Jump to content

haq.mil.gaya

Under Observation
  • کل پوسٹس

    6
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About haq.mil.gaya

Previous Fields

  • فقہ
    Ghair Muqallid

haq.mil.gaya's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. salam

    kahan chale giye

  2. Imran Sahab Aap k Sath Yahee Masla hai. Scans dene ya Online Link dene mai kya jaata hai? Mai es liye keh raha houn k Aaj kal mere papers chul rahe hai lehaaza Agur ho sake to aata kar dein, Nawazish hogi. Behas baraie behas k mai adee nahee aur seekhne k liye aaya houn lehaaza Guzarish hai k Es k Scans ya online link deeya jaie.
  3. Inshallah En tamaam ka Jawaab deeya jaiega Lekin Imran Sahab se guzarish hai mujhe tamaam References k Scan ya online link dein phir baat agae barhaie jaiegi?
  4. Alal Muslimeen! Waise Ashiq Sahab Kabhi Aap ne Elme Rijal ki Kitabein parhi hai? Agur nahee to aap k Moun se aisee Batein achi nahee lagti. Khair "Majhool" os Rawi ko kehte hai jiska Zikar Rijal ki keetaboun mai nahee milta aur agur milta bhi hai to os ki Tauseeq nahee hoti. Aap Ye Hai Mu'ajam-e-Rijal-e-Hadees jo samjhein Shioun k Elme Rijal ka encyclopedia hai aur yaha se Qaaf se shuru hone Wali Rawiyaan hai agur en mai aap ko Qasam ibne Sulaiman miljaie to mujh se Mujh se 1000 Rupees Kabhi bhi lelejiyega. http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...m/15/fehrs1.htm Ye Allama Tusi ki Keetab Al-Fehrist hai aur yaha se Huruf-e-Qaaf k Rawiyaan Shuru horahe hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman: http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...ahrest/a201.htm Ye Allama Najjashi ki Keetab-e-Rijal hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman: http://www.yasoob.com/books/htm1/m020/23/no2320.html Ye Allama Ibne Daud ki Keetab-e-Rijal hai aur yaha se Huruf-e-Qaaf k Rawiyaan Shuru horahe hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman: http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...dawood/a153.htm http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...dawood/a266.htm Ye Allama Hilli ki Keetab "Khulasatul Aqwaal" hai aur yaha se Huruf-e-Qaaf k Rawiyaan Shuru horahe hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman: http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...laqwal/a230.htm http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...laqwal/a388.htm Ye Allama Broujardi ki Keetaab hai "Taraif-ul-Maqaal" aur yaha se Huruf-e-Qaaf k Rawiyaan Shuru horahe hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman: http://www.yasoob.com/books/htm1/m020/23/no2350.html http://www.yasoob.com/books/htm1/m020/23/no2351.html Ye Allama Tafrishi ki keetaab "Naqad-ur-Rijal" aur yaha se Huruf-e-Qaaf k Rawiyaan Shuru horahe hai, Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman: http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Rij...ijal/04/a35.htm Ye Allama Al-Kashi ki Keetaab hai "Rijal-Al Kashi", Baraie Meharbani yaha se Dheka Dein Qasam ibne Sulaiman: http://al-shia.org/html/ara/books/?mod=rej...t=20&end=30 Lehaaza Jab Etni Sari Shia Rijaal ki Keetaboun mai nahee to Ye Rawi Thiqa kaise aur jis ka yahee matlab hai k ye Majhool Rawi hai. Awwul to yahee aap loogoun ka Masla hai!! Es Waqiye ki Mujhe Awwul to Sanad nahee Maloom!! Aur Agur Sacha hai to Muzaiqa kis baat ka. Allah ki Qudrat hai k wo jis cheez se chahe awaaz nikalwa dein! Lolz. Keetab ka Naam, Safa number, Satr number aur Taba't batadi aur kya chahte ho?
  5. Imran Sahab kitna hee acha ho k agur aap es Reewayat ki Sanad dhekadein. Ye Link hai: http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Hadith/kotob.htm Yaha se aap se guzarish k Ye Reewayat Dhekadein!!!!! Baqioun ka Jawaab tayyar hogaya hai. Aap ki Khayanat ki Entehaa nahee rahi hai jo baad mai dhekaie jaiegi magar behrhaal pehle aap ye reewayat dhekaden.
  6. Mera Khayaal hai k aap k comments mai Eshkaal hai. Agur ye hai to Ahmad Raza Urf Ala hazrat k sare Malfuzaat bekaar hojaienge. Dosri baat ye k aap ne jitni batoun ka proof deeya apne thread mai wo Majhool hadees par Munhasir tha lehaaza aap ki baat ka ebtaal yahee se Sabit howa. Jo Ulma Mukhalif k liye Hujjat hai un k Aqwaal naqal karne mai koi Qabahat nahee hai.
  7. Jawaab no 1:-Jo Hawala deeya gaya hai Tafseer-e-Qummi se os ki Sanad mai aik Rawi: Qasam ibne Sulaiman hai jo Majhool Rawi hai aur es ka Zikr mai ne kafi search kara Rijal ki keetaboun mai magar mujhe nahee mil sakha aur agur kisi ko Mil Jaie to Baraie Meharbani Dheka deejeye ga. Lehaaza ye Reewayat Sanadan Majhool hai aur Shioun k Liye Lehaaza Qable Hujjat nahee Sanadan! Jawaab no 2:-Ab Aate hai aap k Asar-e-Haidery(as) k to ye Auliyoun ki Azmat hoti hai jise aap jaisa durk nahee kar sakhta! Ye Wilayat ko Allah kin Mua'jzat se Zahir kare Ye Wahi Zaate Bari Tala Janata hai. Ab aap Junaid-e-Baghdadi ka Qissa to Jante houn ge jo Deobandi aap logoun k khilaf Estemaal karte hai. Jismai Tawassul ki Ahmiyat ko Ujagar keeya gaya tha Auliya se to Lehaaza Zarf ki baat hoti hai. Agur aap ka Zauq etna hee halka to khudaya ese post na karein. Chalein ab Sheikh Abdul Qadir Jilani(Brelwiyoun k Ghause Azam) farmate hai: رایت فی المنام فی الحجر عائشہ ام المؤمنین رضی اللہ عنھا وانا اوضع ثدبھا الایمن ثما اخرجت ثدبھا الایسر فوضعتہ فدخل رسول اللہ علیہ وسلم Tarjuma: Mai ne Khuab mai Dheka k mai Ayesha ki Gaud mai houn aur En k Daien Pistan ko Choos raha houn Phir mai ne baaya pistan bahar Nikaala Aur us ko Choosa. Os Waqt Rasool tashreef le aie. Source:- Ghalaladul Jawahir fi Manaqab Sheikh Abdul Qadir Jilani, Pg 57, Line no 8, Published at Egypt. Ab Tou Hud hogaie! Jawaab ka Talabgaar houn.
×
×
  • Create New...