Jump to content

Ya Allah Madad

Under Observation
  • کل پوسٹس

    351
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Ya Allah Madad نے پوسٹ کیا

  1. GREAT JOB HAQEEQAT BHAI..WELL DONE ..MAGAR INKO FARQ PHIR BHI NAHI PAREGA..
  2. Moosa ki hadees se aik baat to sabit hoi kay ..Moosa ko ghaib ka ilm nahi tha..kionke ubhein Yousuf ki qabar ka pata nahi tha kay kahan hay..aur Sheikh Abdul Qadir Jilani® inse barh ke thay ke (baqol aapke) puri dunya aik rai ke daane ki tarah sheikh ki hatheli par thi...?????????????????????????? hai bralvi tera aqeedah......
  3. {Laakh martay hen meren, pura pakistan taba hota ho jahay, keror urateh bewa hoti hen ho jahen, 16 keror auratoon kee abroo ko loota jahay, 3 billion musalmanoon ka qatal hota heh toh ho jahay, magir AHLE SUNNAT WAL JAMMAT ittihaad nah keray gee, aur nah kernay wala SUNNI heh.} Baighairtee dikhai aap ne apni aur apne bralviyat ka aaina dikhaya ispar koi hairat nahi hoi na hi aap ki language par koi hairat hay..kionke sab jaante hein jahan par puri dunya ki beghairtee kahtam hoti hay waha bralvion ki beghairtee shroo hoti hay hay.. Tumharay nazdeek Shah Ahmed Noorani Sunni hay kay nahi..usne Jamat Islami , aur Jamiat Ulema Islam say Ittehad kia tha..(ISLAMI JUMHORI ITTIHAD 1998) to kia Noorani mian sunni na thay..tumharay khiyal say wo jahil tha????? iska jawab do.. Abdul Salam bhai ne ghalti ki ye baat karke..kionke mushrikon se ittihaad nahi hota..
  4. أَمْ حَسِبْتُمْ أَن تَدْخُلُواْ الْجَنَّةَ وَلَمَّا يَأْتِكُم مَّثَلُ الَّذِينَ خَلَوْاْ مِن قَبْلِكُم مَّسَّتْهُمُ الْبَأْسَاء وَالضَّرَّاء وَزُلْزِلُواْ حَتَّى يَقُولَ الرَّسُولُ وَالَّذِينَ آمَنُواْ مَعَهُ مَتَى نَصْرُ اللّهِ أَلا إِنَّ نَصْرَ اللّهِ قَرِيبٌ کیا تم یہ خیال کرتے ہو کہ (یوں ہی) بہشت میں داخل ہوجاؤ گے اور ابھی تم کو پہلے لوگوں کی سی (مشکلیں) تو پیش آئی ہی نہیں۔ ان کو (بڑی بڑی) سختیاں اور تکلیفیں پہنچیں اور وہ (صعوبتوں میں) ہلا ہلا دیئے گئے۔ یہاں تک کہ پیغمبر اور مومن لوگ جو ان کے ساتھ تھے سب پکار اٹھے کہ کب خدا کی مدد آئے گی ۔ دیکھو خدا کی مدد (عن) قریب (آيا چاہتی) ہے In 2 ayat ki haysaat batado apne maslak aur aqeedah mein.. mere khiyal se aapke maslak mein ye ayaat mansookh ho gai hay.. jawab aap ke pass hoga nahi ..yahi kaho ge muhaddis ko nazar na i..tum log itne jahil ho nas e qurani ke opar muhaddis ke qol ko tarjee dete ho..joke bilkul wazah tor par quran ke khilaaf ja raha hay.. ye 2 ayaat bralivi ke gale ki haddi he jo kabhi nahi utar sakti..
  5. agar hum is aapke muhaddis ki zaeef tashrre ko maan lein to to Quran pak ki kia haysyat reh jati hay...
  6. mein ne aik baat tasleem karli ke Khan sahab ne jo tarjuma kia hay wo unki ikhtara nahi thi... Kuch mufassiron se unki taaid hoti hay but wo zaaif hay..kionke Hazrat Ibn Abbas ki tafseer kuch aur keh rahi hay وبإسناده عن ابن عباس في قوله تعالى { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } بغير قتال وصلح الحديبية منه غير أن كان بينهم رمي بالحجارة ويقال إنا فتحنا لك فتحاً بيناً يقول قضينا لك قضاءً بيناً يقول أكرمناك بالإسلام والنبوة وأمرناك أن تدعو الخلق إليهما { لِّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ } لكي يغفر الله لك { مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ } ما سلف من ذنوبك قبل الوحي { وَمَا تَأَخَّرَ } وما يكون بعد الوحي إلى الموت { وَيُتِمَّ نِعْمَتَهُ } منته { عَلَيْكَ } بالنبوة والإسلام والمغفرة .. * تفسير تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق Tafseer Ibn Abbas aur Faqih Abul lais Samarqandi sahab kuch aur keh rahay hein.. { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } يعني قضينا لك قضاء بيناً { لّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ وَمَا تَأَخَّرَ } فقال المؤمنون: هذا لك، فما لنا؟ فنزل { لِّيُدْخِلَ ٱلْمُؤْمِنِينَ وَٱلْمُؤْمِنَـٰتِ جَنَّـٰتٍ تَجْرِى مِن تَحْتِهَا ٱلأَنْهَـٰرُ تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق Is mein to Samarqandi to hadees laykar aaye hein kay jab ye ayat utri to sahaba ne kaha ye to aap ke liye hay hamare liye kia hay.. doosron ke qol ko mardood kehne se pehlay dekh liya karo ke kis ka qol hay..ziyada tar mufassiron ne doore qol ko tarjeh di hay..mein sabit kar sakta hoon.. aur baat gunnah ki nahi ke kisi peghamber ko gunahgar sabit koi nahi kar raha hay..ye mufassireen ke qol hein wo hum se ziyada adab jaante thay.. baqi aainda.
  7. jahil to phir jahil hi rehta hay agar thora ilm hota to bralvi na hote tum...farishto ke zimme kuch umoor Allah Ta'ala ne lagey hein..wo nas e qurani se sabit hein...aur farishtay bhi wo kaam Allah ke hukum se karte hein..koi farishta barish barsata hay , koi rizq ki duty par hay, koi maut deta hay,koi hawa chalata hay, koi azaab o rahmat par muqarrar hay..magar hum kisi bhi kaam ke liye kabhi bhi kisi farishte ko nida nahi karte hein..aa farishte barish kerde ,,, aa farishte rizq day day..Hum pukaarte har kaam ke liye Allah hi ko hein..Ab Allah Ta'ala unko bhejta hay apni taaqat se hamare kaam ke liye.. Magar tum mushriq log pukaarte ho apne buzurgon ko..Ya Abdul Qadir madad kun...Ya Data madad kun...Ya falan madad kun...Astaghfirullah ye buzurg kia kisi farishte ko bhejte hein madad ko ya khud ate hein...ya farishte bhi inke control mein hein..aur jab Sheikh Abdul Qadir ko jab koi hajat hoti thi wo kis ko pukaarte the..kisi burg ko ya Allah ko.. Jitne bhi moqe par Allah Ta'ala ne apne peghmabaron ki madad ki farishto se ..kia kisi ne farishto ko pukara tha ya kisi buzurg ko pukara tha..Balkay hamesha unlogo ne Allah hi ko pukara.. Mein aik sawal karta hoon tum logon se ..agar koi shaks na pukare kisi ghair Allah ko wo hamesha Allah ko hi nida kare to kia wo tum logon ki nazar mein badmazhab hay ya munafiq ya kafir gustaakh hay ..?????
  8. ziyada uchale ki zaroorat nahi hay..wait kari jawab ka ....bolti phir band ho jaegi
  9. mein ne apni pichli post mein bhi yahi baat kahi hay agar wo farishto ke bajaey aulia Allah ke bare mein aesa kehte hein to ye shirk hay..
  10. . Aap abhi tak isi baat par are hoey hein ke kuffar buton ko poojte thay jabke mein ne sabit bhi kar diya ke wo bazahir pathar ke but to thay likin wo unke Aulia Allah thay jaysa kay Hazrat Ibn Abbas ki riwayat se sabit kiya ja chuka hay..aur wo unko Allah se qurbat ka zarya samjhtay thay..aap logon ne to mein na manoo ki policy apnaee hoi hay.. is se pehlay bhi jannat ki jaagir ke hawalay se kai ahadees aap logon ko pesh ki ja chuki hein kay aur bhi kai log Rasool Allah ke pass jannat ke husool ke liye aaey aap ne sabko aamal sulaih ki talqeen ki..aur in sahab ko bhi namaz ke liye bola..magar aap logon ne to is seedhi saadhi hadees ki kitchri pakadi..Aap logon ne to Anbiya ki bosat ka maqsad hi faut kar diya..jab aesay hi jannat mil sakti thi to 124000 Anbiya ko kion takleef mein daala aur itni mehnat karai.. أَمْ حَسِبْتُمْ أَن تَدْخُلُواْ الْجَنَّةَ وَلَمَّا يَأْتِكُم مَّثَلُ الَّذِينَ خَلَوْاْ مِن قَبْلِكُم مَّسَّتْهُمُ الْبَأْسَاء وَالضَّرَّاء وَزُلْزِلُواْ حَتَّى يَقُولَ الرَّسُولُ وَالَّذِينَ آمَنُواْ مَعَهُ مَتَى نَصْرُ اللّهِ أَلا إِنَّ نَصْرَ اللّهِ قَرِيبٌ کیا تم یہ خیال کرتے ہو کہ (یوں ہی) بہشت میں داخل ہوجاؤ گے اور ابھی تم کو پہلے لوگوں کی سی (مشکلیں) تو پیش آئی ہی نہیں۔ ان کو (بڑی بڑی) سختیاں اور تکلیفیں پہنچیں اور وہ (صعوبتوں میں) ہلا ہلا دیئے گئے۔ یہاں تک کہ پیغمبر اور مومن لوگ جو ان کے ساتھ تھے سب پکار اٹھے کہ کب خدا کی مدد آئے گی ۔ دیکھو خدا کی مدد (عن) قریب (آيا چاہتی) ہے Allah aap logo ko hidayat day aap logon ne to is ayat ki haysyat hi khtam kardi..aur sura toba ki ayat jo code ki hay usmein bhi log aaey thay sawarion ke liye unko to wapis bhej ye keh kar ke mere pass to kuch nahi jis par tumhein sawaar karon..
  11. mein ne apni pichli post mein bhi yahi baat kahi hay agar wo farishto ke bajaey aulia Allah ke bare mein aesa kehte hein to ye shirk hay..
  12. Aapki aqal meri samjh say bahir hay..baat ho rahi thi.Bani Israel ki ayat 57 ki wasilah ki meaning ki..mein ne ahle sunnat ke mufassiron se sabit kar diya kay...waselah ka meaning QURB hay..Issue ye tha aap log is ayat mein jo lafz wasilah hay usko aap WAASTA ki meaning mein lay rahay thay..mein nay wazah kar diya uska matlab waasta nahi balkay QURB hay..Yani Allah Ta'ala farma rahay hein kay Allah ka QURB haasil karo..Aur zahir hay Allah ka QURB aamaal e sualiah se haasil hota hay..is ayat mein shakhsiyat ke wasilah ka to koi zikir hi nahi hay..agar is ayat mein murad WAASTA hay to kisi ahle sunnat ke mufassir ki tafseer pesh karo..aur rahi Hazrat Umer(RA) ne jo waseela banaya us hadees ka arabic scan pesh karein phir is par baat hogi..
  13. bhaijan yahan murad kuffar hein muje pata hay..jo bhi ye kaam karta hay wo phir musalmaan nahi rehta..koi kaam kare kafiron wale aur apne aap ko musalmaan bolta rahe to is se wo koi musalman nahi ban jata uska emaan khatam ho jata hay..aap ke mazaron mein jo buzurg hein..sab ki same wohi story hay jo yahan qom e Noah ke buton ki hay..ratti barabar bhi is mein farq nahi hay..wohi kuch aap kar rahay ho jo wo karte thay...maazraat ke sath..
  14. aap se arz hay ke aap log apne aap ko ahle sunnat kehte hein ..apne ala hazrat ke is tarjume ko kisi bhi ahle sunnat ke mufassir se match karwa kar dikha dein..hum apne akabir ahle sunnat ke mufassiron ko follow karte hein na ke aajkal ke ahle sunnat ke mufassiron ko.. mera maslak wohi hay jo Rasool Allah aur Sahaba ka.. tha
  15. tasarrufaat e koonia mein unko waasta banata hay (Yani unlogo ke naik aamaal ki barkat se barish hoti hay, masaib o aalaam door hote hein, rizq milta hay waghira waghira.) Logon ke gunnah to itne hote hein Allah Ta'ala kisi ko kuch bhi na de, magar in naik logon ki itni barkaat hoti hein ke Allah Ta'ala logon ke gunahon ke bawjood saray aalam ko har cheez ata karta hay, sirf in naik logo ki barkat say....ISKO BOLTAY HEIN INKO TASARRUFAAT E KOONIA MEIN WAASTA BANANA...
  16. Bhai jan kisi muhaddis ki baat ko hujjat nahi samjhta aap is hadees ka pure scan pesh karein phir baat hogi..asnnad ke sath..
  17. YE HAY AAP KE MAZARON KI HAQEEQAT..GHOR SE PARHO AUR TOBA KARO
  18. Aapke har sawal ka aik hi jawab hai aur un sawalon ka bhi jo aap baad mein karein..wo ye ke ye tarjuma hamare ahle sunnat ke jo bare bare mufassir guzre hein..kis ne bhi ye tashree nahi ki hay jo Khan sahab ne ki hay..Aap kisi bhi aik ahle sunnat ke mufassir ka tajuma dikha dein jo is tarjuma se tele karta ho... { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } * { لِّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ وَمَا تَأَخَّرَ وَيُتِمَّ نِعْمَتَهُ عَلَيْكَ وَيَهْدِيَكَ صِرَاطاً مُّسْتَقِيماً } * { وَيَنصُرَكَ ٱللَّهُ نَصْراً عَزِيزاً } { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } يعني قضينا لك قضاء بيناً { لّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ وَمَا تَأَخَّرَ } فقال المؤمنون: هذا لك، فما لنا؟ فنزل { لِّيُدْخِلَ ٱلْمُؤْمِنِينَ وَٱلْمُؤْمِنَـٰتِ جَنَّـٰتٍ تَجْرِى مِن تَحْتِهَا ٱلأَنْهَـٰرُ تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق Faqih Abu Lais Samarqandi Ra farma rahe hein ke Jab ye ayat nazil hoi to Sahaba ne arz kia ya Rasool Allah ye fazilat to aap ke liye hay hamare liye kia hay..phir Rasool Allah ne Jannat ki basharat di emaan walon ko jo is ayat ke baad Allah Ta'ala ne farmaya.. ye sirf aik misaal hay mein baqi mufassireen ki bhi tafseer pesh kar sakta hoon jisme yahi baat kahi ja rahi hay... وبإسناده عن ابن عباس في قوله تعالى { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } بغير قتال وصلح الحديبية منه غير أن كان بينهم رمي بالحجارة ويقال إنا فتحنا لك فتحاً بيناً يقول قضينا لك قضاءً بيناً يقول أكرمناك بالإسلام والنبوة وأمرناك أن تدعو الخلق إليهما { لِّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ } لكي يغفر الله لك { مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ } ما سلف من ذنوبك قبل الوحي { وَمَا تَأَخَّرَ } وما يكون بعد الوحي إلى الموت { وَيُتِمَّ نِعْمَتَهُ } منته { عَلَيْكَ } بالنبوة والإسلام والمغفرة { * تفسير تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق Tafseer Ibn Abbas Ye Tafseer Ibn Abbas hay ...mein isko manoo ya Khan Sahab ki manoo...mein phir kehta hoon ke aik bhi ahle sunnat ke mufassir se Khan sahab ka tarjuma tele kar deejyee
  19. Aapke har sawal ka aik hi jawab hai aur un sawalon ka bhi jo aap baad mein karein..wo ye ke ye tarjuma hamare ahle sunnat ke jo bare bare mufassir guzre hein..kis ne bhi ye tashree nahi ki hay jo Khan sahab ne ki hay..Aap kisi bhi aik ahle sunnat ke mufassir ka tajuma dikha dein jo is tarjuma se tele karta ho...
  20. Allah ko kisi ka waasta dena is baat se inkaar nahi hay..Yahan baat ho rahi hay WASILAH ki meaning ki..iska jawab dein..Allah ko kisi ka waasta dena aur waaste wale ko pukaarna in dono baat mein bohot farq hay..
  21. يَا أَيُّهَا ٱلَّذِينَ آمَنُواْ ٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱبْتَغُوۤاْ إِلَيهِ ٱلْوَسِيلَةَ وَجَاهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ قَوْلُهُ عَزَّ وَجَلَّ: { يَا أَيُّهَا ٱلَّذِينَ آمَنُواْ ٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱبْتَغُوۤاْ إِلَيهِ ٱلْوَسِيلَةَ }؛ أي يا أيُّها الذين آمَنوا اخشَوا عذابَ الله واحذرُوا معاصيَهُ، واطلبُوا إليه القربةَ بالأعمالِ الصالحة، { وَجَاهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ }؛ أعداءَ الله في طاعته تفسير التفسير الكبير / للإمام الطبراني (ت 360 ه) قوله تعالى: { يَا أيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا اتَّقُوا اللهَ } يعني احذروا المعاصي لكي تنجوا من عذاب الله { وَٱبْتَغُواْإِلَيهِ ٱلْوَسِيلَةَ } يعني اطلبوا القرابة والفضيلة بالأعمال الصالحة. { وَجَـٰهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ } يعني في طاعته. ويقال: جاهدوا العدو { لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ } أي لكي تنجوا من العقوبة وتنالوا الثواب. قوله تعالى: { إِنَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ لَوْ أَن * تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق يَا أَيُّهَا ٱلَّذِينَ آمَنُواْ ٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱبْتَغُوۤاْ إِلَيهِ ٱلْوَسِيلَةَ وَجَاهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ } أخرج عبد بن حميد والفريابي وابن جرير وابن المنذر وابن أبي حاتم في قوله { وابتغوا إليه الوسيلة } قال: القربة. وأخرج الحاكم وصححه عن حذيفة في قوله { وابتغوا إليه الوسيلة } قال: القربة. وأخرج عبد بن حميد وابن جرير وابن المنذر عن قتادة في قوله { وابتغوا إليه الوسيلة } قال: تقربوا إلى الله بطاعته والعمل بما يرضيه. وأخرج عبد بن حميد عن أبي وائل قال { الوسيلة } في الإيمان. * تفسير الدر المنثور في التفسير بالمأثور/ السيوطي (ت 911 هـ) مصنف و مدقق In tafaseer ko zara ghor se parh lo ye tamaam ahle sunnat ke mufassir hein..in sab ka is baat ka ittifaaq hay ke wasilah ke maani qurbat hay aur wo Allah ki qurbat Aamaal e Suliah se hi haasil hoti hay..Ye tum logo ki kam ilmi kay siwa kuch nahi..ab inkaar kardo in tafaseer ka... *
  22. Jitni tashree aap bata tahe ho ...to mere bhai kia ye sab aap logon par fit nahi bethti wohi kuch tum log kar rahay ho jo wo Essa aur Uzair ke sath kar rahay thay..wo bhi to takleef aur museebat mein unko pukaar rahay hein aur tum log bhi apne buzurgon ko pukaarte ho...Dono mein farq hi kia hay.. SARA ISSUE TO PUKAARNE KA HI HAY NA BHAI SAHAB...
  23. Masha Allah bohot achi kosish hay aap ki..Allah jaza e Khair ata farmaey aap ko...Bohot achi daleel say jawab diya hay.. Allah inko samjh ata farmaey..Aameen
  24. YE IBARAT JO AAP NE CODE KI HAY WO MALAIKA KE BARE MEIN LIKHA HAY...UNKE ZIMME TO SARE UMOOR ALLAH NE SUPURD KIYE HEIN..YE TO NAS E QURANI SE SABIT HAY..AULIA ALLAH KE BARE MEIN UNHO NE LIKHA HAY ALLAH UNKO WAASTA BANATA HAY YANI UNKI BARKAT SE YE KAAM HOTE HEIN..UNKE AAMAAL AESE HOTE HEIN JINKI WAJAH SE DOOSRI MAKHLOOQ BHI FAIDA UTHATI HAY..AUR BOHOT SARE NUQSAAN SE BACH JATI HAY..JAYSA RASOOL ALLAH KE BARE MEIN FARMAYA ..(JAB TAK AAP INMEIN HEIN ALLAH INKO AZAAB NAHI DEGA) AGAR UNHO NE YE BAAT AULIA ALLAH SE NISBAT KARKE LIKHI HAY TO YE SHIRK HAY..KIONKE QURAN O HADEES MEIN ISKA KOI SUBOOT NAHI HAY...KISI KA QOL KOI HUJJAT NAHI HOTA..HUJJAT SIRF QURAN O HADEES HAY..
×
×
  • Create New...