
Eccedentesiast
مدیرِ اعلیٰ-
کل پوسٹس
3,046 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
85
سب کچھ Eccedentesiast نے پوسٹ کیا
-
Mukhalifeen Ka Madani Channel Se Bughuz
Eccedentesiast replied to Qasim bhai's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
hahahah ...... ager aap ka aqeeda yehi hay k dawat-e-islami cheezon ko halal haram krnay wali hay to aapko aapka aqeeda mubarak ho... behrhaal , jwab nazar nhi aarha,,,, jwab ka intezar hay Molana sahib ki bat likhiay aor phir aap molvi qasim bhai is ka radd likhiay aap k jwab ka aik bar phir intezar rhay ga -
Mukhalifeen Ka Madani Channel Se Bughuz
Eccedentesiast replied to Qasim bhai's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
is main jwab kahan hay?? -
Aehtelaam Ki Surat Mein Roza Tootay Ga Ya Nahi?
Eccedentesiast replied to Bismillah's topic in شرعی سوال پوچھیں
-
Uooper deay gaye Jwabat Hanafi Mazhab k mutabiq hi hain..
-
Mukhalifeen Ka Madani Channel Se Bughuz
Eccedentesiast replied to Qasim bhai's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
wo aap ka aor mods aor admin ka muamla hay main nay aapko jwab dea ab aap mujhay is k radd krain ya phir ager sachai manna hay to maan lijiay... -
ji han.. aor elahida bait ki zroorat nhi
-
-
Ahl-e-Sunnat k maya naz Aalim-e-Deen , Ruyat-e-Hilal committee k Chairman , Muhtamim Jamia Naeemia Lahore Hazrat Allama Mufti Muneeb-urRahman nay apni kitab ''Tafheem-ul-Masail'' jild 2 , Bab-us-Salah main bhi jammat ki nmazon main milnay ka tareeqa byan farmaya hay jo k neechay dea ja rha hay
-
Mufti Munneb-ur-Rahman nay apni kitab ''Tafheem-ul-Masail'' jild 2 , Bab-us-Salah main likha hay : Hadees Paak main aaya hay ''Masjidain Allah ka ghar hain'' (Yani iski ebadat aor Rahmat-o-Barakt k nuzool k Muqaddas maqamat hain)
-
Mukhalifeen Ka Madani Channel Se Bughuz
Eccedentesiast replied to Qasim bhai's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
hmara jwab nahi aaya ham nay aapko jwab dea ab is ka jwab-ul-jwab dena aapka kam hay , hmara nahi aap k jwab ka intezar rhay ga -
Ranj-O-Museebat Door Krnay Ki Dua Neez Aik Hikayat
اس ٹاپک میں نے Eccedentesiast میں پوسٹ کیا اسلامی حکایات و واقعات
-
Mukhalifeen Ka Madani Channel Se Bughuz
Eccedentesiast replied to Qasim bhai's topic in اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
http://muzakra.faizaneattar.net/player/player_index.php?file=188/188-3.mp3 yeh suwal suneay aap ko jwab miljae ga aor ager reply krna hay to Molana sahib ka jwab quote kr k us ka jwab-ul-Jwab likhiay ga , Shukria. -
bhai zra ghor se dekhain to kitab k front page per Alahazrat ka mzar shareef bhi bna hua hay aor Alahazrat net work bhi likha hua hay aor www.razanw.org ka hwala bhi hay jo k ahl-e-sunnat ki website hay
-
Munqabat About Imam-E-Azam Radi Allah Tallah Unhou
Eccedentesiast replied to Bismillah's topic in شرعی سوال پوچھیں
wesay amooman Naat shareef se murad Nabi Pak ki toseef-o-sana hi li jaati hay behrhaal Imam-e-Azam ki shaan-e-aqdas main likhay gaye chand Ash'aar pesh-e-khidmat hain -
WaAlaikumussalam check this
-
-
ji han aap ki maloomat durust hain Nabi Pak ko tilli khana pasand nahin tha Albatta tilli khana Jaiz hay , ager koi khana chahay to kha sakta hay http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=7382 is k elawa , Dum i.e TAIL , Ka gosht khana bhi jaiz hay..
-
jesa k main nay pehlay bhi arz kia k bhut saaray masail main aaima-e-kiram main ikhtelaf mojood hay Taharat k masai main riayat se murad yeh hay k wo aesi halat main na ho k hmaray nazdik naapak ho , jabkay apnay imam k nazdik wo paak hay...... yani k taharat k jo arkan hmaray han zroori hain , un ko bhi poora kray aor nmaz k doran bhi apnay imam k saath saath hmaary imam k muratab krda usoolon ki bhi riyat kray k wo aesi halat main na ho k hmaray nazdil nmaz fasid ho jati ho jabkay apnay imam k nazdik us ki nmaz ho jati ho
-
Aehtelaam Ki Surat Mein Roza Tootay Ga Ya Nahi?
Eccedentesiast replied to Bismillah's topic in شرعی سوال پوچھیں
thik hay jnab.... -
bhai meri maloomat k mutabiq kionkay pehli rakt fot hui lihaza pehli hi parhi jae gi
-
WaAlaikumussalam Jwab. 1 Aesi mannat manna gunah hay aor najaiz hay aor ager maan li to poori nhi krni chahiay.....aor aesa waqeaye kam az kam meri nazar se aajtak nhi guzra Jwab. 2 jinn bhi Allah ki makhlooq hay jo k mukhtalif jaghon per hoti hay , shaitan bhi to jinn hi hay,, lihaza is suwal ka koi khas rabt nhi banta Jwab. 3 Kramaat-e-Aolia ka munkir gumrah hay Jwab. 4 Kramaat-e-Aolia ka Munkir Gumrah hay Jwab. 5 Naat khawni waghra ka Nazraana Tay krna haraam hay Mazeed tafseel k liay ...kitab NAAT KHAWN AOR NAZRANA: http://library.faiza...ndex.php?id=217 Jwab. 6 ager koi krta hay to usay masla samjhaya jae , Aagay hidayat dena to Allah ka kaam hay Jwab. 7 Us se is ki daleel talab kijae...jo k wo denay se aajiz rhay ga phir usay samjhaya jae , hmara kaam samjhana hi hay Jwab. 8 is ka kia matlab hay??? us shakhs ko Murshid ki zroorat k baray main maloomat faraham ki jaein Jwab. 9 is ka matlab k Ham Nabi Pak ki enayat se aor Aap k tufail khaatay hain jesa k hadees shareef main hay k Nabi Pak nay farmaya k ''Allah denay wala hay aor main Taqseem krnay wala hoon'' Yeh Hadees Shareef Ftawa Razawia Shareef Jild 21 Page 195 par mojood hay aor wahan par us ka hwala darj zail hay: مسند احمد بن حنبل ترجمہ ابوہریرہ رضی اللہ تعالٰی عنہ دارالفکربیروت ۲/ ۲۳۴ Poori ebarat yun hay: قال النبی انما انا قاسم ، واﷲ المعطی ۱؎دینے والا اللہ ہے ور بانٹنے والا میں۔ صلی اللہ تعالٰی علیہ وسلم۔ ۱؎ مسند احمد بن حنبل ترجمہ ابوہریرہ رضی اللہ تعالٰی عنہ دارالفکربیروت ۲/ ۲۳۴ Online Link : http://www.razanw.or....php?itemid=81page=185 Jwab. 10 abhi tadaad to usi ko maloom hogi k haj per logon ki tadad kia hay aor whan kia hay.... han ager Haj ki toheen ki niyat se kahan to kufr hay Jwab. 11 usay un aayat ka saheeh matlab samjhaya jae aor ilm-e-ghaib ka masla saheeh tareeqay se samjhaya jae Jwab. 12 usay sboot dea jae , ulama-e-ahl-e-sunnat ki kaseer tasaneef mojood hain is masla per Jwab. 13 kapray fold kr k nmaz makrooh-e-tehreemi hay , aor dobara parhni zroori hay aesay shakhs ko samjhaya jae baaqi Allah hi hidayat denay wala hay Jwab. 14 bait tor de to uski marzi....uski qismat main yehi hoga,,,,,aesay shakhs ko samjhaya jae Jwab. 15 Anmbia-e-kiram masoom hotay hain .... us ko saheeh tareeqay se is aayat mubarika ki tafseer btai jae Jwab. 16 Nabi pak ko apnay jesa bashar maana kufr hay aor us shakhs ki saheeh rahnumai kijae Jwab. 17 Amanat main khianat gunah-e-kabeera hay , han jiski wo cheez hay us se ijazat lekr istemal krnay main harj nhi...
-
Aehtelaam Ki Surat Mein Roza Tootay Ga Ya Nahi?
Eccedentesiast replied to Bismillah's topic in شرعی سوال پوچھیں
suwal samjh nhi aaya...plz zra dobara btaeye ehtlam ki soorat main roza nhi jata , zaid ko bhi pta chal gya hay to ab kia janna hay??????