukum hay , un alfaz main apni traf say kisi bhi cheez k addition ki ijazat naheen. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=29784 -
Namaaz Mein Takhno Kay Neechay Kapray Ko Latkana
Eccedentesiast replied to Rizvann's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
Aameen dua k leay bahut bahut shukria Allah Ta'la aap ko bhi behtar jaza ata farmae ... Aameen Mufti Sahib Ki Tasdeeq : http://mufti.faizane...wer.php?Q=29787 -
Namaze Jummay Kay Bare Mein Sawaal
Eccedentesiast replied to Rizwan9's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
bhai aapka jwab ghalat hay. Zuhr ki niyat karnay ki ijazat naheen , Jummay ki niyat krain ge Jabhi Nmaz ada hogi. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=29758 ......................... 2nd post main mufti sahib ki traf say tasdeeq bhi add kar di gayi hay. -
Aik Mutthi Se Kam Darhi walay ki Imamat
Eccedentesiast replied to Rizvann's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
Muhtram Qaseem Bhai Mufti sahib nay bhi yehi irshad farmaya hay keh fasiq kisi ka imam naheen ho sakta. aor aapkay qyas par mufti sahib nay bhi daleel talab farmayi hay: http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=29771 -
Aik Mutthi Se Kam Darhi walay ki Imamat
Eccedentesiast replied to Rizvann's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
bhai aapki is bat say yeh pta chalta hay keh aapkay nazdeek FASIQ M'ulin ko imam bnana jaiz hay , zahir hay jab imam bnay ga tabhi to doosray fasiq uski iqteda krain ge na? bhai aap kay pas isbat ki kia daleel hay keh FASIQ M'ulin ko imam bnana jaiz hay? ........ wesay aapnay daleel yeh di keh '' kyu ke dono aik doosre ke MISL yani Mushabeh hen'' bhai aapki is daleel ka koi refrence? bhai fasiq m'ulin hona koi uzr naheen hay aor is muamlay ko mazor par qyas karna durust naheen hay , is bat ko is bat par qyas krna durust naheen keh mazoor apnay misl walay uzr ki iqteda main nmaz ada kray to jaiz hay. ....... bhai fasiq m'ulin ko to imam bnana hi jaiz naheen , aap uskay peechay nmaz jaiz kehnay ka farma rhay hain??? -
Namaaz Mein Takhno Kay Neechay Kapray Ko Latkana
Eccedentesiast replied to Rizvann's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
bhai jab aap khud muttafiq hain to daleel kis bat ki doon?? aap khud farma rhay hain keh takabur ki niyat say kapra takhnon say neechay latkana makrooh-e-tahreemi hay to bhai kia nmaz k doran kia yeh makrooh-e-tahreemi naheen hay???? nmaz main bhi yeh makrooh-e-tahreemi hay aor aesi soorat main nmaz bhi makrooh-e-tahreemi hogi aor dobara lotana wajib. http://www.razanw.org/modules/alahazratbooks/item.php?itemid=67&page=377 -
Namaaz Mein Takhno Kay Neechay Kapray Ko Latkana
Eccedentesiast replied to Rizvann's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
Bhai Takabur ki niyat say kapray takhnon say neechay latkana makrooh-e-tahreemi hay , aap bhi is say muttafiq hain. to bhai makrooh-e-tahreemi ka irtekab rktay huay nmaz kesay ada hogi?? bhai kraht-e-tahreemi k sath ada ki gayi nmaz wajib-ul-iada hay.