Jump to content

سگِ عطار

ںاظم اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    2,167
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    36

سب کچھ سگِ عطار نے پوسٹ کیا

  1. Brother.. Share Kerney Ka Buhut Shukriya... Allah Aapko Jazaye Khair Ata Fermaye... Aameen Bijahin Nabiyil Aameen
  2. Hafizsahib.. Buhut achi post hai.. Share Kerney Ka Shukriya..
  3. Hafizsahib behtreen post... i was looking for Bakht-e-Khufta in the voice of Owais bhayi.. Share Kerney Ka Buhut Shukriya...
  4. Ok Thankyou for the reply, can someone please give me some more details regarding this topic? Now i'm confirmed this is not a fard.. Namaz-e-Janaza Fard-e-Kafaya Hai.. Ager Koi Aik Bhi Ada Ker Ley Tu Sub Bari ul Zima Ho Gaye Aur Ager Kisi Ney Ada Nhin Ki Tu Jin Jin Tak Khabar Pohnchi Sub Gunahgar Hongey (Namaz Key Ahkam, Page 380,381) Tu Ghusl Kesay Fard Ho Sakta Hai? Book Namaz Key Ahkam (Writer: Ameer-e-Ahle Sunnat) Mein Namaz-e-Janaza Key Tareqa Mein Page No 379 Per Likha Hai.. Hazrat-e-Moula-e-Kainat Ali ul Murtaza Shair-e-Khuda Sey Riwayat Hai Key Sarkar-e-Madinah Ney Irshad Fermaya Key, "Jo Kisi Mayit Ko Nehlaye (Ghusl Dey), Kafan Pehnaye, Khushbo Lagaye, Janaza Uthaye, Namaz Perhey, Aur Jo Naqis Bat Nazer Aaye Usay Chupaye, Apney Gunahoon Sey Aisa Pak Ho Jata Hai Jesa Jis Din Maan Key Pait Sey Paida Howa Tha (Sunan-e-Ibn-e-Maajah, Jild 2, Page 201, Hadees No 1462) Is Sey Aagey Ameer-e-Ahle Sunnat (damat barkthum aaliya) Ney Ghusal Dena Fard Honey Key Barey Mein Kuch Nhin Likha.. Wasalam Ma'Al Ikram
  5. I Think this is not a fard.. Wallahu Aalam o Wa Rasool Allahu Aalam wa
  6. اب کہاں جائے گا نقشہ تیرا میرے دل سے تہہ میں رکھا ہے اسے دل نے گمانے نہ دیا از حضور مفتئی اعظم ہند علیہ الرحمہ
  7. Yeh Suwal Mujhay Bhi Milay They.. Per Jawab Tu Samajh Nhin Aaya.. 2 Answers Lagtey Tu Sahi Hain.. Raza bhayi Buhut Ghamgeen Hain.. In Sey Aisay Suwal Na Kya Kerein... Kal hi inkey SMS Read Kiye Hain...
  8. .. Khair Mubarak.. IM Key Tamam Members Ko Meri Taraf Sey Bhi Yeh Pyara Mahina Mubarak Hoo.. P.S: Topic Moved to Special Months Section
  9. Aashiq-e-Mustafa Bhayi Welcome to IM.. Aap Ney Buhut Achi Post Ki Hai.. Ashiq-e-Mustafa Bhayi Ka Chan Muhammad Deobandi Ko Reply IE Key Media/Misc Section Mein Mojod Hai.. Aur Insha Allah Jald Hi Aahiq-e-Mustafa Bhayi Key Mazeed Rad-e-Deobandri IE Per Upload Ho Jayein Gey.. Umeed Hai Aap IM Per Aisi Achi Informations Share Kertey Rahain Gey.. Wasalam Ma'Al Ikram
  10. Brother.. Share Kerney Ka Shukriya.. Ahle Bait Pak Sey Gustakhyan Bey Baakiyan Lanat Ullahi Alaikum Dushmanan-e-Ahle Bait
  11. یہ مزے خوبیء قسمت سے جو پائے ہوتے سخت دیوانہ تھا گر خُلد کی پروا کرتا اے حسن قصد مدینہ نہیں رونا ہے یہی اور میں آپ سے کس بات کا شکوہ کرتا از شہنشاہ سُخن ، اُستاد زمن مولانا حسن رضا خان علیہ الرحمہ
  12. Brother.. Buhut Achi Post Hai. Moula Ali Key Qol-e-Mubarak Ka Mafhom Hai Key.. Shahadat Ki Mout Talab Kya Kero. Kiyon Key Shaheed Bawaqat-e-Naz'aa Jannat Key Nazarey Ker Raha Hota Hai.. Mujhay Talwar Ki Hazar Zarboon Sey Mout Ki Sakhti Zyada Takleef Deh Lagti Hai. Aik Riwayat Ka Mafhom Hai.. Key Mout Ki Sakhti Aisay Hai Jesay Kisi Key Pa'on Mein Kantey Dar Shakh Dakhil Ki Jaye Aur Phir Us Ko Oper Ki Janib Khencha Jaye Tu Us Sey Jism Key Ander Ki Ragein Cut Jayein.. Mazeed Aik Riwayat Ka Mafhom Hai.. Key Mout Ki Sakhtiyon Ka Aik Qatra Ager Zameen o Aasman Walon Per Gira Diya Jaye. Tu Us Ki Takleef Sey Sub Halak Ho Jayein... Is Topic Per Mazeed Malomat Key Liye Ameer-e-Ahle Sunnat (damat barkathum aaliya) Ka Riqat Angaiz Bayan NAZA KI SAKHTIYAN Suniye. Naza Ki Sakhtyan Main Kesay Sahoon Ga Ya Rasool Allah Andheri Qabr Mein Kesay Rahoon Ga Ya Rasool Allah Na Chorey Jurm Chut'tey Hain Na Marey Nafs Marta Hai Na Janey Naik Aakhir Kab Bano Ga Ya Rasool Allah Sabhi Thukra Chukay Ger Tum Bhi Mujh Sey Ho Gaye Naraz Qasam Rub Kaheen Ka Na Rahoon Ga Ya Rasool Allah Mujhay Marna Hai Aaqa Gumbad-e-Khazra Key Saye Mein Watan Mein Mar Gaya Tu Kiya Keron Ga Ya Rasool Allah Karam Ferma Sag-e-Attar Ho Is Qol Ka Misdaq Teri Khatir Jiyon Ga Aur Maroon Ga Ya Rasool Allah Wasalam Ma'Al Ikram
  13. Mujtaba Bhayi Aap MegaUpload Ka Premium Account Use Ker Lein.. Insha Allah Phir Buhut Aasani Sey Resumeable Download Ho Jayein Gey. Wasalam Ma'Al Ikram
  14. اے کاش مدینے میں مجھے موت یوں آئے قدموں میں تیرے سر ہو میری روح چلی ہو آمین بجاہ النبئی الآمین صلی اللہ تعالی علیہ وسلم
  15. Jazak Allahu Khaira... Shair Key Last Word Sey Ash'aar Ki Tarkeeb Hai.. یاالہی غم مدینہ دے التجا مصطفیٰ کے غم کی ہے از امیر اہلسنت
  16. Brother.. Buhut acha Article Aap Ney Share Kya Hai.. Hazrat Khuwaja Bahao Deen Zakriya Multani Key Darbar-e-Pur Anwaar Per Barha Hazri Ka Sharaf Hasil Howa Hai.. Mager Aapki Zindagi Key Barey Mein Kuch Khas Ilm Tha.. Wasalam Ma'Al Ikram
  17. نہ کیوں نہ تم پہ اترائے مجرم تمہارا یہاں تو عدو بھی اماں پا رہا ہے از امیر اہلسنت
×
×
  • Create New...