Jump to content

Baap Ji

Under Observation
  • کل پوسٹس

    3
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Baap Ji نے پوسٹ کیا

  1. Baap Ji

    Topic deleted

    Maine ek Bahoot khubsoorat topic banaya tha Imam Ali a.s ki Hazrat Umar se naftar. Na jane kisne delete kar diya. Kaun hai vo jinse sach bardasht nahi hota zara batayenge.
  2. Mu'awiya is baat par razi tha ke uske baad khilafat Imam Hasan A.S ko milegi. Janab hamari kitabe chodiye zara apni par ghor kijiye. Fathul Bari fin Sharh Bukhari Volume 3 page 65 Kitab al Fitan Mirqat Sharh Mishqat Volume 11 page 38 Bab Manaqib Ahl'ul Bayt Al Bidayah Wal Nihayah (Urdu), Vol 8 Page 871 'The events of 56 Hijri' Hayaath al Haywaan Volume 1 page 53 Dhikr Khilafa Tareekh Khamees Volume 2 page 29 Dhikr Hasan Al Imama wa al Siyasa page 18 Sulh Hasan Al Istiab Volume 1 page 370 Dhikr Hasan
  3. Bayat kya hai ? Zamanat hai obediance ki aur is baat ki ke jiski bayat ki jaye uske har faisle ko jisne bayat ki hai vo qubool karega. Lekin Imam Hasan a.s aur Mauwiya ke darmiyan ek sulehnama hua tha jiski ek shart ye thi ke Mauwiya apne baad khilafat Imam Hasan a.s ko dega aur apni taraf se koi khalifa muntakhab nahi karega. Ye sharayat kisi bhi tarikh ki kutub se waze hai aur behes ki koi gunjaish nahi hai. Ab zara mujhe ye bataye ke ye bayat hui balki ye sirf aisa hi tha jaise Rasool ne hudaibiya ke waqt quffar ke sath kiya tha. yani ek agreement. Agreement aur bayat main farq yehi hai. It was only as an interim transfer of administration of the Islamic kingdom and this administration would be surrendered back to imam Hassan after Muawiyah’s death. Lekin Mauwiya ne ahd shikni ki aur Yazid palid ki bayat ke liye koshish kari shuru kar di aur Imam Hasan a.s ko zehar dilwa diya.
×
×
  • Create New...