MOUWAHID
اراکین-
کل پوسٹس
428 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
1
سب کچھ MOUWAHID نے پوسٹ کیا
-
Aap ki is daleel say b oper waali baat saabit nahi ho rahi....
-
Main deobandi to nahi laikin Allah Quran main farmata hai k 'maan k pait main kia hai?Mairay siwa koi nahi jaanta.'
-
Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.
MOUWAHID replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Haqeeqat Bhai in jahiloon say baat kernay ka koi faida nahi....kion k yeh mukalid log hain aur in k imam nay keh jo dia keh holi ki mathai khana halal hai. to in ko khany do.holi ki mathai khanay ka hukam na to humain Quran main milta hai na Humaray Nabi nay is ka hukam dia hai.Yeh maal in brailvion ko mubarik ho.In k nazdeek to bagwan ka parsad b halal hai.Kion?in ki bahas say saabit ho raha hai. -
Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.
MOUWAHID replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Aap ka matlab hai k Aap b holi ki mathai kha lia kertay thay(NaouzBillah)? Humain to aap ki hi pairvi kerni hai koi aik hawala aisa day do....Jis main yeh baat ho. -
Is hadees say to aap ka moukaf saabit hi nahi ho raha...koi aisi hadees bian kero jis main same oper walay ilfaaz hoon jo aap k alahazrat nay biyan kia hain.
-
Kion nahi woh Allah k wali hain laikin un ki b baat woh mani jaya gi jo Quran-o-Hadith k mutabik ho warna nahi. Main nay Quran k itnay hawalay dia kisi main b Jinab-e-Muhammad k ilawa kisi aur ki pairvi ka hukam ho?
-
Agar tumharay kisi wali kisi peer ya kisi imam ki yeh khobi hai jo Quran biyan ker raha hai to hum us ko man lainay k lia tiyaar hai. Aur app k sub swaaloon ka jawab yeh hai....Hum Aap ki itbah b isi lia kertay hain kion k Quran jo Allah k farman hai woh humain is ka hukam daita hai. Aur kia app yehi nahi kertay jo Quran neechay biyan ker raha hai?
-
Bhai Qiamat aa sakti hai laikin poori brailviat mil ker b is tarah ki koi b daleel paish nahi ker sakti.
-
Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.
MOUWAHID replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Baat khatam kertay hain aur hadees ya quran ki ayat per kertay hain....... Kia bagwan ka parsaad bi hum kha saktay hain?AUr kia holi ki mathai Aap nay b khai thi? -
Shukar hai tumhaari tarah hadees ki tehveel to nahi kertay....Yeh Hum per Allah ka fazal hai k Allah k Rasool ki her baat k aagay humaray sir neechay ho jaatay hain.
-
koi aik hadees to bian kero mairay bhai
-
Talib ur Rahman ki munazray mein sharamnak shikast!
MOUWAHID replied to Sawad-e-Azam's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
In jhalkion per b nazar daal lain. Is munazray k baad Ahlulhadees honay waalay bhai. -
Hamaray lia sahaba karam k fail hujat nahi...aur na hi aap k alahazrat ka.humaray lia hujat Aap ka fail hai....
-
Replay : chand sawalat gair muqaliden se
MOUWAHID replied to Shareef Raza's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Agar aap k ghous-e-azam sahib ka yeh aqeeda ho b to woh hujat nahi banta.Kion k hujat wohi hai jo kaam ya hukam Aap nay dia ho. -
Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.
MOUWAHID replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Phir to bagwan k parsaad b kha lia kerain. -
-
Agar aap k imam k koul Quran-o-Hadees k mutabik hain to sirf do hi sawal poochta hoon zara in ko Quran-o-Hadees say sabit kero. Yeh donon sawal Malfooz say hain jo k ahmad raza khan sahib nay likhi hai. http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7775 http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7777
-
Main poori dunya ki brailviat say aik sawal poochna chahta hoon. 1.Agar aap k saamnay aik taraf imam ahmad raza khan ya dunya k kisi b banday ka koul ho aur doosri taraf Imam-e-Anbia Jinab-e-Mohammad k koul ho to kis ki mano gay? 2.Humain kis say ziada mohabat kerni chahiya Allah aur us k Rasool say ya Imam Abu Hanifa aur Imam ahmad Raza say? 3.Qiamat k din humain kis k jhanday k neechay pannah milay gi?Jinab-e-Mohammad k jhanday k neechay ya Imam Abu Hanifa aur Imam Ahmad Raza k jhanday k neechay? Agar yeh saari sifat Jinab-e-Muhammad ki hi hain to hum apnay imamoon ko in ki baat say aagay kion rakhtay hain?
-
Is ka matlab hai yeh ahmad raza ghar main baith ker hi deen ko banaya kerta tha?
-
Replay : chand sawalat gair muqaliden se
MOUWAHID replied to Shareef Raza's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
TO mairay bhai main b to wohi keh raha hoon na k jo hawala dia gaya hai wohan yeh ibaarat moujod nahi hai......behtar ho ga agar aap kitab ka poora page scan ker k post kerain. Thanks. -
Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.
MOUWAHID replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Magar Quran to kehta hai k jis per ghair Allah ka naam lia jaaya to woh haram ho jaati hai...Is baaray main kia khiyal hai? -
Yeh humaaray lia hujat nahi ban sakti....Humaaray samnay Aap ki hadees ya kisi sahabi ka fail biyan kero.
-
Laikin hazrat Quran to kuch aur hi biyan kerta hai.Ab tum mujhay batao k main Quran ko maanon ya is waqay ko.. Aur waisay ibn-e-teemya(as) nay apni kitab-ul-waseela main is ka rad ker dia hai.agar daleel kaho gay to woh b main aap ko la doon ga.
-
Replay : chand sawalat gair muqaliden se
MOUWAHID replied to Shareef Raza's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Jo posts tum nay ooper poss ki hain behtar ho ga k aap us kitab ka poora page scan ker k idhar upload kero.kion k main nay to aap k dia gay hawala jaat per tehkeek ki hai udhar say mujhay is tarah ki koi b ibaarat nahi mili. -
Yahaan b Allah tum logoon k baaray main hi farma rahay hain k tum jin logoon ko us k siwa pukaartay ho woh khud us say kareeb honay k raastay talaash kertay hain.....Matlab jo tum pukaartay ho Ya Ali,Ya ghius-e-azam,Ya data,e.t.c......Allah nay in tamam ki nafi ker di hai.