
bud
Under Observation-
کل پوسٹس
66 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
1
سب کچھ bud نے پوسٹ کیا
-
http://idreesia.hadithuna.com/category/uncategorized/
-
ek baat sahi karta chalun: men nay kaha k ek anti-Idrisia ne khud ko "Baghdadi member" likha lekin baad men pata chala k ye site walon ki taraf se likhaya jata hay jaisay mujhay meri marzi k baghair Idrisi Member ki bajaey Ajmeri Member likh dia gaya--baharhal Baghdadi Member agar nam k sath likha hua tha to is ka adab bhi lazmi tha, doosri taraf site walon ko bhi adab ki wajah se kisi munafiq ko Baghdadi Member nahi likhna chahiyeh. ek baat ye k men nay angrezi se ek jumlay ka tarjuma kartay huay "aghaz" or "anjaam" k alfaaz likhay jab-k adab k ye ziada qarib tha k men us jumlay ka tarjuma yun karta k "is silsila (Idrisia) ki ibteda or inteha Noor-i-Muhammadi hay (Sal-Allahu alaihay wasalam)". ek aur baat raat zehn men ai thi ab yaad nahi aa rahi--koi ghalti na-danista taur par mujh se hui ho to Allah mujhay maaf karay--baharhaal is baat par or is baat k mutabiq baton par men qatai taur par keh sakta hun k yeh Allah ki Qasam sach hay k Syedi Amin ka dil noor hi noor hay jo un se dil milaey ga usay noor hi milay ga. Mujh men ab kisi bay-adab munafiq ki taklif-deh baten parrhnay ka hausla nahi is liay men nay anti-Idrisia propagandist munafiq ki akhri posts nahin parrhin, in logon k liay mera jawab yehi hay k "Laanat-Allah-i-alal kazibeen". (ye "reason for editing" meri nahi sybarite ki hay--us se mujhay ye umeed nahi thi yeh to kuch ###### lag raha tha--kamazkam us site ka link hata kar anti-Idrisia link to na deta meray naam se--men kehta hun k mujhay ban karo--dono sides kyun nahi dikhatay? Haq kyun chupatay ho?)
-
"anwar200" jaisay wajibul qatal murtidon buhtan-go kazzabon munafiqon se baat karnay ka koi faida nahi sachay Musalmanon se kehta hun k jab ek Shakhsiat k kehnay se pehlay aik Hadith quote ho rahi hay to un Shakhsiat par ye buhtan kaisay bandha ja sakta hay k unhon ne Aqa Ji par jhoot bandha? NauzuBillah. yaad karata chalun k maarifat wali Hadith ki wazahat bhi kar chuka hun: "Sahih Bukhari Kitabu-Tauheed Hadith No. 2357 narrated by Hazrat Sabit Abu Hamza in the presence of Hazrat Ans bin Malik (the original narrator of the Hadith) explains how Aqa Ji's Shafaat would take place. It is explained by Aqa Ji in this Hadith of Bukhari that for Shifaat he would praise Allah with such praises that was impossible for him to do now. Bukhari ka so-called Sunni Tarjuma by Abdul Hakim Shahjehanpuri jo Farid Book Stall, Urdu Bazaar, Lahore ne publish kia hay us men p.951(Vol-III) men yeh tarjuma hay: "Mujhay aisi Hamdon ka Imam kia jaey ga jin k saath men hamdo sana karun ga or wo mujhay ab yaad nahi". This Hadith is also in Sahih Muslim Kitabul Iman Hadith no. 479 jis men is ka tarjuma Azizu Rehman ne ye kia hay (Vol-I, p.256): " Men us k samnay kharra ho kar us ki aisi hamdo sana karun ga k aaj men us par qadir nahi, wo hamdo sana Allah usi waqt ilqa farmain gay." This Hadith is similar in meaning to the Hadith being quoted in your propaganda as it explains that Aqa Ji would finally have full maarifa but did not have full maarifa at least at some point in his physical lifespan on earth -- as for example also in childhood-- as for him "Walal aakhiratu khairu-laka minal oola"-- so potentially he has always had full maarifa which would gradually be revealed to him. Thus the Hadith quoted by Syedi Amin is authenticated by this mutafiq-alaih Hadith."
-
Sab dekh len kon dhit, bayhis munafiq hay, kis men sharam or ghairat nahi. jahan tak mujhay yad parrta hay "anwar200" k nam se post kar rahay is shakhs nay topic "Who is (Jinab-i-)Shaikh Amin (Sahib) in Multan" men kaha tha k agar men Maarfat wali Hadith ka hawala la dun ga to ye apni gustakh buhtan-goi ka silsila band kar de ga--meri ittefaq se ek kitab men Maarfat wali Hadith par nazar parr gai or wo hawala men nay us topic men post kar diya phir bhi is dhith munafiq ne apni gustikhian jari rakhin. is Gustakh-i-Idrisia yani anti-Idrisia propagandist ki munafiqat ki ye do aur nishanian sab dekh len--ye expose ho gaya hay. Meri Allah se dua hay k Multan men Idrisia Silsila k khilaf propaganda chala rahay buhtan-go bay-adab munafiqon ko har jaga isi tarah zillat ho jaisay yahan hui hay, har jaga ye isi tarah bay-naqaab hon, halaak hon--Laanat-Allah-i-alal kazibeen; Aur Haq k sachay serious Talibon ko Allah khulay dil or dimagh se Haq dekhnay or qabool karnay ki taufiq ata farmaey, Allah unhen hidayat day or unhen Multan ka mamla mehsoos karaey (jo sachay Musalmanon k liay Rahmat or Salaamti ka samandar hay). Wa ma-alaina illal-balaagh.
-
Masjid Abdul Rahim Uwaiza, Hara Manshiyah, Medina --Masjid-i-Nabvi k Bab-u-Salaam se jo road ja rahi hay us par yeh masjid hay, is masjid k Al-Shaikh Al-Hafiz Syedi Amin bin Abdul Rahman 20 saal tak Imam rahay (yeh Multan k ek Bhai say maloomat hasil ki, Allah mujhay maaf karay kyun-k mujhay jo adab sikhaya gaya hay us k mutabiq in circumstances men ye ilm hasil na hi karta --lekin Shaikh Sahib ki shafqat ki wajah se ye liberty lay li hay, Insha-Allah wo mujhay maaf kar den gay--Astaghfir-Ullah)
-
is bar yeh nahi likha?
-
Kya is shakhs ka dimagh bilkul hi jawab de gaya hay? kya is k khayal men ek buhtango bay-adab munafiq ki kisi baat ki meri nazar men koi hasiat ho sakti hay? or wo bhi ek Waliullah k qaul k muqabila men? samajhdar log chawal ka ek dana dekh kar puri deg pehchan letay hen men to 20 se ziada dikha chuka hun-- samajhnay walay samajh guy hon gay k Shaikh Sahib or Silsila Idrisia k khilaf propaganda chalanay walay in logon ka kya level hay. in munafiqon ka makrooh chehra bay-naqab honay k baad kisi bhi sachay Musalman ki nazar men in ki kisi baat ki koi hasiat nahi ho sakti apni galion buhtanon k jahanum men jaltay hi rehna. Hum Idrisi aisay logon or in ki baton se Allah ki panah pakarrtay hen--Nauzu Billah
-
Kya tum chah rahay ho k men bhi tumhen usi tarah galian dun jis tarah tum log mujhay de rahay ho? meray maan baap se barrh kar Shaikh par itnay barray buhtan laga rahay ho? Lekin mujhay apni Idrisi nisbat ki ghairat hay, adab hay--yahan farq saaf zahir ho jata hay Momin or munafiq men, ghairat-mand or ....... men -- tum log apni hi baton se pehchanay jatay ho. Pehlay bhi keh chuka hun k men sirf apnay ilm k mutabiq baat karun ga, kisi gustakh k kehnay par chal kar gustakhi, buhtan-goi or nafrat ki bunyad par koi ilm hasil nahi karna. Kya tumharay khayal men is tarah meri Walida Muhtarma ko or mujhay galian day kar tum mujhay koi aisi baat karnay par majboor kar do gay jo men bay-adabi samajhta hun? is kameenay andaaz se maango k to tumhen tumharay sawal ka jawab mil jaey ga? Tumhari aqalon par pathar parray huay hen? Tum munafiqon ki bay-hisi ka ye alam hay k is topic k mutabiq jo men nay sawal uthaey un men se kisi ka jawab nahi dia balkay apnay khilaf mazid sabut detay rahay ho k waqai "Laanat-Allah-i-alal kazibeen"--tumharay andaaz-i-guftugu or tumhari baaton hi se ye baat saaf zahir hay
-
asal tauheedi sirf tauheed parrhnay walay nahi, asal tauheedi tauheed pinay walay Muhammadi hen, hum Idrisi hen asal Muhammadi asal Tauheedi (Sal-Allahu alaihay wasalam), jo chiz log kitabon men mauzoo (subject) k taur par parrhtay hen wo chiz Idrision ko haqeeqat (object) k taur par Nigah-i-Shaikh k zariay nazar ati or mehsoos hoti hay (Masha-Allah).
-
Fa-ainama tuwalu fathama Wajh-Allah (Surah Baqara--Quran) Wajh-Shaikh Wajh-Shaikh hay, Wajh-Nabi Wajh-Nabi hay, Wajh-Allah Wajh-Allah hay.
-
Zahir hay k meri baton ka in logon k paas koi jawab nahi. Anti-Idrisia propaganda chalanay walon k nifaq ki 22 nishanian ginwa chuka hun, isi forum par "Who is Shaikh Amin in Multan" nami topic say in logon k munafiq honay k mazid kuch sabut yaad karata chalun: (23) "Who is Shaikh Amin in Multan" nami topic men post no.97(page 5) men "anwar200" naam say post kar rahay shakhs nay Quran k alfaaz "Wajh-Allah" (Face of God) ko (Nauzu-Billah) kufar kaha, is tarah ye shakhs khud kafir ho gaya. is shakhs nay ek Waliullah Momin ko kafir kaha tha or Hadith Sharif k mutabiq momin ko kafir kehnay se kehnay wala khud kafir ho jata hay--yeh khuli nishani sab nay dekhi k Momin par kufar ki tuhmat is shakhs par wapis palti or Quran k alfaaz ko kufar keh kar ye buhtan-go khud kafir ho gaya (24) jo bay-adab "Mustafa Ali" k pakeeza nam se post kartay huay napaak buhtan laga raha tha (Nauzu-Billah) us ne post no. 115 (p.6) men mujhay "old man" kaha yani us k khiyal men men ek barri umar ka shakhs tha, lekin phir post no. 121 (p.7)men mujhay kaha k "you are a little cat indeed" ("tum waqai ek choti billi ho") jis se sabit ho gaya k barron ka adab is shakhs men nahi --yeh is shakhs k bay-adab honay ki khuli nishani sab dekh saktay hen. (25) is shakhs k nifaq ki ek or nishani post no. 104(p.6) men show ki thi (26) "Mustafa Ali" k pakeeza naam say post kartay huay (Nauzu-Billah) yeh ganda propaganda chalanay walay is napak buhtan-go munafiq shakhs nay post no.171(p.9) men buhat munafiqana andaaz se "women and drinks" (auraten or sharaab) ka jhoota ilzaam lagaya or phir post no.173(p.9) men mazid munafiqana abdaaz say is buhtan ka bay-saropa jawaz pesh kia jis ka mafhoom ye tha k kyun-k tauba (maafi or rahmat) ki umeed par chal rahay hen is liay kuch bhi kar saktay hen (Nauzu-Billah). yeh to sirf ek topic "Who is Shaikh Amin in Multan" ka zikar hay or wo topic bhi abhi men nay is dar se pura nahi parrha k in munafiqon k mazid jhootay ilzaam or mazid gustakhian parrh kar mazid taklif ho gi warna shaed in logon k nifaq ki kai or nishanian nazar aa jatin (doosray forums par men nay in propaganda chalanay walon k nifaq ki aur nishanian dekhin hen, misal k taur pay "masabih" forum walay to Haq chupanay men itna tez hen k men ne us forum par Shaikh Sahib ka taaruf kai bar post karnay ki koshish ki lekin doobara jata to meri post hati hoti) phir bhi mera khayal hay k Haq k sachay talibon or samajhdaron k liay yeh kuch kafi ho ga jo men likh chuka hun baqi wo khud Multan ja kar dekh len gay (Insha-Allah). Ek choti si misal se in k saray propaganda ki "bunyad" ya bay-bunyadi chaupat ho jati hay--jis tarah ki baten la kar ye log Nabuwat k daway jaisa barra buhtan laga rahay hen wo bilkul aisay hay jaisay koi insaan ashraful-mukhlooqat honay ka dawa karay to us par nabuwat k daway ka ilzaam laga dia jaey--halan-k zi-aqal shakhs yeh janta hay k ashraful-makhluqat hona bhi anvaar ya reflected light ya munaks roshni hi ki shakal hay--noor ya roshni lakhon ainon se munaks (reflect) ho kar bhi apni asal nahi khoti or na hi aks asal ban jata hay. Yeh anti-Idrisia propaganda chalanay walay jhootay ilzaam laganay walay munafiq hen--munafiq hi Shaitan se sulah karta hay or sulah-kulli kehlaya ja sakta hay is liay in badmazhab logon ka rad zaruri hay. Aulia ki gustakhi karnay walon ko men ne ye aina dikhanay ki koshish ki hay k Aulia ki bay-adabi nifaq ban kar kaisay chehra maskh kar deti hay, men nay apni taraf se zamir jhanjhorrnay ki koshish ki hay, aagay in logon ka naseeb. ye is forum par meri shaid aakhri chand posts hon kyun-k men Multan jaanay wala hun wahan say roohani taur par fresh ho kar aon ga to in taklif-deh baaton ko dekhna bhi gawara na ho ga (jab tak Shaikh Sahib ka hukm na ho). Men anti-Idrisia or anti-Syedi propaganda chalanay walon par tabarra bhejtay huay is propaganda se apni bariat ka izhar karta hun. Haq k sachay talib k liay meri wasiat hay k agar kam-naseebi se in logon ka propaganda parrhnay ka itefaq hua ho to khush-naseebi k liay sirf ek baar Multan ja kar khud Shaikh Sahib ko zaroor dekhna. Ba'adab hi banaseeb hota hay. Achay pakeeza sachay Ashiq-i-Rasul Momin Waliullah Syedi Amin zindabad. Noorani Silsila Idreesia zindabad. Rab-i-adkhilni mudkhala sidqin-wa akhrijni mukhraja sidqin-wajali mi(n)-Ladunka sultana-naseera.
-
kai din baad kal ye site nazar se guzri to "anwar200" ka jawab parrh kar khayal aaya k waqai bay-hisi or dhitai ki koi had nahi hoti--koi sacha Musalman hota to ab tak sharam say chulu bhar pani men doob chuka hota ya kam-az-kam is naam se phir post na karta lekin is shakhs ko itna bhi nazar nahi aa raha k yeh apni baton se khud zaleel-o-ruswa ho raha hay. aakhir yeh sabaq is jahil nay kahan se sikha hay k kisi bhi sayyaq-o-sabaq men logon ki maon ko galian denay or un par buhtan laganay ka koi jawaz ho sakta hay? Islam to yeh nahin sikhata. Islam to kafiron se jang men bhi aurton or boorhon par raham sikhata hay, yahan to phir bhi meray Aal-i-Rasool khandan ki baat ho rahi hay jin ki sharafat ki log misalen detay hen. lekin munafiq ko Islam ki kya samajh? Aulia ki bay-adabi karnay walay in munafiqon ki to bas itni hi samajh hay k kutton ki tarah bhonktay rahen apnay bay-mani propaganda k sath. in logon ka propaganda is liay ab tak chal raha hay k: (1) Shaikh Amin Sahib North Africa say shuroo honay walay Silsila Idreesia k Pakistan men tashrif laanay walay pehlay buzurg hen or is silsila ko is mulk men aksar log nahi jaantay (k is silsila ka aghaz or anjaam Noor-i-Muhammadi hay (Sal-Allahu alaihay wasalam), is silsila men Aqa Ji ki buht ziarat hoti hay, kuch ko jaagtay men bhi ziarat hoti hay or Aqa Ji ki us Hadith ki tasdiq hoti hay k "Jo mujhay sotay dekhay ga wo jaagtay dekhay ga"--yeh zahiri ziarat ki baat hay, baatni ziarat to usay mustaqil hoti hay jo is Silsila se jurra ho). (2) Shaikh Sahib ishtehar-bazi ko napasand kartay hen, farmatay hen k tareeqat shuhrat ka rasta nahi, kabhi un k murid bachon ki tarah laad or zid kar k koi ishtehar lagwanay ki ijazat hasil kar bhi len to us men apna naam shamil nahi karnay detay (3) Shaikh Sahib nay abhi tak Silisila ki official website ki ijazat nahi di, ika duka bhai apnay taur par hi taaruf k liay kuch sites banatay rehtay hen (4) Shaikh Sahib nay apnay muridon ko is propaganda ka jawab denay se bhi mana kar dia hay (men ek khas wajah se jawab day paya hun warna men bhi na de sakta) (5) tareeqat k saray achay alqabat Shaikh Sahib par fit aatay hen lekin wo apnay aap ko aam taur par sirf "Shaikh Shahib" kehlwatay hen zahiri ilm men to men wuhi baat kar sakta hun jo men nay khud kanon say suni ho, ya ankhon se dekhi ho, to yeh kahan ka usool hay k agar koi baat meray zahiri ilm men nahi to meri walida ko galian di jaen? ek baat khud se meray sar pay thopi jaey k agar tum nay aisa nahi kiya to... or galian deni shuroo kar di jaen. Men batata hun yeh kahan ka usool hay --yeh munafiqat ki bay-yaqeeni ka usool hay k baat men wazan na ho to wazan paida karnay k liay is tarah ki khwamakhwa ki bakwas ki jaey or wo bhi itnay bhonday or jahilana or zaleel andaaz say. Pehlay bhi keh chuka hun k kisi gustakh k kehnay par men ne nahi chalna--kisi gustakh k kehnay par gustakhi or nafrat ki bunyad par koi justujo nahin karni yeh bay-adabi hay kyun k Shaikh Amin Sahib mujasim muhabat hen un k baray men justujo sirf muhabat hi ki bunyad par karna adab k dairay men aata hay. ba-adab ba-nasib bay-adab bay-naseeb. jo Haq ka sacha talib hay wo khud adab k sath justujo karay Sialkot ya Multan men. Or mera batni ilm yeh hay k Shaikh Sahib ki har baat ko sunay baghair bhi men is liay Haq keh sakta hun k mujhay Allah nay un ka batin dikhaya hay jo noor hi noor hay (Wallah, Billah, Allah ki Qasam) or kyun k amal ka dar-o-madar niyat par hota hay is liay dawa say yeh keh sakta hun k Shaikh Sahib nay jo bhi kaha ho ga wo us sayyaq-o-sabaq men, us paraiy men, us context men, us mafhoom men jis men wo baat kar rahay hon gay Haq hi ho ga.
-
men nay 20 saal hi likha hay kyun k yeh men nay khud Syedi say suna tha, kya tum keh rahay ho k men nay 30 saal likha?--is baat par bhi kehta hun k jo ham men se jhoot bol raha ho us par Allah ki laanat ho. tum logon ki yeh laanati bakwas to doosray topics men chal rahi ho gi, is topic k mutabiq apnay munafiq na honay ka saboot do Yaad karata chalun k Shaikh Amin Sahib k khilaf jhooti ilzaam tarashi or buhtan-goi karnay walay Gustakhan-i-Idrisia ki munafiqat k kitnay hi sabut samnay aa chukay hen: (1) "Who is Shaikh Amin in Multan" topic k hata diay guy aakhri page par "anwar200" k nam say post kar rahay shakhs nay gandi galian din. Sahih Hadith Sharif k mutabiq munafiq ki ek nishani ye hay k jhagrra karay to gali galoch par utar aey, is tarah is shakhs ki munafiqat sab par zahir ho gai, Idrision par to pehlay hi zahir thi kyun-k usi Hadith Sharif k mutabiq munafiq ki ek nishani yeh bhi hay k baat karay to jhoot bolay or is shakhs ne doosray propagandists ki tarah Shaikh Amin Sahib par jhoot bolay, jhootay ilzaam lagaey, buhtan-goi ki. (2) jab men nay kaha tha k "Laanat-Allah-i-alal kazibeen" to "anwar200" par parri laanat zahir ho gai or us nay logon ki maon ko gandi galian deni shoroo kar din. (3) Jin ko wo galian day raha tha un men Aal-i-Rasool or Aulia khawateen shamil thin. Aal-i-Rasool k baray men usay bataya bhi tha lekin wo bay-adab na-murad meray Aal-i-Rasool khandan ko mazid nangi galian denay laga, jis say us ki munafiqat sab par zahir ho gai kyun-k koi Musalman aisa nahi kar sakta tha. (4) meri walida ka topic say koi taluq na tha lekin "anwar200" k sayyaq-o-sabaq say hat kar bay-tukay andaaz se meri walida ko galian denay say yeh bhi zahir ho gaya k in gustakhon ki yeh aadat hay k sayyaq-o-sabaq se hat kar baat nikaltay hen, Shaikh Sahib nay kisi or paraiy, kisi or mafhoom men baat ki hoti hay yeh propaganda chalanay walay Munafiq usay kisi aur mafhoom men bayan kartay hen. (5) "anwar200" ne ye show karnay ki koshish ki k wo Ghazi Ilm Din wala kam kar raha hay (ek post men kaha k "Ghazi Ilm Din paida hotay rahen gay") lekin kam yeh kar raha tha k logon ki maon ko galian day raha tha, is tarah us nay Ghazi Ilm Din Shaheed ki shan men bhi gustakhi ki, yani us k khiyal men internet k pichay mun chupa kar logon ki maon ko nangi galian denay se Ghazi Ilm Din bana ja sakta hay (Nauzu-Billah). Is say sabit hua k wo Shaikh Sahib k alawa doosray Aulia ka bhi gustakh hay. (6) "anwar200" nay khud ko "Baghdadi member" likha lekin kam yeh kia k logon ki maon ko or Aal-i-Rasul ko gandi galian din, chunanchay yeh Hazrat Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah alaih) ki shan men bhi sakht bay-adabi ka murtakib hua (7) Men nay kaha k Shaikh Sahib nay Aqa Ji kay mujasim Rahmat honay k bayan men un k Abdullah bin Ubay ki Namaz-i-Janaza parrhanay ka zikar kiya tha to yeh propaganda chalanay walay gumrah jahil log "munafiq" or "kafir" k farq ki bahas men parr guy jo is sayyaq-o-sabaq men bilkul bay-mani thi. har sachay Musalman ko maloom hay k munafiq kafir ki bad-tarin shakal hay kyun-k kafir ka kufar zahir or munafiq ka chupa hota hay, isi liay munafiq jahanum k sab say nichlay darjay men hon gay, lekin yeh Idrisia or Shaikh Amin Sahib k khilaf fizool bakwas or buhtan-goi karnay walay Gustakh kyun-k khud munafiq hen is liay munafiq or kafir ki bay-mani bahas men parr guy jis say sabit hua k in logon ko bay-mani bahas karnay ki adat hay. (8) phir in propaganda chalanay walon nay ek naya drama shuroo kia--in men say ek shakhs "ex Idrisi" k munafiqana naam say post karnay laga--in ko itna bhi nazar nahi aya k yeh to naam say hi propaganda lag raha hay, warna ek aisa shakhs jo ye dawa karay k wo Idrisia say taluq torr chuka hay wo apnay naam men kisi bhi natay se Idrisi ka lafz kyun lagaey ga? "ex Idrisi" naam rakhnay ka matlab ya to yeh ho sakta tha k is shakhs ko ab Idrisia ki yaad aa rahi hay, lekin kyun-k baqol us k aisa nahi is liay zahir hay k anti-Idrisia propaganda k liay us nay yeh naam rakha. (9) "anwar200" nay ek Wali ki shaan men gustakhi kartay huay jo alfaaz kahay wo usi par palat aey jab logon ki maon ko gandi galian detay huay aisa lag raha tha k "anwar200" bilkul kuttay ki tarah bhonk raha hay. Chand par thooknay ka yehi anjaam hota hay. (10) Sab nay dekha k "Who is Shaikh Amin in Multan" topic men gustakhon ki buhtan-goi ka akhri sira daba kar (yani akhri page hata kar jis men "anwar200" kuttay ki tarah bhonk raha tha) topic lock kar dia gaya, yani kuttay ki dum dabai or maidan chorr dia gaya--doosray lafzon men "Dum daba k bhagay Gustakh-i-Idrisia"--propaganda chalanay walay zaleel or ruswa ho kar topic band karnay par majboor ho guy--yeh khuli nishani thi k "Innal Batila kana zahuqa". (11) itnay serious topic men "anwar200" nami shakhs non-serious Shaitani andaaz se hansta or istehza karta raha hay ("hahaha") jis say saaf zahir hay k yeh log Haq k serious or pur-khuloos talib nahi balkay mustahzieen hen. Agar un k khayal men yeh khel hay to unhen pata hona chahiay k wo aag se khel rahay hen, aisi aag jo dilon pay charrhti hay, zindagi ka sukoon tabah kar sakti hay (12) meri guftugu se yeh andaza ho gaya ho ga k men jhoot nahi bolta or serious shakhs hun. men jo baat Shaikh Sahib k baray men kehta hun wo apnay zati tajarbay ki bunyad par kehta hun, jab-k yeh propaganda karnay walay log kahi suni ki bunyad par chal rahay hen. Men ne kaha k agar Haq k waqai sachay talib ho to saaf dil kar k Multan jao or khud Shaikh Sahib ko dekho, wahan ka Noorani mahol dekho, or phir baat karo, to yeh baat gol kar di or gustakhion par array rahay, in tanasaan logon k khayal men internet par beth kar andheray men tamak toian marnay say yeh Haq ko pa len gay? Andheray men jhootay ilzamat k teer chalanay say yeh bay-aqal log masoom Musalmanon ko zakhmi or apnay aap ko qatal kar rahay hen. Baten itni barrh charrh k kartay hen k lagta hay k Haq k buht barray talib hen lekin tatolo to pata chalta hay k Multan khud nahi gaey balkay doosron ki kahi suni par chal rahay hen. Agar waqai talib-i-Haq hotay to koi baat karnay say pehlay Haq ki tasdeeq k liay Multan khud zaroor jatey. (13) Men nay in ko Mubahila ki dawat bhi day di k aao Shaikh Sahib k baray men ham apnay apnay daway kar k jhooton par Allah ki laanat pakki kar den . Men Ainul-Yaqeen or Haqul Yaqeen ki bunyad par, yani apnay zati mushahidaat or mehsoosaat ki bunyad par baat kar raha hun, or yeh propaganda karnay walay kahi suni ki bunyad par baat kar rahay hen--yani in ka Ilmul Yaqeen bhi kamil nahi--saaf zahir hay k agar kisi jhootay nay yeh dawat qabool ki to wo dunya or akhirat men tabah ho jaey ga. (14) Jab men nay is Munazray men anti-Idrisia propaganda chalanay walon ki wazih shikast ka ailan kia to in munafiqon nay sharminda or naadim honay ki bajaey apni dhitai or hat-dharmi ka suboot detay huay ek or ochi harkat yeh ki k Shaikh Sahib k khilaf fizool bakwas or buhtan-goi par mabni do aur topic shuroo kar diay---yani in k khayal men yeh mamooli ana ka masla hay. Waqai laanati shakhs bay-his hota hay usay kuch samajh nahi aata. Laanat hay in propaganda karnay walon par. (15) In gustakhon nay Meray Pir Sahib par kitnay barray barray jhootay ilzaam lagaey, meri walida ko behooda galian din, lekin men nay badlay men bhi na in k Pir Sahib ki bay-adabi ki (agar wo is jhootay propaganda ki pusht-panahi nahi kar rahay to men is baat par qaim hun k kisi k Pir ki bay-adabi nahin karni) or na in kay Walidain ki bay-adabi ki--saaf zahir hay k Nifaq kis taraf hay or Islam kis taraf. (16) Buhtan-goi ziada barra gunah hay lekin baharhaal yeh log is say chotay lekin apnay taur par barray ek or gunah yani Gheebat k bhi murtakib ho rahay hen Shaikh Sahib k pichay un k khilaf baaten kar k. (17) In logon ki kitni hi baton k jawab diay--Shaikh Sahib k Shaikh ka bataya, Marakash k Hazrat Ahmad bin Idris (jin k Shaikh Tazi or un k Shaikh mashoor Waliullah Shaikh Dabbagh thay), Silsila Idrisia k baray men bataya k is ki haqeeqat Noor-i-Muhammadi hay, tariqat ka falsafa samjhaya, kai andar ki baaten yani anvaar-o-tajalliyat k baray men isharay diay, lekin in propaganda karnay walon par koi asar na hua. Saaf zahir hay k in pathar-dil Munafiqon ko tareeqat ka kuch pata nahin. (18) Mujhay 16 saal ho guy hen Syedi Amin k sath, men neh itni posts is forum men "Who is Shaikh Amin in Multan" topic men ki hen, or sunniforum men arius k nickname say ki hen, meri posts parrh kar apnay Imaan se khud faisla kar len k Shaikh Amin Sahib k is puranay shagird ki baton men Islam ka asar ziada nazar aata hay ya in bay-his propaganda chalanay walon ki bin-dekhay ki ilzaam tarashi or buhtan-goi men? Phir kehta hun k saaf zahir hay k Islam kis taraf hay or nifaq kis taraf. (19) Hadith Sharif k mutabiq sacha kamil Musalman wo hay jis k hath or zaban say doosray Musalman mehfooz hon? In propaganda karnay walon ki bay-bunyad baten or buhtan-goi sun kar Shaikh Sahib k un sainkrron mureedon ko kitni taklif hui ho gi jinhon nay yeh bin-dekhay ki andhi kahi suni anti-Idrisia non-sense parrhi ho gi. Saaf zahir hay k in pathar-dil Munafiqon ko Islam ki spirit ka kuch pata nahi. (20) Aik hi tarah ki fizool bakwas or jhootay ilzaam in logon nay kai sites par kiay hen--yeh propaganda nahi to aur kya hay? (21) Haq chupana munafiq ki nishani hay--jab "anwar200" ki gandi galion walay akhri page hataey guy "Who is Shaikh Amin in Multan" topic se to meri posts bhi hata di gain. is k baad men nay jo topic shuroo kiay Gustakhan-i-Idrisia ki munaziray men shikast k baray men, kuch k bay-tukay jawab denay ki koshish ki gai lekin jab koi jawab ban na parra to wo topic bhi hata diay guy. (22) Sawal yeh hay k aisi Shakhsiat jin k silsilay ki bunyad hi Darood Sharif, Adab-i-Rasul, Ishq-i-Rasul or Noor-i-Muhammadi ho (Sal-Allahu alaihay wasalam), jin k asar se hazaron log shariat k mukamal pabund ho chukay hon or lakhon shariat ki taraf mail ho chukay hon, un k khilaf yeh is fizool or nuqsan-deh kaam men kyun itni mehnat kar rahay hen? Itni bay-bunyad or baysaropa baton ko itni der say yeh log kaisay phaila rahay hen? Or wo bhi khud Multan ja kar mamla dekhay baghair? Kya yeh log kisi aisay silsila men shamil hen jo Idrisia jitni tezi say nahi phail raha or is liay yeh log hasad ki aag men jal rahay hen ya koi aur hi masla hay? Kahin aisa to nahi k in munafiqon ko is kaam k Islam dushman anasir ki taraf say paisay mil rahay hen? (Wa-Allahu alam). Baharhal, yeh log agar Musalman hotay to koi baat karnay say pehlay ja kar Mamlay ki khud tasdeeq kartay. yeh to duniyavi sahafat ka bhi bunyadi usool hay k kisi khabar say mutaliq jab tak dono taraf ka bayan samnay na aa jaey usay musadiqa nahi samjha jata, yehi to propaganda hota hay k khud hi kisi baat ki jaisay ulti-sidhi samajh aey usi khayal ki bunyad par shor machana shuroo kar dia jaey. yehi farq hota hay khabar or propaganda men, itila or afwah men, sach or jhoot men, or Musalman or munafiq men-- Musalman thos Haqeeqat tak puhnchna chahta hay -- koi baat sunnay k baad usay ankhon se dekhta hay, phir dil ki kasoti par parakhta hay, jab us ka apna dil man leta hay phir hi us baat ki tabligh karta hay, lekin Munafiq kahi-suni jhooti-sachi (jis ko us ka apna dil bhi puri tarah nahi maan raha hota) ko hi lay kar baghair tasdeeq kiay aagay phailana shuroo kar deta hay -- Hadith Sharif k mutabiq aadmi k jhoota honay k liay yehi kafi hay k wo suni sunai baat ko aagay bayan kar day. Agar in baton ka tum log jawab day saktay ho to do warna yeh to sabit ho hi chuka hay k Shaikh Amin Sahib ki gustakhi karnay walay log munafiq hen yani Shaikh Sahib k Silsila Idrisia ki bay-adabi bhi nifaq ki aik shakal hay.
-
1993 men mera ahad hua tha, lag bhag 15 saal se men yeh baat jaanta hun k Syedi 20 saal us Medina ki us masjid k Imam rahay kyun-k un shruu k salon men yeh baat men nay khud Shaikh Sahib ki zuban-i-mubarak se suni thi jab wo Karachi men thay. Masjid ka address mujhay nahi maloom, lekin Sialkot walay Asim Ayub Bhai Saudi Arab k zamanay k murid hen unhen maloom hay wo Sialkot men gitian karatay hen jo Haq ka sacha talib hay un say pooch lay (men gustakh k kehnay par gustakhi ki bunyad par khud to kabhi nahi poochon ga--ye bay-adabi hay), lekin doosray Bhai is liay tum logon k is propaganda ka jawab nahi day rahay k Shaikh Sahib nay unhen roka hay, wo ummat men tafarqa nahi chahtay, men to Shaikh Sahib ki Roohani aulad hun un ka beta hun is liay laad or maan men apnay ilm k mutabiq jawab diay hen, doosray log adab ki waja se itni himat nahi kartay Medina ki Masjid k Imam honay say barrh kar yeh baat men janta hun (Masha-Allah) or is baat ki gawahi deta hun k Shaikh Amin Sahib k sina-sharif men Medina Sharif chupa hay, un ka dil apnay Aqa Ji Muhammad-u-Rasul-Allah Sal-Allahu alaihay wasalam say mila hay, jo chahay un say dil mila kar dekh lay un say dil milanay par dil men itna zabardast Ishq-i-Rasul or Adab-i-Rasul paida ho ga k wo bhi in baton ki gawahi day ga jo men nay kahi hen--yeh baten Rozay ki halat men Jumat-ul- Wida k din keh raha hun--Allah ki qasam yeh baten sach hen. Propaganda chalanay walay jo log kehtay hen (Adab ki waja say isharatan likh raha hun) nabuwat ya Khudai ka dawa (Nauzu Billah), kala jadoo (Nauzu Billah), Qadianon jaisay aqaid (Nauzu Billah) ya doosray ghalat ilzaam or buhtan jo propaganda chalanay walay laga rahay hen, wo jo kehtay hen wo kehtay hen, men jo kehta hun wo men kehta hun phir men yeh izafa karta hun k jo jhoot bol raha ho us par Allah ki laanat ho-- Laanat-Allah-i-alal kazibeen, Laanat-Allah-i-alal kazibeen, Laanat-Allah-i-alal kazibeen. (Agar tumhen apni baton par "yaqeen" hay (jo k men janta hun k ho hi nahi sakta kyun-k tum log kahi suni par chal rahay ho) to tum bhi apnay dawon par is tarah ka izafa karo jo men nay kia takay jhootay par laanat pakki ho jaey.) Shaikh Sahib or un k murid or aqeedat-mand or doosray Musalman jo Shaikh Sahib say aman or salamti men hen, Allah un par Raham karay-- Inna Rahmat-Allah-i-qareeb-u-min-al-muhsineen, Inna Rahmat-Allah-i-qareeb-u-min-al-muhsineen, Inna Rahmat-Allah-i-qareeb-u-min-al-muhsineen. (Shaikh Sahib ki shafqat or Jummatul Wida k hawalay say positive note par khatam kar raha hun sachay Musalmanon k liay.--Burhan bin Tahir)
-
Expose to tum log ho rahay ho-- kaisa non-serious andaaz hay, tumharay liay ye khel hay?
-
Tum logon nay "Who is Shaikh Amin in Multan" topic ka akhri page hata kar topic lock kar dia, kyun-k us page par "anwar200" nami Ghustakh-i-Idrisia ki zalil baten gandi galian usi k khilaf gawahi ban gai thin--men nay kaha tha "Laanat-Allah-i-alal kazibeen" to Gustakh-i-Aulia par parri laanat sab k samnay aa gai thi wo gustakh ruswa ho gaya tha--Innal batila kana zahuqa Khuda say daro Haq na chupao, Quran men is tarah Haq chupanay kay khilaf buht sakht waeed ai hay. men poochta hun k meri walida ka zikr kahan say aa gaya tha? unhen kyun galian din gain? jis bay-tukay andaaz say khwamakhwa us shakhs nay meri walida ko galian din, us say us ki kameengi k alawa do or baaten bhi samnay ain. pehli ye k jab bataya bhi tha k Sunni Rizvi Syed hen meri walida, phir bhi us nay galian din jis say sabit hua k wo munafiq hay kyun k koi Musalman ye batanay k baad zarur lehaz karta--meri walida ka is topic se taluq hi kya tha; doosri baat yeh k jis tarah out of context siyaq-o-sabaq say hat kar us shakhs nay meri walida ko galian din, usi tarah out of context siyaq-o-sabaq say hat kar yeh propaganda chalanay walay Shaikh Sahib ki baten naqal kar k un par ilzam tarashi kartay hen or un ki shan men gustakhian kartay hen. Yeh khuli nishani sab k samnay zahir ho gai hay sab dekh len. <BR style="mso-special-character: line-break"><BR style="mso-special-character: line-break">
-
Aulia se nisbat ka dawa hay or Aulia k baray men baat karnay ki tamiz nahin bay adab bay nasibon ko. jis nisbat ka tum dawa kar rahay ho usi ki sharam kar lo, warna kehna parray ga kya yehi adab sikha hay buzurgon ka? Ina-Lillah-i wa ina-ilaihay rajiun. Jab ek gustakh-i-Rasool cartoonist jal mara or is khabar ko Pakistan men dabaya gaya to Idrision nay galion men bhangra juloos nikalay ilan-i-khushi k liay. tamam gustakhon ki akhiri manzil aag hi hay-- gustakh-i-Aulia ki bhi. Insha-Allah. Ishq walon kay apnay andaz hoten hen --ye jazb-o-masti ki dunya hay, jis ki source Saqi-e-Kausar hen -- Ulema tauheed parhatay hen, Aulia tauhid pilatay hen. Syedi Amin 20 saal tak Medina men ek masjid k Imam rahay, around 1986 men Pakistan anay se pehlay, un ki date of birth 1941 men hay.Sialkot men Asim Ayub bhai gitian karwatay hen, wo Saudi Arab k zamanay k Murid hen. Wo batatay hen k Syedi us masjid k qaleen bhi tabdeel karwatay thay. Imamat ka 2000 riyal mahana muawza tha jo Syedi nay kabhi nahi lia, balkay apni tailoring shop se hi kharcha chalatay thay. Saudi Arab men buht log ashiq-i-Rasul ban rahay thay Syedi ki waja se, isi liay Saudi Government...(yeh baaten kisi puranay Idrisi se poochna, yahan nahi likh sakta), or phir Shaikh Sahib Pakistan tashrif lay aey. Syedi Amin's Shaikh was a renowned Idrisi Shaikh and Hanafi scholar of Ahsa, Saudi Arabia, Shaikh Muhammad al-Mulla, jin k baray men tafsil is website par dekho: daralhadith.blogspot.com Here is the link where you can see our Shaikh's name mentioned among the students of Shaikh Muhammad al-Mullah.(See the name among his students from Pakistan.) http://daralhadith.blogspot.com. Go to this website and search for sheikh amin pakistan. Here is the link which confirms that he is the same person
-
Should have written that many rather than all states of tariqat are subjective. Wa-Allahu Alam.
-
Whatever words are used (Aks, Zille, Noor), the basic meaning and context of these statements remain what I tried to describe in my last post. But I must add that it is still like trying to describe the indescribable. As I said earlier, all Aulia are ahl-i-Jazb (though all are not Majzoob -- who is a person overwhelmed by Jazb), so it is very difficult to explain these things for the mind—these things are to be seen by the heart, felt and experienced rather than logically explained and rationalized (had this been possible, most philosophers would have been Aulia). The mind recognizes one thing in relation to another. How could the mind understand the One in the absence of another? All Aulia are ahl-i-Jazb. Even the Shaikh-i-Kamil of his time Hazrat Abdul Qadir Jilani (May God keep showering His blessings on him) made a statement coloured with Jazb when he said that his foot was on the neck of all Aulia. How could this statement be explained logically, as Naqshbandis, for example, have a totally different chain of faiz than Qadiris. Naqshbandis get faiz from Rasul-Allah through Hazrat Abu Bakr and Qadris through Hazrat Ali. If anybody could justifiably make such a statement on logical grounds, it is none other than Rasul-Allah himself, but his humbleness would never let him make such a statement. What is “afsana” is the people’s tendency to make such statements of jazb a part of sharia, which appears to give Rasul-Allah’s spiritual place to a Wali—this is afsaana, because nobody can ever take the place of Syedna Muhammad-u-Rasul-Allah (Sal-Allahu alaihay wasalam), whose spirituality alone is to reign through the ages. The statement that “My foot is on the neck of all Aulia”, can only be justified for the outsiders (i.e. people not following the Qadri silsila) as true on the parameters of Jazb, just as Mansur’s statement, and such statements are due to Allah’s intimacy overwhelming and erasing Abdullah’s identity. Similarly, Alahazrat’s statements about people like some Deobandis/Wahabis who did not appear to him to have adequate Ishq-i-Rasul that “falan is kafir and those who do not believe him to be kafir/gumrah are also kafir/gumrah”, are again coloured with Jazb because of the jazba of his intense Ishq-e-Rasul, and are not to be made part of Sharia, as proven by himself when he reportedly made a similar statement about Shah Ismael but contradicted it at another place by saying that Ulema-i-Muhtateen k nazdik Shah Ismael ko kafir na hi samjhen. Like all states of tariqat, Alahazrat’s approach to ishq-i-Rasul is subjective –i.e. true from a particular perspective only-- and not objective—which like Sharia would be true from everyone’s perspective. Another Wali, equally soaked in Ishq-i-Rasul, may therefore ignore Deobandis’ lack of understanding of Maqam-i-Mustafa for the sake of unity of Ummah. Again, a subjective Ijtehad cannot replace the objective reality of an order of Rasul-Allah that all kalma-go are Muslims, and there are to be no irreconcilable divisions in the Ummah. Thus nobody can take the place of Rasul-Allah in theological matters, just as nobody can do so in spiritual matters. The mischievous people carrying out the propaganda against Syedi Amin are quoting his statements out of context and then mixing a lot of falsehood of their own to make it sound more effective. I request fellow Muslims to recognize these people in their statements—do you think these people are following Islam? Can statements of these propagandists about Syedi Amin, which are so painful and heart-rending for his followers, be called Islamic? Their statements are so painful for us that we cannot even fully read the posts of these propagandists against Syedi Amin. (By the way, an open sign of these propagandists' falsehood is that they have tampered with Syedi Amin's pictures in an attempt to hide his nooraniat by blurring images, using strange angles for the pictures-- one of the pictures even had a computer-generated dark patch on and around the eyes.) On the other hand, Syedi Amin stops his followers from answering this propaganda, despite the fact that this propaganda is as far from truth as night is from day. He does so because he does not want any divisions in the Ummah, at least not because of him. I have been able to take the liberty of answering this propaganda only out of my son-like love for him, because he is more like a father to me (spiritually) than a Pir in the traditional sense of the word. Please recognise Syedi Amin's spiritual stature for your own good. Because a Muslim must try to save a fellow who claims to be Muslim from falling into hell, let me show a way out of this mess to those who can still see. If someone does not understand something stated by a person who otherwise smells of the love of God and His Messenger, he can give him latitude by remembering that mystical interpretations of Islam are a subjective Ijtehadi matter, and an Ijtehad done in good faith, even if wrong, is rewarded by Allah (of course, it is doubly rewarded if it is right). One can also soften his heart towards a fellow Muslim of another sect by remembering that karam means sakhawat and not adal, i.e. karam means giving 1000 rupees for five rupees of work, so karam can cover any Ijtehadi mistake as long as the intention is faithful to Islam. I must emphasize that this does not mean that some mistake has actually been made, but only that if someone thinks that there is some mistake he can give margin to a fellow Muslim on these lines. May God’s blessings continue to increase for Syedi Amin, his followers and other Muslims who are in peace with him—Syedi Amin who is the most accomplished Shaikh physically alive today.
-
This is the basis of the call of "Ya Wajh-Allah, Ya Wajh-Nabi---" made by Syedi Amin and repeated by his followers after him. Yeh baaten sirf ba-adab-ba-nasib hi samajh saktay hen, because Adab is most important (samajh kya balkay dekh saktay hen, dekh kya balkay go through ho saktay hen, magar sirf Aulia kay ADAB or Allah or us k aakhri Nabi Muhammadu Rasul-Allah Sal-Allahu alaihay wasalam say pur-khuloos muhabat k sath -- yaani niyat ki safai k saath. niyat ki safai buht ahm hay, kyun k agar dil ki orientation sahi na ho to ziada faiz ko jism bardasht nahi kar sakta
-
Shaikh kay gird hala hay Noor ka Aks-e-Allah kabhi Aks-e-Aqa kabhi "There is a halo of light around the Shaikh, which sometimes shows a reflection of God (i.e. His Reflected Light, Noor), and sometimes a reflection of His Messenger". This is one of my favourite Manaqib-######-Naats and one of the the most beautiful tafaseer of "Allahu Nooru Samawat-i-wal Ard" that I have ever come across. According to Ayat-i-Noor, there is a halo of God's Light around the earth and the heavens, which are therefore full of potential moments of intimate experience of God. But just as every man is Abdullah, but still a real Abdullah is hard to find, so it is with this halo of Light, which is there throughout the universe but is realised only rarely and that too mostly in the company of God's friends, the Aulia-Allah. Claritas can be described as a kind of radiance whereby the true heart of a thing is revealed. Syedi Amin is blessed with claritas to an exceptional degree due to his connection with Rasul-Allah and the resulting intimacy with God. This is hala (or halo) that we are talking about here. The reflection of God here means an epiphanic moment of intimacy with God, a tajali, which changes the whole atmosphere of Syedi Amin's mehfil, with the addition of a kind of Raub to it (in the Urdu sense of the word and not the Arabic with the alphabets ray, ain, bay), and as I have written earlier that Sufism is about God's Light being reflected by Himself, which is then reflected by the pure heart of His Messenger, then by the purified heart of the Shaikh, and then by the purified heart of a Murid, a reflection of Syedi Rasul-Allah is also visible sometimes in such epiphanic moments. It is ultimately through Rasul-Allah that we realise Allah's blessings, and also His full-of-blessing presence (Sal-Allahu alaihay wasalam).
-
I say that Syedi Shaikh Amin Sahib believes in the finality of Muhammadu Rasul-Allah (Sala-Allahu alaihay wasalam). Laanat-Allah-i-alal kazibeen--may this laanat be on those who allege that he has claimed prophethood and allowed women and drink (Nauzu Billah). I am BurhanUDin.
-
Silsila Idrisia, as conveyed to us by Syedi Al-Shaikh Al-Hafiz Amin bin Abdul Rahman, accords finality in spiritual and theological matters, after the word of God, to the Last of the Prophets (Sal-Allahu alaihay wasalam), whose place nobody else can ever take. Things of tariqat can never be adequately described in words, but to convey some idea of the consonance of Syedi Amin’s spirituality with Sharia, let me give an example: Those followers of Syedi whose spiritual connection with him is refreshed by a visit to his Mehfil in Multan or a Mehfil held under his direction in any city of the world, get awakened for Salat-i-Fajar without any external clock alarm, etc. In fact, at least for a few days after visiting him in Multan, one is transported to a state of profound mental and spiritual peace in which troubles of the world look as petty as they really are, and the only worry is to save oneself from things prohibited in Islam. Whereas these are only two examples of the countless internal benefits of this Silsila that can only be experienced first-hand, there are also many external indications of this Silsila’s thoroughly and intensely Islamic orientation: ~The Mehfils that I just mentioned are arranged in almost all cities of Pakistan and also in many cities throughout the world, where Darood-i-Ibrahimi’s first part and Surah Ikhlas are daily recited thousands of times on beads. ~The basic daily wazaif, included in Ahad (oath), necessary for initiation into the Silsilah, include Ayatal Kursi (three times), La Ilaha Il-Allah (100 times), Sal-Allahu alaihay wasalam (100 times), Allah, Allah (100 times, silently), AstaghfirUllah (100 times) and La Ilaha Il-Allahu Muhammadu Rasul-Allah-e-fi kul-i-lamhatin-wa-nafasin adada ma wasiahu IlmUllah (10 times). The oath, administered either by the Shaikh himself or a person deputed by him, requires of a person not to deliberately stop reciting these wazaif once a day without excuse. In addition, Syedi also emphasizes recitation of Subhan-Allah-i-wa-bi-HamdeHi Subhan-Allah-il-Azeem (100 times each after Fajr and Maghrib prayers or at least 100 times a day). ~ Sal-Allahu alaihay wasalam is the most basic wazifa of this Silsila, which the Idrisis are encouraged to recite daily in thousands, hundreds of thousands or if possible (by a special spiritual grace made available to some followers of this Silsila) even in millions or billions; (just imagine how many blessings of God would these people be receiving). ~As many as 500 to 1000 people visit Syedi’s place on weekdays and the number multiplies many times on weekends, but care is taken that no disturbance is caused to the neighbours: an internal sound system is used for the lectures and Naats while the loudspeaker is used only for Azan, and the brothers are prohibited from frequenting the neighbourhood or the market in groups. Only in exceptional cases, the visitors are allowed to stay for more than three days. ~While the Syedi’s residence at 381-A, Shah Rukn-i-Alam Colony, New Multan has undergone only minor changes during his last 14 years in the city, the adjacent mosque devoted to visitors has developed into a massive 80- to 90-foot tall structure with four huge halls one above the other, where langar (free food) is available three times a day. The ground hall is used for prayers and Mehfils only, while the other halls are also used for eating and sleeping by visitors. Contributions are voluntary (although those who have FELT Syedi Amin would feel fortunate to be given the chance of sacrificing everything in their possession for him). ~Brothers are encouraged to keep meeting each other and take special care of those attached with the Silsila. ~Women can only meet Syedi’s wife in the physical world, and can maintain only spiritual connection with Syedi through their male relatives. His standard of purdah (veil) can be imagined by the statement he once made that he feels ghairat even if a jooti (open sandal or shoe) of his wife is seen lying somewhere by a brother.
-
I happened to see the hadith about Maarifah in The History of Muslim Philosophy by M.M.Sharif, Volume-I, p.214, which was published in 1963, long before Syedi Amin may have been lecturing. I am talking about the Hadith said to be quoted by Syedi Amin that Rasul-Allah said that full Maarifa of God had not been possible even for him This removes the dubious "foundation" on which these people claim to have "built" their propaganda. They should now wrap up their worthless propanganda, which is the very epitome of mediocrity and ignorance. The door of Tauba is not closed until deathbed; the deathbed however can be the very chair on which one may be sitting right now. Before it is too late, these propagandists should repent their mischief-mongering and ask God for forgiveness and remember Syedi Amin in their prayers bil-khair and some of them may still perhaps start feeling God's blessings on this friend of His with a softening of the heart. I say some of them because I am not sure if true repentence and heart-softening would be possible for all of these stone-hearted people after so much blaspheming against a Wali-Allah. Afterall, such stones are to fuel the hell-fire. For more information and to see the falsehood of these propagandists exposed, visit: http://www.sunniforum.com/forum/showthread.php?t=32796
-
Tarikh ki kutab men yeh waqia wiladat say pehlay ka hi hay or Syedi Amin nay bhi isi waqia ka hawala dia hay jab Noor-i-Mustafa (Sal-Allahu alaihay wasalam) Hazrat Abdullah say Hazrat Amina men muntaqil hua tha, Nabi Paak ki shaan men yeh waqia bian farmaya Syedi Amin nay, men nay bhi wo cassette men suna tha lekin tum log to baat ko kya se kya bana detay ho Zara socho k tum kya kar rahay ho or Syedi Amin kya kar rahay hen--tum nafrat phela rahay ho or wo logon ko darood shareef par laga rahay hen, un ki waja se croron arbon darood shareef parrha ja raha hay--kis matlab men baat ki jati hay or tum us ko kahan lay jaatay ho--Allah tumhen is ka badla day or tum logon nay jo sachay pakkay Ashiq-i-Rasool Syedi Amin k baray men alfaaz istemal kiay hen Allah tumhen un ka bhi badla day-- meri tum logon k liay ab yehi dua hay. men tum jaison se bezaar hun or tumharay is propaganda se bariat ka izhaar karta hun--Astaghfirullah, Auzu-Billah