Jump to content

abuowais

Under Observation
  • کل پوسٹس

    85
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About abuowais

  • Birthday 01/01/1970

Previous Fields

  • فقہ
    Shia

abuowais's Achievements

Enthusiast

Enthusiast (6/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later

Recent Badges

-2

کمیونٹی میں شہرت

  1. Assalam Alaikum

    Hope u r doing good....

    Plz find time to Listen this Speech on Rights of Parents... Thanks

    Take care

    Allah hafiz!

    http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7952&pid=50650&start=0&#entry50650

  2. <br /><br /><br /> AHLE SUNNAT WAL JAMMAT NAAM RAKHNE SE KOI JAMAAT JANNATI NAHI BAN JATI..KAAM AHLE BIDDAT KE KAREIN AUR JANNAT MAANGEIN AHLE SUNNAT WALI..KIA BAAT HE
  3. MEIN KALAMULLAH KI HAR US BARKAT KA AUR HAR US FAZILAT KA IQRAAR KARTA HOON JIS KI KHABAR RASOOL ALLAH NAY HUMEIN DI HAY..AB TUM AAGAY BOLO..WASAY LAJAWAB HO GAE TO TU TARAAK WAH BHIE WAH..
  4. WAH BHIE WAH ISKO BOLTAY HEIN DHITAI...WAQAI PAKKE DHEET HO..HAZRAT JI NAY BOL DIA KUCH BHI KARKAY DIFA TO KARNA HAY NA..AAP SE YE KIS NE KEH DIYA KAY ALLAH APNE DUSHMANO KO MAF KAR DETE HEIN...YE BAAT AAAP NAY KAHAN SE LI ..ISKA JAWAB DO..DOOSRI BAAT..AAP KI AQAL WAQAI KAM HAY...KISI BHI PEGHAMBER KI IS SAY BARI TOHEEN KOI NAHI HO SAKTI KAY USKAY SACHCHA HONAY KAY BAWAJOOD USKI QOM USKO JHOOTA BOLTI HAY..PEGHAMBERON KI TOHEEN TO RISALAT KE PEHLAY DIN SAY HI KUFAAR KARTAY CHALY AAEY HEIN..WO KEHTE HAY MEIN ALLAH KA RASOOL HOON..MUJH PAR KITAB NAZIL HOI HAY WO BOLTAY HEIN TUM JHOOTAY HO..JADUGAR HO..MAJNOO HO AUR NA JANE KIA KIA ..MA'AZALLAH..KIA AAP KE MASLAK MEIN PEGHAMBER KO JHOOTA BOLNA USKI TOHEEN NAHI HAY..MAGAR ALLAH NE TO HAMESHA SABAR KI TAQEED KI PEGHABARON KO..KISI KO HALAAK NAHI KIA. HAR UMMAT NE PEGHAMBARON KO PEHLAY DIN SAY JHUTLAYA MAGAR HAMESHA KAI SALON BAAD HALAQAT MILTI HAY UNKO..JAB ALLAH KO MANZOOR HOTA HAY.. WASAY AAP NE APNE HAZRAT JI KE DAFA KA ACHA THEKA UTHAYA HOA HAY..KUCH BHI HO HAZRAT GHALAT NAHI KEH SAKTAY...KIA KEHTAY HEIN AAP {GANGUHI SAHAB KI TARAH}..
  5. {TUMHARAY ILYAS SAHAB KEHTAY HEIN KAY JO BHI BISMILLAH WALI AYAT APNE GHAR PAR LAGATA HAY WO KAM AZ KAM IS DUNYA MEIN AZAAB SAY BACH JATA HAY..SAWAL YE HAY KAY FIRAON TO HALAAK HO GIA THA IS DUNYA MEIN....} mujhe sirf is baat ka jawab day do..faraar ka raasta na dhoondo plzzz
  6. AAP KI JAHALAT PAR AFSOS HAY..KAL QAYAMAT KAY DIN KOI GUNAHGAR YE KEH KAR NAHI CHUT SAKTA KAY WO BHI TO YE KAR RAHA THA..APNE ALA HAZRAT KAY KARNAMAY KO GANGUHI SAHAB SAY KION COMPARE KAR RAHAY HO..KAHIN IS TARAH SAY TUM APNE ALA HAZRAT KA KARNAMA CHUPANAY KI KOSISH TO NAHI KAR RAHAY HO.....GANGAHI SAHAB THANVI SAHAB AUR JITNAY BHI SAHAB HEIN UNHO NE JO KIA ALLAH UNSAY POOCHAY GA..FAISLAY KA DIN TO QAYAMAT HAY NA..BUT APNAY HAZRAT KAY KARNAMAY TO NA CHUPAO NA BHAI..
  7. SAEEDI BHAI ZID BARI KHARAB CHEEZ HOTI HAY ..ISI ZID NE FIRAON ABU JEHEL NAMROOD JAYSAY LOGON KO BARBAAD KIA HAY..MEIN APNE DALAIL AIK DAFA PHIR POST KAR RAHA HOON TASALLI SAY PARHANA AUR USAY SAMJHNE KI KOSISH KARNA AAP. YE AYAT (TILKA MIN ANBA ) WALI ..ISKI TASHREE PHIR PARHIYEE... قوله تعالى: { تِلْكَ مِنْ أَنْبَاء ٱلْغَيْبِ } يعني ما سبق من ذكر نوح وقومه في أخبار الغيب يعني: من (أحاديث ما غاب عنك) فكان في إخبار النبي - صلى الله عليه وسلم - عن قصته دلالة نبوته لأنه لا يعرف ذلك إلا بالوحي { نُوحِيهَا إِلَيْكَ } يعني إخبار الغيب ينزل بها عليك جبريل { مَا كُنتَ تَعْلَمُهَا أَنتَ وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } القرآن { فَٱصْبِرْ } تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق قَوْلُهُ تَعَالَى: { تِلْكَ مِنْ أَنْبَآءِ ٱلْغَيْبِ نُوحِيهَآ إِلَيْكَ }؛ أي تلك القصَّةُ التي ذكرتُها لكَ يا مُحَمَّدُ قصةُ نوحٍ من الأمور الغائبة عنكَ، { مَا كُنتَ تَعْلَمُهَآ أَنتَ وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } ، القرآنِ وهذا مِنَّةٌ من اللهِ تعالى: { فَٱصْبِرْ }؛ على أذى الكفَّارِ، كما صبرَ نوحُ على أذاهم، واصبر على القيامِ بأمرِ الله وتبليغ الرِّسالةِ، وما تلقَى من أذى قومِكَ كما صبرَ نوحُ على أذى قومهِ، { إِنَّ ٱلْعَاقِبَةَ لِلْمُتَّقِينَ }؛ آخرَ الأمرِ بالسَّعادة والظَّفر والنصرِ للمتقين، كما كانت لنوحٍ ومَن آمَنَ بهِ. * التفسير الكبير / للإمام الطبراني (ت 360 هـ) مصنف و مدقق مرحلة اول { تِلْكَ هذه { مِنْ أَنْبَآءِ ٱلْغَيْبِ } من أخبار الغائب عنك { نُوحِيهَآ إِلَيْكَ } نرسل جبريل إليك يا محمد بأخبار الأمم الماضية { مَا كُنتَ تَعْلَمُهَآ } يعني أخبار الأمم { أَنتَ وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } القرآن { فَٱصْبِرْ } يا * تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق ثم قال: { تِلْكَ } القصة { مِنْ أَنْبَآءِ } ، يعني من أحاديث { ٱلْغَيْبِ } غاب عنك، لم تشهدها يا محمد، ولم تعلمها إلا بوحينا، { نُوحِيهَآ إِلَيْكَ مَا كُنتَ تَعْلَمُهَآ أَنتَ } يا محمد { وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } القرآن حتى أعلمناك أمرهم في القرآن، يعني الأمم الخالية قوم نوح، وهود وصالح، وغيرهم ، { فَٱصْبِرْ } على تكذيب كفار مكة، وعلى أذاهم { إِنَّ ٱلْعَاقِبَةَ } ، يعني الجنة { لِلْمُتَّقِينَ } [آية: 49] الشرك. تفسير مقاتل بن سليمان/ مقاتل بن سليمان (ت 150 هـ) مصنف و مدق { تِلْكَ مِنْ أَنبَآءِ ٱلْغَيْبِ } ، من أخبار الغيب، { نُوحِيهَآ إِلَيْكَ مَا كُنتَ تَعْلَمُهَآ أَنتَ وَلاَ قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا } ، من قبل نزول القرآن، { فَٱصْبِرْ } ، على القيام بأمر الله وتبليغ الرسالة وما تلقى من أذى الكفار كما صبر نوح، { إِنَّ ٱلْعَـٰقِبَةَ } آخر الأمر بالسعادة والنصرة { لِلْمُتَّقِينَ } . تفسير معالم التنزيل/ البغوي (ت 516 هـ) مصنف و مدقق YE TAMAAM TAFASEER JO MEIN NAY YAHAN CODE KI HEIN UNKA KHULASA MEIN BAYAN KARDOON...YAHAN YE KAHA JA RAHAY ..(aap ki ma'arfat nahi thi is kabar tab is wahi say pehlay)بحر العلوم ye jo qissa aap ko sunaya gia hay Ya Muhammad aap say ghaib mein tha yani chupa hoa tha (hidden) التفسير الكبير ye qissa aap say chupa hoa tha aur Jirael kay zarye is pichli tamaam ummaton kay ahwaal wahi ke zarye aap ko bataey gaey..Ibn Abbasتفسير القرآن/ الفيروز آبادي yani ye qissa aap say chupa hoa tha aur aap wahan hazir nahi thay Ya Muhammad ..aap ko nahi maloom tha magar wahi kay zarye bataya gia..aur Quran ke zarye aap ko tamaam pichli ummaton ki khabar di gai تفسير مقاتل بن سليمانالقرآن حتى أعلمناك أمرهم في القرآن،يعني الأمم الخالية قوم نوح، وهود وصالح، وغيرهم ، تفسير معالم التنزيل/ البغويمن قبل نزولالقرآن Aap log aakhir kisko follow karte ho ye tammam ahle sunnat ke bare mufassir hein..aur in tammam ka ye ittefaq hay kay nuzool e quran ke zarye hi tammam khabrein Rasool Allah ko di gai hein.. agar ye batein bhi samjh na aaein to iska matlab yahi hay ke aap log Rasool Allah par nahi balkay Ahmed Raza sahab par emaan lae ho.. سورة النساء: 123] الآية. وقوله تعالى: { فَكَيْفَ إِذَا جِئْنَا مِن كُلِّ أُمَّةٍ بِشَهِيدٍ } أي فكيف يصنعون؟ وكيف يكون حالهم؟ إذا جئنا من كل أمة بشهيد، يعني بنبيها هو شاهد بتبليغ الرسالة من ربهم { وَجِئْنَا بِكَ } يا محمد { عَلَىٰ هَـؤُلاءِ شَهِيداً } يعني على أمتك شهيداً بالتصديق لهم، لأن أمته يشهدون على الأمم المكذبة للرسالة، وذلك أنه إذا كان يوم القيامة يقول الله تعالى للأمم الخالية: هل بلغتكم الرسل رسالاتي؟ فيقولون: لا، فقالت الرسل: قد بلغنا، ولنا شهود. فيقول - عز وجل - ومن شهودكم؟ فيقولون: أمة محمد - صلى الله عليه وسلم - فيؤتى بأمة محمد - عليه السلام - فيشهدون بتبليغ الرسالة بما أوحي إليهم من ربهم في كتابهم في قصة الأمم الخالية، فتقول الأمم [الماضية] إن فيهم زواني، وشارب الخمر، فلا يقبل شهادتهم، فيزكيهم النبي - صلى الله عليه وسلم - فيقول المشركون: {yani wo gawahi dengay kay Rasool aaye thay is bunyaad par jo wohi ki gai hay unko kitab mein pichli ummaton ki} * تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق Ye ayah aap aogon ki hazir o nazir ki sab se bari dalil hay...aur gawahi jisko aap log mushahide par samajhte thay ..wo darasal Quran ki bunyaad par hay...balkay ummat e Muhammadya bhi gawahi degi unpar..kia ummat e Muhammadya bhi hazir o nazir the un ummaton par...aur tafseer mein red line zara ghor se aur Allah se Hidayat maag kar parhiye..Yahan bilkul Haq aur Batil ka farq wazeh nazar arha hay.. YE MUFASSIR AHLE SUNNAT KA FAKHAR AUR SARMAYA HEIN JINKI BAAT AAP LOGON KO SAMJH NAHI AARHI HAY..ISKA YAHI MATLAB LIYA JA SAKTA HAY KAY AAP LOG RASOOL ALLAH PAR NAHI SHAED AHMED RAZA SAHAB PAR EMAAN LAEHO
  8. MERAY GREEN BHAI MEIN BHAGA NAHI HOON..BAAT KA JAWAB HI NAHI MILA YAHAN WAHAN KI BATEIN SHROO KARDI..AB TO THE POINT BAAT SUNO..TUMHARAY ILYAS SAHAB KEHTAY HEIN KAY JO BHI BISMILLAH WALI AYAT APNE GHAR PAR LAGATA HAY WO KAM AZ KAM IS DUNYA MEIN AZAAB SAY BACH JATA HAY..SAWAL YE HAY KAY FIRAON TO HALAAK HO GIA THA IS DUNYA MEIN....AAP KE PEER SAHAB KA YE DAWA GHALAT HO GIYA..BAAT WAHAN PAR HI AJATI HAY KAY ILYAS QADRI SAHAB KI QURAN FEHMI NAHI HAY YA HAY HI NAHI..SAB JAANTAY HEIN WO AALIM NAHI HEIN NA HAAFIZ HEIN..MEIN NAY JO POINT RAKHA HAY USKA JAWAB DO SIRF..
  9. mein nay 2 points rakhay thay ..doosra gol kar gaey..apne ala hazrat ki hindu nawazi bhi clear karo phir baat hogi...dono points par
  10. MEIN AITARAZ NAHI KAR RAHA BALKAY YE BATANA CHAHATA HOON KAY AAP KEHTAY HO DAWAT E ISLAMI MEIN SABZ AMAMA PENNA ZARRORI NAHI HAY ..TO PHIR MUJHE AIK BHI BANDA AESA BATA DO JO SABZ KAY ILAWA PHENTA HO.AUR AAP KAYSAY KEH SAKTAY HO MEIN JHOOT BOL RAHA HOON..APNAY PURANAY SATHION SAY POOCH LO WO BATA DENGAY KAY KAB SAY HUM NAY SABZ AMAMA PEHNA..AUR GUNBAD E KHIZRA (HARA GUNBAD ) IS KI HISTORY PAR LO KAY YE RASOOL ALLAH KI WAFAT KAT 700 YEARS KAY BAAD TAAMEER HOA THA AUR USKA COLOR PEHLAY WHITE THA..YE TO BAAD MEIN KISI BADSHAH NAY ISKO GREEN KARWAYA..
  11. DAWAT E ISLAMI WALE JO SABZ AMAMA PEHENTAY HEIN WO SUNNAT KI NIYAT SAY NAHI BALKAY..1989 YA 1990 KAY KAKRI GROUND KAY IJTAMA MEIN ILYAS QADRI NAY ELAAN KIA THA KAY AB HUM SABZ GUNBAD KI NISBAT SAY AB SAY SABZ AMAMA PEHNENGAY..MEIN KHUD US IJTAMA MEIN THA..
  12. HADEES SHAREEF MEIN SIRF ITNA SABIT HAY KAY RASOOL ALLAH MONDAY KAY DIN ROZA RAKHTAY THAY KIONKE WO US DIN PEDA HOE THAY.RAHI BAAT RABI UL AWAAL KI AAP KI BAAT BILKUL SAHI HAY KAY JO AAP NAY POOCHA HAY WO KAHIN SAY BHI SABIT NAHI HAY..AUR INKE AHMED RAZA KAY MUTABIQ RASOOL ALLAH KI PEDAISH 8 RABI UL AWWAL KO HOI HAY
×
×
  • Create New...