Jump to content

MOUWAHID

اراکین
  • کل پوسٹس

    428
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ MOUWAHID نے پوسٹ کیا

  1. Touheedi nay aik hadees maangi thi .... Touheedi sahib yeh lo aik k bajaya kai Ahadees paish hain....Laikin tum loug thehray muqalid tum kahan maano gay! Bukhari Shareef
  2. Pehli baat to yeh hai k yeh kahin say b saabit nahi hota k yeh Ahlulhadeeth ki talk hai... Doosari baat is tarah ka andaaz-e-bian humaaray ulama ka nahi hai......Yeh to aisay baat ker raha hai jaisay kisi k khilaaf saazish ki jaa rahi ho! Aap loug saabit to kero k yeh kisi Ahlulhadeeth ka fatwa hai.......Us k baad baat kerna!
  3. Qadri sahib aap jo yeh itna shour mach rahay ho k wahabi bhagay hoay hain......InshAllah subah tak aap ka munh band ker dia jaya ga.
  4. MOUWAHID

    Ghair Ullah ko Pukarna

    mr mouwahid this thread would be deleted very soon
  5. Shahid NAzeer Bhai nay jo page scan ker k upload kia hai.......Us main main nay aik line highlight ki hai jis main Imam Abu Hanifa(ra) k do shagiradoon(Imam Muhammad,Imam Yousaf(ra)) ka isi maslay per Imam Abu Hanifa(ra) say ikhtalaf hai...........In do shagirdoon k nazdeek b raza'at ki mudat 2 saal hai!
  6. Abu-Zaid bhai Allah aap ko Jaza-e-Khair ata farmaya (Ameen)!
  7. Main nay aap k kuch sawaalon k jawabaat diya hain....Baaqi sawaaloon k jawab b InshAllah shaam tak mil jaian gay...Laikin humaari b aik sharat hai....Aap apnay mufyian-e-Islam say in aqeedoon k baaray jo main nay neechay attach kia hain,kay baaray main fatwa dain k jo Firqah in per amal kerta hai woh gummrah aur bidati hai..Phir hum in ka jawab mazeed Ahdees say aap ko day dain gay! Kafeel Bhai say guzarish hai k yeh jo b bakatay in ko bakanay dain.........Yeh in ka purana wateera hai jab koi haq ki baat kerta hai to yeh loug us per bal padhatay hain.
  8. Matalab k aap maan rahay ho keh yeh sub Aitraz jo main nay attach kia hain woh aap k aqeedah k khilaaf hain?Tum loug is k qail nahi?Aur agar qail ho to tum b Ahle-sunnat kaisay ho gay.....Kion k aap k aitraaz yehi hai na k yeh sub cheezain Na Quran say saabit hain aur na hi Hadees say saabit hain!App apnay aap ko Ahl-e-Suunat kehna chor dain na........Aur aap ka aitraaz sub say pehly aap ki apni Fiqah per hi padhta hai.....
  9. In sab ka jawa b jalad hi dia jaya ga! Main aik aur baat kehta chaloon k agar yeh sub Ahadees say saabit nahi to maan lo k tumhari Fiqah Quran-o-HAdees k mutabiq hi nahi- kion k aap b in main say kai cheezon k qail hain!
  10. zara un ki namaz ka tareeka b daikh lo.......... Mirza b sirf start main Rafa Yadain ka qail tha!Aur haath b naaf k neechay! Nangay sir say namaz padhna aap b makroh samjhatay ho aur woh b! Ghulam Farid k baaray main kia fatwa hai......?Jo kehta hai mirza haq per tha!
  11. Aap ka matlab hai k sirf Muhadaseen aur tab'a taba'en tak Ahlulhadeeth thay phir khatam ho gay?Aur doosari baat aap keh rahay ho k Hazoor say laqab Ahl-e-sunnat rakhna jaiz hai to batao keh jin ko aap ahlulhadeeth maan rahay ho un ko is cheez ka pata nahi tha....Aur doosri baat aap yeh b maan rahay ho keh poori Islami tareekh main Ahlulhadeeth kay firqay ka pata nahi chalta........To phir aap Muhadseen ko Ahlulhadeeth kion maan rahay ho?
  12. Akhri baat k jab tum maan rahay ho k Muqaldeen Jannat main jain gay to batao k tum muqaldeen main itna ikhtailaaf kion hai?Hanbli shafi maalki b tum brailvi hazrat k nazdeek haq per hi hoa na!Kion k woh b to Muqalid hi hain......Aur tum apnay aap ko hanfi kion kehlaatay ho shaafi maalki aur hanbli kion nahi kehlwaatay?
  13. Yeh hum per ilzaam hai....Laikin aap ki Hadaya main yeh zaroor likha hoa hai...... To batao ki kia charoom Aima main ikhtailaaf nahi tha? Matlab keh aap samjhatay ho keh Hanfi Barailvi k ilava tamam mazhab Haq per hai....Zara apna aqeedah b likh dain na! Shahid yeh posts aap ki hain! http://www.islamimeh...ga-khani-fitna/ http://www.islamimeh...4-gaamdi-fitna/ http://www.islamimeh...jamat-e-islami/ http://www.islamimeh...and-puri-fitna/ http://www.islamimeh...42-zikri-firqa/ http://www.islamimeh...uslemeen-fitna/ http://www.islamimeh...nasaabi-fairqa/ http://www.islamimeh...naazeeya-firqa/ http://www.islamimeh...neacheri-firqa/ http://www.islamimeh...fitna-e-tahiri/ http://www.islamimeh...0-behaai-firqa/ Kia yeh sab Gummrah hain ya nahi?Aur kia yeh apnay aap ko muislimaan kehtay hain ya nahi? Sunnat Tareeqah to yahi hai...... Muislim Sharif Baab:Kitab Talaaq Page:99 Pehli baat keh jis book ka ap hawaala day rahay ho woh to kisi muqalid nay likhi hoi hai......Aur us ka mazhab hanbli hai....Mazeed tasli k lia idhar daikhain.... http://islamicbookstore.com/b10376.html
  14. Agar aap ka aqeedah is k khilaaf hai to batao k kia Sahaba Karam nay ghazvaat main namaazain nahi padheen? To kia un ki namaz hoi ya nahi hoi! Yeh to hum per Ilzaam ahi........Haan Jamat-ul-Muslmeen waaloon ka yeh aqeedah zaroor hai. Yeh aqeedah to aap lougoon ka hai.... Yeh to in ki tasneef hi nahi....... Abdul-Wahab ki tasneefaat:- Usuulu Thalaatha (The Three Fundamental Principles) Al Qawaaid Al ‘Arbaa’ (The Four Fundamental Principles) The Six Fundamental Principles Adab al-Mashy Ila as-Salaa (Manners of Walking to the Prayer) Usul al-Iman (Foundations of Faith) Fada`il al-Islam (Excellent Virtues of Islam) Fada`il al-Qur’an (Excellent Virtues of the Qur’an) Kitab at-Tauhid (The Book of the Unity of God) Kitab Kashf as-Shubuhat (The Book of Clarification of Uncertainties) Majmu’a al-Hadith ‘Ala Abwab al-Fiqh {Compendium of the Hadith on the Main Topics of the Fiqh (Islamic Jurisprudence)} Mukhtasar al-Iman (Literally Abridgement of the Faith, means the summarized version of a work on Faith) Mukhtasar al-Insaf wa`l-Sharh al-Kabir (Abridgement of the Equity and the Great Explanation) Mukhtasar Seerat ar-Rasul (Summarized Biography of the Prophet) Mukhtasar al-Sawa`iq (Literally Summary of the Lightning bolt, it is a summary of a criticism of Shi’as written in Palestine by Ibn Hajar al-‘Asqalani). Mukhtasar Fath al-Bari (Fath al-Bari is a commentary on the Sahih al-Bukhari by Ibn Hajar al-‘Asqalani). Mukhtasar al-Minhaj (Summary of the Path, most likely referring to Minhaj al-Sunna by Ibn Taymiyya) Kitaabu l-Kabaair (The Book of Great Sins) Kitabu l-Imaan (The Book of Trust/Belief) Shahab-e-Saaqib to humaari book hi nahi. Husain Ahmad Madni k baaray main:- [b]In the year 1892, at the age of thirteen years, he went to the Darul Uloom Deoband, where he was taught by Shaikhul Hind Maulana Mehmud Hasan. After completing the exoteric sciences, he became a disciple of Rasheed Ahmad Gangohi, who later authorised him to initiate others in the Sufi path. Rasheed Ahmad Gangohi was also the pir (or spiritual teacher) of Maulana Mehmud Hasan and it was Mehmud Hasan who told Husain Ahmed to become Rasheed Ahmad Gangohi's disciple too. He was held among the senior khulafa (or successors) of Rasheed Ahmed Gangohi. Through him his spiritual lineage goes back to Alauddin Sabir Kaliyari who was the originator of the Chisti-Sabiri branch of the Chisti order. This spiritual chain is however strongly linked with the Naqshbandi order of sufism as well, because one of the ancestral pirs of Husain Ahmed had also accepted Syed Ahmad Shaheed as his master who belonged to the Naqshbandi order. Thus Husain Ahmed had the benefit of being linked to both the Naqshbandi and the Chisti order. While the former stressed on the exoteric, the latter was more focused on the esoteric aspects of Islam. His main school of thought, of whose litanies he practiced, was however Chisti-Sabiri.[/b]
  15. Pehlay to tum nay title apni post k hisab say wrong banaya hai......Tum ko title banan chahiya tha Muqaldeen k aqaid kion keh tum humain b Taqleed jaisi gandi lanat main dhakail rahay ho......Kabi kehtay ho yeh Abdul Wahab ki pairvi kertay hain aur kabi kehtay ho k yeh Imam Abn-e-Timiah(ra) ki pairvi kertay hain........(Pehlay apnay comments to mila lo ) RAhi baat aqaid ki to is tarah k aqaid to aap ki fiqah Hanfi main bharay paday hain.....Zara un ko b khoul ker padh lia kero!
  16. Tum mujhay batao k tum ziada faqeeh ho ya Imam Bukhari(ra) ziada faqeeh thay jo is hadees ko taraweeh k baab main lay ker aaya........
  17. Aur hum 8 rakat taraweeh kion padhatay hain us k lia daikhain Bukhari Baab: Kitab Taraweeh Hadees No:2013 Main apni Maan(Hazrat Aisha ) ki maanon ya tumhari bakwas ko.......
×
×
  • Create New...