Jump to content

Eccedentesiast

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    3,046
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    85

سب کچھ Eccedentesiast نے پوسٹ کیا

  1. Kia Aolia Allah aor But Aik Hain.pdf
  2. http://www.trueislam.info/AskImam/default.aspx http://www.nafseislam.com/fatwa/ http://www.dawateislami.net/darulifta http://mufti.faizaneattar.net/ yeh service kuch arsay k leay band hay.
  3. Jazak Allah Azawajal.. bahut bahut shukria reply karnay ka.. aor yeh bahut acha tareeqa ikhteyar kia gya hay spam khatam karnay k leay. behrhaal kam az kam Moderators ko to bta dena chaheay keh ham nay fulan cheez change ki hay.. kionkeh khud bakhud to hmain pta naheen chal sakta aor bad main masail paida hotay hain.. Shukria Aap nay unapprove karnay ki reason likhnay k mutaliq kuch irshad naheen farmaya?
  4. Jnab aap nay Hazrat Zakariya Alaihissalam ka waqia naqal kar kay apna mazhab sabit karna chaha , jis ka jwab aap ko post 30 number main diya gya.. jis ka jwab-Ul-Jwab aap na day skay Toheedi bhai nay post 33 main chand suwalat keay thay jin ka jwab denay say aap qasir rhay. Toheedi bhai nay 1 december 2011 ko post 34 main aap k mazhab ki kutub say aap par kuch aitrazat keay thay jis k mutaliq aap nay chup saadh li. phir aap nay aik kitab say mazkoora waqia naqal kia , jis k jwab main Ahl-e-Sunnat nay post 46,49 main is kitab ko ghair mustanad kaha.. aap nay jwab-Ul-Jwab na diya.... balkeh mazeed suwalat karna shuroo kar deay. Mukhtasar yeh keh aap k har suwal ka jwab Ahl-e-Sunnat nay diya... magar aap nay jwab-Ul-Jwab na diya .. aor aap k mazhab par uthaye gaye aitrazat ka jwab bhi na dea. ab aap 1: Post 30,46,49 ka jwab-Ul-Jwab likheay 2: Post 33, 34 ka jwab likheay. warna chup saadh kar behthnay ki bjaye apnay mazhab ka batil hona qubool farmeay. Bsoort-e-Deegar aap nay dobara mozu badalnay ki koshish ki to aap ki post delete kar di jaye gi. Shukria
  5. Guzarish hay keh kisi bhi topic ya post ko Un-Approve kartay waqt edit kar k un approve karnay ki reason bhi likh diya krain , takeh doosray mods isko approve na krain.. main nay kuch posts dekhi hain jin main mujhay koi ghalati nazar naheen aayi laikin wo un-approved thin lihaza main nay unhain approve kar diya. bad main ghalti ki nishandehi par dobara un-approved kar di gayin Misal k tor par yeh topic bhi un approve kar diya gya tha: http://www.islamimehfil.com/index.php?/topic/16546-hadaiq-e-bakhshish-vol3-par-aitiraaz-ka-dandaan-e-shikan-jawab/ unapprove karnay ki munasib wja na milnay ki wja say main nay isay approve kar diya hay.. lihaza behtar yehi hay keh jab bhi koi topic ya post unapprove krain saath is ki reason bhi likh dain Jazak Allah Azawajal Shukria
  6. Hakeem-e-Ahl-e-Sunnat Hakeem Musa AmratSari.pdf
  7. Eccedentesiast

    Book : Angraiz Ka Agent Kon?

    Angraiz Ka Agent Kon.pdf
  8. Is baray main mujhay ziada ilm naheen behrhaal neechay deay gaye image ko dekhiay , is main aik nam 'Muhammad Hajra Bibi'' likha hay:
  9. Haqq-Ul-Mubeen6.pdf Download (by Dawateislami) Read Online : http://www.dawateislami.net/bookslibrary/1864/page/1
  10. Prize bond par Inam Laina jaiz hay Az Allama Mufti WaqarudDeen Rahmatullah Alaih http://library.faizaneattar.net/download.php?id=329 Download: http://library.faizaneattar.net/download.php?id=329
  11. jnab aap ki post main roznama ummat ka website link mojood hay... lihaza wesbite link remove kar dijiay.
  12. WaAlaikumussalam jnab aap ki post main roznama ummat ka website link mojood hay... lihaza wesbite link remove kar dijiay.
  13. Zalzala with references from books published in Pakistan http://www.islamimeh...attach_id=55708 Click to Download Zair-o-Zabar Published by Zia-Ul-Quran Publishers in 2000: http://www.islamimeh...attach_id=53672 Zair-O-Zabar Published by Progressive Books In 1998 , Read Online: http://www.nafseisla.../ZairoZabar.htm Download: http://www.nafseisla.../ZairoZabar.pdf Collection Of 21 Books By Allama Arshid-Ul-Qadri رحمت الله علیہ
  14. 095-iylam_al_aalam.pdf Alternative Download Link: http://www.alahazratnetwork.org/data/01-alahazrat_books/01B-alahazrat_books_pdf/095-iylam_al_aalam.pdf Download Book In Arabic: http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach&section=attach&attach_id=49754
  15. WaAlaikumussalam , Kitab Rasail-e-Ftawa Razawia Say Risalay Ka Mukhtasar Taruf : اَلْفَضْلُ الْمَوْھِبِیُّ فِیْ مَعْنٰی اِذَا صَحَّ الْحَدِیْثُ فَھُوَ مَذْھَبِیْ (۱۳۱۳ھ)غیر تاریخی نام۔ ﴿فضلِ (الٰہی) کا عطیہ (امام ابو حنیفہ علیہ الرحمۃ کے اس قول کے) معنی میں کہ جب کوئی حدیث صحت کو پہنچے تو وہی میرا مذہب ہے) جدید جلد:۲۷، ص:۶۱ تا ۸۸۔ اقسامِ حدیث کی صحت اثری و عملی اور مولوی نذیر حسین دہلوی کی جہالت کا بیان؛ نیز امامِ اعظم ابو حنیفہ رحمۃ اللہ تعالیٰ علیہ کے قول اِذَا صَحَّ الْحَدِیْثُ فَھُوَ مَذْھَبِیْ (جب کوئی حدیث صحیح ثابت ہوجائے تو وہی (حدیث) میرا مذہب ہے) کا درست مفہوم [نوٹ: اس رسالے کا تاریخی نام ’’اَعَزُّ النِّکَاتِ بِجَوَابِ سُوَالِ اَرْکَاتَ (۱۳۱۳ھ)‘‘ ہے۔] Wesay 1st post main Upload ki gayi Urdu version k shuroo main kitab ka taruf bhi paisha kia gya .. aap kitab download kar k parhain wzahat shuroo main di gayi hay isleay main nay wzahat naheen likhi thi. Jazak Allah Azawajal
  16. Alfadlul Mohibi.pdf To Download In Arabic : http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach&section=attach&attach_id=49718 Alfadl-Al-Mohibi Urdu With Hashiya By Mufti Ghulam Sarwar Qadri : http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach&section=attach&attach_id=63082
  17. Read Online: http://www.dawateislami.net/book/read/195/volume/562/ur Download: http://www.dawateislami.net/Data/Books/Download/ur/pdf/2007/195-1.pdf
  18. Kitab ''Sihaba-e-Kiram Ka Ishq-e-Rasool Main Hay : ''اصحابی کالنجوم فبایہم اقتدیتم اہتدیتم'' میرے صحابہ رضوان اللہ تعالی علیھم ستاروں کی مانند ہیں ان میں سے جس کی بھی اقتداء کرو گے ہدایت پاجاؤگے (کشف الخفاء، الحدیث۳۸۱، ج۱، ص۱۱۸) Doosri jo tasweer aap nay share ki hay to bayadabi k baray main main kuch naheen kahoon ga laikin itni bat say zroor ittefaq karta hoon keh saada musalon ka istemal ziada behtar hay.
  19. WaAlaikumussalam RabiUlAwwal Shareef ki sab say pehlay mubarakbad denay par jannat ki khushkhabri ki bat jhooti hay. Aor Nabi Pak ki traf jhooti bat mansoob karnay walay ka thikana jahanum hay.
×
×
  • Create New...