Jump to content

MOUWAHID

اراکین
  • کل پوسٹس

    428
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ MOUWAHID نے پوسٹ کیا

  1. Aur agar main aur Muhadaiseen ka hawaala doon k yeh zaif aur na qaabil-e-qabool hai to phir mano gay? K saaray muhadaseen ka inkaar ker do gay?
  2. Jab saaray kaam inon nay sanbaal lia hain to batao Allah ki zaroorat baki reh gai hai? (Astaghfair-u-Allah) Aur agar tum ya tum sub main say koi mar jaya to us k lia jinazy main bakhshish ki dua Allah say maangay k ya in qutab abdaalon say?
  3. Yeh mairay sawal ka jawab nahi. Agar main Ilyas Qadri sahib ko ya Hanif Quraishi ko zinda dafan ker k ooper say mati daal doon to kia yeh zinda dafan ho jain gay ?
  4. Baatain banaanay say koi faida nahi......Hadees-e-Rasool paish kero.........
  5. Kia Sahaba karam nay zinda Nabi ko dafan ker dia? (Nauz Billah)
  6. Is main ghusa honay ki koi baat nahi........Main nay Imam-e-Anbia Jinab-e-Muhammad ka farman aap ko suna dia hai.......Ya to usay man lo ya rad ker do tumhari marzi hai.....ya to us ahadees ko zaif saabit kero..ya phir Aap ki sunat per amal kero. Mujhay koi aik hadees batao jis main Aap nay kaha ho k aik mooth darhi rakh ker baaki kaat do....Qiamat to aa sakti hai laikin poori brailviat apnay ahmad raza smait zour laga day laikin kahin say b nahi saabit ker sakti.......Ya yeh saabit ker do k Aap ki darhi mubarak aik mouth thi?
  7. In qabar parastoon say koun sawal pooch lia mairay bhai.....?
  8. Theek hai bhai yum loug sahaba ka amal kertay chalo aur hum Aap ka hukam per chaltay hain.
  9. Hadees-e-Rasool padho.....Aur socho k hum apni Rasool Allah ki mohabbat main suchay hain ya nahi? Tumaharay Alahazrat jaisay 100 Alahazrat b mairay Nabi k jootay say udhti hoi dhool ka muqabla nahi ker saktay. Maslak-e-Muhammad Zinda Bad
  10. Bhai Sahab aap nay jo hadees paish ki hai woh sahi saabit nahi. SILSILA ZAIFA ALBANI VOL:1 pAGE:102 baab:25
  11. Aap mukamal hadees hawaalay k saath bian kerain....phir baat ka pata lagay ga.
  12. Mujhay batao k un k bhai us wakat zinda thay ya fout ho chukay thay? Miray bhai hum yahi kehtay hain k mara hoa kuch nahi ker sakta....Tum pooray Quran say koi aik aayat dikha do jis main Allah nay kaha ho k murdoon say Madad maango! Kia Allah humain Madad dainay k lia kaafi nahi jo hum doosron k pas jain?
  13. Moulana sahib nay jo hadees bian ki hai us ka Urdu tarjuma main ker daita hoon. AL-Jamia Kabeer ""Jo hadees k ravi hain woh kehtay hain k aik din Aap masjid main baithay hoay thay aur hum b saath hi baithay thay,aik badvi aaya aur us nay namaz padhi aur us(Namaz) ko halka padha aur slam phaira aur Nabi ko salam kia.Aap nay salam ka jawab dia aur kaha k waapas lout ker doobara namaz padho kion k tum nay namaz nahi padhi.Pus us nay doubara namaz padhi aur aap ko salam kia aap nay us ka jawab dia aur kaha k doubara namaz padh tum nay namaz nahi padhi.Us nay do ya teen martba aisa hi kia aur her bar nabi k pas aata aur us ko slam kerta nabi her baar us ka jawab daitay aur farmaatay k phir say namaz padh tum nay namaz nahi padhi.Loug dar gay aur uno nay samjha k jo namaz ko halka ker k padha us ki namaz na ho gi.Phir aakhir us badvi nay kaha k aap mujhay samjha dain aur dikha dain kion k main aik insaan hoon main theek aur ghalti ker sakta hoon.aap nay farmaya haan jub to namaz ka iraada keray pus to wazoo ker jaisa Allah nay tujhay hukam dia hai.phir 'Ashahad Allah.....' padh,Aur namaz qaim ker ,agar tujhay Quran aata hai to Quran padh,aur agar nahi, pus to Alhamad padh,aur Allah Akbar keh,aur subhan Allah padh,phir raku ker pus itmanan k saath rakoo ker phir seedha khara ho ja,phir sajda ker,pus aitdaal k saath sajda ker.phir baith ja.pus itmanan k saath baith,phir khada ho ja,pus jab to aisay namaz padhay ga pus tairi namaz mukamal ho jaya gi.Aur agar to nay is say kuch kum kia too nay apni namaz main say kum kia.......'' Koi mujay batay is say ooper waali baat kidhar say saabit ho rahi hai?
  14. MOUWAHID

    Ghair-Allah....

    Ghair-Allah say madad kion mangain?
  15. Ap nay dawa kia hai k masee salah say saabit hai to woh waali hadees idhar day do....
  16. Jis masee salah ka aap keh rahay ho woh poori hadees idhar post ker do.... Jo hadees aap Jibrael(As) waali post ker rahay ho agar us ko liia jaya to us say to nimaz main yeh nahi bataya gia k kia padha jaya.
  17. Agar in ahadees ko maan b lia jaya to yeh humaaray lia hujat nahi......kionk humaaray lia hujat sirf Rasool Allah ka amal hai.......Agar un say koi is tarah ka tareeka saabit hai to bata dain....
  18. Zara isay b padh lain. Aur sahaba(Ra) k asl fail. Ab khud faisla ker lo k Sahaba(RA) ko koun manta hai?
  19. Aap char imamon main say kisi aik say saabit ker dain k unon nay kaha ho k mairi takleed kero. To mairay bhai agar kisi b Imam nay apni takleed ka nahi kaha to kion hum un ki takleed kertay hain?
  20. Yahi to hum kehtay hain pairvi usi ki kero jis per wahi aati hai. Allah apnay quran main farmata hai: Jab log aap say mairay baaray main poochain to aap in ko keh do main in ki shehrug say b ziada qareeb hoon. Is say badi haqqaniat aur kia ho gi k jin per Quran utra hai Quran khud un ki gwahi day raha hai. Muqabla hum nahi aap kerwaatay hain zara apnay akeeday k baaray main ghour ker k daikhain. Aap saabit kerain k imam-e-azam Jinab-e-Muhamad k ilawa b koi hai.
  21. Aap yeh tashreeh kis hadees ya quran ki koun si ayat say ker rahay hain....Zara hwala number aur kitab ka naam b bata dain.
  22. aap nay shaid in ahadees ko ghour say nahi padha in main pehlay Qirat ka zikar hai aur aakhir main Tasbeeh ka...Aur aap k alahazrat sahib nay start say end tak yasbeeh ka zikar kia hai.......aur hadees no:3863,3861 ko nahi padha jis main wazah likha hoa hai k start main surah fatiha padni hai aur end main tasbeeh kerni hai.
  23. Aap ka Hazrat Iesa(As) k baaray main kia khiyal hai?Aur yeh hadees khud Imam-e-Anbia Jinab-e-Muhammad khud apni zuban say biyan farma rahay hain.yeh hadees lay jao aur padhao apnay molvion ko. Bukhari Sharif ,vol:8, Baab: Allah ki touheed ka biyan
×
×
  • Create New...