Jump to content

سگِ عطار

ںاظم اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    2,167
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    36

سب کچھ سگِ عطار نے پوسٹ کیا

  1. Hafizsahib.. Buhut Hi Khoob.. Deobandiyon Wahabiyon Sey Tu Aaj Tak Suna Hai Key Bachi Hoo Ya Kati... Allah Hi Deta Hai.. Aaj Malom Howa Key Hussain Ahmad Madni Deobandi bhi Dey Sakta Hai.. Aik Bhi Nhin Balkey 3 .. 3
  2. Aap Aik Makhsos Tabqey Ki Baat Apni Site Per Post Ker Rahay Hain.. Ager Aap Quran-o-Hadees Ki Baat Pesh Ker Rahay Hain.. Tu Is Topic Mein Mojod Images Apni Site Per Rafa Yadain Waley Article Key Sath Post Kerein.. Is Mein Bhi Masla Rafa Yadain Per Quran-o-Hadees Sey Dalail Hain... Ager Hat Ker Hoo Tu Hum Zimmadar Hain.. Yeh Sirf Aik Masley Ka Jawab Hai.. Isko Hal Ferma Dein.. Phir Mazeed Bat Hogi.. Key Firqa Bandi Kiya Hai Aur Allah Ki Rasi Ko Thamna Kiya Hai.. Munazrah Masalah Rafa Yaddain
  3. Comments Ka Shukriya.. Waqayi Buhut Pyari Manqabat Hai.. Yeh Manqabat Mujhey Pakistan Intezami Kabina Key Zareye Sey Mili Hai.. Aur Mujhey Ilm Nhin Yeh Manqabat Konsi Shakhsiyat Ney Tahreer Fermayi Hai.. Yeh Manqabat Shab-e-Wiladat-e-Attar 26th Ramadan-ul-Mubarak Mein Nigran-e-Shora Haji Imran Attari (Madazilah-ul-Aali) Key Bayan Mein Perhi Gayi.. Mera_Mushtaq_Attari.mp3 Yeh Clip Mein Ney Usi Bayan Sey Cut Ker Key Attach Kiya Hai.. Wasalam Ma'Al Ikram
  4. Yeh Manqabat 26th Waley Bayan Sey Cut Ki Gayi Hai... Voice Quality Down Hai.. Murshidi_Ney_Sanbhal_Rakha_Hai.mp3
  5. Is Link Sey Aap Ja-Al Haq Ka Chaptor ILM-E-GHAIB Ko Zip Format Mein Download Ker Saktey Hain.. Zip Download Aur Is Link Sey Exe Format Mein.. Exe Download
  6. Right Click & Choose SAVE TARGET AS.. Na Chotey Hath Sey Daman Kabhi Attar Ka Ya Rab
  7. Rana Sahib Buhut Hi Khoob.. Ameer-e-Ahle Sunnat (damat barkathum aaliya) Irshad Fermatey Hain.. Khamoshi Baghair Saltanat Key Haibat Hai. my old sign img.
  8. Shareef Bhayi.. Buhut Achi Post Hai.. Share Kerney Ka Shukriya.. Waqayi Aamal Mein Husn-e-Niyat Ka Buhut Amal Dakhal Hai.. Aur Shehenasha-e-Kono Makaan, Sawar-e-Aalimiyaan, Mahboob-e-Rahman wa Key Darbar-e-Dur Baar Mein Badshahon Ki Haqeeqat Kiya Hai.. Woh So-e-Lala Zar Phirtey Hain Terey Din Ae Bahar Phirtey Hain Us Gali Ka Gada Hoon Main Jis Mein Mangtey Tajdar Phirtey Hain
  9. Rana Sahib... Buhut Hi Khoob... Share Kerney Ka Shukriya.. Waqayi Aib Poshi Key Buhut Fazail Hain.. Allah Humein Bhi Musalmano Ki Aib Poshi Kerney Ki Sa'adat Dey.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen
  10. Buhut Hi Khoob Tarkeeb Hai... Allah Amal Ki Tofeeq Dey.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen
  11. Rana Sahib.. Buhut Hi Khoob... Malang Ko Tu Aap Ney Mazeed Malang Bana Diya... Mager Iski Daleel Wohi Miley Gi.. MAIN NA MANO... Kawa Safaid Hai.. Khana Jo Parta Hai.. Buhut Khoob Mujtaba Bhayi... Advance Mein Rad.. Malang .. Hamarey Members Tumharey Khair Khuwah Hain Key Yeh Apney Deobandi Molviyon Ki Just Baton Mein Na Aaye Aur Dalail Ko Maan Ley.. Abhi Bhi Apney Rawish Per Nazer-e-Saani Ker Lu.. Ya Hamarey Jawabat Ka Rad Ley Aao.. Ya Phir Maan Lu.. Waqayi Allah Jisey Chahey Tofeeq Dey Toba Ki Aur Jisey Chahey Us Key Dil Per Mohr Ker Dey.. Bey Shak Allah Bara Bey Nayaz Hai.. Hum Allah Sey Aafiyat Ka Suwal Talab Kertey Hain..
  12. Aisay Kazab Qayamat Tak Aatey Rahain Gey.. Yazeed-e-Paleed Key Lashkar Ko Jis Ney Anjaam Tak Pohnchaya Tha Uska Naam Tha MUKHTAR SAQFI.. Is Ney Yazeediyon Ki Lashon Per Ghorey Durwaye Aur Unko Chun Chun Ker Maara.. Mager Iski Azali Badbakhti Ghalib Hoyi Aur Is Ney Baad Mein Nabowat Ka Daawa Ker Diya.. Key Merey Pas Wahi Aati Hai.. Waqayi Khuda Jis Sey Chahey Acha Kam Ley Ley.. Allah Bey Niyaz Hai.. Us Ki Khufya Tadbeer Ka Kisi Ko Ilm Nhin.. Chunachey Riwayat Mein Hai.. Allah Ney Apney Pyarey Mahboob Ki Taraf Wahi Fermayi.. Key Hazrat Yahya Bin Zakriya Key Qatal Key Aewaz Mein Ney 70 Hazar Marey They Aur Tumharey Nawasey Key Aewaz In Sey Dugney (Yani Double) Maron Ga.. (Al-Mustadrak-lil-Hakim, Jild 3, Page 485, Hadees 4208) Tu Tareekh Shahid Hai Key Hazrat Yahya Bin Zakriya Key Khoon-e-Na Haq Ka Badla Leney Key Liye Allah Ney Bakht-e-Nasar Jesey Zalim Ko Chuna Jo Khudayi Ka Dawa Kerta Tha.. Is Terha Imam-e-Aali Maqam Key Khoon-e-Na Haq Ka Badla Leney Key Liye Allah Ney Mukhtar Saqfi Jesey Kazab Ko Muqarar Fermaya.. (Sham-e-Karbala, Page 285) Allah Ki Maslahatein Khud Wohi Janta Hai.. Woh Apni Mashiyat Sey Zalimon Key Zareye Zalimon Ko Halak Kerta Hai.. Chunachey Parah 8 Surah Al-Anaam Ki Ayat No 129 Mein Irshad Hota Hai.. وَكَذَلِكَ نُوَلِّي بَعْضَ الظَّالِمِينَ بَعْضًا بِمَا كَانُواْ يَكْسِبُونَ اور یونہی ہم ظالموں میں ایک کو دوسرے پر مسلط کرتے ہیں بدلہ ان کے کیے کا Huzoor-e-Purnoor Fermatey Hain.. Bey Shak Allah Is Deen-e-Islam Ki Madad Fajir Yani Badkar Aadmi Key Zareya Sey Bhi Kera Leta Hai..
  13. Aap Key Pas Ya Tu Windows 98 Hai Ya Phir XP Ka Old Version.. Jab Aapko Windows Re Install Kerni Hoo.. Tu Windows XP Service Pack 2 Kejiye Ga.. Insha Allah Yeh Masail Hal Ho Jayen Gey... Abhi Aap Mazkora Bala Font Setup Aur Tahoma Font Download Ker Lein.. Mazeed Yeh Fonts Bhi Download Ker Key C:\Windows\Fonts Key Folder Mein Paste Ker Dein.. Pehlay Sey Mojod Hoon Tu Replace Ker Dein.. Umeed Hai Insha Allah Aapka Masla Hal Ho Jaye Ga.. Times New Roman
  14. اے خاک مدینہ تیرا کہنا کیا ہے تجھے قرب شاہ مرینہ ملا ہے بدن پر ہے عطار کہ خاک طیبہ پرے ہٹ جہنم ترا کام کیا ہے
  15. اے مدینے کی ہوا دل میرا افسردہ ہے سوکھی کلیوں کو کھلا جاتا ہے جھونکا تیرا اب حسن منقبت خواجۂ اجمیر سُنا طبع پرجوش ہے رُکتا نہیں خامہ تیرا
  16. یہ تجلی گاہ ذاتِ بحت ہے زلف انور ہے شب آسا آفتاب جس سے گزرے اے حسن وہ مہر آفتاب اُس کا اندھیرا ہو آفتاب شہنشاہ سخن مولانا حسن رضا خان علیہ رحمۃ الرحمٰن
  17. Malang Key Suwal Ka Jawab Aachuka Hai... Aur Iskey Pas Hamesha Ki Terha Koi Jawab Bhi Nhin Hai... So.. Topic Closed
  18. Story Ka Tu Insha Allah Pata Dalail Key Sath Chal Jaye Ga.. Mager Kawa Jo Safaid Hai.. Yeh IM Key Tamam Members Jantey Hain.. Baqi Rahi Tumhari Post Ki Editing.. Tu Hamarey Apney Members Baaz Oqat Jazbati Ho Jatey Hain.. Is Liye Main
  19. جزاک اللہ قسیم بھائی۔ شروع سے صرف یہی بات پوچھی گئی تھی اگر جواب پہلے مل جاتا تو بات لمبی نہ ہوتی۔ جب نماز ہی فاسد نہ ہوئی تو کفر کا تو سوال ہی پیدا نہیں ہوتا۔۔۔شاید آپ نے ٹاپک پورا چیک نہیں کیا ۔اور ابوانوار بھائی کی پوسٹ سے یہ سمجھا کہ ہم تشدید کو تخفیف پڑھنے کو جائز کہہ رہے ہیں۔ معاذ اللہ ہم مرید عطار بھائی کی پوسٹ میں بیان کیے ہوئے مسئلہ کفر اور معنی \"نہ\" میں بدلنے پر پوچھ رہے تھا۔ کہ اُن کے پاس شاید اپنے بیان کردہ مؤقف پر کوئی دلیل ہو۔ کسی نے بھی تشدید کو تخفیف کرنے کو جائز نہیں لکھا۔ بلکہ سب مسئلہ کفر اور نماز ہونے نہ ہونے پر بات کر رہے تھے۔ اس لئے میرے تمام ممبرز یہ بات نوٹ فرما لیں کہ برائے مدینہ اسلامی محفل پر کوئی بھی شرعی مسئلہ بیان کریں بحوالہ پوسٹ کیا کریں۔۔۔ اپنی ذاتی رائے یا سنی سنائی بات پوسٹ نہ کیا کریں۔ والسلام مع الاکرام
×
×
  • Create New...