
mufti-e-azam
Under Observation-
کل پوسٹس
150 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
سب کچھ mufti-e-azam نے پوسٹ کیا
-
meri jaan yeh bohat purana tareeqa hai k jab kisi ko ban kerna ho to uss se batameezi ker k ghussa dilaya jaye aur phir koi bhi etiraz ker k ban ker diya jaye koi aur tareeka azmao yeh tareeka purana ho gaya hai khair mein bhi yehi keh raha hon k etiraz tum ne kiya hai iss liye pehlay apna aqeeda clear akro aur apnay baraon k kbaray mein batao k woh tahreef k qail kiun thay phir kisi aur per ungli uthana lakin tumharay paas ab idhar udhar bhagnay k ilawa koi aur raah nahi reh gaye hai iss liye bhagtay raho jitna dil chahye lakin bhaag ker jao ge bhi kahan ohad ka pahaar yahan se bohat doar hai bachay...
-
saif ul islam sahab baat ko gumao mat jab phans gaye ho to...meri jaan tum ab topic se bhagnay ki koshish ker rahay ho...aur jahan tak baat hai Imam Hussain a.s ki to taqiyyah farz nahi hai meri jaan...aur Imam Hassan a.s ki to iss k liye tumhain Rasool Allah ki life dekhni paray gi k pehlay unhon ne jang ki phir sulah ki phir jang ki kafiron se...Imam Hassan a.s aur Imam Hussain a.s ne to sunnat per amal kiya aur koi bhi mulla yeh nahi keh sakta k sunnat per amal kerna ghalat hai...qayamat to doar ki baat hai meray laal tumhain issi post mein jawab de diya hai k sunnah per amal kerna sawab hota hai na k gunnah agar tum unn per etiraz kertay ho to woh to 2 alag hastian thein aik hi hasti Rasool Allah saww ne jang bhi ki aur sulah bhi ki to tum batao unn mein se unn ka kon sa amal sahi tha aur kon sa ghalat tumharay aqeeda k mutabiq ?? aur mein ne tumhari book se sabit ker diya hai taqiyyah ka keh qayatmat tak jaiz hai...
-
-
-
tu abhi tak dono books mein ishaq raavi sabit kernay mein na-kaam hua hai meray bachay...kiun k inn dono riwayat mein ishaq nahi hai..ab phir bhagay ga tottay ??
-
meri jaan kiya tottay ki terha tein tein lagai hui hai muttah ki baat bhi kertay hain pehlay tum ne jo fake page diya hai ussay to sahi sabit ker k dikhao aur meray fatwa ko jhoota sabit ker k dikhao meri jaan
-
beta batameezi choro aur apni auqat mat dikhao aur jo poocha hai woh batao kiun k tum ne etiraz kiya hai iss liye pehlay tumhain apna aqeeda clear kerna ho ga uss k baad tum kisi dosray per ungli uthao..tottay ki terha sirf tein tein hi kerni aati hai kiya tumhain..
-
kiya beta tumhari to sab books fake hoti ja rahi hain tumharay dharam ki terha...tum abhi se ronay lag gaye ho abhi to starting hai meri jaan thora hosla karo...
-
ronay lag gaye phir se tum meri jaan ?? halala ka hawala to mein bhi de sakta hoon sahih bukhari se meray bachay...
-
rotay nahi hain meri jaan tu tahreef ko nahi manta iss ka matlab tera aur hazrat ayesha,umar,ibne umar ka aqeeda alag hai..right ??
-
mera sawal inn sab se hai k aakhir hazrat ayesha ne aisa kiya kya jo Rasool Allah saww ne unn k ghar ko fitna kaha ??
-
baap ko puttar nahi kehtay bachay...mein ne yahan per tarikh ibne kathir ka ref. diya hai abhi to seerat ul nabi ibne hatham ka ref. nahi diya aur tum pehlay hi uchalnay lag gaye..hosla karo meri jaan abhi to bohat agay jana hai...
-
kiya hua janab mirchein lag gaein apna fatwa dekha to ?? ab aap mujhay batao ge k jo aap ne topic start kiya uss per koi naam,address ya mufti ka naam bhi mojood hai jab woh authentic ho sakta hai aap loagon ki nazar mein to phir yeh to uss se bohat behtar halat mein hai...apni bari per rotay nahi hain janab balkeh fatwa per amal karo..
-
janab etiraz aap ne kiya hai pehlay aap jawab do k kiya aap tahreef ko nahi mantay agar aap nahi mantay to hazrat ayesha,hazrat umar,ibne umar etc..jo mantay hain aap ki nazar mein unn ka kya maqaam hai agar tahreef ka aqeeda rakhnay wala kafir hai to ?? pehlay aap jawab do phir baat agay chalay gi bhai
-
iss ka jawab mein ne aik topic per de diya hai mazeed kisi ne baat kerni ho to ussi topic per aa ker baat karay...
-
janab aap ki zuban se aisay alfaz achay nahi lagtay mein ne to sirf aap ki book se hazrat ayesha ka matam sabit kiya hai aur aap gaalian denay lag gaye...janab kab se aap loag propegenda ker rahay ho ab jawab mila to ghussa aa gaya aap ko..
-
ab yahan per hi dekh lo hazrat umar kitna pareshan hain k ayate rajm ab unhain quran mein mil hi nahi rahi..milay bhi kaisay bakri jo kha gaye hai.. aur yeh perho hazrat umar kitnay pareshan hain itnay k agar unhain loagon ka darr na hota to woh apnay hath se ayate rajm quran mein likh detay lakin kiya karein darr bhi to lagta tha unhain loagon se...
-
janab aap ki to sayyah satta mein hai k quran ki ayaat bakri kha gaye jis mein ayate rajm bhi thi.. aur aaj tak aap loagon ko ayate rajm mil hi nahi saki zahir hai bakri kha jaye to kahan se milti hai..
-
-
shareef sahab iss terha hazrat ayesha to gunnah-gar huin kiun k unhon ne to seenay aur chehray per matam kiya to koi fatwa aap dikha saktay hain k aap k kisi mufti ne kaha ko hazrat ayesha ne yeh gunnah kiya ?? http://qurango.com/images/si/382.jpg
-
kiya aaj kal aap loag iss terha ka propegenda kernay lag gaye ho janab ?? iss terha k kitnay pages aap ko chahein mein bana ker deta hoon khair ab mein aap ko aik cheez dikhana chahta hoon jo k iss terha ki fake nahi balkeh uss letter head pad per fatwa hai.. untitled.bmp ab iss fatwa k mutabiq to aap ko shia males se apni auraton ka halala aur misyar farz hai aur na kernay walay gunnah-gar hon ge...to kab kerwa rahay hain aap phir ??
-
Yazeed Ney Qatl e Hussain Per Matam Kiya
mufti-e-azam replied to Jad Dul Mukhtar's topic in فتنہ شیعہ
aap batana pasand karein ge k kiya Hazrat ayesha ne bhi koi qatal kiya tha jo unhon ne Rasool Allah saww ki wafaat per matam kiya ?? http://qurango.com/images/si/382.jpg yeh aap ki aik site se tarikh ibne kathir ka link hai khud se perh lo seerat ul nabi ibne hatham se bhi aap ko scan page dikha sakta hoon agar dekhnay ka dil ho to... -
ubaid sahab kabhi aap ne Quran ya quran ki tafseer perhnay ki zahmat ki hai ?? shayed nahi ki tabhi to itna uchal rahay hain,janab taqiyyah Quran se jaiz hai aur aap ki tafaseer ne bhi issay jaiz kaha hai... http://www.tafsir.com/default.asp?sid=3&tid=8052 For instance, Al-Bukhari recorded that Abu Ad-Darda' said, "We smile in the face of some people although our hearts curse them.'' Al-Bukhari said that Al-Hasan said, "The Tuqyah is allowed until the Day of Resurrection.'' ab yeh aap ki tafsir ibne kathir se mein ne quote kiya hai jis mein likha hai taqiyyah qayamat tak jaiz hai to kiya aap k scholars bhi jhootay hain ??
-
matam k bary mien shia zakireen k fatwy shia k khilaf
mufti-e-azam replied to Aashiq Koun's topic in فتنہ شیعہ
janab kafi jahilana baat ki aap ne...yeh matam k baray mein nahi hai balkeh qoama.zani k baray mein fatwa hai aur tum matam k baray mein keh rahay ho agar matam haram hai to hazrat ayesha ne kiun kiya matam Rasool Allah ki wafaat per ??