Jump to content

Ya Allah Madad

Under Observation
  • کل پوسٹس

    351
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Ya Allah Madad نے پوسٹ کیا

  1. Is puray page ki third last line parhlo aur ab kuch na bolna..agar zara bhi sharam hay..
  2. Mere bholay badshah..Agar tumhari is post ko sahi maan bhi lein to bhi meri FATAH ho gai.. Aap ki post mein mere moqaf hi ki taaid hoti hay..mera hamesha yahi moqaf raha hay ke Anbiya hoon ya koi aam insaan marne ke baad uski zindagi barzakhi hoti hay na ke dunyavi hiyat..uske sath jo bhi maamla hota hay uska is dunya se koi taalauq nahi hota.. tumhara jo scan page hay us hadees ke haashia ki sab si aakhri se teesri line (THIRD LAST LINE) ko parho..[ KE JIS HAYAT KA IN 2 HADEESON MEIN ZIKIR HAY WO KOI DUNAVI HAYAT NAHI HAY BALKAY BARZAKHI HAYAT HAY] aur tum log to is dunyavi qabar ka shor machaey ja rahay ho..yahan to tardeed kardi gai hay DUNYAVI HIYAT ki..BARZAKH mein log kia karte hein kia nahi karte mujhe is se koi saro kaar nahi..kionke saray shirk ki jarr yahi dunyavi qabar mein hayat hay.. aur aakhir haqq ki fatah ho gai..aur chisti qadri sahab ko bhi apni lambi chauri post ka jawab mil giya hoga..
  3. Bohot hi jahilana jawab hay ..mein ne aap ke saamne inka maqala rakha is mein unho ne shadeed alfaaz mein mazammat ki hay ghair Allah se swal karne ki aur doosri taraf khud hi doosro ko dawat bhi day rahay hein ke mujh se swal karoo.. Khuda ke liye thori aqal istimaal karo har waqt bas apne batil maslak ke difa mein lage raho..chahay ghalat salat kuch bhi bakwas karo..jo baat poochi ja rahi hay uska jawab do..yahan wahan na bhago..ye haqeeqat he aap ke aqaid ki ...khuli kitaab ki tarah ...chahay mano ya ya na mano..
  4. Toheedi sahab aap waqai lakeer ke faqeer ho..sui atak gai to atak gai...ye hadees koi wabaal jaan nahi hay kionke ye hadess hi nahi hay..
  5. Kuffar bhi jab Rasool Allah ke saamne lajawab hote thay to yahi kehte thay ke hamare baap dada jahil thay kia..kionke unke pass koi ilmi jawab to hota hi nahi tha..is liye ye keh kar apni jaan chura lete thay.. Aap logonke pass ilmiat to nahi hay sirf faltu ki mantaqbazi hay ..mujhe pata tha aap log is baat ka jawab day hi nahi sakte kionke Quran wo kitab hay jo bralviat ki jarr kaat deta hay..ye maslak chal hi sirf zaeef riwayat aur sufia ke aqwaal par raha hay.. Aur aakhir mein arz hay ke ye Quran mein ne nahi samjha hay ..ye jin mufassireen ne samjha hay mein nay inki samjh aap tak pohonchai hay..ab aap ki marzi jitna bura bhala bolna hay boldo inko..mera kia jata hay..
  6. Mujhe to noor e hidayat Allah ki taraf se mila hoa hay...Noor e Hidayat tumharay pass bhi hay magar tumlogonki aakho ki beenai khatam ho chuki hay..is liye nazar nahi aaraha ..
  7. tum bilkul nonsence ho ali ke sath meri post parhlo tumhein jawab mil jaega..wo to bhaag giya barke marte marte aur tumko chor diya yahan par doosron ka maththa kharab karne ke liye..
  8. Yahi to tum logonki chalaki aur hoshyari hay ..isi tarah se to tumlog doosron ko bewaqoof banate ho aur seedhe saadhay log ban jatay hein.. tum kisi bhi bejan cheez se is misaal ko nahi day saktay ..tumhari baton se bewaqoof wo bane ga jisko quran ka ilm nahi.. pehlay ye batao ke Rasool Allah ko is ummat par EHSAN kion bola Allah ne phir tumhari baat ka jawab doonga..hoshyar khan sahab
  9. Hazrat Sheikh to kuch aur farma rahay hein aur yahan inko badnaam kia ja raha hay..Allah hifazat farmaey..
  10. tum se baat karna fazool he tum tote ki tarah aik hi baat ki ratt lagate rehtay ho aur meri post tumhari aqal si oonchi hay to is mein mera kia qusoor hay.. aur tumhari misaal aesi hay ke koi ye kahe ke kamre mein andhera hay..tum kehte ho ji nahi yahan par roshni nahi hay..tum phir kehte ho koi daleel to do ke yahan andhera hay..to doosra tumko kehta hay o bewaqoof roshni nahi hay to andhera hi hoa na ab ismein daleel ki kia zaroorat hay jahilll.
  11. Toheedi sahab lagta hay aap aur aap ke akabir quran se bilkul jahil thay..Is ayat mein bilkul wazeh tor se Allah ibaadaat ko banday ki zindagi ke sath mansoob kar rahay hein..ke jab tak zindagi hay us waqt tak ibadat karni hay..aap apni mantaq bazi shroo na karna..pehlay in tamaam mufassiron ki tafseer dekho ye kia keh rahay hein..Tamaam mufassir ne (YAQEEN) se murad maut liya hay aur khud Ahmed raza ne bhi iska turjuma maut kia hay..namaz kia hay ibadat...jab maut aagai to khatam ibadat.. { وَٱعْبُدْ رَبَّكَ حَتَّىٰ يَأْتِيَكَ ٱلْيَقِينُ } قال ابن عباس رضي الله عنهما: يريد الموت وسمي الموت باليقين لأنه أمر متيقن. فإن قيل: فأي فائدة لهذا التوقيت مع أن كل أحد يعلم أنه إذا مات سقطت عنه العبادات؟ قلنا: المراد منه: { وَٱعْبُدْ رَبَّكَ } في زمان حياتك ولا تخل لحظة من لحظات الحياة عن هذه العبادة، والله أعلم. * تفسير مفاتيح الغيب ، التفسير الكبير/ الرازي (ت 606 هـ) مصنف و مدقق وَٱعْبُدْ رَبَّكَ حَتَّىٰ يَأْتِيَكَ ٱلْيَقِينُ } يقول تعالـى ذكره لنبـيه صلى الله عليه وسلم: واعبد ربك حتـى يأتـيك الـموت، الذي هو مُوقَن به. وقـيـل: يقـين، وهو موقَن به، كما قـيـل: خمر عتـيق، وهي معتَّقَة. وبنـحو الذي قلنا فـي ذلك قال أهل التأويـل. ذكر من قال ذلك: حدثنا مـحمد بن بشار، قال: ثنا يحيى بن سعيد، عن سفـيان، قال: ثنـي طارق بن عبد الرحمن، عن سالـم بن عبد الله: { واعْبُدْ رَبَّكَ حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: الـموت. حدثنـي مـحمد بن عمرو، قال: ثنا أبو عاصم، قال: ثنا عيسى وحدثنـي الـحارث، قال: ثنا الـحسن، قال: ثنا ورقاء، جميعاً عن ابن أبـي نـجيح، عن مـجاهد، مثله. حدثنـي الـمثنى، قال: ثنا أبو حذيفة، قال: ثنا شبل، وحدثنـي الـمثنى، قال: ثنا إسحاق، قال: ثنا عبد الله، عن ورقاء، جميعاً عن ابن أبـي نـجيح، عن مـجاهد، مثله. حدثنـي عبـاس بن مـحمد، قال: ثنا حجاج، قال: ابن جريج: أخبرنـي ابن كثـير أنه سمع مـجاهداً يقول: { حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: الـموت. حدثنا بشر، قال: ثنا يزيدُ، قال: ثنا سعيد، عن قتادة، قوله: { واعْبُدْ رَبَّكَ حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: يعنـي الـموت. حدثنا مـحمد بن عبد الأعلـى، قال: ثنا مـحمد بن ثور، عن معمر، عن قتادة: { حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: الـيقـين: الـموت. حدثنا الـحسن بن يحيى، قال: أخبرنا عبد الرزاق، قال: أخبرنا معمر، عن قتادة، مثله. حدثنـي الـمثنى، قال: ثنا سويد بن نصر، قال: أخبرنا ابن الـمبـارك، عن مبـارك بن فضالة، عن الـحسن، فـي قوله: { حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: الـموت. حدثنا ابن وكيع، قال: ثنا أبـي، عن سفـيان، عن طارق، عن سالـم، مثله. حدثنـي يونس، قال: أخبرنا ابن وهب، قال: قال ابن زيد، فـي قوله: { واعْبُدْ رَبَّكَ حتـى يَأْتِـيكَ الـيَقِـينُ } قال: الـموت إذا جاءه الـموت جاءه تصديق ما قال الله له وحدّثه من أمر الآخرة. حدثنـي يونس، قال: أخبرنا ابن وهب، قال: أخبرنـي يونس بن يزيد، عن ابن شهاب: أن خارجة بن زيد بن ثابت أخبره عن أمّ العلاء امرأة من الأنصار قد بـايعت رسول الله صلى الله عليه وسلم أخبرته أنهم اقتسموا الـمهاجرين قُرْعة، قالت: وطار لنا عثمان بن مظعون، فأنزلناه فـي أبـياتنا، فوَجع وجعه الذي مات فـيه. فلـما تُوفِّـي وغَسِّل وكُفِّن فـي أثوابه، دخـل رسول الله صلى الله عليه وسلم، فقلت: يا عثمان بن مظعون رحمة الله علـيك أبـا السائب، فشهادتـي علـيك لقد أكرمك الله فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم: " ومَا يُدْرِيكَ أنَّ اللَّهَ أكْرَمَهُ؟ " قالت يا رسول الله فَمن؟ فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم: " أمَّا هُوَ فَقَدْ جاءَه الـيَقِـينُ، وَوَاللَّهِ إنّـي لأَرْجُو لَهُ الـخَيْرَ ". * تفسير جامع البيان في تفسير القرآن/ الطبري (ت 310 هـ) مصنف و مدقق { بِمَا يَقُولُونَ } من أقاويل الطاعنين فيك وفي القرآن { فَسَبّحْ } فافزع فيما نابك إلى الله، والفزع إلى الله: هو الذكر الدائم وكثرة السجود، يكفك ويكشف عنك الغم. ودم على عبادة ربك { حَتَّىٰ يَأْتِيَكَ ٱلْيَقِينُ } أي الموت، أي ما دمت حياً فلا تخل بالعبادة. وعن النبي صلى الله عليه وسلم: * تفسير الكشاف/ الزمخشري (ت 538 هـ) مصنف و مدق { وَٱعْبُدْ رَبَّكَ } يعني على التوحيد { حَتَّىٰ يَأْتِيَكَ ٱلْيَقِينُ } أي: واستقم على التوحيد حتى يأتيك اليقين أي: الموت. قال الفقيه: حدثنا محمد بن الفضل قال: حدثنا محمد بن جعفر قال: حدثنا إبراهيم بن يوسف قال: حدثنا المحارمي عن إسماعيل بن عياش عن شرحبيل بن مسلم عن جبير بن نصير عن أبي مسلم الخولاني أن النبي - صلى الله عليه وسلم - قال " ما أوحى الله تعالى إليّ أن أجمع المال وأكون من التاجرين ولكن أوحي إليّ أن سبح بحمد ربك وكن من الساجدين واعبد ربك حتى يأتيك اليقين ". * تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق <DIV align="right"><FONT size="3">[/size] Aur aap logonki har dil aziz tafseer kia keh rahi hay zara usko bhi mulahiza karlein.. { وَٱعْبُدْ رَبَّكَ حَتَّىٰ يَأْتِيَكَ ٱلْيَقِينُ } { واعبد ربك } دم على ما انت عليه من عبادته تعالى { حتى يأتيك اليقين } اى الموت فانه متيقن اللحوق بكل حى مخلوق ويزول بنزوله كل شك واسناد الاتيان اليه للايذان بانه متوجه الى الحى طالب للوصول اليه. والمعنى دم على العبادة ما دمت حيا من غير اخلال بها لحظة كقوله { واوصانى بالصلاة والزكاة ما دمت حيا } ووقت العبادة بالموت لئلا يتوهم ان لها نهاية دون الموت فاذا مات انقطع عنه عمله وبقى ثوابه وهذا بالنسبة الى مرتبة الشريعة. واما الحقيقة فباقية فى كل موطن اذهى حال القلب والقلب من الملكوت ولا يعرض الفناء والانقطاع لاحوال الملكوت نسأل الله الوصول اليه والاعتماد فى كل شيء عليه وفى الحديث " ما اوحى لى ان اجمع المال واكن من التاجرين ولكن اوحى الىّ ان سبح بحمد ربك وكن من الساجدين واعبد ربك حتى يأتيك اليقين " Ab aap koi achi si mantaq jharo takay kuch humko bhi faida ho aap ki mantaq se..quran ki ayaat aur mufassirein ke aqwaal ke khilaaf koi taqreer karo..tum logonko ka batil maslak kisi bhi salf saleheen se nahi milata ...
  12. Bachay lagta hay tumharay pass ab koi ilmi jawab nahi bacha is liye comedy karke dil behla rahay ho ..tum yahi kia karo bohot suit karta hay tum par...
  13. Tamache kon kha raha hay wo to nazar aaraha hay..tum to ho hi andho mein kaane raja..wah wah to mile gi..tumhari dimaghi halat sahi nahi lag rahi jakar pehle ilaaj karalo phir aana..
  14. Aap ne jo tahir ul qadri ke bare mein fatwa dikhaya ye humko pata hay....jo kuch wahan ho raha tha ..music par qawwali aur note uraana parhane wale par ispar aap logonka fatwa darkaar hay... secondly YA MOHAMMADAH aap ka apne nick ke bare mein kia khiyal hay..
  15. no doubt ke ye tahir ul qadri parle darje ka jahil insaan hay..jo apne aap ko sheikh ul islam kehta hay..magar jo kuch is video mein ho raha hay tamaam bralvi is harkat ko jaiz kehte hein..mein ne kai naat khawani ki mehfil mein is tarah note uraate hoey dekha hay..jaysay kisi------par urate hein...Allah in ke sharr se is ummat ki hifazat farmey..aur Rasool Allah jo deen lain hein us par chalne ki taufeeq ata farmaey..
  16. Sab se pehlay to ye ke tum ne ye jawab nahi diya ke itne special insaan ki zaroorat kion p[ari Allah ko kia kisi pure bashar se wo kaam nahi ho sakta tha jis kaam ke liye Rasool ALLah tashreef laey thay... [Aap nay mutalba keeya heh kay meh sabit keroon kay kon kon say mufassireen nay is ko aajzi inkasari, tawazoh, khaqsari, humility likha heh toh aap ka mutalba pura keeyeh deta hoon umeed heh qabool farmahen gay. Mufatih Ul Ghayb Al Tafsir Al Kabeer, meh Imam Fakhr Ud Din Raazi: المسألة الثانية: احتج المخالفون على الطعن في قول أصحابنا أن كلام الله تعالى واحد بهذه الآية، وقالوا: إنها صريحة في إثبات كلمات الله تعالى وأصحابنا حملوا الكلمات على متعلقات علم الله تعالى، قال الجبائي: وأيضاً قوله: { قَبْلَ أَن تَنفَدَ كَلِمَـٰتُ رَبّى } يدل على أن كلمات الله تعالى قد تنفد في الجملة وما ثبت عدمه امتنع قدمه، وأيضاً قال: { ولَوْ جِئْنَا بِمِثْلِهِ مِدَاداً } وهذا يدل على أنه تعالى قادر على أن يجيء بمثل كلامه والذي يجاء به يكون محدثاً والذي يكون المحدث مثلاً له فهو أيضاً محدث وجواب أصحابنا أن المراد منه الألفاظ الدالة على تعلقات تلك الصفة الأزلية، واعلم أنه تعالى لما بين كمال كلام الله أمر محمداً صلى الله عليه وسلم بأن يسلك طريقة التواضع فقال: { قُلْ إِنَّمَا أَنَاْ بَشَرٌ مّثْلُكُمْ يُوحَىٰ إِلَىَّ } أي لا امتياز بيني وبينكم في شيء من الصفات إلا أن الله تعالى أوحى إلي أنه لا إله إلا الله الواحد الأحد الصمد، والآية تدل على مطلوبين: الأول: أن كلمة { إِنَّمَا } تفيد الحصر وهي قوله: { أَنَّمَا إِلَـٰهُكُمْ إِلَـٰهٌ وٰحِدٌ }. والثاني: أن كون الإله تعالى: { إِلَـٰهاً وٰحِداً } يمكن إثباته بالدلائل السمعية، وقد قررنا هذين المطلوبين في سائر السور بالوجوه القوية، ثم قال: { فَمَن كَانَ يَرْجُو لِقَاء رَبّهِ } والرجاء هو ظن المنافع الواصلة إليه والخوف ظن المضار الواصلة إليه، وأصحابنا حملوا لقاء الرب على رؤيته والمعتزلة حملوه على لقاء ثواب الله وهذه المناظرة قد تقدمت والعجب أنه تعالى أورد في آخر هذه السورة ما يدل على حصول رؤية الله في ثلاث آيات: أولها: قوله: Tafsir Ahmad Bin Yusuf: { قُلْ إنَّمَا أَنَا بَشَرٌ } آدمى. { مِثْلُكُمْ يُوْحَى إلَىَّ أَنَّمَآ إلهُكُمْ إِلهٌ وَاحِدٌ } وجملة يوحى إلىَّ إلى آخره مستأنفة أو خبر ثان وإنما فى الموضعين للحصر ويؤول بمصدر ما بعد الثانية فيكون نائب يوحى أى يوحى إلى وحدانية إلهكم وعدم الشريك له فى الملك والعبادة. أمر الله تبارك وتعالى رسوله صلى الله عليه وسلم أن يقول ذلك تعليما للتواضع لئلا يزهى على خلقه أى ما أنا إلا آدمى مثلكم لا أدعى الزيادة عليكم ولا الإحاطة بالعلم إلا أنى خصصت بالوحى كما قال ابن عباس DEkho quran ko samjhne ke liye sab se pehlay aadmi ko Islam ka mizaaj samjhna parta hay..jisko Islam ka mijaaz nahi pata wo quran phir tumhari tarah hi samjhe ga aur ulte seedhe matlab bayan karega.. mein tumko kuch points bata raha hoon isko samjh lo ..quran ko samjhne ke liye iske pure siyaaq o sabaaq ko dekhna parta hay ke kion aur kis liye ye sab baat ho rahi hay jo ayat mein batai ja rahi hay... aur sab se bari baat to ye hay ke Rasool Allah ko to monineen ke sath tawazoh aur inkisari ka hukum tha na kufaar ke saath kionke ye bashar wali ayat mein khitaab kufaar se hay.. لاَ تَمُدَّنَّ عَيْنَيْكَ إِلَى مَا مَتَّعْنَا بِهِ أَزْوَاجًا مِنْهُمْ وَلاَ تَحْزَنْ عَلَيْهِمْ وَاخْفِضْ جَنَاحَكَ لِلْمُؤْمِنِينَ (الحجر: 88) . Isko kehtay hein tawazuh aur inkasari ..jo Allah ne wazeh batadi apne Rasool ko ke apne kandhay momineen ke aagay jhuka kar rakhye..ye thori ke (BASHAR WALI)ayat mein nauzubillah taqayyah karke bata rahay hein hein ye ayat se murad aajzi hay.. aur tum aajzi ka lafz ghalat istimaal kar rahay ho..aajzi ka matlab hota hay kisi kaam se aajiz hona..aik lihaz se yahi matlab sahi hay yahan par kionke Rasool Allah aajiz thay un demand ko pura karne se jo kufaar kar rahay thay.. ab is ayaat ki aur tafaseer dekh lo ke doosre mufassir kia keh rahay hein..phir tumko aajzi aur tawazuh ka matlab samjh aajaega.. يقول تعالـى ذكره: قل لهؤلاء الـمشركين يا مـحمد: إنـما أنا بشر مثلكم من بنـي آدم لا علـم لـي إلا ما علـمنـي الله وإن الله يوحي إلـيّ أن معبودكم الذي يجب علـيكم أن تعبدوه ولا تشركوا به شيئا، معبود واحد لا ثانـي له، ولا شريك * تفسير جامع البيان في تفسير القرآن/ الطبري (ت 310 هـ) مصنف و مدقق قوله تعالى: { قُلْ إِنَّمَآ أَنَاْ بَشَرٌ مِّثْلُكُمْ يُوحَىٰ إِلَيَّ } أي لا أعلم إلا ما يعلّمني الله تعالى، وعلم الله تعالى لا يحصى، وإنما أمرت بأن أبلغكم بأنه لا إلٰه إلا الله * تفسير الجامع لاحكام القرآن/ القرطبي (ت 671 هـ) مصنف و مدقق .{ قُلْ إِنَّمَا أَنَاْ بَشَرٌ مّثْلُكُمْ } لا أدعي الإِحاطة على كلماته. { يُوحَىٰ إِلَىَّ أَنَّمَا إِلَـٰهُكُمْ إِلَـٰهٌ وَاحِدٌ } وإنما تميزت عنكم بذلك sirf wahi wali sifat hi hay jo mujh mein aur tum mein farq hay.. . { *تفسير انوار التنزيل واسرار التأويل/ البيضاوي (ت 791 هـ) مصنف و مدقق * قُلْ إِنَّمَا أَنَاْ بَشَرٌ مّثْلُكُمْ } أي: إن حالي مقصور على البشرية لا يتخطاها إلى الملكية، ومن كان هكذا فهو لا يدّعي الإحاطة بكلمات الله إلا أنه امتاز عنهم بالوحي إليه من الله سبحانه فقال: { يُوحَىٰ إِلَىَّ } تفسير فتح القدير/ الشوكاني (ت 1250 هـ) مصنف و مدق* In tafseeron ko parho aur dekho un tamaam tafseer mein kia cheez commom hay..mein tumko pehlay bhi bata chuka hoon ke kufaar ko tawazuh dikhane ki Rasool Allah ko koi zaroorat nahi hay..wo badbakhat hein..unke to qatal e aam ka hukum hoa tha unko..tawazuh kis baat ka..ab samjh lo ke unke saamne aajzi ka kia mafhhom he ..asal mein wo kufaar bohot ziyada demand karne lagay thay ke ye dikhao wo dikhao ye karke batao wo karke batao..unki ye sari demand Rasool Allah puri nahi kar sakte thay.. is ayat ko parho..tum log to is ayat ke inkaari ho.. وَإِنْ كَانَ كَبُرَ عَلَيْكَ إِعْرَاضُهُمْ فَإِنْ اسْتَطَعْتَ أَنْ تَبْتَغِيَ نَفَقًا فِي الأَرْضِ أَوْ سُلَّمًا فِي السَّمَاءِ فَتَأْتِيَهُمْ بِآيَةٍ وَلَوْ شَاءَ اللَّهُ لَجَمَعَهُمْ عَلَى الْهُدَى فَلاَ تَكُونَنَّ مِنْ الْجَاهِلِينَ (الأنعام: 35) If their spurning is hard on thy mind, yet if thou wert able to seek a tunnel in the ground or a ladder to the skies and bring them a sign,- (what good?). If it were Allah.s will, He could gather them together unto true guidance: so be not thou amongst those who are swayed by ignorance (and impatience)!. samjhe kuch ...nahi tha unke pass ikhtiayar is baat ka ke un kufaar demand puri karte ..aur baar baar jo apne aapko unke saamne bashar kion keh rahay hein..isi liye takay unki aqal mein ye to aaey jis say tum demand kar raha y ho wo tumhari tarah bashar hay..aur bashar ye kaam nahi kar sakta ..aur jahan tak mufassireen ki tafseer mein ILM ka zikir hay wahan ye aajzi aur inkisari dikhai ja rahi hay ke dekho mera itna hi ilm hay jitna Allah ne diya mere pass iske ilawa koi ilm nahi ke mein tumjari demand puri kardoon..mein to sirf uski ittibah karta hoon jo mujh opar wahi ki jati hay..iski bhi daleel le lo aik mufassir se.. { هَلْ كُنتُ } أي ما أنا «إلاّ بشراً رسولاً» أتبع ما يوحى إليّ من ربّي، ويفعل الله ما يشاء من هذه الأشياء التي ليست في قدرة البشر، فهل سمعتم أحداً من البشر أتى بهذه الآيات! * تفسير الجامع لاحكام القرآن/ القرطبي (ت 671 هـ) مصنف و مدقق IS tafseer mein Imam Qurtubi keh rahay hein ke (Rasool kufaar se keh rahay hein ke tumne pehlay kabhi kisi ummat mein suna hay ke koii BASHAR nishani laya jo tum demand kar rahay ho...ye tafseer to tumharay maslak ke taboot mein aakhri keel hay.. mujhe umeed hay tumhari naqas aqal mein kuc hbatein to aagain hongi.. maz'rat chahat hoon mere pass time kam hota hay ke itni detail mein jao ..kionke office se sari debate karta hoon..ghar mein computer nahi hay..mein ne jo jawab diya hay mere khiyal se tumharay 50 sawal ke liye kafi hay....
  17. AAP KE KHIYAL SE JIN LOGON NE HAZRAT ESSA AUR HAZRAT MARYAM KO ALLAH KE SIWA MABOOD BANAYA WO LOG IN DONO SE MUHABBAT AUR AQEEDAT NAHI RAKHTAY THAY..AAP LOGONKI MUHABBAT AUR AQEEDAT WO HAY JO HAZRAT ESSA AUR MARYAM SE THI ..ALLAH AESI MUHABBAT AUR AQEEDAT SE HIFAZAT FARMAEY
  18. Yahan baat mein aap ki kar raha hoon..wo kuch bhi karin unko Allah poochay ga chore ga nahi..tum apni baat karo jo poocha hay uska jawab do..hazb e riwayat deobandi wahabi ke karne ka sahara laykar faraar na ho..
  19. Baton ko ghuma aur usko tool daykar logonko ko uljhana achi baat nahi hay..mein ne sirf itna kaha hay ke Aap nr koi sifat nahi chori Allah ki jo RAsool Allah mein na daal di ho..YAni Allah ki photo copy bana di aap logon ne sirf ye farq chora ke Allah ka sab kuch zaati hay Aur RAsool ALlah ka Aatai.. aur aap ne abhi tak ye jawab nahi diya ke Allah ko itne special person ki kion zaroorat pari jis kaam ke liye unko dunya mein bheja tha..kia kisi pure bashar ya normal rasool jaysay pehlay guzray ..us say kaam nahi ho sakta tha ??? اللَّهُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ لاَ تَأْخُذُهُ سِنَةٌ وَلاَ نَوْمٌ لَهُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الأَرْضِ مَنْ ذَا الَّذِي يَشْفَعُ عِنْدَهُ إِلاَّ بِإِذْنِهِ يَعْلَمُ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ وَلاَ يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ مِنْ عِلْمِهِ إِلاَّ بِمَا شَاءَ وَسِعَ كُرْسِيُّهُ السَّمَاوَاتِ وَالأَرْضَ وَلاَ يَئُودُهُ حِفْظُهُمَا وَهُوَ الْعَلِيُّ الْعَظِيمُ (البقرة:255). 2:255 Allah. There is no god but He,-the Living, the Self-subsisting, Eternal. No slumber can seize Him nor sleep. His are all things in the heavens and on earth. Who is there can intercede in His presence except as He permitteth? He knoweth what (appeareth to His creatures as) before or after or behind them. Nor shall they compass aught of His knowledge except as He willeth. His Throne doth extend over the heavens and the earth, and He feeleth no fatigue in guarding and preserving them for He is the Most High, the Supreme (in glory). Is mein se kia chora hay aap logon ne ..itnefakhar se Allah biyan kar rhay hein..magar kion Ya Allah is mein se bohot rasi qualities to Aap ke RAsool aur Aulia Allah mein hay..kion keh rahay hein ye baat..aaap إِنَّهُ هُوَ السَّمِيعُ الْبَصِيرُ (الإسراء: 1) He is the One Who heareth and seeth (all things).. Innahu ki grammer bhi aati hogi tumko magar ye dono sifat bhi RasoolAllah aur Aulia Allah mein daal di hay tum logon ne ..ye sirf aik do misalein hein..Quran PAak mein jitni bhi sifaat Allah ne bare fakhar ke sath apne bare mein kahin thi wo tum logon ne doosro mein peda kardi..To Allah ki pass kon si TAUHEED bachi hay..satyanaas kardiya ..dhajjian uradi tum logon ne tuaheed ki...aur mein tumko wo suboot bhi pesh kar sakta hoon ke tum logon ne kia kia aqeede ghair Allah ke liye banye hoey hein.. Aur YAHDI bihi ki baat ye he..is se pehlay ye samjh lo ke mein kisi jamhoor waghaira ko nahi maanta..musalmon ke jamhoor log to is waqt apna muh kala kar rahay hein..dhoka fraud aur dunya bhar ki buraian hum mein hi hein..وَلَقَدْ أَضَلَّ مِنْكُمْ جِبِلاً كَثِيرًا أَفَلَمْ تَكُونُوا تَعْقِلُونَ (يس: 62).kharji warji keh kar apni jaan churali kia pata wo sahih log hoon tumne to apnr ulema ko follow kia aur unke kehne par ye kharji hay ye wahabi ye deobani hay..bas jaan choot gai..jo karna hay karo..apna deen hay..jo chahein fatwa nikal dein.. Quran pak mein aur bhi jagho par yeh istalah istimaal hoi hay.. وَمَا أَنزَلَ عَلَيْكُمْ مِنْ الْكِتَابِ وَالْحِكْمَةِ يَعِظُكُمْ بِهِ وَاتَّقُوا اللَّهَ وَاعْلَمُوا أَنَّ اللَّهَ بِكُلِّ شَيْءٍ عَلِيمٌ (البقرة: 231). ذَلِكَ نَتْلُوهُ عَليْكَ مِنْ الآياتِ وَالذِّكْرِ الْحَكِيمِ (آل عمران: 58). yahan bhi kitab wal hikmah aik hi cheez hay..doosri taraf ayaat aur zikril hakeem aik hi cheez hay jis ke liye agay WAHID istimal hoa hay..isi tarah noor wali ayat mein bhi aik hi cheez hay noor aur kitab aik hi cheez hay jiske liye aagay wahid istimal hoa hay.. فَآمِنُوا بِاللَّهِ وَرَسُولِهِ وَالنُّورِ الَّذِي أَنزَلْنَا وَاللَّهُ بِمَا تَعْمَلُونَ خَبِيرٌ (التغابن: 8). يَا أَيُّهَا النَّاسُ قَدْ جَاءَكُمْ بُرْهَانٌ مِنْ رَبِّكُمْ وَأَنزَلْنَا إِلَيْكُمْ نُورًا مُبِينًا (النساء: 174). إِنَّا أَنزَلْنَا التَّوْرَاةَ فِيهَا هُدًى وَنُور (المائدة: 44) وَقَفَّيْنَا عَلَى آثَارِهِمْ بِعِيسَى ابْنِ مَرْيَمَ مُصَدِّقًا لِمَا بَيْنَ يَدَيْهِ مِنْ التَّوْرَاةِ وَآتَيْنَاهُ الإِنجِيلَ فِيهِ هُدًى وَنُورٌ (المائدة: 46). وَمَا قَدَرُوا اللَّهَ حَقَّ قَدْرِهِ إِذْ قَالُوا مَا أَنزَلَ اللَّهُ عَلَى بَشَرٍ مِنْ شَيْءٍ قُلْ مَنْ أَنزَلَ الْكِتَابَ الَّذِي جَاءَ بِهِ مُوسَى نُورًا وَهُدًى لِلنَّاسِ (الأنعام: 91). وَكَذَلِكَ أَوْحَيْنَا إِلَيْكَ رُوحًا مِنْ أَمْرِنَا مَا كُنْتَ تَدْرِي مَا الْكِتَابُ وَلاَ الإِيمَانُ وَلَكِنْ جَعَلْنَاهُ نُورًا نَهْدِي بِهِ مَنْ نَشَاءُ مِنْ عِبَادِنَا وَإِنَّكَ لَتَهْدِي إِلَى صِرَاطٍ مُسْتَقِيمٍ (الشورى: 52). فَآمِنُوا بِاللَّهِ وَرَسُولِهِ وَالنُّورِ الَّذِي أَنزَلْنَا وَاللَّهُ بِمَا تَعْمَلُونَ خَبِيرٌ (التغابن: 8). ye tamaam ayaat ko baghor parho aur ismein dekho ke NOOR Allah ne kisko kaha hay..aesi bohot ayaat hein chand pesh ki hein..in ayaat ko parhanay ke baad ab isko parho to shaed aqal mein aajaey ke noor se kia muraad hay.. رٍ قَدْ جَاءَكُمْ مِنْ اللَّهِ نُورٌ وَكِتَابٌ مُبِينٌ (المائدة: 15). يَهْدِي بِهِ اللَّهُ مَنْ اتَّبَعَ رِضْوَانَهُ سُبُلَ السَّلاَمِ وَيُخْرِجُهُمْ مِنْ الظُّلُمَاتِ إِلَى النُّورِ بِإِذْنِهِ وَيَهْدِيهِمْ إِلَى صِرَاطٍ مُسْتَقِيمٍ (المائدة: 16). aur Rasool Allah HAADI nahi hein..kahin bhi unke liye HAADI istimaal nahi hoa hay..har jagah aik hi baat nazar aaegi aapko ke Mein tum tak Allah ka peghaam pohonchane wala hoon.. Haadi sirf Allah ki zaat hay..aur koi nahi..إِنَّكَ لاَ تَهْدِي مَنْ أَحْبَبْتَ وَلَكِنَّ اللَّهَ يَهْدِي مَنْ يَشَاءُ وَهُوَ أَعْلَمُ بِالْمُهْتَدِينَ (القصص: 56). jab wo haadi nahi hein to yahdi bihi unke liye kaysay istimaal ho sakta hay..agar kahin inko Haadi kaha giya hay to mein iska jawab doonag aap ko.. BAQI FARIGH HOKAR COZ OFFICE MEIN HOON ..BHAGNA NAHI PHIR AAONGA..AAJ HI YA MONDAY KO..
  20. Tumhari ye sab falsafe bazi hay ..kisi bhi baat ka qurani ya daleel ke sath jawab nahi diya ..har jawab mein tum ne apni mantaq dikhai hay..YAHDIBIHUMA samarqandi sahab ko pata nahi tha..amazing..acha jawab hay..Yahan par noor se bhi murad quran ho sakta hay aur kitaab se bhi quran muraad hay....isi liye YAHDI kaha hay Allah ne..kionke dono aik hi cheez hay.. baad mein jawab doonga..abhi time nahi hay..Wallah tumhara gumrah ilm tumko bohot door gumrahi mein lay giya hay..tumhari waapsi bohot mushkil hay..qayamat bari interesting cheez hay..bare bare jo dunya mein ilm walay bante thay unko jotay par rahay honge..
  21. Wah bralvi wah tumhara ilm...kisi bhi nai kaam ko arbi mein (BIDDAH) kehtay hein..sunnah nahi..tumhari ittilah ke liye mein koi Hanfi nahi hoon..registration ke waqt shaed mujhe nazar na aaya ..anyway..mein apna moqaf kion kisi wahabi ya deobandi ka doon mera kia unse lena dena.. aur ye tashreeh koi mein ne nahi ki hay ye hadees ka siyaaq o sabaaq khud ye sharah bata raha hay..aur Abu Hanifa ka fatwa jo tum dikha rahay ho usmein kaha BIDDAH nahi likha hay wahan sunnah likha hay...BIDDAT tum log karte ho..INNOVATION..wo cheez jo pehlay se mojood hi na ho..usko wujood dena..tum log jitni bhi biddatein karte ho..uski koi bhi shakal tum log sabit nahi kar saktay ke sahaba aesa karte thay... Names of Almighty Allah is also Badi’ (the Inventor or Creator) as the oft-repeated verse of the Holy Qur’an is also Badi’-al-Samawat-i-wa al-Arz (the Creator of the heavens and the earth) , Agar kisi engineer ko car banani hogi to wo kitna bhi bara engineer ho baghir raw material ke wo car nahi bana sakta.. magar Allah ne Zameen aur AAsman baghair raw material ke banaey..Isko BIDDAH boltay..jiska pehlay se koi wajood bna ho..tum kisi bhi Imam ya MUhaddis ka hawla dikhado jisne word BIDDAH use karke ise propogate kai ho..
  22. 1-Tameez to tum logonko ko chokar bhi nahi guzri...tumko shaed nahi pata hay WAHHAB kiska naam hay..tumlog apni maslaki jang mein Allah ke naam ka bhi lihaaz nahi karte..agar ye naam Sheikh Abdul Qadir ka hota ya kisi mazar walay buzurg ka hota to tum log kabhi is naam ko zaban tor maroor kar WAHABRA ya WAHABRO na kehte..is say pata chalta hay dil mein kitni LILLAHIAT hay..tumharay akabir jo khud badtameez thay to perokaar kia karingay.. 2- Chahay haram walay karein ya chahay madina walay karein..ghalat to ghalat hi hota hay..biddat boltay hi isko hein jo aesa kaam jisko deen samjh kar kia jaey..jo umoor aap ne Haram walo ke bataey hein agar inko na kia jaey to tahjjud bhi ho jaegi..quran khatam karke dua na maangi jaey to bhi tarahweeh ho jaegi..logon ka jama hona 27 ko ya moazzan ka bulana tahjjud ke liye ..ye gathering na ho tab bhi 27 shab ka individual sawab mil jaega..agar moazzan na pukare tahajjud ke liye to tahjjud bhi ho jaegi.. MAGAR TUM LOGON NE JO BIDDATEIN EEJAAD KI HOI HEIN..UNKO TUM LOGON NE LAZIM KAR LIYA HAY ..KE JO YE HAMARI EJAAD KI HOI BIDDAT NA KARE..WO BADMAZHAB..GUMRAH..KAFIR AUR MUSHRIK HAY..YE FARQ HAY TUM LOGONKI AUR DOOSRON KI BIDDAT MEIN.. Aur bralvion ka ye acha tarika hay apne matlab ke liye apne batil aqaid ka nakaam difa karne ke liye puri hadees kay bajaey uska aik tukra laga kar logon ko gumrah karte hein..puri hadees is tarah say hay.. Hazrat Jareer bin Abdullaah rawayat kertay hein k hum din k shuru mein Rasool Allaah k paas thay keh aap k paas kuch aisay loog aayay jo nangay badan thay, oon ki dhaari-daar chadaarain ya kambal daalay huay thay aur gardanon mein talwarein latkaayay huay thay, un ki aksareat Muz(d)ar qabeelay say, balkay saaray hi Muz(d)ar say thay. Jab Rasool Allah nay un ki faaqa-zdgi ka mushahida farmaya to aap ka chehra muttaghayyar hoo gaya, aap (ghar k) andar tashreef lay gayay aur phir bahir aa gayay, bilal ko hukam diya, unhoon ne aazaan di, phir (jab loog namaz k liay jama ho gayay to) takbeer kahi aur Aap nay namaz perhaee, phir logoon se khataab farmaya. Uss mein aap ne farmaya, logo! Apnay Uss Rab se daro jis ne tumhein aik jaan se paida kiya …. [surah Nisa, 4:1] aakhir yani raqeeba tak. Aap ne ye aayat tilawat farmaee. Iss k baad Surah Hashar ki ayat perhi “Aay eemaan walo! Allah say daro! Aur nafs ko chaheyay k uss nay kal (qayamat) k liay jo aagay bhaija hai, ussay daikhay” (iss k baad aap nay sadqa-o-khairaat ki targheb di) farmaya har aadmi ko chaheyay k sadqa karay, deenar-o-darham ka, kapray ka, gndum k saa’ ka, khajoor k saa’ ka (saa’ aik paimana tha, dhae kilo ka) hatta k farmaya, go khajoor ka aik tukra hi ho. (yani thora ya ziada, jis ko jitni tofeeq ho, sadqa karay) chunachay ansaar mein say aik aadmi aik thaili lay ker aaya (jo itni bhari thi k) uss ki hathaili uss ko uthaanay se aajiz aa rahi thi balkay aajiz ho chuki thi, phir loog (lay lay ker) pai-dar-pai aatay rahay, yahan tak k mainay do dhair daikhay, aik saamaan khoraak ka aur doosra kaproon ka aur mainay Rasool Allah ko daikha to aap ka chehra-e-anwar iss tarha chamak raha tha goya k wo soonay ka tukra hai. Phir Rasool Allah nay farmaya, jis nay Islam mein koi acha tareeka jaari kiya to uss k liay uss ka apna ajar aur un tamaam logon ka ajar ho ga jo uss k baad uss per amal karein gay, baghair iss k keh un ko ajroon mein koi kami ki jayay aur jis nay Islam mein koi bura tareeka jari kiya to uss per uss k apnay gunah ka boojh aur un tamaam logon k gunahon ka boojh hoga jo uss per uss k baad amal karein gay. Baghair iss k keh un k gunahoon k boojh mein koi kami ki jayay. [sahih Muslim, Kitab al-Zakat, Hadith#1017 ‘ Riyaad-us-Saliheen, Hadith#173] iss hadith ka matlab sirf ye hai k jo cheez Islam mein mashroo’ aur jaiz hai, uss per amal kernay aur ussay faroogh dainay k liay jo shakhs koi naya tareeka ikhtiyaar karay ga, jisay baad mein doosray loog bhi ikhtiyaar ker lein, to ussay apnay amal-e-hasan ka sawab to milay ga hi, un logon ka sawab bhi milay ga jo uss tareekay ko ikhtiyaar ker k wo amal-e-saleh karein gay. Is tarah jis ne sab se pehlay apne ghar say maal lakar diya usne aik acha tareeka jari kar diya aur uski dekha dekhi doosron ko bhi targheeb hoi aur uske baad jitne bhi log saqda dein pehlay walay ko sab ka sawab milega.. Ab log khud andaaza laga lein ke ye bralvi kitne bare dhoke baaz hein..
  23. Aap ka point bohot powerful hay..asal mein in bralvion ko 100 khoon maaf hein..ye log ape akabir ki kufria aur shirkia abarat par aap ko zabardast mantaq aur falsafa pesh karingay..agar koi doosra ye kaam kare to wo gustaakh..kafir..badmazhab..sare fatwe lag jainge isko.. baat ye hay ke bralvi ab tak Islam ka mizaaj hi nahi samjh sakay?? bas karamato aur shakhsiyaat par hi marte rahtay hein..jaysay deen hay hi karamat aur shaksiyat parasti ka naam..is chakkar mein inho ne deen Islam ki aur Allah ki tauheed ki dhajjian uradi hein.. Allah inko shaor day
×
×
  • Create New...