کل پوسٹس
2,167 -
تاریخِ رجسٹریشن

آخری تشریف آوری

جیتے ہوئے دن
36
سب کچھ سگِ عطار نے پوسٹ کیا

Recent Updates (28 July 2007) 2 New Books in Islami Library Section * Al-Madad Ya Rasool Allah , Writer: Khalil Ahmad Rana * Fitnat-ul-Wahhabiyyah (English) , Writer: Sheikh Ahmad Zayni Dehla Al-Makki 1 Speech in Islami Media Section * Zikr Bil Jahr , Speaker: Maulana Anwaar-ul-Mustafa * 2 Naats Recited by Muhammad Asif Attari in Islami Media Section

Urdu Unicode Kesay Tahreer Kerein? (Tutorial)
اس ٹاپک میں نے سگِ عطار میں پوسٹ کیا انفارمیشن اور تیکنالوجی

السلام و علیکم، اکثر احباب کو یونی کوڈ اردو تحریر کرنے اور پوسٹ کرنے میں دشواری کا سامنا ہوتا ہے۔ میں یہاں مختصراً طریقہ لکھنے کی سعی کرتا ہوں۔ اُمید آپ احباب ضرور اس سے مستفید ہونگے۔ انشاء اللہ عزوجل اگر آپ کے پاس ونڈوز ایکس پی یا 2000 ہے تو آپ اردو اپنے پی سی میں انسٹال کر سکتے ہیں جسکے بعد آپ تقریباً ہر سافٹ ویئر مثلاً ایم ایس آفس، نوٹ پیڈ، ورڈپیڈ، انٹرنیٹ ایکسپلورر پر ان پٹ فیلڈز وغیرہ میں اردو بآسانی اردو لکھ سکتے ہیں۔ کمپیوٹر میں اردو انسٹال کرنے کیلئے اس ٹاپک کو چیک کریں۔ اور اگر آپ ونڈوز 98 یوزر ہیں یا پی سی میں اردو انسٹال نہیں ہو رہی تو آپ اردو ایڈیٹر لائٹ سافٹ ویئر استعمال کرسکتے ہیں۔ یہ سافٹ ویئر ونڈوز 98 پر بھی صحیح کام کرتا ہے۔ آپ اس کی ذپ فائل یہاں سے ڈائونلوڈ کرسکتے ہیں۔ اس ذپ فائل کو آپ ون ذپ یا ون رار سافٹ ویئر سے اَن زِپ کریں۔ اب اس میں موجود UrduLite.exe سافٹ ویئر میں آپ یونی کوڈ ٹائپ کر کے اُسے پی سی میں محفوظ بھی کر سکتے ہیں۔ اور Editor.htm نام کی فائل میں بھی آپ اردو تحریر بھی کر سکتے ہیں۔ اور یہ اردو پیڈ اسلامی محفل میں بھی ایڈ کردیا گیا ہے۔ اب آپ یہاں جاکر بھی یونی کوڈ اردو بآسانی تحریر کر سکتے ہیں۔ اردو پیڈ کا ڈیفالٹ فانٹ اردو نسخ ایشیاء ٹائپ ہے۔ آپ اپنے کمپیوٹر میں یہاں سے فانٹس کا سیٹ اپ ڈائونلوڈ کرکے انسٹال کرلیں۔ اس سیٹ اپ میں اردو یونی کوڈ فانٹس کے ساتھ چند عربی یونی کوڈ فانٹس بھی ہیں۔ ونڈوز 98 میں جو Tahoma فانٹ کا ورژن ہے وہ اردو یونی کوڈ کو سہی ظاہر نہیں کرتا۔ آپ یہاں سے Tahoma فانٹ کا اپ گریڈ ورژن ڈائونلوڈ کریں اور اپنے پی سی کی ڈیفالٹ C:\ ڈرائیو میں windows کے فولڈر میں Fonts کے فولڈر (C:\Windows\Fonts) میں پیسٹ کریں اور سابقہ فانٹ پر ری پلیس کر دیں۔ پوسٹ کرنے کا طریقہ اردو یونی کوڈ تحریر کرنے کے بعد آپ اُسے کاپی کریں اور اسلامی محفل کے پوسٹ کے صفحہ پر اُسے پیسٹ کر دیں۔ اوپر فارمیٹ باکس میں سے آپ اس بٹن سے اسکی ایلائنمنٹ رائیٹ کردیں۔ اسکے ذریعے آپ کا تحریر کردہ مواد دائیں طرف سے سٹارٹ ہوگا۔ یہاں پر جو مواد اردو یونی کوڈ میں پوسٹ کیا جاتا ہے اور اُسکی سائز اگر 4 یا اس سے بڑی کی جائے تو پوسٹ کرنے کے بعد لائنوں میں فاصلہ بہت کم ہوتا ہے اور اوپر والی لائن نیچے والی لائن سے کچھ ٹکراتی ہے۔ اس کا حل یہ ہے کہ آپ مندرجہ ذیل html ٹیگز اپنی پوسٹ میں ایڈ کریں تو انشاء اللہ عزوجل یہ مسئلہ بھی حل ہوجائے گا۔ اپنے ٹکیسٹ کے شروع میں یہ لائن ایڈ کریں۔

اور ٹیکسٹ کے اختتام پر یہ ورڈ ایڈ کریں۔

اب آپ کو ٹیکسٹ سائز دینے کی ضرورت نہیں۔ اور اگر جس جگہ پر آپ نے فارمیٹ باکس سے فانٹ سائز ایڈ کیا تو وہاں سے ایچ ٹی ایم ایل کوڈ کام نہیں کرے گا۔ کلر اور بولڈ وغیرہ کرسکتے ہیں۔ مزید پوسٹ سبمٹ کرنے سے پہلے HTML On - Auto Linebreak Mode کو آن کرنا نہ بھولیں۔ ورنہ یہ کوڈ کام نہیں کرے گا۔ درجہ ذیل تصویر کی مدد سے آپ اس کو آن کر سکتے ہیں۔ اگر کسی مشکل کا سامنا ہے تو یہاں ریپلائی میں پوسٹ کریں۔ والسلام مع الاکرام

Brother There is some problem in attachment system. Please check this Topic Hum Apney Forum Members Sey Mua'zrat Khuwah Hain. Insha Allah Yeh Problem Buhut Hi Jald Solve Ho Jaye Ga.. Wasalam Ma'Al Ikram

Welcome to IslamiMehfil.

Info Reqd about Dr Farhat naseem hashmi
سگِ عطار replied to Faizan e Attar@Madani Inaamat's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Share Kerney Ka Buhut Shukriya.. Allah Humein Aur Tamam Musalmano Ko Her Fitney Sey Mahfooz Rakhey.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen یا مقلب القلوب ثبت قلوبنا علی دینک -
Very Nice Post.. Thanx For Sharing.. Allah Humein Amal Ki Sa'adat Dey.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen Rab-e-Habli Umati Kehtey Howay Paida Howay Haq Ney Fermaya Key Bakhsha Assalat-o-Wasalam

Brother.. Buhut Achi Sharing Hai... Jo Hum Bhi Waan Hotey Khak-e-Gulshan Lipat Key Qadmoun Sey Letay Utran Mager Kerein Kiya Naseeb Mein Tu Yeh Na Muradi Key Din Likhey They

Saniha-e-Lal Masjid Aur Aik Sunni Ka Muaqaf.
سگِ عطار replied to Umar Taj Attari's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
JAD DUL MUKHTAR Bhayi.. Nice Post.. Yeh Jo Hisa Main Ney Quote Kiya Hai.. Bara-e-Karam Is Per Tawajo Fermain.. Yeh Hasba Bill Total Deobandiyon Key Liye Hai.. Aur Is Key Jo Nuqaat Hain Woh Sarhad Mein Full Deobandi Hakomat Qa'im Kerney Ka Irada Hai... Yahan Hamarey Sarhad Key Ulema Ney Bhi Iska Rad Kiya Hai.. Aur Guzashta Saal International Ijtima Per Aik Akhbar Mein Main Ney Allamah Shah Turab ul Qadri Sahib Ka Aik Bayan Perha Tha Jis Mein Unho Ney Hasba Bill Ko Sunniyon Key Khilaf Sazish Qarar Diya.. Aur Kaha Key Ager Yeh Manzoor Howa Tu Jamat-e-Ahle Sunnat Aehtajaj Kerey Gi.. P.S: Bara-e-Karam Tahreer Ager Caps Lock Key Baghair Kiya Kerein Tu Perhney Mein Aasani Rehti Hai. Wasalam Ma'Al Ikram -
.. Share Kerney Ka Shukriya...

صلی اللہ تعالٰی علٰی محمد الصلوٰۃ والسلام و علیک یارسول اللہ

ملخص از نماز کے احکام ، حصہ مسافر کی نماز صفحہ 315 , 316

madani munna is reciting naat shareef
سگِ عطار replied to Umm-e-Anwaar Raza's topic in حمد، نعت، منقبت، مناجات وغیرہ
.. Buhut Achi Sharing Hai.. Madani Mahool Ki Barkatain Hain.. P.S: Topic Moved to Hamd Naats Maqabat -
islami behnon ki mulki satah per mushawerat ka qiyam
سگِ عطار replied to Umm-e-Anwaar Raza's topic in گفتگو فورم
Share Kerney Ka Shukrya.. Yeh Bayan Main Ney Suna Tha.. Buhut Hi Acha Bayan Hai.. Khush Qismat Islami Behnein Thi Woh Jinho Ney Shahadat Ka Jaam Piya.. Allah Ki Un Per Rahmat Hoo Aur Unkey Sadqey Hamari Maghfirat Hoo.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen -
نیا سسٹم خریدتے وقت چند بنیادی نکات کا خیا
سگِ عطار replied to Raza's topic in انفارمیشن اور تیکنالوجی
Computer Lenay Mein Asal Bat Hai Computer User Kesa Hai... Ager User Khud Hardware/Software Mahir Hoo Tu I Think Used Computer, New Computer Sey Zyada Faida Mand Hai.. Main Ney 3 Times Pc Change Kiya Hai Aur Kabhi Bhi New Computer Nhin Liya.. Aur Alhamdu Lilah Mujhay Used Per Koi Bhi Lose Nhin Howa.. Aur Na Hi Baar Baar Kisi Shop Per Ley Janey Ki Zarorat Peri Hai.. New PCs Ki Main Ney Kafi Installation Ki Hai.. Ager Same Usi Speed Per Mujhay Used Branded PC Istimal Kerney Ka Moqa Mila Hai Tu Usay Zyada Behter Paya.. Is Liye Meray Hardware Teacher Ney Apney Cafe Per Branded DELL P4 Double Processor Key Sath As a Server Rakha Howa Tha.. Aaj Unho Ney Woh Shop Meray Friend Ko Sell Ker Di.. Per Server Wohi Use Ho Raha Hai.. Aur Us Sey Pehlay Unho Ney P4 Everything New Key Sath Use Kiya Tha.. Aur Jo Rooz Key Masail They Woh Mujhay Yaad Hain.. Beherhal Asal Chez Computer User Hai.. Chahey New Koi Ley Per Istimal Kerna Sahi Nhin Aata Tu Computer Shop Key Daily Chaker Laganey Pertey Hain.. Wasalam Ma'Al Ikram -
Assalam-o-Alaikum, Kuch Technical Problems Ki Wajah Sey IM Members Key Liye Attachments View Aur Uploading Block Ho Gayi Hai. Insha Allah (Azawajal) Jald Hi Yeh Masla Solve Ho Jaye Ga. Is Doran Ager Aap Kisi Image Ko Share Kerna Chahtey Hain Tu Aap Kisi Free Image Host Per Apna Image Upload Ker Key Yahan Post Ker Saktey Hain.. Photocan.Org Yeh Aik Free Image Hosting Site Hai.. Yahan Aap Apna Image Upload Kerein.. Aur Jo Links Milein Us Mein Sey Direct Image Link Ko Copy Ker Key [ img ] yahan woh link paste ker dein [/ img ] (BBCODE TAGS MEIN JO SPACES HAIN INKO REMOVE KER DEIN) Ya Phir Oper Format Box Mein Jahan Emotions Ka Button Hai Us Key Sath Right Side Per Dosra Button "Insert Image" Ka Hai.. Is Per Click Kerein Aur Apney Image Ka Link Paste Ker Dein.. Koi Masla Ho Tu Aap Yahan Reply Ker Key Poch Saktey Hain.. Wasalam Ma'Al Ikram

.. Share Kerney Ka Buhut Shukriya..

Malang Key Suwal Ka Jawab Malang Yeh 2 Pages Main Upload Ker Raha Hoon.. Yeh Tumherey Hakeem ul Umat Molvi Ashraf Ali Thanvi Ki Book Sey Hain.. Inko Zara Read Kero.. Yeh Tu Un Pages Sey Bhi Dilchasp Hain.. Kisi Suwal Ka Bhi Jawab Nhin Diya Balkey Kaha Main GHOUS-E-AAZAM Ka Dhobi Hoon Tu Bakhshish Ho Gayi.. Subhan Allah Uljha Hai Paon Yaar Ka Zulf-e-Daraz Mein Lu Aap Apney Daam Mein Sayad Aagaya Mazeed Munkireen Ney Apni Book Mein GHOUS-E-AAZAM Bhi Likha.. Jabkey Ghair Ullah Ko Ghous-e-Aazam Kehna Shirk Batetey Hain.. Per Apney Thanvi Sahib Ney Likha Tu Woh Mushrik Na Howay.. Lagta Hai In Deobandiyon Wahabiyon Ney Sarey Fatway Hamarey Liye Hi Bacha Ker Rakhey Howay Hain.. Khud Woh Kam Kerein Tu Phir CHUP Lag Jati Hai.. Aur Yeh Khuwab Bhi Wahan Post Kero Jahan Per Tum Ney Oper Waley Pages Post Kiye Hain.. Aur Ager Tum Mein Ghairat Naam Ki Koi Cheez Nhin Tu Koi Bat Nhin.. Hum Isay Yahan ISLAMIC CORNER Mein Post Ker Dein Gey.. IE Key Visitors Ka Tum Andaza Bhi Nhin Laga Saktey..

Yahan Per Kaafi New New Batain Share Ho Rahi Hain.. Jo Baat Clear Shara Key Khilaf Hai. Jesay Edat Khatam Kerney Key Liye Ghar Sey Paon Niklwana, Kaley Kaprey Waghera tu Unko Tu Jahilana Kehna Sahi Hai.. Aur Jin Baton Ka Jawab Nhin Hai.. Un Key Liye Humein Ulema-e-Ahle Sunnat Sey Rajoo Kerna Chahye. Al-Madinah tul Ilmiya Ki Taraf Sey Aik Booklet Hai.. Tangdasti Key Asbab Is Mein Aik Sabab Hai Key Shaam Key Waqt Jharoo Dena.. Isi Terha Aisay Aisay Asbab Hain Key Bazahir Ager Hum Modren Mua'shrey Mein Unko Pesh Kerein Tu Shayed Woh Inko Jahilana Kehney Lagein Gey.. Balkey Main Ney Yeh Booklet Kafi Pehlay YAHOO GROUPS Per Post Kiya Tha.. Tu Mujhey Reply Miley They Key Yeh Ghalat Batein Hain... Per Yeh Batein Fuqaha Sey Sabit Hain Key In Sey Tangdasti Aati Hai.. Tu Is Liye Humein Waqayi Aehtiyat Kerni Chahye.. Wasalam Ma'Al Ikram

Insha Allah Is Topic Mein IM Members Ko IslamiEducation.com Per Honey Wali Updates Key Barey Mein Aagah Rakha Jaye Ga.. Aap Humein Apna Feedback Guest Book Sign Ker Key Dey Saktey Hain.. Recent Updates Book » Asmat-e-Aisha Mein Hikmat-e-Khudawandi, Writer: Maulana Abdul Sattar Hamdani(Added: 21-07-2007) Click Here Book » Lazoom wa Iltezam-e-Kufr Aur Ismail Dehlvi, Writer: Dr. Iltaf Hussain Saeedi (Added: 19-07-2007) Click Here Speech » Wiladate Mustafa Ki Basharaten, Speaker: Maulana Anwaar-ul-Mustafa (Added: 19-07-2007) Click Here Speech » Reply to Chan Deobandi About Aqeda.1, by: Paltalk Bro. Aashique-Mustafa (Added: 18-07-2007) Click Here Book » Bawaqat-e-Iqamat Kab Khada Hona Masnon Hai, Writer: Mufti Ashraf ul Qadri (Added: 17-07-2007) Click Here Book » Aeha-ul-Walad (Arabic) Writer: Imam Muhammad Ghazali (Added: 17-07-2007) Click Here Naats Hamd Manqabat » 1 Album Rehan Qadri & 2 Naat Imran Sheikh Updated (Added: 17-07-2007) Click Here

mard k liye jannat mein hoor
سگِ عطار replied to Umm-e-Anwaar Raza's topic in اسلام میں عورتوں کے حقوق
Share Kerney Ka Shukriya.. Yeh Fatwa Bhi Mulahiza Kejiye.. Fatwa About HOOR, Aurat ko Jannat main kia milay ga? -
Wahabion Deobandion ka Khuda Jhoot bol Sakta hay
سگِ عطار replied to Ya Mohammadah's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
Asif Bhayi Yeh Aqal Sey Paidal Hain.. Beherhal... Aik Dunyawi Misal Bhi Meray Zehn Mein Aayi Hai.. Chalye Is Ki Sifat Wali Bat Ka Jawab Us Sey Detay Hain.. Malang Farz Kero.. Delete Kerna Sifat Hai.. Aub.. MAIN TUMHEIN CHAHON TU DELETE KER SAKTA HOON.. PER MAIN KERON GA NHIN.. KYON KEY YEH MERI SIFAT NHIN... In Alfaaz Per Ghoor Kero.. Aik Taraf Main Keh Raha Hoon.. Ker Sakta Hoon.. Yani Sifat Hai Tu Ker Sakta Hoon Na.. Is Ko Yoon Samjho Tum Mujhe Delete Nhin Ker Saktey.. Kyon Key Tum Mein Yeh Sifat Hi Nhin Hai.. Dosri Taraf Main Keh Raha Hoon.. Nhin Keron Ga Kyon Key Yeh Meri Sifat Nhin.. Aub Batao Yeh Tu Jhoot Howa.. Aik Taraf Main Apni Sifat Maan Bhi Raha Hoon.. Aur Dosri Taraf Inkaar Bhi Ker Raha Hoon.. Aub Tum Apney Alfaaz Ko Perho.. Tum Ney Likha Hai.. JHOOT BOL SAKTA HAI.. BOLEY GA NHIN KIYON KEY YEH ALLAH KI SIFAT NHIN.. Bataoo Yeh Baat Sareeh Jhoot Hai Key Nhin.. Aik Taraf Sakta Sey Sifat Maan Rahay Hoo.. Aur Dosri Taraf Inkaar Ker Rahay Hoo... JO CHAHEY AAP KA HUSN KARISHMA SAAZ KEREY Allah Hamara Eman Mahfooz Rakhey Aameen Bijahin Nabiyil Aameen AalaHazrat Eman Key Loteron Sey Bachney Key Liye Humein Tanbhi Kertey Hain.. Soona Jangal Raat Andheri Chahyi Badli Kaali Hai Soney Waley Jagtey Rahiyo Chooron Ki Rakhwali Hai Aankh Sey Kajal Saaf Chura Lein Yaan Woh Choor Bala Key Hain Teri Ghatri Taaki Hai Aur Tu Ney Neend Nikaali Hai Yeh Jo Tujh Ko Bulata Hai Yeh Thag Hai Maar Hi Rakhey Ga Haye Musafir Dam Mein Na Aana Mat Kesi Matwali Hai Sona (Gold yani Eman) Paas Hai, Soona Ban (Jangal) Hai, Sona (Sleep) Zehr Hai Uth Pyarey Tu Kehta Hai Meethi Neend Hai Teri Mat Hi Niraali Hai