Jump to content

Ya Allah Madad

Under Observation
• کل پوسٹس

351
• تاریخِ رجسٹریشن

• آخری تشریف آوری

سب کچھ Ya Allah Madad نے پوسٹ کیا

1. Masha Allah isko kehtay hein kisi bhi hadees ko aroorna maroorna..seedhay saadhay alfaaz ko itna pechida bana diya ke koi bhi aadmi kisi bhi hadees ko parhe ga ya quran ko parhe ga to...agar wo kutta parh raha hoga to ye soche ga ke nahi yar koi aur janwar hoga ye isko kitaab mein kutta to likh rahay hein pata nahi kitni cheezon ko kutta kehtay heinn...mein logon se fazool mein behas kar raha tha ke ye kutta hay kutta hay magar logon ne bola bewaqoof to parh to kutta raha hay magar ye hay BILLI..iski mantaq samajhni hay to SAEEDI BHAI ke pass chalo wo tumko sabit kar dingay ke ye KUTTA nahi BILLI hay ....is liye isko parhana hi fazool hay bohot mushkil kitaab hay bhie...Islam to intahai mushkil mazhab hay..jo mazhab parhanay aur samhnay mein itna mushkil to amal mein to aur bhi mushkil hoga..parho kuch matlab kuch..aur mazay ki baat matlab bhi asli wala sirf bralvi maulvi sahab ke paas hay..Pata nahi Allah Ta'ala kion quran mein keh rahay hein ke mein ne quran ko samjhne ke liye aasaan kar diya ..magar ab parhanay betho...chalo bhie bralvi maulvi sahab ko dhoondo wohi samjha sakte hein aur kis par nahi khula deen..
2. Bhai sahab 1-Pehli baat to ye ke mein ne kab kaha ke mein hadeeson ko nahi maanta ..aap ye inti labbi taqreer us soorat mein karte agar mein ye kehta ke mein hadees ko nahi maanta..ya shaed aap ko samajh mein ghalti hoi mein ne sirf itna kaha tha ..mein hadees ko quran se parkhta hoon..jo hadees quran ke against jati ho mein usko nahi maanta..aap ne hadees ki jitni misalein dein hein wo hadeesein quran ke khilaf nahi jati hay.. 2-Aap ne jo nabina wali ayat ka hawala diya he mujhe bari hairat hay ke itni si baat samjh na i..jo log bhi is dunya mein Quran ka aur Rislaat ka inkaar karte hein ..unko kai jagah quran mein Allah Ta'ala ne [ ANDHE-BEHRAY AUR GUNGAY KAHA HAY] isi liye Allah ne farmaya jo yahan hamari hidayat se andha bane ga usko aakhrat mein bhi andha hi rakhoonga..Aur jo aap ne tashree batai aur picture pesh wo tashree to logically samajh se bahir aur joke lagti hay. 3-Ahle Bait wali ayat pehlay aik dafa milahiza farma lein.. يٰأَيُّهَا ٱلنَّبِيُّ قُل لأَزْوَاجِكَ إِن كُنتُنَّ تُرِدْنَ ٱلْحَيَاةَ ٱلدُّنْيَا وَزِينَتَهَا فَتَعَالَيْنَ أُمَتِّعْكُنَّ وَأُسَرِّحْكُنَّ سَرَاحاً جَمِيلاً } * { وَإِن كُنتُنَّ تُرِدْنَ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُ وَٱلدَّارَ ٱلآخِرَةَ فَإِنَّ ٱللَّهَ أَعَدَّ لِلْمُحْسِنَاتِ مِنكُنَّ أَجْراً عَظِيماً } * { يٰنِسَآءَ ٱلنَّبِيِّ مَن يَأْتِ مِنكُنَّ بِفَاحِشَةٍ مُّبَيِّنَةٍ يُضَاعَفْ لَهَا ٱلْعَذَابُ ضِعْفَيْنِ وَكَانَ ذَلِكَ عَلَى ٱللَّهِ يَسِيراً } * { وَمَن يَقْنُتْ مِنكُنَّ للَّهِ وَرَسُولِهِ وَتَعْمَلْ صَالِحاً نُؤْتِهَـآ أَجْرَهَا مَرَّتَيْنِ وَأَعْتَدْنَا لَهَا رِزْقاً كَرِيماً } * { يٰنِسَآءَ ٱلنَّبِيِّ لَسْتُنَّ كَأَحَدٍ مِّنَ ٱلنِّسَآءِ إِنِ ٱتَّقَيْتُنَّ فَلاَ تَخْضَعْنَ بِٱلْقَوْلِ فَيَطْمَعَ ٱلَّذِي فِي قَلْبِهِ مَرَضٌ وَقُلْنَ قَوْلاً مَّعْرُوفاً } * { وَقَرْنَ فِي بُيُوتِكُنَّ وَلاَ تَبَرَّجْنَ تَبَرُّجَ ٱلْجَاهِلِيَّةِ ٱلأُولَىٰ وَأَقِمْنَ ٱلصَّلاَةَ وَآتِينَ ٱلزَّكَـاةَ وَأَطِعْنَ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُ إِنَّمَا يُرِيدُ ٱللَّهُ لِيُذْهِبَ عَنكُـمُ ٱلرِّجْسَ أَهْلَ ٱلْبَيْتِ وَيُطَهِّرَكُمْ تَطْهِيـراً } Ab hum is ayat ka jaiza laytay hein..sab se pehli baat is ayat ki ke ..ye ayat shroo hi plural (JAMA)se ho rahi hay is liye wahid ka phadda yahin khatam aap shaed na manein ..ajwaaj e muttaharat ne bashri taqaze ke tahet kuch mutaalbaat kiye thee..jis par ye ayat nazil hoi..baad mein unho ne islah karli..kionke Allah Ta'ala ne unko unka azeem martaba bata diya..aur is ayat mein ye bhi likha hay (agar tum mein se aik ne bhi) to is say saaf zahir hay ke ye kai azwaaj ke bare mein baat ho rahi hay..jinko aakhir mein Allah ne AHLE BAIT bola hay.. Aur ye itna insaaf pasand deen hay ke yahan ye chalta hi nahi ke ye Nabi ka beta hay ya baap hay ya bhai hay ya cha cha hay..Agar achay aamal kiye to theek warna saza..magar aap log shaed Allah ki hukumat ko Govt of Pakistan bana rahay ho.(PAANJHA MAROON--SAADA GIRAAEIN..apna banda hay kardo iska kaam..isi cheez ne to is mulk ka bera gharq kar diya hay..aur yahi cheez aap log Allah ki hukoomat ko samjh rahay ho shaed..isi liye allah ne Noah ke bete ka, Hazrat Ibrahin ke baap Rasool Allah kekitne rishte daar ....yahi samjhaya hay humko kay { يٰأَيُّهَا ٱلنَّاسُ إِنَّا خَلَقْنَاكُم مِّن ذَكَرٍ وَأُنْثَىٰ وَجَعَلْنَاكُمْ شُعُوباً وَقَبَآئِلَ لِتَعَارَفُوۤاْ إِنَّ أَكْرَمَكُمْ عَندَ ٱللَّهِ أَتْقَاكُمْ إِنَّ ٱللَّهَ عَلِيمٌ خَبِيرٌ } * ۤ secondly...sirf ayat ka jaiza laytay hein.to saaf pata chal raha hay ke dunya ka mutaalba kia giya tha..jis par itna sari baat Allah ne kein..ab aap ne kaha ke ahle baitke liye Anbiya ki tarah asmat hay..aur aesi asmat rakhnay wale dunya ki demand kar rahay hon..ye kaysay ho sakta hay..yani aaap ke mutabik jin ahle bait ki ataat hum par wajib hay unho ne Rasool se dunya ki demand ki jis par itni baat hoi.. shaed aap samjh gaey hongay mein kia kehna cha raha hay..by the way mein asmat Anbiya ka qail nahi hoon..Wo masooom nahi mehfooz hein..Agar wo masoom hein to koi daleel pesh karo.. 4-Aur olil amar se murad tumhara ameer hay..uski ataat bhi wajib hay..Magar Rasool Allah ki ghair mojoodgi mein ..aur wo sirf us soorat mein jab hamare ameer ka humkum sunnat ke mutabiq ho..agar is se hat kar koi baat bole to wo wajib ul ataat nahi..Hazrat Abu Bakr Siddique ne apni Khilafat ke baad pehla khutba diya ti yahi kaha [ Jab tak mein tumko Allah aur uske Rasool ke hukum ke mutabiq hukum doon to meri atatat tum par wajib hay..aur is say hat kar kahoon to meri ataat tum par wajib nahi...
3. Hadees pesh kardi hay saya ke radd mein pehlay iska jawab do phir tumhare is waqaey par baat hogi
4. MEIN TUMHARAY SATH MAZEED APNA MAGHAZ KHARAB NAHI KAR SAKTA 2 HADEES PESH KAR RAHA HOON AGAR THORA SA BHI EMAAN BACHA HO TO INKO MAAN LENA AUR APNA AQEEDA SAHIH KAR LENA... Sayyida A’isha (Allah be pleased with her) narrates that once while the Messenger of Allah (Allah bless him & give him peace) was on a journey, the camel of his wife Sayyida Safiyya (Allah be pleased with her) fell ill. However, his other wife Sayyida Zaynab (Allah be pleased with her) had an extra camel. The Messenger of Allah (Allah bless him & give him peace) said to Sayyida Zaynab: “The camel of Safiyya has become ill, can you lend her your extra camel?” She replied: “should I give that Jew?” (Sayyida Safiyyah was originally a Jew). So, (upon hearing this, the Messenger of Allah became upset and) deserted her for two or three months and he would not come to her…. She says: “Until one day, at midday, I could see the shadow of the Messenger of Allah (Allah bless him & give him peace) approaching…..” (Musnad Ahmad, 6/132) Sayyidduna Anas ibn Malik (Allah be pleased with him) narrates that, one night the Messenger of Allah (Allah bless him & give him peace) led us in prayer, and whilst in prayer he stretched out his hand and then pulled it back. We said: “O Messenger of Allah! We saw you doing something in prayer that we have not seen you do before.” The Messenger of Allah (Allah bless him & give him peace) said: “Indeed, Paradise was presented before me, and I saw in it, fruits that were low and near. I intended to take one but was told to holdback, thus I held back. Then Hell was presented before me until I saw my and your shadow in it, thus I gestured to you to move back.” (Mustadrak al-Hakim, 4/456 & authenticated by Imam al-Dhahabi) ALLAH TUM LOGONKO KO HIDAYAT DAY..
5. tum ne jo code ki hein wo aqwaal hein hadees nahi..aur aqwaaal ki koi ahmiat nahi hoti hadees ke muqable mein..tum ko mein sihah satta ki kitabon ki hadees pesh kara hoon aur tum aqwaal .
6. Waqai agar kisi ko jahil log dekhne ho to aap jaesay logon ko dekh le..mein ne aap ke saamne 2 tarah ki riwayaat pesh kein..Aqal se paidal bhai zahir hay in waqiyat mein se koi aik hi sahi ho sakta hay...isko kehtay hein aqal par parda.. yani masjid ke darwaza wali hadees Hazrat Ali ke liye sahi aur Hazrat Abu bakar ke liye bhi sahi...wah bhie wah.... Aur hijrat wali riwat ..yani Abu bakar ke sath hijrat ki aur doosri taraf unko hijrat ki khabar bhi na thi...dono baat sahi hay....wah bhie wah... Hajj ke moqe par Hazrat Ali ko bhi Ameer banaya tha ..aur doosre waqaey mein Hazrat Abu bakar ko bhi banaya tha...wah bhie wah..hai bralvi teri aqal par matam karne ko dil karta hay.. mere pass aesi bohot riwayaat hein jo mutazaad hay.. TUM MANO YA NA MANO YE HAQEEQAT HAY KAY IS ZAKHEERAE HADEES MEIN BOHOT SARI RIWAYAT MANGHARAK AUR DALI HOI HEIN..MERI ISI BAAT MEIN TUMHRAY HAR SAWAL KA JAWAB HAY...AGAR TUM MEIN AQAL HO.. AAP PHIR TIRMIZI YE RIWAYAT BHI MAANTE HONGE........
7.

AAP LOG KEHTAY HO UNKE JISIM SE ROSHNI NIKALTI THI..KIONKE WO NOOR THE...KHUDA TUM LOGONKO AQAL DAY..TO GHAR MEIN CHIRAGH KION JALATE THAY..AUR IS HADEES KA JAWAB DO YA RADD KARO ISKA.. Narrated Uqbah ibn Amir: White I was travelling with the Apostle of Allah (peace_be_upon_him) between al-Juhfah and al-Abwa', a wind and intense DARKNESS ENVELOPED US,(ANDHERE NE HUMKO LAPAIT LIYA) whereupon the Apostle of Allah (peace_be_upon_him) began to seek refuge in Allah, reciting: "I seek refuge in the Lord of the dawn," and "I seek refuge in the Lord of men." He then said: Uqbah, use them when seeking refuge in Allah, for no one can use anything to compare with them for the purpose. Uqbah added: I heard him reciting them when he led the people in prayer. (Book #8, Hadith #1458) SUNAN ABU DAWUD Narrated Al-Mughira: One night I was with the Prophet on a journey. He asked (me), "Have you got water with you?" I replied, "Yes" So he got down from his she-camel and went away till he DISAPPEARED IN THE DARKNESS of the night. Then he came back and I poured water for him from the pot (for the ablution). He washed his face and hands while he was wearing a woollen cloak (the sleeves of which were narrow), so he could not take his arms out of it. So he took them out from underneath the cloak. Then he washed his forearms and passed his wet hands over his head. Then I tried to take off his Khuffs, but he said, "Leave them, for I have performed ablution before putting them on." And so he passed his wet hands over them (Book #72, Hadith #691) TUM LOGON KE SATH PROBLEM YE HAY KAY QURAN O HADEES KI KITAAB KO TUM LOGON NE BOHOT MUSHKIL BANA DIYA HAY.. YANI BAZAHIR JO BAAT HUM PARH RAHAY HEIN WO ACTUAL MEIN WO NAHI HAY ISKA MATLAB KUCH AUR HAY.WO MATLAB CHUPA HOA HAY AUR SIRF BRALVI MAULVI KO PATA HAY..ALLAH TA'ALA NE QURAN KHOLA HI SIRF AHMED RAZA PAR HAY..AUR KISI KO NAHI PATA ..ALLAH TA'ALA CLEAR KEH RAHAY HEIN KAY..(AAP KEH DEEJYE KE MEIN TUM JAYSA BASHAR HOON) IS AYAT MEIN GHOR TALAB CHEEZ YE HAY KAY YE NAHI KAHA KAY MEIN BASHAR HOON BALKAY TAAKEED SAY YE KAHA KAY AIK TO BASHAR HOON WO BHI TUM JAISA..(MISLUKUM) AUR AAP KE ULEMA NE TO LAFZ MISLUKUM SE KUFUR KAR LIYA..AB ZAHIR HAY HUM MEIN NA KOI NOOR WALI SIFAAT HEIN AUR NA HUM BAGHAIR SAYA KE KAY HEIN..NA HAMARA PAKHANA PESHAB PAAK HAY.. JAB ITNA BARA FARQ HAY TO BHAI (MISLUKUM) KAYSAY HO GIYA..KIA QURAN JHOOT BOLTA HAY..YA HUM TUMHARAY JAHIL ULEMA KO SACHA BOLEIN..YA QURAN KO..IS DEEN KO SAB SE ZIYADA NUQSAAN 2 FIRQO NE POHONCHAYA HAY 1 SHIA DOOSRA BRALVI.. KAFIR TO KHULA HOA HAY ..MAGAR TUM LOG MUSLAMAN KE ROOP MEIN MUNAFIQ HO..
8. BHAI SAHAB ISKA MATLAB TO YE HAY KAY DEEN HIJJA TUL WIDA KE MOQE PAR COMPLETE NAHI HOA AUR RASOOL ALLAH APNA KAAM PURA NAHI KARKE GAEY.. MUJHE YE BATADO KE YE AHLE BAIT KI NIJAAT KISKE TAREKE MEIN HAY.UNKO KISKO FOLLOW KARNA HAY ????????????? AUR TO BE VERY CLEAR MEIN HAR HADEES KO SAHI NAHI MAANTA ..MERA HADEES KO PARAKHNE KA TRAZU QURAN HAY..AGAR KOI BAAT QURAN KE AGAINST JATI HAY CHAHAY WO BUKHARI MEIN HO YA MUSLIM MEIN..MEIN USKO NAHI MANOONGA... TAMAAM ANBIYA (IS) KI AIK HI DAWAT HOTI THI ( ALLAH KI IBADAT KARO, AUR US SAY DARO AUR HAMARI ATAAT KARO) ....AUR AAP NAI BAAT LA RAHE HEIN KE AHLE BAIT KI ATAAT KARO.. QURAN MEIN AIK SINGLE AYAT BATADO KE JIS MEIN AHLE BAIT KI ITTIBAH KO ALLAH NE KAHA HO..AAP LOGONK E NAZDEEK TO YE BOHOT IMPORTANT BAAT HAY...TO KION ALLAH NE ITNI EHEM BAAT KO QURAN MEIN MENTION NAHI KIA ?????? AUR HADEES KI KITABON MEIN TO BOHOT TAZAAD HAY MEIN KAYSAY KISI BAAT PAR YAQEEN KAROON..MEIN NE PICHLI POST MEIN AIK AYAT CODE KI THI...BAS WOHI MERA MASLAK HAY..AHLE BAIT GUZAR GAEY..WO APNE AMAL KE ZIMADAR HEIN MEIN APNE AMAL KA.. AUR AAP KI ITTIALA KE LIYE KE ARZ HAY KE QURAN KA HAWALA JO AAP NE AHLE BAIT KA DIYA HAY ZARA USKE AAGAY PEECHAY PARH LEIN IS AYAT MEIN ALLAH NE AHLE BAIT AZWAAJ E MUTTAHARAAT KO BOLA HAY..
9.

BHAI SAHAB ISKA MATLAB TO YE HAY KAY DEEN HIJJA TUL WIDA KE MOQE PAR COMPLETE NAHI HOA AUR RASOOL ALLAH APNA KAAM PURA NAHI KARKE GAEY.. MUJHE YE BATADO KE YE AHLE BAIT KI NIJAAT KISKE TAREKE MEIN HAY.UNKO KISKO FOLLOW KARNA HAY ????????????? AUR TO BE VERY CLEAR MEIN HAR HADEES KO SAHI NAHI MAANTA ..MERA HADEES KO PARAKHNE KA TRAZU QURAN HAY..AGAR KOI BAAT QURAN KE AGAINST JATI HAY CHAHAY WO BUKHARI MEIN HO YA MUSLIM MEIN..MEIN USKO NAHI MANOONGA... TAMAAM ANBIYA (IS) KI AIK HI DAWAT HOTI THI ( ALLAH KI IBADAT KARO, AUR US SAY DARO AUR HAMARI ATAAT KARO) ....AUR AAP NAI BAAT LA RAHE HEIN KE AHLE BAIT KI ATAAT KARO.. QURAN MEIN AIK SINGLE AYAT BATADO KE JIS MEIN AHLE BAIT KI ITTIBAH KO ALLAH NE KAHA HO..AAP LOGONK E NAZDEEK TO YE BOHOT IMPORTANT BAAT HAY...TO KION ALLAH NE ITNI EHEM BAAT KO QURAN MEIN MENTION NAHI KIA ?????? AUR HADEES KI KITABON MEIN TO BOHOT TAZAAD HAY MEIN KAYSAY KISI BAAT PAR YAQEEN KAROON..MEIN NE PICHLI POST MEIN AIK AYAT CODE KI THI...BAS WOHI MERA MASLAK HAY..AHLE BAIT GUZAR GAEY..WO APNE AMAL KE ZIMADAR HEIN MEIN APNE AMAL KA..
10.

WAQAI TUM LOGON KI AANKHON KE AGAY PARDA PAR CHUKA HAY..SAHIH SAHIH HADEESO MEIN BHI APNE AQEEDAY KI KHATIR KEERAY NIKAALTE HO..AUR APNI TASHREE DAYTAY HO..MUJHAY PATA HAY TUM LOG HAT DARJAY KE DHEET HO CHUKAY HO.. RAHI BAAT TUMHARI DALEEL KI USMEIN KOI WAZAN NAHI HAY INTAHAI DARJAY KI ZAEEF BATEIN HEIN JO SAHIH HADEES AUR QURAN KE AGAINST JATI HEIN IS LIYE WO QABIL E QUBOOL NAHI HAY..
11.

TUM LOG AJEEB DHEET QISIM KE LOG HO..KOI BAAT SAMJH NAHI AATI. THORI DER KE LIYE SIRF THORI DER KE LIYE PLEASE ..APNE BRALVIAT KE DABBE SE BAHIR AAO..AUR YE BATAO KE ALLAH KA ARSH NOOR KA BANA HOA HAY AUR USKA BHI SAYA HOTA HAY JOKAY NAIK BANDO KO QIYAMAT KE DIN MILEGA..CHALO RASOOL ALLAH KE NOOR HONE MEIN HUM LARTE HEIN..KE HEIN KE NAHIN ..MAGAR JIBRAEL (IS) NOOR SE BANE HEIN IS MEIN TO KISI FIRQAY KO IKHTILAAF NAHI HAY...AAP KO SHAED NAHI PATA KE UNKA BHI SAYA THA...DALEEL KE LIYE YE HADEES MULAHIZA FARMAIN AUR TOBA KAREIN APNE GHALAT AQEEDAY SE... Book 2, Number 0393: SUNAN ABU DAWUD Narrated Abdullah Ibn Abbas: The Apostle of Allah (peace_be_upon_him) said: Gabriel (peace_be_upon_him) led me in prayer at the House (i.e. the Ka'bah). He prayed the noon prayer with me when the sun had passed the meridian to the extent of the thong of a sandal; he prayed the afternoon prayer with me when the shadow of everything was as long as itself; he prayed the sunset prayer with me when one who is fasting breaks the fast; he prayed the night prayer with me when the twilight had ended; and he prayed the dawn prayer with me when food and drink become forbidden to one who is keeping the fast. On the following day he prayed the noon prayer with me when HIS SHADOW WAS AS LONG AS HIMSELF ; He prayed the afternoon prayer with me when HIS SHADOW WAS TWICE AS LONG AS HIMSELF; he prayed the sunset prayer at the time when one who is fasting breaks the fast; he prayed the night prayer with me when about the third of the night had passed; and he prayed the dawn prayer with me when there was a fair amount of light. Then turning to me he said: Muhammad, this is the time observed by the prophets before you, and the time is anywhere between two times. AB TO ZIDD CHOR DO BRALVION
12. Jazak Allah bhai...Hidayat Allah ka khaas inaam he jo uske khazane ki sab se qeemti cheez hay..Rasool Allah ke kitne apne khooni sage rishtedaaron ko nahi mili aur kitne sare ghair kaalay habshiyon ko mil gai..
13. Meray jahil dost..aap ke swal ka jawab hi diya tha mein nay apni pichli post mein jis mein , mein ne 2 tarah ki MUTAZAAT hadees pesh ki thein wo baat aap ke sir se guzar gai..mera maqsad usmein sirf ye dikhana tha ke un 2 tarah ke waqaey mein se zahir hay aik hi sahih ho sakta hay dono nahi..to is say ye sabit hota hay kay..jo zakheera hadees aaj hamare saamne hay is mein jhooti aur mangharak riwayatein bhi bohot hein jisko pakar kar aap log chimat gaey ho aur aqeeday bana bethay ho..Ab Hazrat Ali wali hadees jo masjid ke darwaze se mutaliq hay...itni aqal to aap mein bhi SHAED hogi ke ye shia ka karnama hay..isi tarah (MAN KUNTA MOLA ) wali riwat bhi shia ki hi dali hoi hay..aur jo mein ne waqey pesh kiay hein wo saray bhi Hazrat Ali ke mutaaliq hein..Thori aqal istimaal karo..Allah aap logon ko shaoor day...Aur zahir hay jab log doosron ki mushkil kushai ke waqiyat log parhein gay to Hazrat Ali ki mushkil kushai ko bhi qubool karna parega naaa.. MERA CAHLLANGE AAP KO YE HAY KE MUJHE YE BATAO IN DONO MUTAZAAD WAQIYAT MEIN KON SA SAHI HAY AUR KIS TARAH ???
14. Lakeer ke faqeeron tum log Quran Paak ki wazeh ayaat ko chor kar unka kufur karke kisi ke bhi qol ko ya kisi bhi hadees ko jokay dikh bhi raha hay Quran ke khilaaf ja rahi rahay AQEEDAY bana kar beth jatay ho aur uspar aesay chimat jatay ho ....koi laakh Quran Sunae ....Sahih Hadees sunae ..magar wohi kufaar ki tarah Andhay ..behray..goongay ban jatay ho..Agla jo mazboot daleel day raha hay ..uspar koi tabsara nahi..bas apna hi gana gaey ja rahay hein..zahir hay agar maan liya to AKABIR par aanch aajaey gi bhalay wo ghalat kehtay hon.. mein aap ke sammnay 2 tarah hi kuch hadees ke waqiyat rakhta hoon..Aap har baat ko chahay zaeef ho ya ghalat chimat jatay ho..zara mujhay ye batado in 2 tarah ki hadees mein kon si sahi hay AUR KAYSAY..????
15. Mere khiyal se jo mene likhe wo aap ne parha nahi... BILKUL JAIZ HAY YE ALFAZ HAR US SHAKS KE BARE MEIN KEH SAKTE HEIN JO DUNYA MEIN LOGON KI MUSHKIL HAL KARNE MEIN LAGA REHTA HAY..AGAR KOI SHAKS MERI KOI MUSHKIL HAL KARDE GA JIS KI WAJAH SE MEIN PARESHAN THA..TO MEIN USKO YAHI BOLONGA ..BHAI AAP NE MERI MUSHKIL DOOR KARDI..AAP TO BOHOT KASHIF UL KARBAATHO...ALLAH AAP KO AUR ZIYADA KASHIF UL KARBAAT BANAEY..to is baat mein aap ko kia masla nazar aaraha hay.. asal mein baat ye hay ke aap ka maslak chal hi MANTAQ aur FALSFA par raha hay..Bholay bhalay logon ko aap log isi tarah ke alfazon mein phansa kar unke eemaan se khelte ho.. Koi bhi sifat Allah Ta'ala ki aap logon ne nahi chori jo ke Rasool Allah Aulia karaam mein na daal di ho..Yani sari Khudai par QABZA...Astaghfirullah
16. Hum logon mein bohot tarah ke log hote hein..kuch log hum mein aesay bhi hote hein..jo bohot ziyada gham gusaar hote hein..unke pass jo koi bhi aata hay..foran uski madad karne khare ho jate hein..jis kisi ko bhi kisi mushkil mein dekhte hein..foran uski mushkil door karne ki kosish karte hein..zahir hay agar mein bhi kisi ki koi mushkil door karoonga..aur uski madad karoonga ..to log to yahi kahinge ke ye aadmi to foran logon ki mushkil door karne lag jata hay..kisi ki mushkil us say dekhi nahi jati hay... To yahi haal Hazrat Hamza ka tha...Magar aap logon ko shirk ki aesi lat lag chuki hay kay har waqay mein apne shirkia aqaid ko taqwiyat dene ke liye koi na koi jawaz dhoond lete ho..Allah to kafi hay hi nahi bando ke liye..Yahan wahan bhaagna zaroori hay..Astaghfurullah.. Allah hamare emaano ki hifazat farmaey
17. Bhai sahab mein ne jo aap ko 2 hadees code ki hein uska jawab do ya kehdo ke hum isko nahi maante hum sirf us hadees ko maante hein jo hamare matlab ki hote hein...mera deobandion se kia lena dena..tum dono party ka aik hi hisaab kitaab hay..Deobandi hoon ya aap kisi ke kehnay se koi cheez deen nahi ban jati....
18. O bhai noorani noor sahab...aik hi baat ki ratt lagate rehte ho aap..Aap se kaii dafa arz kar chuka hun ke MUffasireen ya muhaddiseen ke hawale se ye sabit kar dein ke NOOR se murad wohi noor hay jo aap logon ka maslak hay.. Volume 7, Book 72, Number 691: Sahih BUkhari Narrated Al-Mughira: One night I was with the Prophet on a journey. He asked (me), "Have you got water with you?" I replied, "Yes" So he got down from his she-camel and went away till he disappeared in the darkness of the night. Then he came back and I poured water for him from the pot (for the ablution). He washed his face and hands while he was wearing a woollen cloak (the sleeves of which were narrow), so he could not take his arms out of it. So he took them out from underneath the cloak. Then he washed his forearms and passed his wet hands over his head. Then I tried to take off his Khuffs, but he said, "Leave them, for I have performed ablution before putting them on." And so he passed his wet hands over them Allah tum logonko aqal day
19. Ye jitne bhi hawale aap ne diye hein is mein se koi bhi hadees ki kitaab nahi hay..ye to aqwaal hein..mein ne hadees ki baat ki thi...aqwaal hujjat nahi hoa kartay..hadees code karein..
20. Unka saya bilkul tha kon kehta hay ke unka saya nahi tha..Hadees se sabit karo
21. ZARA JALDI SE YE BHI SABIT KARDEIN KE HAZRAT HAMZA KO UNKE MARNE KE BAAD BHI {KASHIF UL KARBAAT} KAHA HAY....AUR ZARA APNA YE AQEEDA BHI WAZEH KAREIN KE AAP LOG HAZRAT ALI KO MUSHKIL KUSHA KION KEHTAY HEIN ..HAZRAT UMER , HAZRAT ABU BAKAR AUR HAZRAT USMAN KO KION NAHI KEHTAY ?????
22. Kia aap ki nazar mein Faqih Abu LAis Samarqandi nai nai log hein ya inki tafseer ki ahmiat aap logon ke nazdeek nahi hay..Noor unho ne bhi kaha hay magar clear kar diya kay noor se kia murad hay..Isi tarah aap sabit karke dikha dein ke doosre mufassireen bhi wohi noor murad laytay hein joke aap log laytay hein..
23. Rasool Allah ko noor kin ma'ano mein kaha giya hay zara isko samjh lein..Faqih Abu Lais Samarqandi apni tafseer mein is NOOR ki wazahat kar rahay hein.. قَدْ جَآءَكُمْ مِّنَ ٱللَّهِ نُورٌ وَكِتَابٌ مُّبِينٌ { قَدْ جَاءكُمْ مِّنَ ٱللَّهِ نُورٌ } يعني ضياء من الضلالة وهو محمد - صلى الله عليه وسلم - والقرآن والنور هو الذي يبين الأشياء، ويرى الأبصار حقيقتها، فيسمى القرآن نوراً، لأنه يقع في القلوب مثل النور، لأنه إذا وقع في قلبه* تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق {Yani Rasool Allah gumrah logon mein roshni ban kar aaen hein..}Allah aap logon ko shaoor day..aur jitne mufassir ne unko noor kaha hay isi ma'ani mein kaha hay..Aap logon ne jo noor murad liya hay wo nahi..

• Create New...