Eccedentesiast
مدیرِ اعلیٰ-
کل پوسٹس
3,046 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
85
سب کچھ Eccedentesiast نے پوسٹ کیا
-
Book : Shalwar Ko Takhnon Say Neechay Rakhnay Ki Shar'i Haisiyat
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا اصلاحی کتب
-
Book : Nabi Pak ﷺ K Ism Mubarak Dast-E-Aqdas Aor Paon Shareef Ko Bosa Denay Ka Bayan
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا اصلاحی کتب
Nabi Pak Peace And Blessings Be Upon Him K Ism Mubarak Dast-e-Aqdas Aor Paon Shareef Ko Bosa Denay Ka Bayan.pdf Dast Bosi Par Aik Aor Book : http://www.islamimeh...book-dast-bosi/ -
Islamimehfil Celebrates Eid-E-Meelad-Un-Nabi صلی اللہ علیہ وسلم
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا اعلانات
Islamimehfil.com Celebrates Eid-e-Meelad-Un-Nabi صلی اللہ علیہ وسلم By Presenting More Than 80 Books On Meelad Shareef. To Download Books Visit http://www.islamimeh...on-of-books-on/ -
Mutakhereen Fuqaha means keh bad k zamanay k fuqaha-e-kiram , Mutaqadimeen fuqaha kiram pehlay zmanay k fuqaha Elat wja Mukhtal yani jis main khalal aa jaye E'ta means at karna infaq means kharch karna قرآن و غیرہ پر اجرت لینے کو جن متاخرین فقہا نے جائز قرار دیا ہے اس کی علت ایک ایسی دینی ضرورت ہے جس میں خلل آنے سے پورے دین کا نظام مختل ہو جاتا ہے، اس لۓ اس کو ایسی ہی ضرورت کے مواقع میں محدود رکھنا ضروری ہے ----------------------------------------------------------------- Yani keh Quran Majeed waghera par ujrat lenay jo jin bad k zmanay k fuqaha nay jaiz qarar diya hay uski wja aik aesi deeni zroorat hay jis main kharabi aajany say pooray deen kay nzam main khalal aa jata hay , isleay is ko sirf is qism ki hi zroorat k mwaqe tak mehdood rakhna zroori hay Number 2: وصول ثواب کے لۓ اس پر اول عامل کو ثواب ملنا شرط ہے اور ثواب ملنے کے لۓ ایمان شرط ہے پس غیر مؤمن کے اس عمل یعنی اعطاء و انفاق کا ثواب نہیں پہنچ سکتا yeh eesal-e-swab say related hay (Doosray ko) Sawab hasil karnay k leay pehlay aamil (amal karnay wala) ko swab milna shart hay aor sawab milnay k leay eeman shart hay lihza kafir k is amal yani ata karnay (ghareebon ko) aor kharch karnay (naik kaamon main) ka sawab ( aagay doosron ko ) naheen phunch sakta.
-
- 1 reply
-
- 1
-
Bhai is say aasa aor kia hogi? Urdu to aasan hi likhi hui hay.
-
WaAlaikumussalam These r two words دن پکڑ write them separately
-
-
Tahzeer-Un-Nas Kay Radd Par Chand Kutub-O-Mqalajaat-O-Tahareer
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا رد بدمذہب پر کتب
Tahzeer-Un-Nas Kay Radd Par Chand Kutub-O-Mqalajaat-O-Tahareer Aqeeda-E-Khatm-E-Nabuwat (Collection Of Books And Booklets) - Volume.1-15 -
Manaqib-e-Syeduna Ameer Muawiya Radi Allah Anh - Half Book.pdf Manaqib-e-Syeduna Ameer Muawiya Radi Allah Anh - Second Half Book.pdf
-
الروض الانیق فی فضل الصدیق رضی الله عنہ
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا المنتدی الاسلامی باللغۃ العربیہ
-
الغرر فی فضائل عمر رضی الله عنہ
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا المنتدی الاسلامی باللغۃ العربیہ
-
WaAlaikumussalam & Welcome To Islami Mehfil Brother , I found this on internet, maybe it can help u. One more
-
Naat Ka Kalam Kisne Likha?
Eccedentesiast replied to Yusuf1211's topic in حمد، نعت، منقبت، مناجات وغیرہ
Aap donon ka jwab ghalat hay. Yeh Naat Shareef Huzoor Mufti-e-Azam Hind Molana Mustafa Raza Khan Sahib ki Likhi hui hay. Online read k leay : http://www.alahazratnetwork.org/modules/sunnilibrary/item.php?page=85&itemid=22 Mufti-e-Azam Hind Kay Naatia Kalam Ka Majmooa Saaman-e-Bakhshish Download karnay k leay : http://www.alahazratnetwork.org/data/10-sunni_books/10B-sunni_books_pdf/SamaneBakhshish.pdf -
Wa Alaikumussalam Jurabon Par Masah K Baray Main Tafseeli Maloomat is kitab main mil skti hain : http://library.faiza...ndex.php?id=455 Download : http://library.faiza...load.php?id=455 Deen Main Aasani Say Kia Murad Hay? Yeh jannay k leay Madani Channel k Programme Aik Hadees Aik Sabaq By Mufti Asghar Ali Madani Sahib ki Episode No.5 dekheay : Link : http://www.dawateislami.net/medialibrary/mediaHome.do#!section:media_aik%20hadees%20aik%20sabaq.aik%20hadees%20aik%20sabaq.1.1.1.1.1.16.0.0 .......... Islam ka jo hukum hay usi par amal ho ga yeh naheen keh apni marzi say jo chaho bana lo , istrah har maslay main apni traf say nayi batain nikalnay ki bjaye islami ahkamat par amal karna chaheay.
-
-
Anuguthay Choomnay Par Chand Books
Eccedentesiast replied to Eccedentesiast's topic in رد بدمذہب پر کتب
-
Anuguthay Choomnay Par Chand Books
Eccedentesiast replied to Eccedentesiast's topic in رد بدمذہب پر کتب
-
Book : Mr. Enayatu-Ullah-Mashraqi Aor Khaak Saar Tehreek Ka Radd
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا رد بدمذہب پر کتب
-
Kursi Par Namaz Parhnay Kay Baray Main 2 Books
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
Kursi Par Nmaz K Ahkaam By Majlis-e-Ifta Dawateislami Book.2 Kursi Par Namaz Parhnay Ka Shari Aor Tahqeeqi Jaiza.pdf -
Sorry keh aap donon k darmyan bol raha hon. @Faysal Jnab aap k nazdeek Is Naat Shareef k likhnay/parhnay/sunnay walay ka kia hukum hay? wo saray k saray mushrik/kafir hain? aor yeh aqeeda rakha keh Nabi Pak ﷺ Allah ki ata say madad farma saktay hain , yeh aqeeda rakhna shirk hay keh islam? kionkeh sher no.2 main alfaaz NOOR-E-KHUDA say pta chalta hay keh shair Nabi Pak ﷺ ko Khuda naheen maanta. ......
-
to orignal parents murshid naheen ho sktay kia?? aor orignal parents ki laakh karor dafa ziarat krnay say lakahon karoron haj ka swab naheen milay ga?
-
Pent Ya Shlwar Fold Kerny K Bary Mai Hadeeth
Eccedentesiast replied to Faysal's topic in شرعی سوال پوچھیں
Ulama Nay Hadess shareef ki jo tashreehat bayan ki hain wo aap mantay naheen. Aor Main naheen maanta ka koi ilaj naheen. Books aap parhtay naheen kionkeh Ulama ki mantay naheen Aor aap ki tashreehat chunkeh Ulama ki tashreehat k khilaf hain isleay ham unko naheen mantay. So next post bhi aap nay baghair kisi hwalay k ki to is ka jwab naheen diya jaye ga. -
Pent Ya Shlwar Fold Kerny K Bary Mai Hadeeth
Eccedentesiast replied to Faysal's topic in شرعی سوال پوچھیں
Jnab aik book 10 pages ki hay http://library.faiza...ndex.php?id=341 http://library.faiza...load.php?id=341 doosri book 21 pages ki hay http://library.faiza...ndex.php?id=377 http://library.faiza...load.php?id=377 doosri bat yeh hay Ahadees Shareef k hwala jat k leay libraries say rujoo krain , Ulama-e-Kiram say rujoo krain. I dont think keh is forum par koi Shaikh Ul Hadees tashreef latay hain. Ham to ulama-e-ahl-e-sunnat k ftawa jat par etmad kartay hain keh hmaray Ulama-e-Kiram Quran-o-Hadess k mutabiq hi btatay hain aor yeh bat forum main aap har jgah dekh sktay hain lihaza Ahnaf k forum par munazra section k elawa kisi doosray section main yeh mutalba karna keh mujhay hanfi fuqaha k hwalajat naheen chaheay , kuch munasib maloom naheen hota, Aap Sunni Barelwi naheen hain to apni posts munazra section tak hi mehdood rakheay , kionkeh jin ko ham mutbar mantay hain wo aap k nazdeek koi value nahen rakhtay , to phir kia faida bat karnay ka? Meray aakhri paragraph ka reply karnay ki zroorat naheen. Shukria