
Rashid105
اراکین-
کل پوسٹس
8 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
سب کچھ Rashid105 نے پوسٹ کیا
-
NAVED SAHAB MAIN NE AP KI POST DEKHI AUR TIME BHI DEKHA HAI KIA BAT HAI AAKHIR AP KI POST KA JAWAB NAHI DIA IN SHAITANI GROH NE MERE KHAYAL MAIN IN K PASS IS KA JAWAB NAHI WESE TO YE SHETAN KHOOB SHIRK AUR BIDDAT KARTE PHIRTE HAIN MAGAR IS KA JAWAB NAHI HAI IN K PASS MAIN NE BHI IN KI BOHOT SI KITAB PARHI HAIN JESA K :ARWAHE SALASA AUR MALFOOZATE HAKIM UL UMMAT AUR TAZKIRA TUL RASHEED AUR HAKIM UL UMMAT IN KI KITABO MAIN SIWAEE NABI S.A.W.W. KI SHAN MAIN GUSHTAKHI K AALAWA KUCH BHI NAHI AUR EK BAT KEHTA CHALOO K YE HAMARE UPAR PEER PARAST HONE KA ILZAM LAGATE HAI MAGAR HAQEEQAT YE HAI K IN SE BADA PEER PARAST AUR MUNAFIQ KOI NAHI HAI Q K INHO NE TO PEER PARASTI MAIN APNE PEER KO MUAZ ALLAH NABI SE BHI BADADIA. TOBA ASTAGH FIR ULLAH LANATUL LAHIL KAFEEN MUNAFIQEEN. NAVED SAHAB ALLAH AP KO BOHOT ILM ATA KARE AP KI ROZI MAIN BARKAT DE. AAAMMEEEN
-
mr peer mai ab tuk ap se tameez se bat ki aur ap ab batameezi par aarhae hain khair jesi ustado ne sikhya higa ap to wohi kahenge filhal main koi bucha nahi hoon ap hi k log jo chille par jate hain madin jama musjid main ja k namaz parhte hain ap ki noor masjid hyderabad main ijtama main jate hain agar realy ye loh ahlehadis hain to phir mere khayal main ap aur ahlehadis k aqaeed 1 hi hain ap log jawab q nahi dete ho sirf tal matol karte ho wo log tablleghi deo bundi hain aur un k ye aqaaeeed hain mera sawal hai k agar ap logo main koi shaks esa aqeeda rakhta hai to kia ap usko apni jamat bahar samajhte hain ya nahi simple reply yes or not.
-
mr peer ap mere sawal ka jawab to dete nahi ho tal matol karte ho bhai main keh raha hoon k Allah k alawa kisi ki madad mangna bhale wo ghaibi ho yani k ya Rasool Allah madad ta Ghose Azam Madad kehna shirk hai is ko Quran aur sahi hadis se sabit kardo itni si bat hai ap ki samajh nahi aati hai ulti ulti batain karte rehte ho plz next time proove dena k ye sub kehna Quan aur sahi hadis ki roo se shirk hai warna apne molana se pooch kar batana samajh gaye aur hawala zaroor likhna agar ab bhi nahi samjho mera sawal to ap bhi wohi ho jo sirf hawaee fire karte hain mooon se aur kuch bhi nahi kar sakte ap log sirf logo ka iman bigharte ho
-
mere deobundi aur tableeeghi logo se kuch sawal hain k wo in aqaaeed k bare main kia kehte hain Q1 kia ap nazar main Quran ko baghair wozoo parhna ya hath main lena ya us ko sirf 1 kitab ki misl samjhna kesa hai, q k ap k chnd logo ka kehna hai k ye sahi hai aur wo ye bat zakir naike se naqal karte hain jub k un k pass koi daleel nahi hai plz ap humain bataden k ye sahi ya ghalat agar sahi to plz refrence ka sath bataden Q2 Hazarat Muhammad (S.A.W) KO SIRF APNE BADE BHAI K TARAHA IZZAT DENA YA UNKO SIRF APNI TARAHAN SAMJHNA KIA YE SAHI HAI AP KI NAZAR MAIN Q K YE BHI AP K LOG KEHTE HAIN. Q3 YAZEED KO REHMAT ULLAH KEHNA SAHI HAI YA GHALAT AP KI NAZAR MAIN AP K LOG KEHTE HAIN K YE SAHI HAI. Q4 HUZOOR (S.A.W) KA ILM MAZA ALLAH KUCH BHI NAHI HAI WO TO JAHIL THE HAZRAT AMIR IBNE MAWAIA UN KI MADAD KARTE THEY. PLZ IN TAMAM SAWALO KA JAWAB ZAROOOR SEND KAREN QURAN AUR SAHI HADIS KI ROOO SE WARNA HUM SAMJHE GEN K AP LOGO K AQAEED AHLE HADEESO SE KUM BURE NAHI HAIN AUR AP LOGO KA GURU BHI UN HI KI 1 SHAKH HAI. MERA TALLUQ UNIT NO 10 LATIFABAD SE HAI AUR YAHAN JAMA MADINA MUSJID HAI WAHAN YE LOG ESA KEH RAHE HAIN AP HI JAMAT WALE AGAR YAQEEN AN HO TO MALOOM KAR SAKTE HAIN
-
MR PEER 2009 AP KA JAWAB INTEHAEE BUCHAKANA , AHMAKANA AUR JAHALAT SE BHARA HUA HAI AGAR MAIN AP SE KAHOON K 1 DOST 2ND SE KUCH RAQAM UDHAR MANG RAHA HAI YA MADAD K LIYE KEH RAHA HAI JIS MAIN RAQAM KI WAPSI NA HO TUB AP KIA KAHENGE K YE DUNYAWAI MADAD HAI INSAN KI MADAD HAI YA IS MAI ALLAH KI MADAD SHAMIL HAI. AUR INSAN SE MADAD MANGNA TO AP KI NAZAR MAIN SHIRK HAI Q K YAAHN MADAD TO INSAN KAR RAHA HAI MAGAR INSAN K DIL MAIN MADAD KA IRADA DALNA ALLAH KA KAM HAI AB AP HI KI MISAL LELETE HAIN K BUNDA INTERVIEW K JATA HAI TO WO ALLAH KI MADAD Q PUKAR RAHA HAI YAHAN PAR KIA USSE APNE TALENT PAR BHAROSA NAHI HAI YA JIS JOB K LIYE WO JARAHA HAI US K LIYE WO FIT NAHI HAI PHIR BHI JARAHA HAI IS JAWAB YE HAI K BHAI MERE THODA SA INSAN WALI SOCH RAKHO SHAITAN WALI NAHI INSAN JUB BHI KO KAM KARTA HAI TO YAQEENAN US KI MADAD ALLAH HI ZAT KARTI HAI MAGAR JESE DUNIYA MAIN HAR KAM MAIN HAR JOB MAIN EK REFRENCE HOTA HAI EK WASEELA HOTA HAI EK ZAREEA HOTA HAI EK CHAIN HOTI HAI ISI TARHAN HUM BHI ALLAH KO MANANE K LIYE US KO RAZI KARNE K LIYE YA USKI NAZRE REHMAT K LIYE ALLAH K RASOOL JO REHMATUL LIL AALAMEEN HAIN UN KA WASEELA PESH KARTE HAIN YA ALLAH K NEK BUNDO KA WASEELA PESH KARTE HAIN Q K WO ALLAH K BARGHAH MAIN QAREEB HAIN UN KI SUNWAEEE HAMARE SE ZADA HAI IS LIYE HUM YA RASOOL ALLAH MADAD YA GHOSE MADAD YA ALI MADAD YA DATA MADAD AUE BHI BOHOT SE BUZURGH HAIN MAIN SUB K NAM NAHI LIKH SAKTA MUJHE YAQEEN HAI K AP SAMAJH GAYE HONGE AUR AP NAHI SAMJHE TO PLZ PLZ PLZ MUJHE QURAN YA HADIS SE YE SABIT KAREN K ALLAH K ALAWA KISI KI MADAD CHAHE WO DUNIA KI HO YA GHAIBANI MANGNA GHALAT HAI YA SHIRK HAI PLZ NEXT TIME REFRENCE ZAROOR DEJIYEGA WARNA
-
bhai pehle to apna nam bataden ta k next time main ap nam se mkhtib karsakoon doosri bat ye hain k ap ne mera sawal to samjha hi nahi Q1 wt is the meaning of deo bundi Q2 jub hum log kisi buzurg se ya kisi se nisbat lagate hain to ap ki jamat k chund log ye kehte hue sune gaye hain k dekho apne ap ko qadri ya ghosia ya naqshbundi etc kehte rehte hain aur ye to shirk hai mera sawal ye tha k jub hum nisbat lagate hain to ap ki taraf se shirk ki bat hoti hai aur jub log nisbat lagate hain to ye kuch nahi mujhe umeed hai k ab ap mera sawal sumujh gaye honge aur ab jawab bhi related hi denge na k bat ghumane ki koshish karenge. doosri bat ye thi k ap log har cheez main Quarn Aur sahi Hadis ki demand rakhte hain to bhai Mujhe Quran ya sahi Haids se sabit karen k bhens ka gosht khana hall hai ya haram ye to main bhi manta hooon k bhens ka gosht halal hai magar mera ap se Q hai k plz Mujhe Quarn aaur sahi Hadis se sabit karen Badi mehebani hogi agar ap ko nahi maloom to plz apne ustad se maloom kar k bataen. indirect answer wont be accepted only relate and prooved answer with Quran and Sahi Hadis will admirable and acceptable.
-
assalamoalikum bhai faizanattar ap ki khidmat deen k liye bohot achi hai q k ap ne to apni taraf se poori koshish ki k ye man jayen k in k bade kia kehte the aur un k chele kia kar rahe hain lekin ye kubhi bhi nahi manege mera 1 dost tha wo tableeghi hai wo mere se har bat main saboot dalaeel mangta tha main poori kosish ki k wo man jaye par wo na mana ek din mujhe ghussa aaya aur main kaha k apni maa se poocho k us ka bap kon hai aur saboot de pehle to wo ap ko ek pyara sa gal pe thappar degi aur agar wo saboot debhi de to kehna k main nahi manta q k ap to har cheez par tehqeeq karte ho wo mujhe se naraz hogaya aur phir kehne laga k hum to koshish karte hain k ap logo ko sawalo main uljaye rakhen par ap kisis se kum nahi ho main hamesha na chahte hue bhi is main uljha rahunga. aur bhai 1 haids ap ko paish karta chaloo k ap s.a.w ne farmya hai k jahil k samne ilim ki bat karna goya k khinzeer k gale main sone ka har dalna. umeeed hai k ap ye misal samajh gaye honge aur ap bhi mere saitani gro deo bundi k means hain ye deo mean shaitan aur bundi means gro ya group so u r a devil and evil group q kesa laga laga na tha kar k
-
mera deobundi aur tableeghi jamat walo se chund sawal hain agar ap jawab de sakte ho to zaroor dena wese to ap k pass is ka related jawab nahi hoga mujhe yaqeen hai ap par aur ap k ulma par bhule wo tariq aleek hi q na ho q k jub wo jawab nahi de sake to ap kese de sakte ho Q1 deo bundi k meaning kai hain jo ap apne ap ko deo bundi kehte ho kia ap deo bund main peda hue they agar ap ka jawab nisbat hai to ap to nisbat ko mante hi nahi ho ab nisbat to nisbat hoti hai chahe wo ksi se bhi ho hum agar apni nisbat nabi se ya sahabi se ya wali ullah se lagaye to ap kehte hain k ye to shirk o biddat hai to phir ap kia kar rahe hain Q2 ap log hum par blame karte hain k hum taqleed karte hain agar ap mere sawaloon ka jawab Quran aur sahi Hadis se deden to main ap ka bada shukar guzar hounga warna ap bhi taqleed karne walo main shamil ho jayenge lekin jawab Quran aur sahi hadis se hi dejiye ga q k ap bhi hum se ye hi demand karte hain 1 kia bhens (jamoos) ka gosht khana halal hai plz mention jamoos in ur hadis koi bahana nahi ki giyega ka gaye ki jins hoti hai is liye jayez hai plz mention name of jamoos ya bhens in urdu ok. 2 agar kisi cheez main makhi gir jaye to us ko poora doobo do to cheez sahi hai agar machar ya cheunti ya koi aur moozi keera gir jaye to kai karna chahiye plz mention it from Quran n sahi hadis wese ap sahi to jante hain na konsi konsi hoti hain ya ye bhi main ap ko batado. ap k jawabo ka bechaini se talib ur welfisher Rashid khan