Eccedentesiast
مدیرِ اعلیٰ-
کل پوسٹس
3,046 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
85
سب کچھ Eccedentesiast نے پوسٹ کیا
-
Wa Alaikumusslam Islamimehfil Main Aap Bhi Khush Aamdeed! bhai aap jo sms send krtay hain wo kis maslak k aqaid k mutabiq hotay hain? and guzarish hay keh saw pbuh ki jga Complete Salat-o-Salam likhnay ka sharf hasil farmaya krain..
-
Book : Khuda Chahta Hay Raza-E-Muhammad (Peace And Blessings Be Upon Him)
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا اصلاحی کتب
Hissa 3 aor 4 Bhi Neechay deay gaye link par mojood hain : http://www.ishaateislam.org/Booklab.html Khuda Chahta Hay Raza-e-Muhammad (Peace and Blessings Be Upon Him - 1.pdf Khuda Chahta Hay Raza-e-Muhammad (Peace and Blessings Be Upon Him - 2.pdf- 1 reply
-
- 2
-
Ftawa Hajj-O-Umra Hissa 1 To 6 (Download)
Eccedentesiast replied to Eccedentesiast's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
Hiss 5,6 Added. -
-
سب سے اولیٰ و اعلیٰ ہمارا نبی صلی اللہ علیہ وآلہٖ وسلم
Eccedentesiast replied to Noor e Qalb's topic in دیگر اسلامی مواد
Afzaliat-E-Syed-Ul-Murseleen ﷺ Az Imam Fakhr-Ud-Deen Raazi http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach§ion=attach&attach_id=56086 -
Book : Wahabion Ki Nishaniyan Ahadees Ki Roshni Main
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا رد بدمذہب پر کتب
Wahabion Ki Nishaniyan-Book.pdf Some Original Scans By Toheedi Bhai http://www.islamimeh...attach_id=56545 Tablighi Jammat Ahadees Ki Roshni Main By Allama Arshad Ul Qadri http://www.islamimeh...attach_id=56694 -
Peer Syed Jammat Ali Shah رحمت الله علیہ
Eccedentesiast replied to Eccedentesiast's topic in شخصیات اسلام
Sorry wo tasweer Peer Jammat Ali Shah Sahib Ki Naheen thi Balkeh Peer Ameen-Ul-Hasanat Pir Sahib of Manki Shareef Ki Thi. http://www.islamimehfil.com/topic/20023-pioneers-of-freedom-peer-syed-amin-ulhasanat-pir-sahib-of-manki-sharif/ -
Pioneers Of Freedom Peer Syed Amin-Ulhasanat Pir Sahib Of Manki Sharif
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا شخصیات اسلام
Dr.Abd-Ur-Rasheed Sahib Ki Kitab 'Tasawuf,Aoila-e-Manki Shareef Aor Tahreek-e-Pakistan' ka Chapter No.5 Yahan paish kia ja raha hay. Jis Main Pir Amin-UlHsanat Pir Sahib Of Manki Shareef Ki Aazadi-e-Pakistan K Leay Kawishon Ka Zikr Kia Gya Hay. Pir Sahib Of Manki Shareef Aor Tehreek-e-Pakistan.pdf Quid-e-Azam With Peer Sahib Of Manki Shareef -
Jang-E-Aazadi Main Hissa Lenay Waly Chand Ulama-E-Islam Par Jabar-O-Sitam Ki Dastan
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا شخصیات اسلام
-
-
-
-
WaAlaikumussalam Jheenga ya is say miltay jultay janwron k english names / urdu meaning Mujhay forum Super Moderator Abdur-Rahman bhai nay btaye thay , Allah Tala unko jaza-e-khair ata farmaye... Aameen wesay meray khial tha keh oyester ko bhi jheenga hi kehtay hain .. lekin AbdurRahman bhai nay btaya keh oyester ko kastoora kehtay hain. Anyways , in sab muamlat main ehtyat ka taqaza yehi hay keh Jheenga na khaya jaye.. Duaon main yad rakheay ga..
-
Yeh aap ki apni jahalat hay warna aesa kuch nahen... aap k is etraz ka jwab bhi Sharah Saheeh Muslim shareef main diya gya hay , par shayd aap nay jwabat parhay hi naheen. Hmara kehna hay keh Naik amal jannat main dukhool ka zarea hain lekin Allah Tala Supreme power hay wo jo chahta hay karta hay , Allah tala par farz naheen keh wo naik amal karnay walon ko Jannat day, wesay jis nay naik amal keay,misal k tor par nmaz k leay wuzu kia , to jo paani aaya hay , jagah mili hay , wuzu ki taqat mili hay , aankhon say dekhnay ki taqat mili hay etc ,,,,,,bay shumar nematain Allah Tala nay di hain to tabhi naik amal ho saka hay , agar in nematon ka badla ho jain naik amal , agar naik amal in nematon ka shukrana ban bhi jain to phir ab kia bachta hay hmaray pass ??? Naik amal ki tofeeq kiski janib say hay?? Allah ki fazl-o-rehmat ki bina par hi ham naik amal kar sktay hain. Naik amal Jannat main dakhlay ka zahiri sabab hain aor Allah ki rahmat haqeeqi sabab hay. ,,,,,, Anyways, tafseeli jwabat uoopar post keay ja chukay hain , jwabat naheen parhnay ya naheen mannay to phi fuzool discussion ki zroorat naheen. TOPIC CLOSED
-
Ftawa Razawiya Shareef main shamil rasail k namon k baray main jannay k leay yeh book dekheay : http://www.islamimeh...attach_id=56322 Az-Zulāl al-Anqā min Baĥri Sabqati’l Atqā الزلال الأنقى من بحر سبقة الأتقى سب امتیوں سے بڑے پرہیزگارکی سبقت کے دریا سے صاف ستھرا میٹحا پانی افضلیت سیدنا صدیق اکبر رضی اللہ عنہ کا بیان http://www.alahazrat....php?itemid=227 Download http://www.alahazrat...lal_al_anqa.pdf
-
aap nay jo suwal kia tha , uska jwab aap ko day diya gya hay ........ ab aap ka mozu kia hay? aap ka suwal kia hay?
-
Wa Alaikumussalam Ahnaf k nazdeek daryai janwron main say sirf machli halal hay. Magar wo machli jo khud bakhud mar kar paani ki satah par aa gayi ho wo bhi haram hay. http://www.islamimehfil.com/topic/11272-halal-o-haram-janwron-ki-fehrist-aor-chand-wzahatain/
-
11 Books By Imam Ahmad Raza In English
Eccedentesiast replied to Eccedentesiast's topic in Articles and Books
Books Added : : Laws Of Migrating To Haramain Shareefain Does The Soul Return -
-
Wa Alaikumussalam Bhai bat yeh hay keh jab hmari wja say koi banda gumrah hoga to kia ham is kay zimmadar naheen honge? Agar kisi nay dehshat gardi par mabni website bnayi hui hay , to jo log is ko promote kar rhay hain , kia wo dehshat gard naheen ginay jain ge? agar government website bnanay walon ko pakray gi to jo log us website ko aagay bharhanay ka zarea banain ge wo bhi is main shumar naheen honge?? isitrah agar kisi website par gustakhana mwad mojood hay , ya islami aqaid k khilaf batain mojood hain to us website ki advertisement krnay walay bhi mujrim thehraye jain ge. ....... jo log is bat ko apnay jwaz k tor par pesh krtay hain keh Sab ko haq hay apni bat kehnay ka , to kia agar kisi website par un logon k kisi azeez k khilaf na zeba kalimat istemal kiay gaye hon to tab bhi wo us ki tash'heer krain ge?? ya agar koi doosra us website ki advertsiement kray ga to unhain bura naheen lgay ga? wo us shakhs ko kuch naheen kahain ge?? us waqt unhain apna yeh usool kion bhool jata hay? Doosri bat yeh hay keh sab ko apni bat kehnay ka haq hay to phir hmain apni bat kehnay dijiay , hmaray samnay un k links pesh na krain , sab ko apni bat kehnay ka haq hasil hay to aap aik website ki bat doosron tak kion phuncha rhay hain??? doosron ki apni zindagi hay , unko apni bat kehnay ka haq hasil hay. aap apni bat krain, kisi ki website ko doosron tak phunchatay huay yeh kion bhool jatay hain keh jis ko main yeh website bta raha hoon us ko bhi apni bat kehnay ka haq hasil hay? teesri bat yeh hay aap jin websites ko aagay forward krtay hain wo to aap k is usool ko maantay hi naheen keh sab ko apni bat kehnay ka haq hasil hay , misal k torppar apa kisi wahabi website ka link aagay dian ge to kia mujhay us website par Hassam-Ul-Haramain upload krnay ki ijazat hogi??? mujhay us website par apni bat kehnay ka haq hasil hoga?? naheen aor hargiz naheen.... to wo log aap k is usool ko maantay hi naheen phir aap kis base par unki websites ko aagay bharha rhay hain? ....... Lihaza hmain chaheay kisi ki gumrahi ka zarea na banain aor doosron ko gumrah kr k apni aqibat khrab na krain. Shukria
-
WaAlaikumussalam Allah Tala aap ko bhi jaza-e-khair ata farmaye.. Aameen Bhai Pehlay Imam Ahmad Raza Hanafi Ki Kitab Ahkam=-e-Shariat ka refrence pesh kia tha. Is k elawa aik aor kitab ka link dia hay , is ka mutala bhi mufeed rhay ga. http://www.islamimehfil.com/topic/11272-halal-o-haram-janwron-ki-fehrist-aor-chand-wzahatain/ Tibyan-Ul-Quran main hay :
-
Allama Fazl-E-Haq Khair Aabadi رحمت الله علیہ
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا شخصیات اسلام
-
WaAlaikumussalam Lobster aur Shrimp dono Prawn say miltay jultay jandar hai'n magar jheanga yani prawns nahee .. urdu mai ghaliban in 3no ko he jheanga kah daitay hain... Ahnaf k nazdeek daryai janwron main say sirf machli halal hay. Magar wo machli jo khud bakhud mar kar paani ki satah par aa gayi ho wo bhi haram hay. Jheengay k machli honay k baray main Ulama-e-Kiram ka ikhtelaf hay. Baz Ulama jo isko machli maantay hain un k nazdeek halal hay, aor wo Ulama jin k nazdeek Jheenga Machli naheen hay un k nazdeek Haram hay. Lihaza aesi soorat main ehtyat behtar hay. http://www.alahazrat...dex.php?page=10 Halal-o-Haram janwaron ki aik fehrist is kitab main di gayi hay , online read / download krnay k leay visit kijiay http://www.islamimeh...hand-wzahatain/