
Ayatullah
اراکین-
کل پوسٹس
22 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
سب کچھ Ayatullah نے پوسٹ کیا
-
In shia sahab ne ek quran ki ayat pesh ki aur ek hadith. Dono ka aapas mein koee talluk nahee. Pata nahee kya sabat karna chah rahay hain. Sura yunus ki ayat 54 mein qiyamat ke din ka zikar hai. Pata nahee shia sahab ne kya say kya bana liya. Yeh shia hazraat kabhee tafseer nahee padhtey kya? Aur yahan per koee bhee shaksh ayat 51 say shuru karey to baat wazah ho jayegi. SIRF WAQT KA ZAYA KARNA HAI IN SHIAON KE SAATH BAAT KARNEY MEIN. AL HASANI
-
مناقب عمر بن الخطاب أبي حفص القرشي العدوي رضي الله صحيح البخاري 3737 ـ حَدَّثَنَا الصَّلْتُ بْنُ مُحَمَّدٍ، حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيلُ بْنُ إِبْرَاهِيمَ، حَدَّثَنَا أَيُّوبُ، عَنِ ابْنِ أَبِي مُلَيْكَةَ، عَنِ الْمِسْوَرِ بْنِ مَخْرَمَةَ، قَالَ لَمَّا طُعِنَ عُمَرُ جَعَلَ يَأْلَمُ، فَقَالَ لَهُ ابْنُ عَبَّاسٍ ـ وَكَأَنَّهُ يُجَزِّعُهُ ـ يَا أَمِيرَ الْمُؤْمِنِينَ، وَلَئِنْ كَانَ ذَاكَ لَقَدْ صَحِبْتَ رَسُولَ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم فَأَحْسَنْتَ صُحْبَتَهُ، ثُمَّ فَارَقْتَهُ وَهْوَ عَنْكَ رَاضٍ، ثُمَّ صَحِبْتَ أَبَا بَكْرٍ فَأَحْسَنْتَ صُحْبَتَهُ، ثُمَّ فَارَقْتَهُ وَهْوَ عَنْكَ رَاضٍ، ثُمَّ صَحِبْتَ صَحَبَتَهُمْ فَأَحْسَنْتَ صُحْبَتَهُمْ، وَلَئِنْ فَارَقْتَهُمْ لَتُفَارِقَنَّهُمْ وَهُمْ عَنْكَ رَاضُونَ. قَالَ أَمَّا مَا ذَكَرْتَ مِنْ صُحْبَةِ رَسُولِ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم وَرِضَاهُ، فَإِنَّمَا ذَاكَ مَنٌّ مِنَ اللَّهِ تَعَالَى مَنَّ بِهِ عَلَىَّ، وَأَمَّا مَا ذَكَرْتَ مِنْ صُحْبَةِ أَبِي بَكْرٍ وَرِضَاهُ، فَإِنَّمَا ذَاكَ مَنٌّ مِنَ اللَّهِ جَلَّ ذِكْرُهُ مَنَّ بِهِ عَلَىَّ، وَأَمَّا مَا تَرَى مِنْ جَزَعِي، فَهْوَ مِنْ أَجْلِكَ وَأَجْلِ أَصْحَابِكَ، وَاللَّهِ لَوْ أَنَّ لِي طِلاَعَ الأَرْضِ ذَهَبًا لاَفْتَدَيْتُ بِهِ مِنْ عَذَابِ اللَّهِ عَزَّ وَجَلَّ قَبْلَ أَنْ أَرَاهُ. فتح الباري بشرح صحيح البخاري قَوْله : ( حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيل بْن إِبْرَاهِيم ) هُوَ الَّذِي يُقَال لَهُ اِبْن عُلَيَّة . قَوْله : ( عَنْ الْمِسْوَر بْن مَخْرَمَةَ ) كَذَا رَوَاهُ اِبْن عُلَيَّة وَرَوَاهُ حَمَّاد بْن زَيْد كَمَا عَلَّقَهُ الْمُصَنِّف بَعْد فَقَالَ " عَنْ اِبْن عَبَّاس " وَأَخْرَجَهُ الْإِسْمَاعِيلِيّ مِنْ رِوَايَة الْقَوَارِيرِيّ عَنْ حَمَّاد بْن زَيْد مَوْصُولًا , وَيَحْتَمِل أَنْ يَكُون مَحْفُوظًا عَنْ الِاثْنَيْنِ . قَوْله : ( لَمَّا طُعِنَ عُمَر ) سَيَأْتِي بَيَان ذَلِكَ بَعْد فِي أَوَاخِر مَنَاقِب عُثْمَان . قَوْله : ( وَكَأَنَّهُ يُجَزِّعهُ ) بِالْجِيمِ وَالزَّاي الثَّقِيلَة أَيْ يَنْسُبهُ إِلَى الْجَزَع وَيَلُومهُ عَلَيْهِ , أَوْ مَعْنَى يُجَزِّعُهُ يُزِيل عَنْهُ الْجَزَع , وَهُوَ كَقَوْلِهِ تَعَالَى ( حَتَّى إِذَا فُزِّعَ عَنْ قُلُوبهمْ ) أَيْ أُزِيلَ عَنْهُمْ الْفَزَع , وَمِثْله مَرَّضَهُ إِذَا عَانَى إِزَالَة مَرَضه , وَوَقَعَ فِي رِوَايَة الْجُرْجَانِيّ " وَكَأَنَّهُ جَزِعَ " هَذَا يَرْجِع الضَّمِير فِيهِ إِلَى عُمَر بِخِلَافِ رِوَايَة الْجَمَاعَة فَإِنَّ الضَّمِير فِيهَا لِابْنِ عَبَّاس . وَوَقَعَ فِي رِوَايَة حَمَّاد بْن زَيْد " وَقَالَ اِبْن عَبَّاس مَسِسْت جِلْد عُمَر فَقُلْت جِلْد لَا تَمَسّهُ النَّار أَبَدًا , قَالَ فَنَظَرَ إِلَيَّ نَظْرَة كُنْت أَرْثِي لَهُ مِنْ تِلْكَ النَّظْرَة " . قَوْله : ( وَلَئِنْ كَانَ ذَاكَ ) كَذَا فِي رِوَايَة الْأَكْثَر , وَفِي رِوَايَة الْكُشْمِيهَنِيِّ " وَلَا كُلّ ذَلِكَ " أَيْ لَا تُبَالِغ فِي الْجَزَع فِيمَا أَنْتَ فِيهِ , وَلِبَعْضِهِمْ : وَلَا كَانَ ذَلِكَ , وَكَأَنَّهُ دُعَاء , أَيْ لَا يَكُون مَا تَخَافهُ , أَوْ لَا يَكُون الْمَوْت بِتِلْكَ الطَّعْنَة . قَوْله : ( ثُمَّ فَارَقْت ) كَذَا بِحَذْفِ الْمَفْعُول , وَلِلكُشمِيهَنِيّ : " ثُمَّ فَارَقْته " . قَوْله : ( ثُمَّ صَحِبْتهمْ فَأَحْسَنْت صُحْبَتهمْ , وَلَئِنْ فَارَقْتهمْ ) يَعْنِي الْمُسْلِمِينَ , وَفِي رِوَايَة بَعْضهمْ " ثُمَّ صَحِبْت صَحَبَتَهُمْ " بِفَتْحِ الصَّاد وَالْحَاء وَالْمُوَحَّدَة , أَيْ أَصْحَاب النَّبِيّ صَلَّى اللَّه عَلَيْهِ وَسَلَّمَ وَأَبِي بَكْر , وَفِيهِ نَظَر لِلْإِتْيَانِ بِصِيغَةِ الْجَمْع مَوْضِع التَّثْنِيَة , قَالَ عِيَاض : يَحْتَمِل أَنْ يَكُون " صَحِبْت " زَائِدَة وَإِنَّمَا هُوَ ثُمَّ صَحِبْتهمْ أَيْ الْمُسْلِمِينَ , قَالَ : وَالرِّوَايَة الْأُولَى هِيَ الْوَجْه , وَرَوَيْنَاهَا فِي أَمَالِي أَبِي الْحَسَن بْن رِزْقَوَيْهِ مِنْ حَدِيث اِبْن عُمَر قَالَ " لَمَّا طُعِنَ عُمَر قَالَ لَهُ اِبْن عَبَّاس " فَذَكَرَ حَدِيثًا قَالَ فِيهِ " وَلَمَّا أَسْلَمْت كَانَ إِسْلَامك عِزًّا " . قَوْله : ( فَإِنَّ ذَلِكَ مِنْ ) أَيْ عَطَاء ; وَفِي رِوَايَة الْكُشْمِيهَنِيّ " فَإِنَّمَا ذَلِكَ " . قَوْله : ( فَهُوَ مِنْ أَجْلك وَمِنْ أَجْل أَصْحَابك ) فِي رِوَايَة أَبِي ذَرّ عَنْ الْحَمَوِيّ الْمُسْتَمْلِي " أُصَيْحَابك " بِالتَّصْغِيرِ , أَيْ مِنْ جِهَة فِكْرَته فِيمَنْ يَسْتَخْلِف عَلَيْهِمْ , أَوْ مِنْ أَجْل فِكْرَته فِي سِيرَته الَّتِي سَارَهَا فِيهِمْ , وَكَأَنَّهُ غَلَبَ عَلَيْهِ الْخَوْف فِي تِلْكَ الْحَالَة مَعَ هَضْم نَفْسه وَتَوَاضُعه لِرَبِّهِ . قَوْله : ( طِلَاع الْأَرْض ) بِكَسْرِ الطَّاء الْمُهْمَلَة وَالتَّخْفِيف أَيْ مِلْأَهَا , وَأَصْل الطِّلَاع مَا طَلَعَتْ عَلَيْهِ الشَّمْس , وَالْمُرَاد هُنَا مَا يَطْلُع عَلَيْهَا وَيُشْرِف فَوْقهَا مِنْ الْمَال . قَوْله : ( قَبْل أَنْ أَرَاهُ ) أَيْ الْعَذَاب , وَإِنَّمَا قَالَ ذَلِكَ لِغَلَبَةِ الْخَوْف الَّذِي وَقَعَ لَهُ فِي ذَلِكَ الْوَقْت مِنْ خَشْيَة التَّقْصِير فِيمَا يَجِب عَلَيْهِ مِنْ حُقُوق الرَّعِيَّة , أَوْ مِنْ الْفِتْنَة بِمَدْحِهِمْ . قَوْله : ( قَالَ حَمَّاد بْن زَيْد ) وَصَلَهُ الْإِسْمَاعِيلِيّ كَمَا تَقَدَّمَ وَاللَّهُ أَعْلَمُ , وَسَيَأْتِي مَزِيد فِي الْكَلَام عَلَى هَذَا الْحَدِيث فِي قِصَّة قَتْل عُمَر آخِر مَنَاقِب عُثْمَان . وَأَخْرَجَ اِبْن سَعْد مِنْ طَرِيق أَبِي عُبَيْد مَوْلَى اِبْن عَبَّاس عَنْ اِبْن عَبَّاس فَذَكَرَ شَيْئًا مِنْ قِصَّة قَتْل عُمَر . SAHIH BUKHARI , CHAPTER COMPANIONS OF THE PROPHET , : SUB CHAPTER:VI: The Virtues of 'Umar ibn al-Khattab, Abu Hafs, al-Qurayshi al-'Adawi Narrated Al-Miswar bin Makhrama: When 'Umar was stabbed, he showed signs of agony. Ibn 'Abbas, as if intending to encourage 'Umar, said to him, "O Chief of the believers! Never mind what has happened to you, for you have been in the company of Allah's Apostle and you kept good relations with him and you parted with him while he was pleased with you. Then you were in the company of Abu Bakr and kept good relations with him and you parted with him (i.e. he died) while he was pleased with you. Then you were in the company of the Muslims, and you kept good relations with them, and if you leave them, you will leave them while they are pleased with you." 'Umar said, (to Ibn "Abbas), "As for what you have said about the company of Allah's Apostle and his being pleased with me, it is a favor, Allah did to me; and as for what you have said about the company of Abu Bakr and his being pleased with me, it is a favor Allah did to me; and concerning my impatience which you see, is because of you and your companions. By Allah! If (at all) I had gold equal to the earth, I would have ransomed myself with it from the Punishment of Allah before I meet Him."
-
JIN BHAI KE PAAS WAQT HAI , WAH IS SHIA KO SAMJHAE. ISAKEY JHOOT SAY MAIN PARESHAN HO GAYA HOON. Arabic : Tafsir Al Jalalayn , Sura Yunus ( sura 10) Ayat : 54 تفسير تفسير الجلالين وَلَوْ أَنَّ لِكُلِّ نَفْسٍ ظَلَمَتْ مَا فِي ٱلأَرْضِ لاَفْتَدَتْ بِهِ وَأَسَرُّواْ ٱلنَّدَامَةَ لَمَّا رَأَوُاْ ٱلْعَذَابَ وَقُضِيَ بَيْنَهُمْ بِٱلْقِسْطِ وَهُمْ لاَ يُظْلَمُونَ { وَلَوْ أَنَّ لِكُلِّ نَفْسٍ ظَلَمَتْ } كفرت { مَّا فِى ٱلأَرْضِ } جميعاً من الأموال { لاَفْتَدَتْ بِهِ } من العذاب يوم القيامة { وَأَسَرُّواْ ٱلنَّدَامَةَ } على ترك الإِيمان { لَمَّا رَأَوُاْ ٱْلَعَذَابَ } أي أخفاها رؤساؤهم عن الضعفاء الذين أضلوهم مخافة التعيير { وَقُضِىَ بَيْنَهُمْ } بين الخلائق { بِٱلْقِسْطِ } بالعدل { وَهُمْ لاَ يُظْلَمُونَ } شيئاً. English: Sura Yunus , Ayat 54 , Tafsir Al Jalalayn And if each soul that has done wrong, [that] has disbelieved, had all that is in the earth, of riches, it would offer it as ransom, against chastisement on the Day of Resurrection; and they will feel remorse within them, for having neglected faith, when they see the chastisement, their leaders keep it [their remorse] secret from the weak ones whom they had led astray, fearing reproach, but it has been decided justly between them, [between] all creatures, and they are not wronged, in anything. .
-
Bani e Shia Ka Ta'aruf (Abdullah Bin Sabah)
Ayatullah replied to Jad Dul Mukhtar's topic in فتنہ شیعہ
IBN SABA KAUN THA? Aaiye DEKHEIN KHUD YAHUDI ENCYCLOPEDIA KYA KEHTEE HAI A Jew of Yemen, Arabia, of the seventh century, who settled in Medina and embraced Islam. Having adversely criticized Calif Othman's administration, he was banished from the town. Thence he went to Egypt, where he founded an antiothmanian sect, to promote the interests of Ali. On account of his learning he obtained great influence there, and formulated the doctrine that, just as every prophet had an assistant who afterward succeeded him, Mohammed's vizier was Ali, who had therefore been kept out of the califate by deceit. Othman had no legal claim whatever to the califate; and the general dissatisfaction with his government greatly contributed to the spread of Abdallah's teachings. Tradition relates that when Ali had assumed power, Abdallah ascribed divine honors to him by addressing him with the words, "Thou art Thou!" Thereupon Ali banished him to Madain. After Ali's assassination Abdallah is said to have taught that Ali was not dead but alive, and had never been killed; that a part of the Deity was hidden in him; and that after a certain time he would return to fill the earth with justice. Till then the divine character of Ali was to remain hidden in the imams, who temporarily filled his place. It is easy to see that the whole idea rests on that of the Messiah in combination with the legend of Elijah the prophet. The attribution of divine honors to Ali was probably but a later development, and was fostered by the circumstance that in the Koran Allah is often styled "Al-Ali" (The Most High). Bibliography: Shatrastani al-Milal, pp. 132 et seq. (in Haarbrücken's translation, i. 200-201); Weil, Gesch. der Chalifen, i. 173-174, 209, 259.H. Hir http://www.jewishencyclopedia.com/view.jsp...89&letter=A SAB BHAI KHUD CHECK KAREIN AUR YAQEEN KAR LEIN MUKHTASAR URDU TARJUMA Yemen ka yahudi jo medina mein chala gaya aur islam qubool kiya. Utham (rd) ki Khilafat ki mukhalifat ki ! Egypt mein ja kar Ali rd ke haq mein logon ko ikattha karma shuru kar diya aur kaha ki Ali rd huzoor paak ke baad khilafat ka haq rakhtey they!. Jab Ali rd khalifah baney tab , isaney Alird ko ALLAH kahna shuru kiya ( Nauz billah) . Ali rd ne isako medina se bahar nikkal diya . Jab Ali rd ka inteqaal ho gaya tab isaney kaha “ ALI MAREY NAHE HAIN ! WAJ ZINDA HAIN .. UNAKEY PAAS KHUDAEE TAQAT HAI” Shia aalim Abu Jafar at Tusi ki kitab “ ikhtiyay marifat ar rijal “ mein IBN SABA ke barey mein puray do page ( 2 page , 323 and 324 ) likha hai ! Jin shia Imamon ne iBn saba ke barey mein likha hai wah hai. Reeport number 170 -174 170 – Muhammed al baqir rd 171- jafar as sadiq rd 172 jafar as sadiq rd 173- zaynul abideen rd 174 jafar as sadiq rd Traikh Ibn Asakir mein IBn SABA ke aqeday ka bayan hai. Usaka aqeeda tha ( VOL 29 ) 1. Abu Bakr aur Umar ko bura kahna aur mazak udana . 2. Yeh ki Huzoor paak ney kuch khaas ilm Ali rd ko diya tha jo kisee aur ko nahee hai Shia hadith rawiyon ka kissa bhee bada mazemdaar hai! Insha Allah phir kabhee! Al Hasani -
matam k bary mien shia zakireen k fatwy shia k khilaf
Ayatullah replied to Aashiq Koun's topic in فتنہ شیعہ
Matam per dusary thread mein shiaon ki jhoot aur sayyeda ayesha siddiqa key " matam" wali riwayat ko tahqeeqi jawab diya gaya hai. Ayesha siddiqq rd ney koee matam nahee kiya. Agar moderators munasib samajhey to matam wala sirf ek thread open rahney dein , jismein shiaon ko jhoot scan ke saath sabit kiya gaya hai. Baki threead close/ lock karnein say sahulat hogee. Al Hasani -
Matam per do (two) thread active hai . Dusray thread mein shiaon ka raad kiya gaya hai aur shiaon ki jhoot pakadee gayee hai ,, sabhee bhai us thread ko check karein. Al Hasani
-
Sitara sahab ke FAREB ka parada faash 'MATAM waley thread mein ho chuka hai. Aur is thread mein yeh surah yunus ki jo ayat pesh kar key usako ek hadith say joda hai ! YEH IN SHIA SAHAB ke dusara jhoot hai ,, kin bhaion ko sach janana hai wah quran ki SURA YUNUS KI AYAT 51 TO 54 ko padh lein . Phir dekhein is shia ne sirf ayat 54 ko alhanda pesh kiya hai !! insha Allah waqt mila to tafseelan jawab post kiya jayega. waisey in shiaon ka jhoot aap sab bhai " matam' thread per dekh saktey hain ,, is liye in shiaon say baat karney ki koee dilchasbee ab bai nahee rahee. Al Hasani
-
IS FORUM KE SABSEY BADEY JHOOT KA PARDA FAASH Sitara sahab ney Sunan Ibn Majah say hadees ka scan kiya aur phir EDIT option ka istemal kartey hue hadees ka aakhiri hissa ERASE kar diya !! Aap sabhee bhai gaur say DEKHEIN TO KALE SPOT nazar aayegein !! Sitara sahab nay AISA KYUN KIYA aur MUkammal hadees kya hai ,, wah main aap logon ki khidmat mein pesh karta hoon سنن ابن ماجه كتاب الجنائز باب مَا جَاءَ فِي الْبُكَاءِ عَلَى الْمَيِّتِ 1659 - حَدَّثَنَا هَارُونُ بْنُ سَعِيدٍ الْمِصْرِيُّ، حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ وَهْبٍ، أَنْبَأَنَا أُسَامَةُ بْنُ زَيْدٍ، عَنْ نَافِعٍ، عَنِ ابْنِ عُمَرَ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ مَرَّ بِنِسَاءِ عَبْدِ الأَشْهَلِ يَبْكِينَ هَلْكَاهُنَّ يَوْمَ أُحُدٍ فَقَالَ رَسُولُ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ " لَكِنَّ حَمْزَةَ لاَ بَوَاكِيَ لَهُ " . فَجَاءَ نِسَاءُ الأَنْصَارِ يَبْكِينَ حَمْزَةَ فَاسْتَيْقَظَ رَسُولُ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ فَقَالَ " وَيْحَهُنَّ مَا انْقَلَبْنَ بَعْدُ مُرُوهُنَّ فَلْيَنْقَلِبْنَ وَلاَ يَبْكِينَ عَلَى هَالِكٍ بَعْدَ الْيَوْمِ " . URDU TRAJUMA Sunan Ibn Majah , Kitab Al Janaiz , bab : Mayyat per ronay ka bayan Hazrat Abdullah bin Umar Rd say rawayat hai ki Huzoor alayhis salam Ab al asheel ( ek qabiley ka naam ) ki auraton ke qarreb say guzary , wah ro rahee thee apaney logon per jo uhad ki jung mein marey gai they. Aap nay farmaaya " lekin Hamzah per koee ronay wala nahee hai" . Yeh sun kar Ansaar ki auratein aaein aur hamzah per ronay lagee. Huzoor Alayhis salam jaagey aur farmaya " KHARABI HO IN KI ABHEE TAK YEH SAB AURATEIN NAHEE WAPAS NAHEE GAYEEN? IN SAY KAHO WAPAS HO JAEIN AUR KISEE MURDEY PER AAJ SAY NA ROEIN. English Translation Ibn Umar rd is reported to have said that Allah's messenger ( alayhis salam) happened to pass by some women beonging to Abd al Ash-hel ( tribe) who were bewailing their (dears) killed on the day of ( the battle of ) Uhud. Allah's messenger ( alayhissalam) said " There is none to weep for Hmaza rd" . Upon which the women of Ansar began to weep for Hamza . Then Allah's messenger ( alahys salam) woke up and said " WOE TO THEM . HAVE THEY NOT RETURNED ( TO THEIR HOUSES) TILL NOW?.ORDER THEM TO GO BACK AND NOT WEEP OVER ANY DEAD AFTER THIS DAY" REQUEST TO MODERATORS : YEH SITARA EK SHIA HAI , JO SUNNI KI SHAKL MEIN TAQQYA KAR RAHA HAI. AISAY SHIAON KI WAJAH SEY FORUM PER JAHALAT FAILATEE HAI AUR SACCHEY SUNNI MUSLAMAN SHUBAH KA SHIKAR HO JATEY HAIN. MAINWEY IS SHIA KI DUSARI POST BHEE CHECK KI HAI JAHAN ISANEY QURAN SHERIF KI AYAT AUR HADITH KO GALAT MAFHOOM KE SSATH PESH KIYA HAI . AGAR AAP LOG MUNASIB SAHMAJEY TO ISAKO BAN KAR DEIN TAKI ISAKEE TAMAM POST KI JAANCH KI JA SAKEY. AL HASANI
-
Sitara sahab , kya aap is BAB ( sub chapter) ka naam likh saktey hain jismein yah haddes hai?
-
Jo thread open hain un per jawab diya ja raha hai .. lekin yahan per ek ahma baat batlana Zaruri hai. Shiaon ka IMAMIYA SILSILA , sayyedina Hussein Rd se hai . Hussein rd ke farzand Zaynul Abideen rd they and un hee ki aulad mein sarey imam hain. Hussein rd ne ek sey zyada NIKAH kiya tha. Unkee ek ZAWJA ( WIFE ) ka naam SHEHAR BANU THA. Shaher banu zaynul abdieen rd ki walida theen. Ab sawal utatha hai SEHAR BANU kaun thee? Jis waqt Umar rd khalifa they , un honay faras ke ilaqey per JIHAD kiya aur wahan ke ek baadshah ko shikast di. Shehar banu yahan ki shehzaadi theen. Jab shehar banu ko pakad kar bandee bana kar ( prisoner of war) laya gaya , tab unka nikah zaynul abideen rd ke saath hua. Is nikah say mohammed Baqir rd ki paidaish huee aur phir baki ke shia imam isee kadee ( link) mein hain. Agar Umar rd ki khilafat galat thee aur ghair islami thee .. aur un honay Ali rd ke haq ko taaqat say zabardasti haasil kiya , tab unka JIHAD bhee gala tha ,, wah jihad ghyr islami tha ,, kyunkee unakee khilafat hee ghiar islami thee ! Agar Jihad ghair islami tha tab , jo log jihad mein pakadey gai ,, wah bhee islamic jihad ke qanoon ke mutabik HALAL nahee they . Kyunkee sirf islamic jihad hee mein pakadey gai log aur mal e ganeemat musalmano mein bata ja sakta hai. Loot paat mein pakadey gai log aur zayaddad mal e ganimat mein shumar nahee hota. Ab agar jo log pakadey gai wah sab Halal nahee they , tab shehar banu bhee JAYAZ nahee thee, kyunkee shiaon ke mutabik umar rd ka jihad , jihad nahee tha , wah to loot paat thee! Ab agar shehar banu HALAL nahee theen , tab Unaka nikah bhee Hussein rd ke saath Jayaz NAHEE tha. Ab agar nikah jayaz nahee tha , tab aulad bhee jayaz nahee hogi ! Aagr aulad jayaz nahee hogi to isaka matlab shiaon ka IMAMIA silsila JAYAZ nahee rahega !!! To Malum yeh hua ki umar rd ki khilafat HAQ THEE , wah Ali rd say muhabbat kartey they , koee haq talafaee nahee huee ,, Sayyedina Ali rd duniya ki lalach say paak they . Umar rd ka jihad halal tha , jo log pkadey gai wah bhee halal they aur sehar banu bhee halal theein aur unaka NIKAH BHEE halal tha aur tamam aulaadein bhee jauaz theein. Agar shia isako nahee maney to hum kya karein! Al Hasani
-
Quran al kareem , sUrat An Nisa , ayat no 148 . لَّا يُحِبُّ اللَّهُ الْجَهْرَ بِالسُّوءِ مِنَ الْقَوْلِ إِلَّا مَن ظُلِمَ ۚ وَكَانَ اللَّهُ سَمِيعًا عَلِيمًا Allah ta'ala be awaaz buland buri baat kahney ko na pasand farmaata hai siwae mazloom ( ki baat) key aur Allah bahut sunaney wala nihayat ilm wala hai. Sitara sahab , kya aap bata saktey hain , is ayat sey aap ney kaisey yeh istedlal kiya ki 10 muharram ko kameez khol kar badan per khoon nikalana jayaz hai.. Bara e meharbani batlaein. Aur is ayat ki tafseer mein Ali rd ka qawl bhee mawjodd hai , wah bhee dekh lein. Aap gyrahween kyun manate hain isasey mujhey koee saraokaar nahee. Agar aap koee point kehna chahtey hain to tahreer karein , mujhey nahee pata aap gyauhreween sey matam kaisey sabit karegein. Aap is ayat say shion ka matam sabit karein. Request to moderators :: IN SABHEE POST KO MATAM WALEY THREAD MEIN TRANSFER KAR DEIN. ( Last 5 post and this post ) Al hasani
-
Shiaon ke mazhab mein Sayyedina Umar Rd ki khilafat " Ghay Islami" thee. Unhoany Sayyedina Ali rd ke " haq" per kabaza kiya tha . Chunkee Khilafat " chaal bazi" aur " siyasat" se haasil ki gayee aye Sayyedina Ali rd ko un kay " haq " say marhoom rakha gaya , isiliye shia ke nazdeek Umar rd ki khilafat galat aur ghayr islami thee. Ab is ka kya natiza nikalat hai ,, usey mein Insha Allah thoday waqt mein post karta hoon . Al Hasani
-
Hazrat Ayesha Ki Allah Ki Shaan Mein Gustakhi
Ayatullah replied to mufti-e-azam's topic in فتنہ شیعہ
Ummul Momineen Ayesha siddiqa rd ne KAUN SA ALFAAZ ISTEEMAL KIYA AUR WAH HADEES/ RIWAYAT KIS HADEES KI KITAB MEIN MAWJOOD HAI ?? Kya koee bhai isakee wajahat kar sakta hai? -
Sabsey pehlee guzarish hai ki quran ke jab reference dein tab SURAT KA NAAM YA NUMBER DEIN AUR AYAT NUMBER. "PARA" reference na dein. Pehley hadees post ki gayee thee ki nabi paak ki aankhon mein khud aansoo aa gae they jan unakey farzand ka inteqal hua. Nabee paak ne gham karne ki muddat teen din ( 3 days) rakhee. Ab agar bil farz Ayatullah ka inteqaal aaj ho jae ,, to aap teen dink tak ( 3 days) tak khoob ro lijiye , aanson baha lijiye . Lekin har saal aaj ki tarikh per kapadey utar ker khoon nikalana kaun si ayat se sabit hai? jawab dein ,,, MATAM wale thread mein ! Al Hasani
-
Well , they are making lanat on themself! Cant we all see? This is their own act which they do becase they ditched Sayyedina Hussein rd ! They invited him to Kufa , promising that they will support and help him . But they never came out of their home to support sayyedina Hussein rd. So they do this , which has no place and no basis!
-
Dil ko nahee , dimagh ko bhee ! Shia ki kisee kitab mein nahee likha hai ki nabee paak ki waffat ke baad Ali rd ne aisa kiya! Shiaon ke mutabik Ali rd nabee paak se muhabbbat nahee kartey they ! Ali rd ki wafat ke baad hassan rd aur hussein rd ney bhee koee matam nahee kiya , wah bhee apaney walid sey muhabbat nahee kartey the!! pata yeh chala ki yeh sab harkatein JAHILANA hai aur islam sey isake koee talluk nahee !!
-
hadith 1 119 ـ حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ أَبِي بَكْرٍ أَبُو مُصْعَبٍ، قَالَ حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ إِبْرَاهِيمَ بْنِ دِينَارٍ، عَنِ ابْنِ أَبِي ذِئْبٍ، عَنْ سَعِيدٍ الْمَقْبُرِيِّ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، قَالَ قُلْتُ يَا رَسُولَ اللَّهِ، إِنِّي أَسْمَعُ مِنْكَ حَدِيثًا كَثِيرًا أَنْسَاهُ. قَالَ " ابْسُطْ رِدَاءَكَ " فَبَسَطْتُهُ. قَالَ فَغَرَفَ بِيَدَيْهِ ثُمَّ قَالَ " ضُمُّهُ " فَضَمَمْتُهُ فَمَا نَسِيتُ شَيْئًا بَعْدَهُ. حَدَّثَنَا إِبْرَاهِيمُ بْنُ الْمُنْذِرِ قَالَ حَدَّثَنَا ابْنُ أَبِي فُدَيْكٍ بِهَذَا أَوْ قَالَ غَرَفَ بِيَدِهِ فِيهِ. ( Bukhari , kitab Al Ilm) Abu Hurairah Rd say riwayat hai ki unhonay kaha ki mainey arz ki , Ya Rasul Allah , main aap say bahut hadeesein sonata hoon magar inko bhool jata hoon . Aap nay farmaya, apani chadar failaein. Mainey chadar faila dee. Abu Hurarirah nay kaha , aap nay donon mubarak haathon sey chullu bana kar chadar mein daal diya . Phir farmaya, isay apaney opper lapate lo aur mainey isey lapade liya to isake baad kuch na bhula. Volume 1, Book 3, Number 119: Narrated Abu Huraira: I said to Allah's Apostle "I hear many narrations (Hadiths) from you but I forget them." Allah's Apostle said, "Spread your Rida' (garment)." I did accordingly and then he moved his hands as if filling them with something (and emptied them in my Rida') and then said, "Take and wrap this sheet over your body." I did it and after that I never forgot any thing. Is hadith ka matlab yeh hai ki Rasul Allah ne jab dua farma di , usake baad Abu Hurairah [rd] koee hadith na bhuley. Ek dusarey matan mein ‘ shayan” lafz aaya hai aur hadith ke siyaq ( context) ke mutabik isaka MATLAB YEH HAI KI IS DUA KE BAAD ABU hurarirah rd koee hadees nahee bhuley , isaka matlab yeh nahee ki wah KUCH nahee bhuley. Rasula Allah ki Abu hurairah rd ke liye yeh dua karma aur unaka kisee hadith ko NA BHULANA , Rasul Allah ki MOJAZAAT MEIN shamil hai HADITH NUMBER 2 Rasul Allah ka Namaz mein dusaree rakat ka baad na baithana aur phir Sajda sahu karma ( hadith post number 1 mein scan ki gayee hai) Ab in shia HAZRAAT sey koee yeh PUCHEY KI agar HUOOR NEY YEH NAHEE BATLAYA HOTA KI BIL FARZ KOEE INSAAN NAMAZ MEIN DUSAREE RAKAT MEIN BAITHA BHOOL JAE , TO KYA KARAN CHAHIYE? SHIA HAZARAAT KE TO 12TH IMAM KAHEEN CHIPEY HUE HAIN , JAB BAHAR AAYEGEIN TAB SARA MASALA BAYAN KAREIGEIN! LEKIN HUZOOR PAAK NE HUM MUSALMANON KE LIYE ITANEE AHAM BAAT BATLA DI KI AGAR NAMMAZ MEIN AISEE BAAT HO JAE TO SAJDA SAHU KARNA PADEGA AUR YEH BHEE BATA DIYA KI SAJDA SAHU KAISEY KARNA HAI AUR KAB KARNA HAI ! Allah ta’ala quran mein FARMATA HAI وَمَا أَنزَلْنَا عَلَيْكَ الْكِتَابَ إِلَّا لِتُبَيِّنَ لَهُمُ الَّذِي اخْتَلَفُوا فِيهِ ۙ وَهُدًى وَرَحْمَةً لِّقَوْمٍ يُؤْمِنُونَ And We sent down the Book to thee for the express purpose, that thou shouldst make clear to them those things in which they differ, and that it should be a guide and a mercy to those who believe" ( Quran 16:64) Rasul paak ne namaz ke mutallik batalaya , kitanee rakat padhane ehai , KAISEY PADHNEE HAI . AUR AGAR GALATEE HO JAE TO KYA KARNA HAI , SAJDA SAHU KAB KARNA HAI , KAISEY KARNA HAI. Agar Huzoor alayhis salam YEH NAHEE BATLATEY TO UNAKEY BAAD , AGAR KISEE SEY NAMMAZ MEIN GALATEE HOTEE , TO KAISE PATA CHALTA KI KYA KARNA HAI AUR KAISEY KARNA HAI?? AFSOS SHIA KABHEE HADEES KI SHARAH BHEE PADHTEY! 138 ـ حَدَّثَنَا عَلِيُّ بْنُ عَبْدِ اللَّهِ، قَالَ حَدَّثَنَا سُفْيَانُ، عَنْ عَمْرٍو، قَالَ أَخْبَرَنِي كُرَيْبٌ، عَنِ ابْنِ عَبَّاسٍ، أَنَّ النَّبِيَّ صلى الله عليه وسلم نَامَ حَتَّى نَفَخَ ثُمَّ صَلَّى ـ وَرُبَّمَا قَالَ اضْطَجَعَ حَتَّى نَفَخَ ـ ثُمَّ قَامَ فَصَلَّى. ثُمَّ حَدَّثَنَا بِهِ سُفْيَانُ مَرَّةً بَعْدَ مَرَّةٍ عَنْ عَمْرٍو عَنْ كُرَيْبٍ عَنِ ابْنِ عَبَّاسٍ قَالَ بِتُّ عِنْدَ خَالَتِي مَيْمُونَةَ لَيْلَةً، فَقَامَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم مِنَ اللَّيْلِ، فَلَمَّا كَانَ فِي بَعْضِ اللَّيْلِ قَامَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم فَتَوَضَّأَ مِنْ شَنٍّ مُعَلَّقٍ وُضُوءًا خَفِيفًا ـ يُخَفِّفُهُ عَمْرٌو وَيُقَلِّلُهُ ـ وَقَامَ يُصَلِّي فَتَوَضَّأْتُ نَحْوًا مِمَّا تَوَضَّأَ، ثُمَّ جِئْتُ فَقُمْتُ عَنْ يَسَارِهِ ـ وَرُبَّمَا قَالَ سُفْيَانُ عَنْ شِمَالِهِ ـ فَحَوَّلَنِي فَجَعَلَنِي عَنْ يَمِينِهِ، ثُمَّ صَلَّى مَا شَاءَ اللَّهُ، ثُمَّ اضْطَجَعَ، فَنَامَ حَتَّى نَفَخَ، ثُمَّ أَتَاهُ الْمُنَادِي فَآذَنَهُ بِالصَّلاَةِ، فَقَامَ مَعَهُ إِلَى الصَّلاَةِ، فَصَلَّى وَلَمْ يَتَوَضَّأْ. قُلْنَا لِعَمْرٍو إِنَّ نَاسًا يَقُولُونَ إِنَّ رَسُولَ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم تَنَامُ عَيْنُهُ وَلاَ يَنَامُ قَلْبُهُ. قَالَ عَمْرٌو سَمِعْتُ عُبَيْدَ بْنَ عُمَيْرٍ يَقُولُ رُؤْيَا الأَنْبِيَاءِ وَحْىٌ، ثُمَّ قَرَأَ {إِنِّي أَرَى فِي الْمَنَامِ أَنِّي أَذْبَحُكَ}. ( Bukhari ,Kitab al Wudu) Nabee paak ki Anakhein Aarm Kartee theen lekin DIL HAMESHA ALLAH ki yaad mein rahta tha. Aam insaan namaaz mein bhee Duniya ke barey mein sochta hai , lekin Huzoor alayhis salam Namaz mein puri tareeqey sey Allah azz wa jal ki Barrgah mein rahtey thee. Unakee Yaad mein rahtehy thee. To pata yeh chala ki IS TARAK KA SAJDA SAHU TALIM KE LIYE ALLAH NE KARWAYA THA , TAKI sahaba alaihi ridwaan ko pata chal jaee ki Sjada sahu kab karna hai aur kaisey karma hai. HADITH 3 Rasul Allah ko quran ki tilawat yaad aana . ( Hadith POST 1 mein shia ne scan ki hai ) Ek baar phir yeh baat sabit ho gayee ki shia hazraat ko na quran ke ilm hai , na tafseer , na hadith ka aur na he hadith ki sharah ki. Aur to aur , yeh to SAHIH BUKHARI ko scan kar raha hai , wah bhee MUKAMMAL bukhari sheriff nahee hai! Balki koee mukhtasar ( condensed) edition hai!! Isasey pehley ki hum Hadith ka jayaza lein , pehlay yeh dekhein ki Imam Bukhari nay BAB ( CHAPTER) ka naam Kya Rakha hai Baab ka naam “26 ـ باب نِسْيَانِ الْقُرْآنِ وَهَلْ يَقُولُ نَسِيتُ آيَةَ كَذَا وَكَذَا. وَقَوْلِ اللَّهِ تَعَالَى {سَنُقْرِئُكَ فَلاَ تَنْسَى * إِلاَّ مَا شَاءَ اللَّهُ} حذف التشكيل Quran bhool jana , kya yeh kahna jayaz hai ki main falan falan aayat bhool gaya hoon? Aur Allah ta’ala ka irshaad ! Hum tujhey padhaein gain phir tum na bhuloge MAGAR JO ALLAH CHAHEY. Ab hadith Mulahiz farmaein 5090 ـ حَدَّثَنَا رَبِيعُ بْنُ يَحْيَى، حَدَّثَنَا زَائِدَةُ، حَدَّثَنَا هِشَامٌ، عَنْ عُرْوَةَ، عَنْ عَائِشَةَ ـ رضى الله عنها ـ قَالَتْ سَمِعَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم رَجُلاً يَقْرَأُ فِي الْمَسْجِدِ فَقَالَ " يَرْحَمُهُ اللَّهُ لَقَدْ أَذْكَرَنِي كَذَا وَكَذَا آيَةً مِنْ سُورَةِ كَذَا ". ( Bukhari ) Ummul Momineen Ayesha Siddiqa RadiAllah anha nay farmaya ki nabi kareem alayhis salam nay ek EK SHAKHS ko masjid mein quran padhtey hue suna to farmaya Allah taa’la is per raham karey us ney mujhey falan surat sey falan falan aayat yaad dilayee SHIA aur dusraey islam ke dushamn kehtey hain ki , is hadees ke mutabil Nabee paak ko quran yaad nahee rahta tha , isiliye is hadees ko tasleem mat karon ! Yeh shia hazraat ki chaal hai aam musalamon ko CONFUSE karney ki ! Yahoodi aur nasara kahtey hain ki is haddes ke mutabil Nabi paas alayhis salam ko quran yaad nahee rahta tha , isleiye , quran mahfooz nahee hai ! ( maz Allah) Ab hum dekhtey hain ki Allah taa’la quran mein Kya Farmata hai Surat 87 , Al . Aa’la , ayat 6-7 سَنُقْرِئُكَ فَلَا تَنسَىٰ إِلَّا مَا شَاءَ اللَّهُ ۚ إِنَّهُ يَعْلَمُ الْجَهْرَ وَمَا يَخْفَىٰ 6. HUM AN QAREEN AAP KO QURAN PADHEIN GEIN TO AAP NAHEE BHULE GEIN. 7 MAGAR JO ALLAH CHAHEY BESHAK WAH HAR ZAAHIR AR POSHIDA KO JANTA HAI. Imam Bukhari ne iseliye quran sheriff ki is ayat ko bab ( chapter) ke naam mein shaamil kiya hai , taki baat samajh mein aa jae! Lekin shia hazraat ko quran aur hadees sey kya lena hai , unkaey 12th imam abhee aaye nahee hain ! Jab aayegein tab shiaon ka “ asalee quran” le kar aayegein! Quran mein Allah Farmata hai مَا نَنسَخْ مِنْ آيَةٍ أَوْ نُنسِهَا نَأْتِ بِخَيْرٍ مِّنْهَا أَوْ مِثْلِهَا ۗ أَلَمْ تَعْلَمْ أَنَّ اللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ ( al baqra 106) Hum jis aayat ko mansukh kar dein YA IS KO BHULA DEIN TO HUM IS SAY BEHTAR YA IS JAISEE AUR AAYTA LE AATEY HAIN Ab Malum yeh chala Ki Quran mein Rasul Allah ki hayat e mubaraka tak Nasikh wa Mansukh ka mamla tha. Kaee ayat ko UTHA LIYA JAATA THA AUR NASAIKH WA MANSUKH KI TEEN KISMEIN HAIN PEHLI QISM== Ayat ki Tilawat utha li gayee lekin Hukm baki ( EXAMPLE== Rajam ki aayat ) Dusaree qism= Ayat ki tilawat baki lekin hukm utha liya gaya ( Example= sura mujadla , ayat 13 ) Tesari qism = Ayat ki tilawat aur hukm dono utha liya gaya ( example= Ayesha siddiqq ki hadith SURAT AL Ahzab ke mutallik) Ab baat saaf ho gayee ki IN AYAT KO ALLAH NE BHULA DIYA … isee liye is sey pehley imam Bukhari hadith riwayat kartey hain Volume 6, Book 61, Number 550: Narrated Abdullah: The Prophet said, "It is a bad thing that some of you say, 'I have forgotten such-and-such verse of the Qur'an,' for indeed, he has been caused (by Allah) to forget it. So you must keep on reciting the Qur'an because it escapes from the hearts of men faster than camel do." TARJUMA : Agar KOEE yeh kahey ki main falan falan ayat bhul gaya hon to yeh buri baat hai , kyunki Allah ne isko BHULAYA HAI…… Afsos in shiaon ko na quran ka ilm hai na hadiees ka ! Aisee bahut see hadees hain jinmein aaya hai ki falan falan Ayat BHULA DEE GAYEE , UTHA LI GAYEE ! Lekin Matam karney se waqt niley tab to quran padhe gein! Al Hasani
-
Shia hazrat ko sabsey pahley hadith ke usool ka ilm haasil karna chahiye phir is tarah ke sawal nahee puchey gein. Misaal ke taur per quran ki ayat dekhiye jahan per Huzoor paak alayhis salam ke liye UMMI lafz ka maney aya hai. Usakey baad Bukhari mein hadith dekhiye jismein kaha gaya hai ki huzoor ney apana naam mubarak mita kar khud apaney hathon sey apana naam likha ! Ab shia hazrat shor machaein gein YEH HADITH GALAT HAI !! Quran ki ayat ke khilaf hai ! Imam Bukhari ko quran nahee hifz tha isliye un honay yeh hadith naqal ki hai !! Wagairah , wagairah! Ek baad yaad rakhee chahiye ke Sunni aur shia ke Usool alhada hain . Agar koee shia apaney usool nahee janta aur sunni usool bhee nahee janta , tab hum kya karein ! Khair .. TOPIC HAI: Meraj mein Nabi paak ne Allah ka didar kiya ya nahee?? Abu Bakr siddiq rd kahtey hain : HAAN Ayesha Sddiqa rd kehtee hain: Nahee Shia hazarat ka etraaz : Dono sahee kaisey ho saktey hain?? Shia Majalla isaka jawab jaantey hain ,, lekin apaney :pairokaar" ko bataey nahee! Abu Bakr siddiq rd HAAN kaha KYUNKEE unhey is baat ki riwayat Nabee paak ke taraf se batayee gayee. Nabee paak sachhey they aur Abu bakar siddiq rd ne TASLEEM kiya. Ayesha Siddiqa Rd ney apanee raee Quran ki is aayat per daleel rakhee: لاَّ تُدْرِكُهُ الأَبْصَارُ وَهُوَ يُدْرِكُ الأَبْصَارَ وَهُوَ اللَّطِيفُ الْخَبِيرُ ( 6:103) Ayesha Siddiqa rd ke saath saath Ibn Masood rd aur kych aur sahaba ridwanullah taala ki bhee Yahee RAI thee aur un sab ney QURAN ki is Ayat ko apana daleel bataya. Abu Bakr siddiq rd ne nabi paak ke qawl ko qubool kiya. Zyadataar sahaba ka wahee Maqoof tha jo Abu Bakr siddiq rd ka tha aur unakey nazdeek quran paak ki yeh aayat aam hai jabkee nabee paak ka yeh waqaya khaas. Shia MAJALLAON ko yeh baat shayad malum hai! Yahan padeh lein tafseelan Tafsir Qurtubi 53: 12 قوله تعالى: { مَا كَذَبَ ٱلْفُؤَادُ مَا رَأَىٰ } أي لم يكذب قلب محمد صلى الله عليه وسلم ليلة المعراج؛ وذلك أن الله تعالى جعل بصره في فؤاده حتى رأى ربه تعالى وجعل الله تلك رؤية. وقيل: كانت رؤية حقيقة بالبصر. والأوّل مرويّ عن ٱبن عباس. وفي صحيح مسلم أنه رآه بقلبه. وهو قول أبي ذرّ وجماعة من الصحابة. والثاني قول أنس وجماعة. وروي عن ٱبن عباس أيضاً أنه قال: أتعجبون أن تكون الخُلّة لإبراهيم، والكلام لموسى، والرؤية لمحمد صلى الله عليه وسلم. وروي عن ٱبن عباس أيضاً أنه قال: أما نحن بني هاشم فنقول إن محمداً رأى ربه مرتين. وقد مضى القول في هذا في «الأنعام» عند قوله: { لاَّ تُدْرِكُهُ ٱلأَبْصَارُ وَهُوَ يُدْرِكُ ٱلأَبْصَارَ } [الأنعام: 103]. وروى محمد بن كعب قال: " قلنا يا رسول الله صلى الله عليك رأيت ربك؟ قال: «رأيته بفؤادي مرتين» ثم قرأ: { مَا كَذَبَ ٱلْفُؤَادُ مَا رَأَىٰ } " وقول: ثالث أنه رأى جلاله وعظمته؛ قاله الحسن. وروى أبو العالية قال: سئل رسول الله صلى الله عليه وسلم هل رأيت ربك؟ قال: " رأيت نهراً ورأيت وراء النهر حجاباً ورأيت وراء الحجاب نوراً لم أر غير ذلك " وفي صحيح مسلم " عن أبي ذرّ قال: سألت رسول الله صلى الله عليه وسلم هل رأيت ربك؟ قال: «نورٌ أَنَّى أراه» " المعنى غلبني من النور وبهرني منه ما منعني من رؤيته. ودلّ على هذا الرواية الأخرى «رأيت نوراً». وقال ٱبن مسعود: رأى جبريل على صورته مرتين. وقرأ هشام عن ٱبن عامر وأهل الشام «مَا كَذَّبَ» بالتشديد أي ما كذَّب قلبُ محمد ما رأى بعينه تلك الليلة بل صدّقه. فـ «ـما» مفعوله بغير حرف مقدّر؛ لأنه يتعدّى مشدّداً بغير حرف. ويجوز أن تكون «ما» بمعنى الذي والعائد محذوف، ويجوز أن يكون مع الفعل مصدراً. الباقون مخففاً؛ أي ما كذب فؤاد محمد فيما رأى؛ فأسقط حرف الصفة. قال حسان رضي الله عنه: لو كنتِ صادقة الذي حدّثتِنِي لنجوتِ مَنْجَا الحارِثِ بنِ هِشامِأي في الذي حدّثتِنِي. ويجوز أن يكون مع الفعل مصدراً. ويجوز أن يكون بمعنى الذي؛ أي ما كذب فؤاد محمد صلى الله عليه وسلم الذي رأى. قوله تعالى: { أَفَتُمَارُونَهُ عَلَىٰ مَا يَرَىٰ } قرأ حمزة والكسائي «أَفَتَمْرُونَهُ» بفتح التاء من غير ألف على معنى أفتجحدونه. وٱختاره أبو عبيد؛ لأنه قال: لم يماروه وإنما جحدوه. يقال: مراه حقه أي جحده ومريته أنا؛ قال الشاعر: لِئن هجرت أخا صِدقٍ ومَكْرُمَةٍ لقد مَرَيْتَ أخاً ما كان يَمْرِيكَاأي جحدته. وقال المبرّد: يقال مراه عن حقه وعلى حقه إذا منعه منه ودفعه عنه. Yeh itana assan sawal hai ki agar koo " Google' ka istemaal karey tab bhee jawab mil jae!
-
Kya Ayesha siddiqa rd ne har saa; matam kiya? Kya shia hazrat ko matam aur gham mein farak maloom hai? Kya Huzoor paak ke wiasal ke baad , Ali rd aur Ftaima rd ne "maatam" kiya? Kya hasan rd aur huseein rd ne har saal matam kiya? Kya kisee SHIA imam ne ya kisee Ayatullah ne MATAM KIYA? Kya Jafar sadiq rd ,Baqir rd ya zaynul abideen rd ne har saal matam kiya? Kya wah bhee kapade utaar kar khoon bahaay kartey they? Yeh sab shia hazraat ki bewakoofana daleel hai jisasey musalman achhi tarah waqif hain. Dekhiye KI TARAH NASARA ( christans) bhee SALEEB ( CROSS) ke aagey ja kar Khoon bahatey hain! In sab cheezon ka ISLAM sey koee wasta nahee. AL HASANI
-
Shia hazraat ko is baat ka ilm nahee ki , agar kisee rawayat mein shia rawi hai to us riwayat ko sirf usi waqt qubool kartey hain agar wah riwayat kisee SAHIH SUNNI rawiyon wali Riawayat se NA TAKRAE. ( Hawala , Muqaadima Fathal baari) Ab Mulahiza kijiye , sahih hadith is muddey per. Yeh sab sahi hadith ke mutabik GHAM SIRF TEEN DIN TAK JAYAZ HAI AUR AURAT KA APANEY KHAWIND KE LIYE CHAAR MAHINEY DUS DIN. Bil farz, Sayyeda Ayesha siddiqa rd ne aisa kiya bhee to , YEH IS BAAT KI KYA DALEEL HAI KI HAR SAAL DUS (10) MUHRRAM KO KAPADE UTAR KER MATAM KARA JAE? Kya Ali rd , hasan rd , hussein rd , Fatima rd ne IS TARAH ka matam manaya? kis shia kitab mein yeh riwayat mawjood hai ? Kya Shia imamon ne kapadey utaar ker Saal ke ek muqarrarqa din per maatam manaya? Nahee nahee! Na Ali rd na fatima rd na kisee sahabi ne har saal muqarraraa roz per maatam manaya! Yeh sab shia hazrat ki chaal hai , jis ke tahat wah Ayesha siddiqa rd ki ek amal ko jis ko unhonay GHAM KE MAQUKEY PER Kiya tha , usako daleel bana ker Har saal 10 muharram ko maatam kartey hain! Dekha aap logon ne! Ayesha siddiqa rd ne HAR SAAL matam manaya? Apaney libaas ko nukssan pahuchaya? Kya ALI rd ne aisa kiya ? Kya Fatima rd ne kiya ? Bilkul nahee!
-
أبو بكر يصلي بالناس Abu Bakr ka logon ki imamat karna قال الزهري وحدثني حمزة بن عبدالله ابن عمر ،أن عائشة قالت : لما استعز برسول الله صلى الله عليه وسلم قال : مروا أبا بكر فليصل بالناس ، قالت : قلت : يا نبي الله إن أبا بكر رجل رقيق ، ضعيف الصوت ، كثير البكاء إذا قرأ القرآن ، قال : مروه فليصل بالناس .قالت : فعدت بمثل قولي ، فقال : إنكن صواحب يوسف ، فمروه فليصل بالناس ، قالت : فوالله ما أقول ذلك إلا أني كنت أحب أن يصرف ذاك عن أبي بكر ، وعرفت أن الناس لا يحبون رجلاً قام مقامه أبداً ، وأن الناس سيتشاءمون به في كل حدث كان ، فكنت أحب أن يصرف ذلك عن أبي بكر . Zuhuri rawayat kartey hain Hamzah ibn Abdillah ibn Umar , inhonay kaha Sayyeda Ayesha rd kehtee hain” Jab Nabee pak ki tabeeyat nassaz ho gayee tab unhonay kaha “ Abu Bakr say kaho ki namaaz mein logon ki Imamat karey” . Mainey kaha “ Ya Rasul Allah , Abu Bakr ek Nazuk insane hai aur wah jab quran ki tilawat kartey hain tab wah aksar roya kartey hai”. Nabee paak ( alayhis salam ) ne farmaya” Abu Bakr say kaho ki namaaz mein logon ki Imamat karey” aur mainey phir say apani baat duhraee. Main janatee thee ki log is baat ko pasand nahee karegein ki nabee paak ( alayhis salam) ki jagah koee dusara insaan namaz mein imamat karey aur aagey key waqt mein honay waley tamam buray waqayon ki yeh sabab ban jayegi” Yahan per Nabee pak alayhissalam ney Abu baakr siddiq rd to imamat karney ka hukm diya aur ibn Hisham ney isako nakal kiya hai. Bab ( chapter) ka naam hee rakha hai “ Abu Bakr rd ka logon ki imamat karma”. Hamarey “ Mufti e azam” sahib shayad yeh dekhna bhool gai ! قال ابن إسحاق : وقال ابن شهاب حدثني عبدالملك بن أبي بكر بن عبدالرحمن بن الحارث بن هشام ، عن أبيه ، عن عبدالله بن زمعة بن الأسود بن المطلب بن أسد قال : لما استعز برسول الله صلى الله عليه وسلم وأنا عنده في نفر من المسلمين ، قال : دعاه بلال إلى الصلاة ، فقال : مروا من يصلي بالناس . قال :فخرجت فإذا عمر في الناس ، وكان أبو بكر غائباً ، فقلت : قم يا عمر ، فصل بالناس ، قال : فقام ، فلما كبر ، سمع رسول الله صلى الله عليه وسلم صوته ، وكان عمر رجلاً مجهراً ، قال : فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم : فأين أبو بكر ؟ يأبى الله ذلك والمسلمون ، يأبى الله ذلك والمسلمون ، قال : فبعث إلى أبي بكر ، فجاء بعد أن صلى عمر تلك الصلاة فصلى بالناس ، قال : قال عبدالله بن زمعة : قال لي عمر : ويحك ! ماذا صنعت بي يا بن زمعة ، والله ما ظننت حين أمرتني إلا أن رسول الله صلى الله عليه وسلم أمرك بذلك ، ولولا ذلك ما صليت بالناس ، قال : قلت : والله ما أمرني رسول الله صلى الله عليه وسلم بذلك ، ولكني حين لم أرى أبا بكر ، رأيتك أحق من حضر بالصلاة بالناس Khair , aagey ki rawayat mulahiza farmaein. Abdullah ibn Zamah ibn Al aswad ibn Al Mutallib ibn asad ney kaha “ Jab Rasul Allah ( alayhissalam) ki tabiyat zyada nassaz thee us waqt main kuch musalmano ke sath huzzor paak se mulakat ke liye gaya. Bilal [rd] ne azan di aur Rasul Allah ( alayhis salam) ne hukm diya “ kisee ko namaz mein imamat karney ko kah do “ . Main ( ghar sey bahar gaya) aur Umar [rd] ko logon ke saath dekha jabki Abu Bakr siddiq {rd} wahan mawjood NAHEE THEY. Mainey umar sey imamat karney ko kaha aur jab unhonay ALLAHU AKBAR ( takbeer) kaha , tab Rasul Allah ( alahis salam) ney awwaz suni aur pucha “ ABU BAKR KIDHER HAIN? Allah aur muslaman isako qubool nahee karetay , Allah aur muslaman isako qubool nahee kartey! Zahir si baat hai jab Rasul Allah ney pucha Abu Bakr kidher hai , isasey unakee muraad yahee thi ki Imamt Abu Bakr siddiq rd ko karnee hai , na ki Umar rd ko . Phir jo rasul paak ka qawl hai ki “ Allah aur muslalman isko qubool nahee kartey … .. SAWAL HAI “ KIS CHEEZ KO QUBOOL NAHEE KARTEY”? يأبى الله ذلك والمسلمون ، يأبى الله ذلك والمسلمون … is cheez ko qubool nahee karety ki ABU BAKR siddiq rd key hotaey hue koee aur imamat Karey !! Aagey farmaya” Abu Bakr siddiq rd ko bulaya gaya aur jab wah hazir huey tab umar rd namaz khatam kar chukey they. Agar shia is rawayat ko Sahih manatey hain tab unahey bhee Abu Bakr siddiq ko tasaleen karma chahiye , aakhir huzoor alahyhisalam ne Abu Bakr siddique ko imamat ke liye chuna.! Ahlus sunnah muhadditheen ke nazdeek yeh riwayat Shaaz hai. Is riwayat ke bilkul baad , Ibn Hisham aagey nakal kartey hain….. Abdullah ibn Zamah ney kaha “ Umar rd ne mujhasey kaha “ Ibn Zamah , yeh tumaey kya kiya? Jab tumaney mujhey namaaz padhaney ko kaha , mujhey laga huzoor alayhis salam ne aysa karney ka hukm diya hai , nahee to main kabhee imamat nahee karta . Mainey ( Abdullah ibn Zamah ) jawab diya “ Lillah ! Unhonay mujhey aisa hukm nahee diya tha , lekin jab main baahar aaya aur Abu Bakr siddiw ko nahee paya , tab mainey aap ko hee mawjood logon mein sabsey behar imamat ke liye paya”! Agar shia is shaz riwayat ko sahee mantey hain tab to bahut hi achhi baat hai! Is riwayat ki rawi ke mutabik Abu Bakr sddiq rd sabsey pehla haq rakhety tey imamat ka ! Agar riwayat mani jae to rawi ki rai bhee mani jae ! Dusaree baat .. is” shhaz” riwayat se BILKUL Saaf hai ki nabee paak Abu Bakr sidduqe ko Imamat karney ka hukm diya ! Is bab ( chapter) mein aagey ki riwayat padehin to shiaon ke khilaf aur mazeddar riwayat milegee( wah sab riwayatein Sahih hain , shaaz nahee) …waqt ki kamee ki wajah sey usaka tarjuma nahee kar paa raha hoon. Agar koee bhai scan kar dein to forum members ko sahulat hogee . Al Hasani.