ASLAM O ALIKUM
And walikum salaam dekhain sister main aap say behas nahi karoon gi lekan is main sirf itni he bat karoon gi k agar hum log aik dosray ko mubarak bad nahi dain gay tou is dunya main wo mohabbat kahtam ho jaye gi jo k muslmanoo ki apis main honi chahye ore ye tou koi bhe nahi janta na k us ka kon sa amal qabool ho raha hai ya nahi ho raha lekan agar hum aik dosray ki himmat nahi bandhain gay tou phir agla banda wohe kaam kaisay karay ga wo tou sochay ga na k last tym main nay itna kuch kya tou kesi nay tareef nahi ki is lie sumtiems humain aik dosray ko aisa kehna parta hai ore aap nay itni azeem shahsyet ki missal di hai hum log un jessa tou nahi na ho saktay han albata un jessa honnay ki koshish kar saktay hain bas sis ye he kehna tha is lie agar aap logoon ko mera iasa post karma bura laga tou us k lie main aap logon say mazrat khwan hoo nainda main ikhtayat karoon gi idhar kuch post karany main .. duaoon main yaad rakhye gat c ALLAH HAFIZ