-
کل پوسٹس
668 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
17
سب کچھ Shan E Raza نے پوسٹ کیا
-
bhai aap nei buhat achi sharinh ki hai .
-
Dear brothers & sisters Mujhe aap ki madad chahiye .Kuch dino pehle mere computer mein buhat se error agey they jis ki wajah se main nein doabara window ki mgr wo errors phir nahi gaye .is liye main nein apney computer ko dobara wash (yaini dobara partition kar k sabh kuch khatam kar diya hai ) kiya hai .abh main chahta hoon k aap mujhe bataye k mujhe apne computer mein kia karna chahiye jis se mera computer ziada der tak chale .or hackers se bachne ka koi tareeqa bhi bataye. Mujeh umeed hai k aap meri help karo gaye. Allah Hafiz
-
Pasand karne ka shukriyah
-
pasand karne ka shukriyah
-
Pasand karne ka shukriyah
-
aap nein buhat acha jawab diya hai
-
Ismail Qateel per Angraiz Doosti ka Aitraaz Ka Jawab
Shan E Raza replied to Taha_Ali's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
janab is mein Taha ki koi galti nahi hai kiun k yeh article us nein apne forum se utha kar yeha laga diya hai .galtiyan to in bare kar rahe -
Mujhe aap logo se aik sawal pochana hai .wo yeh k sage Madina ka matlab kia hia .jawab zara tafseeli de jiye ga.
-
kya Allah k ilawa bhi kisi ko ganj bakhsh, keh sakte hai ?
اس ٹاپک میں نے Shan E Raza میں پوسٹ کیا اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات
wahabi deobandi in ayat ko dikha kar keh rahe hai k Allah k siwa kisi ko daata ya greeb nawaz e.t.c nahi kehna chahiye plz mujhe is ka jawab dein -
Abh to mein waha koi post bhi nahi kar sakta kiun k unho nein mujhe ban kar diya hai .3 jan ko ban utha liya jaye ga.or ban karne ki koi sahi wajah bhi nahi bataye.meri hanfi muslima se guzarish hai k aap waha ja kar shikkyat wale section mein ja kar mere naam ki thread bana kar un se poche k Shan Aslam nein konse rule ki khilaf warzi ki hai.umeed hai k pehle ki tarha koi khas jawab nahi mile ga.Allah Hafiz
-
-
But Muhtaram Khalil Rana sahib abh unho nein sabh debate wali posts ko delete kar diya hai or warning di k debate section k ilawa or kisi jagha par koi ikhtalafi thread nahi likh sakta .isi liye abh mujhe debate section k open hone ka intazar karna hoga .main aap ka or un sabh bhaiyo ka buhat buhat shukar guzar hoon jinho nein meri madad ki Allah Azawajal aap sabh ko is ka ajar ata farmaye or aap ko logo tak haq pohcate rehne ki tofeek ata farmaye.Ameen
-
Shukriya bhai theek hai aap jaisea kahein .us ko apni ktabo ka pata nahi hai dosro ki kitabo par aitraz kar raha hai.is ki aik aadat buhat hai wo yeh k yeh sirf apni hi baat karta hai dosare ki nahi sunta khair hamara kaam to unhe Haq ka rasta dikhana hai .or yeh kaam zindagi barh karte rahe gaye .Inshallah
-
12 imamo k baare mein hum ahle sunnat walo ka kia Aqeeda hai
Shan E Raza replied to Shan E Raza's topic in شرعی سوال پوچھیں
Shukriya bhai lekin agr un k naam or un k halaat zindagi k bare mein kuch pata chal jata to or bhi acha hota. -
12 imamo k baare mein hum ahle sunnat walo ka kia Aqeeda hai
اس ٹاپک میں نے Shan E Raza میں پوسٹ کیا شرعی سوال پوچھیں
assalam-o-Alaikum .Mera sawal yeh hai k 12 imamo k baare mein hamara kia aqeeda hai hai.or yeh bhi k kia Hazrat Ali Radi Allahu Anhu k naam k saath Alaihis Salam bhi laga sakte hai ya nahi. -
Kashf Ul Israr, Mushkil Kusha Koon Or Ya Junaid Walay Aetraz Ka Jawab.
اس ٹاپک میں نے Shan E Raza میں پوسٹ کیا اہلسنت پر اعتراضات کے جوابات