Jump to content

MOUWAHID

اراکین
  • کل پوسٹس

    428
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ MOUWAHID نے پوسٹ کیا

  1. Chisthi Qadri Sahib agar aap us hawaalay per ghour kerain jo sub say pehli post main aap nay dia hai Isi main aap ka jawab hai k Ahlulhadeeth sirf us fatwa ko maantay hain jo Quran-o-Hadees k mutabiq ho.
  2. MOUWAHID

    Kia yeh shar shirkia nahi?

    Yeh Picture main nay idhar say li hai!
  3. Jaisa k main nay kaha tha k main aap kay peer sahib ki kitab say hawala doon ga k rafa hajat k muqaam per kia kerna chahiya. Peer sahib farmaatay hain:- Rafa Hajat k muqaam per na Quran padhay aur na kisi tarah Allah ka zikar keray takeh Allah k naam ki bay adabi na ho.Sirf Bismillah aur Auzubillah padhay is say ziada aur kuch na padhay. Book Ghuniat-ul-Talbeen ,Baab: Rafa Hajat aur Astanja ka tareeka, Page 51. {Scan page is lia upload nahi ker saka kion k mairay scanner main thoda masla hai.....Agar kisi bhai k pass book aur scanner ho to please upload ker day} Sunanaa to aik taraf peer sahib farma rahay hain k bismillah aur auzubillah paday.....kia yeh Qurani ayaat nahi.....Ab in k lia kia fatawa hai?
  4. Agay bhai nay aitraaz kia k Hawalay nahi dia is lia is baar hawaalay zara motay ker k upload kia hain.....
  5. Zara apnay Aqeeday b padh lo.....{Update jaari rahay gi InshAllah} Fatawa Alamgiri.
  6. Mairi koshish thi k main jawab main scan page lagaata laikin....Kal InshAllah main scan page b upload ker doon ga....... Aap k Ghous Pia Jilani (Abdul Qadir Jeelani(RA)) apni kitab Ghuniat-ul-Talbeen main likhtay hain k toilet main zikar Elahi kerna theek nahi laikin sirf Auzubillah padh sakta hai......... Baaqi scan page main kal post keroon ga.
  7. Ali sahib aap nay kaafir ka fatwa to aisay laga diya jaisay fatwa dainay ka aap ko theeka dia gia ho....Chalo fatwa to aap nay laga dia ab mujhay yeh batao k agar koi fatwa day k toilet main AuzuBillah padha kero......to us k baaray main aap ka kia fatwa hai?Zara is baaray main b fatwa day dain!
  8. To bhai hum kab keh rahay hain k Brailvion ka zabiha Haram hai...... Salfi Maslak ki tareef ker dain bas!
  9. Sub say pehlay to aap mujhay batain k aap k is Ayat Mubarika per kitna amal hai?
  10. Humain aap apnay jaisa bawaqoof samjhatay hain ...... Keh jab Eid Milad ka kaha jaya to aap loug is tarah k jawab dautay ho............ Aap seekhanay k lia sawaal kertay ho ya agalay ko phansaanay k lia...... JAwab main nay day dia hai. Aur haan kisi aur k mujhay pata nahi laikin pehlay maira yeh amal tha laikin jab say mujhay pata chala hai k kisi sahee Hadees say yeh baat saabit nahi main nay yeh amal chor dia hai. Aur Moulvion k taqleed hum nahi tum sub loug kertay ho..........Is baaray main b zara soochna k koun muqalid hai aur koun ghair muqalid.....
  11. Hamari nazar main to ais koi Hadees nahi agar aap k pass ho to share ker dain!
  12. JIs ko is tarah k ganday khiyal aatay hain woh is tarah ki harkatain kertay hain..........Bhai nay to sirf itna hi poocha hai k is k khilaaf koi daleel hai to paish kero!Aur tum is tarah ki gandi guftagoo per utar aaya ho.Tum aalim ho ya Jahil aalim ho....jis ko baat kernay ki tameez nahi...... Agar is k khilaf daleel hai to paish kero warna khamosh raho.
  13. Wahh kia jahilana jawab hai!Bhai nay deen aur duniya main faraq hi nahi chora.
  14. Main b maanta hoon k SAhaba Karam nay kai aisay dunya k kaam hain jo nahi kia aur hum kertay hain.......Unoon nay car main safar nahi kia,unoon nay kabi kalai main ghari nahi pehni,woh kabi AC waalay room main nahi baithay....Laikin agar jis ko Deen-Muhammad kaho gay agar woh kaam NAbi aur Un k SAhaba Karam nay nahi kia Allah ki Qasam woh deen nahi hai. Dunya k kaamon main jo chaho kero laikin jis ko deen kaho gay,Jis k kernay say ajar-o-sawab ki umeed kertay ho,jis kaam k kernay say Jannat aur Jahanum milni hai.....Us kaam k kernay say pehlay yeh zaroor daikha jaya ga k yeh kaam sahaba nay kia ya nahi kia? Bhai k sawal hai k aap mana ka dikha dain? US ka jawab yeh hai k Nabi Deen mukamal ker k gay hain......Un k deen main sirf 2 Eidain, thin 3 Eidain nahi thin.Jab NAbi nay 2 Eidain manai to phir hum ko kis nay ikhtiar dia k hum apnay deen main 3 Eidain ker lain?......Aur ooper say yeh b kahain k Eidoon ki Eid! Agar yeh darwaaza kholo gay to saara deen gud mud ho jaaya ga?Jaisay Fajar kay 2 faraz hain Sahaba Karam nay mana kia k 3 na padho,aik rakat main 2 sajday hain Sahaba Karam nay mana kia k 3 na kero,Din main 5 namazain faraz hoi SAhaba Karam nay mana kia k 6 na padhao! Mairay bhai is baat ko b soochiya! Humaaray lia to itna hi kaafi hai k jo kaam deen main dunya ki baat nahi ker raha Nabi aur Un k Sahaba KAram nay kia woh sir aankhoon per aur jo nahi kia wo hum nahi kerain gay.Aur mairay khiyal main asal itaat or muhabat isi ko kehtay hain!
  15. MOUWAHID

    Madinay k Kutay!

    ............................
  16. Aap nay to Ismail Dehlvi ko kafir keh dia Laikin aap k imam Ahmad Raza is ko kafir kehnay say baaz hain..aur khud fatwa b day rahay hain k jo kaafir ko kaafir na kahay woh khud kaafir hai......Aur aap k mutabiq{kion k aap ismail ko kaafir keh raha hain} Ahmad raza kaafir hi hoa na.........
  17. Maira sawal to sirf itna hi tha k Allah ki paida ki gai Makhlooqat main say Afzal koun si hai?Jis k jawab tum nay dia k Woh Hazrat Insaan hai....... Yeh baat to main b maanta hoon. Main phir say aik sawal kerta hoon k Aap Insaanoon main say thay ya Noorion main say?
  18. MOUWAHID

    Hum per jo ilzaam tha!

    Bohat pehlay brailvion nay hum per aitraaz kia k Ahlulhadeeth k lia Sahaba Karam hujat nahi laikin apnay peer Ilyas Qadri ki b sun lo! Ab aap khud faisla ker lo.
  19. Shahid Nazeer Bhai nay bohat achi baat kahi k bhai aap apnay moulvion ka fatwa to dain woh is baaray main kia kehtay hai? Chalo fatawa main to koi hadees nahi di ....Aap loug kisi hadees say saabit ker dain k mana hai! Main aap say aik sawal kerta hoon k jab aap loug Mehfil-e-Shabina main Quran loud speaker main padhatay hain to us waqat agar kisi banday ko tiolet jaanay ki zaroorat paish aa jaiy to woh kia keray?
×
×
  • Create New...