Jump to content

سگِ عطار

ںاظم اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    2,167
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    36

سب کچھ سگِ عطار نے پوسٹ کیا

  1. Dua Hai Allah Aapko Hidayat Dey.. Nabi Ki Shaan Ghataney Walon Aur Nabi Ko Apney Jesa Kehney Walon Ki Sohbat-e-Bad Tareen Sey Aapko Chutkara Dey.. Aap Key Pas Jawab Nhin Hai.. Mager Zidd Aur Hat Dharmi Wahabion Ka Hissa.. Allah Aqal-e-Saleem Ata Fermaye.. Aameen
  2. Taha Ali... Aitaraz Ka Jawab Pehley Post Kerney Ka Shukriya.. Werna Humein Takleef Kerni Perti... Aub Zara Apney Thanvi Sahib Ki Book Ka Jawab Bhi Dey Dein.. Yahan Tu Baad Mein Durood Nhin Hai Balkey Kalima Aur Durood Direct Thanvi Sahib Per Hai..
  3. Iska Jawab Tu Aapko Thanvi Sahib Ki Kitab Sey Jald Diya Jaye Ga... Yani Tamacha Moun Per Khoob Jam Key Lagey... Key Thanvi Sahib Ney Kesey Kesey Shirk Bhi Kiye Hain اس حدیث کا جواب
  4. بدعت کی اقسام کے سلسلے میں پہلی پوسٹ دیکھ لی۔۔ جس میں بدعت کی اقسام اور کچھ تفصیل بیان کی گئی اور آپ کے گھر سے بھی ثبوت پوسٹ کیا گیا۔ مزید بدعت کی تعریف اور اس کی اقسام بدعت کے لغوی معنی ہیں نئی چیز اور بدعت کے شرعی معنی ہیں ، وہ اعتقاد یا وہ اعمال جو کہ حضور علیہ الصلوۃ و السلام کے زمانہ حیات ظاہری میں نہ ہوں بعد میں ایجاد ہو‏ئے ـ حضرت علامہ ملا علی قاری متوفی 1014 ھ مرقات شرح مشکوۃ باب الاعتصام بالکتاب و السنہ میں امام نووی سے نقل کرتے ہوئے لکھتے ہیں ـ قال النووی البدعۃ کل شئے عمل علی غیر مثال سبق یعنی بدعت وہ کام ہے جو بغیر گذری مثال کے کیا جائے ـ نتیجہ یہ نکلا کہ بدعت شرعی دو طرح کی ہوئی ـ بدعت اعتقادی ، اور بدعت عملی ، بدعت اعتقادی ان برے عقائد کو کہتے ہیں جو کہ حضور علیہ السلام کے زمانہ پاک کے بعد اسلام میں ایجاد ہوئے اور بدعت عملی ہر وہ کام ہے جو کہ حضور علیہ السلام کے زمانہ پاک کے بعد ایجاد ہوا ـ مرقات شرح مشکوۃ میں ہے کہ وفی الشرع احداث مالم یکن فی عھد رسول اللہ صلی اللہ تعالی علیہ و آلہ و سلم یعنی بدعت شریعت میں اس کام کا ایجاد کرنا ہے جو کہ حضور علیہ السلام کے زمانہ میں نہ ہو ـ بدعت دو طرح کی ہے ـ بدعت حسنہ اور بدعت سیئہ ـ پھر بدعت حسنہ تین طرح کی ہے ، بدعت جائز ، بدعت مستحب ، بدعت واجب ، اور بدعت سیئہ دو طرح کی ہے ـ بدعت مکروہ ، اور بدعت حرام ، اس تقسیم کے لئے حوالہ ملاخطہ ہو ـ مرقات شرح مشکوۃ میں ہے کہ ـ کل بدعۃ ضلالۃ عام مخصوص منہ البعض ہے ـ شیخ عز الدین بن عبد السلام ” کتاب القوائد ” کے آخر میں لکھتے ہیں کہ بدعت یا تو واجب ہے جیسے علم نحو کا پڑھنا ( تاکہ قرآن و حدیث کو سمجھا جا سکے ) اور اصول فقہ کا جمع کرنا ، اور حدیث کے راوی میں جرح و تعدیل کرنا ، اور یا حرام ہے ـ جیسے جبریہ و قدریہ وغیرہ کا مذہب ، اور ایسے نو ایجاد گمراہ فرقوں کا رد کرنا بھی بدعت واجبہ ہے کیونکہ شریعت کو ان بدعات اور نئے مذہبوں سے بچانا فرض کفایہ ہے ، اور یا مستحب ہے ، جیسے مسافر خانے ، اور مدرسے بنانا، اور ہر وہ اچھی بات جو پہلے زمانہ میں نہ تھی ، اور جیسے عام جماعت سے نماز تراویح پڑھنا ، اور صوفیاء کرام کی باریک باتوں میں کلام کرنا ، اور یا مکروہ ہے ـ جیسے مسجدوں کو فخریہ زینت دینا اور یا مباح ہے ، جیسے فجر اور عصر کی نماز کے بعد مصافحہ کرنا ، اور عمدہ عمدہ کھانوں اور شربتوں اور مکانوں کو وسعت دینا ـ امام شافعی رحمۃ اللہ تعالی علیہ نے فرمایا کہ : جو نیا کام کتاب و سنت یا اثر و اجماع کے مخالف ہو تو وہ گمراہی ہے ، اور جو ایسا اچھا کام نیا ایجاد کیا جائے کہ کتاب و سنت ، اثر و اجماع کے خلاف نہ ہو ، تو وہ مذموم و برا نہیں ـ حضرت عمر رضی اللہ تعالی عنہ نے باجماعت تراویح ادا کرنے کے بارے میں بارے میں فرمایا تھا ـ کہ یہ کام ہے تو نیا مگر اچھا ہے ـ اور حضرت عبد اللہ بن مسعود رضی اللہ تعالی عنہ سے مروی ہے کہ : مسلمان جس کام کو اچھا سمجھیں وہ اللہ کے نزدیک بھی اچھا ہے ـ اور حدیث مرفوع میں ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ تعالی علیہ وسلم نے ارشاد فرمایا کہ : میری امت گمراہی پر جمع نہیں ہوگی ـ رسول اللہ صلی اللہ تعالی علیہ و سلم نے فرمایا کہ : ـ من سنّ فی الاسلام سنـۃ حسنۃ فعل بھا بعدہ کتب لہ مثل اجر من عمل بھا و لا ینقص من اجورھم شئی و من سنّ فی الاسلام سنۃ سیۃ فعمل بھا بعدہ کتب علیہ مثل وزر من عمل بھا و لا ینقص من اوزارھم شیئی ـ صحیح مسلم ، ج 2 ، ص 341 ترجمہ : ـ جو آدمی اسلام میں کوئی اچھا کام ایجاد کرے پھر اس کے بعد اس پر عمل کیا جائے تو جو لوگ بھی اس پر عمل کریں گے ان کے اجر کی مثل اس کے لئے لکھا جائے گا ـ اور خود ان عمل کرنے والوں کے اجر میں سے کچھ کم نہ ہوگا اور جو کوئی اسلام میں کسی برے کام کی طرح ڈالے پھر اس کے بعد لوگ اس کو اپنے عمل میں لائیں تو ان سب کو جو گناہ ہوگا وہ اس کے نامہ اعمال میں لکھا جائے گا ، جبکہ عمل کرنے والوں کے گناہ میں کچھ کمی نہ ہوگی ـ اس حدیث شریف کی شرح میں امام نووی شافعی لکھتے ہیں کہ یہ دونوں حدیثوں اس بات پر رغبت دلانے میں صریح ہیں کہ اچھے کاموں کا ایجاد کرنا مستحب ہے ـ اور برے کاموں کا ایجاد کرنا حرام ہے ـ اور یہ کہ جو کوئی کسی اچھے کام کو ایجاد کرے تو قیامت تک جو لوگ بھی اس پر عمل کریں گے ان سب کے اجر کی مثل اس ایجاد کنندہ کو ملے گا ، اور جو کوئی برا کام ایجاد کرے تو قیامت تک جو لوگ بھی اس پر عمل کریں گے ان سب کے گناہ کی مثل اسکے نامہ اعمال میں درج ہوگا ـ علامہ شامی کے استاد محترم عارف باللہ علامہ عبد الغنی نابلسی متوفی 1143 ھ مطابق 1730 ء ” الحدیقۃ الندیّہ شرح الطریقۃ المحمدیّہ ” میں فرماتے ہیں کہ بعض علماء سے ان عمارتوں کے متعاق سوال کیا گیا جو کہ کعبہ کے اردگرد تعمیر کی گئی ہیں جن میں چاروں مذاہب کے لوگ اپنے اپنے مذہب کے مطابق نماز پڑھا کرتے ہیں کہ یہ طریقہ صحابہ کے دور میں نہ تھا یو نہی تابعین ، تبع تابعین ، اور ائمہ اربعہ کے عہد میں بھی نہ تھا اور ان حضرات نے نہ تو اس کا حکم دیا اور نہ ہی اس کو طلب کیا تھا ـ تو انہوں نے جواب دیا کہ : یہ بدعت ہے لیکن بدعت حسنہ ہے سیئہ نہیں ، کیونکہ سنت (طریقہ ) حسنہ میں داخل ہے ـ کہ اس سے مسجد اور نمازیوں اور عام اہل سنت و جماعت کو کوئی ضرر اور حرج نہیں ـ بلکہ بارش اور گرمی و سردی میں اس سے فائدہ پہنچتا ہے ـ اور جمعہ وغیرہ میں یہ امام سے قریب ہونے کا ذریعہ بھی ہے ـ تو یہ بدعت حسنہ ہے اور لوگوں کے اس فعل کو ” سنّۃ حسنہ ” کہا جائے گا ـ اگرچہ یہ اہلسنت کی بدعت ہے ، مگر اہل بدعت کی بدعت نہیں ـ کیونکہ نبی صلی اللہ تعالی علیہ و سلم نے فرمایا : من سنّ سنّۃ حسنۃ الخ ـ تو حضور صلی اللہ تعالی علیہ و سلم نےاس کی ایجاد کردہ حسنہ کو سنت میں داخل اور شمار فرمایا ـ مگر اس کے ساتھ ” بدعت ” کو بھی ملایا اور اگرچہ وہ نو پیدا اچھا کام حضور صلی اللہ تعالی علیہ و سلم کے فعل میں تو وارد نہیں ہوا مگر اس حدیث کی وجہ سے حضور صلی اللہ تعالی علیہ و سلم کے قول میں تو وارد ہو چکا ہے ـ لہذا کسی ایسے اچھے کام کا ایجاد کرنیوالا سنّی ہے بدعتی نہیں ـ کیونکہ وہ حضور صلی اللہ تعالی علیہ و سلم نے ایسے کام کو ” سنّۃ ” قرار دیا ہے ـ
  5. Taha Ali Sahib... Aap Ki Umer Abhi Buhut Kam Hai.. Aap Khelein Kodein... Aap Kiyon Munaziron Key Chaker Mein Pertey Hain.. Aap Sey Jo Mutalibah Kiya Jaata Hai Aap Usko Touch Hi Nhin Kertey.. Yani Suwal Gandam Aur Jawab Channa.. Aap Milad Ko Bidat Sabit Kerna Chahtey Hain... Aap Ney Likha... جواب۔ اکثر وہابی بات بات پر بدعت بدعت کی رٹ لگاتے ہیں۔ اور جب اُن کو کہا جاتا ہے کہ بدعت کی دو اقسام ہیں۔ ۱۔ بدعت حسنہ ۔ ۲۔ بدعت سیئہ۔ تو جواباً کہتے ہیں کہ بدعت کی کوئی اقسام نہیں ہیں اور یہ اقسام تم نے گھر سے بنا لی ہیں۔ اور ایک ہی حدیث پاک پیش کرتے ہیں کہ ہر بدعت گمراہی ہے۔ اس سلسلے میں ہم پہلے وہی حدیث پاک پوسٹ کرتے ہیں۔ پھر بدعت حسنہ کے متعلق ایک حدیث پوسٹ کرتے ہیں۔ اور بدعت کی اقسام سے متعلق محدثین کرام اور مخالفین کے گھر سے ثبوت پوسٹ کرتے ہیں۔ یہ اس سلسلے کی پہلی پوسٹ ہے انشاء اللہ مزید پوسٹس اس ٹاپک پر جلد پوسٹس کی جائیں گی۔ اب مخالفین کے گھر سے ثبوت۔ یہ تصویر فتویٰ دارالافتاء دیوبند کی ویب سائیٹ سے لی گئی ہے۔ کسی کو اگر لنک درکار ہو تو طلب کر سکتے ہیں۔
  6. Taha Ali Sahib... Deobandion Ney IM Ko Fun Place Banaya Howa Hai... Aur Yeh Fun Place Nhin Hai.. Humein Pata Hai Sub Deobandi Jokers Hain.. Mager Unkey Maskharey Pan Key Liye Unki Apni Sites Mojod Hain.. Shayed Aapko Bat Samajh Mein Nhin Aati Hai... Hum Aap Key Ulema Ki Speeches Key Thekey Dar Nhin Hain.. Key Speeches Sun Sun Ker Challange Ka Jawab Detey Rahain... Aapki Sirf Woh Posts Delete Ki Gayi Hain Jin Mein Bad Mazhab Ulema Ki Speeches Theen.. Aur Jis Video Mein Pages They Ya Masjid Key Dance Ko Aap Ney Hamari Taraf Mansoob Kiya Tu Woh Delete Nhin Ki Gayi Hain... Main Aapko Apney Ulema Ki Challange Ki Speeches Deta Hoon.. Iska Jawab Laye.. Jab Aap Jawab Ley Ker Aayen Gey Tu Phir Main Aapkey Ulema Ki Speeches Ka Jawab Zaror Doun Ga.. Yeh Aik Sabiqa Deobandi Mufti Ki Speech Hai.. Jo Key Aub Sunni Barelavi Hai.. Dera Ghazi Khan Sey Inka Ta'aluq Hai.. Aur Wahan Sipah Khoon Kharaba Key Sadar Bhi Reh Chukey Hain.. Mufti Ki Sanad Bhi Deobandi Mudarasey Sey Hasil Shuda Hai.. Raiwind Ijtima Mein Bhi Bayanat Ker Chukey Hain (Jab Deobandi They).. In Speeches Mein Pori Deobandiyat Ko Challanges Bhi Hain.. Waisey Tu Kayi Deobandi Munazir In Sey Bhag Chukey Hain.. Haal Hi Mein Aapka Aik Bara Munazir Sheikh ul Hadees In Sey Munazirey Mein Bhaaga Hai.. Ager Munazirah Kerana Ho Tu Bataye Ga... Mufti Sadiq Rasool Khizri Ex-Deobandi Mahboob (علیہ سلام) Di Shan Aur Najdi Munafiq | Download Shan-e-Rasool (علیہ سلام) - Milad Ka Saboot | Downloads Aur Yeh Aik Aur Sabiqa Deoband Aalim Ki Speech.. Allamah Saeed Ahmad Qadri Ex-Deobandi Main Sunni Kesay Howa? | Download Yeh Sirf 3 Audio Speeches Hain Woh Bhi Sabiqa Deobandis Ulema Ki... Ager Mazeed Zarorat Hoon Tu Challanges Ka Dhair Laga Howa Hai... Aur Aub Inka Jawab Laaney Sey Pehlay Mazeed Koi Youtube Ka Link Post Kerney Sey Pehlay Soch Lejiye Ga Key Kiya Post Ker Rahay Hain... Aur Main Ney Aik Post Mein Bhi Likha Hai Key Deobandis Ka Kam Bas Aetaraz Reh Gaya Hai? Jin Post Ka Jawab Aapko Diya Gaya Hai. Unko Chor Ker Aap New Post Ker Detey Hain... Soch Samajh Ker Posting Kejiye... Aapko Yahan Dalail Sey Post Kerney Ki Ijazat Hai... Mazaq Maskhri Ki Ijazat Nhin Key Aik Aetaraz Per Aetaraz Post Kertey Jayen Aur Jiska Jawab Miley Uska Radd Na Kerien... Ager Aapko Apney Aalim Ki Speech Mein Kuch Daleel Nazer Aati Hai Tu Woh Yahan Likh Ker Post Kerein.. Hum Ney Deobandi Ulema Key Stage Per Taqreeri Challange Buhut Suney Hain... Aisey Ulema Ka Munazirey Mein Jo Hashr Hota Hai Kabhi Munazirah Ki CDs Utha Ker Check Ker Lejiye Ga...
  7. Buhut Khoob Rana Sahib... Aap Ney Buhut Achi Islah Fermayi.. Bey Shak Allah Her Aib Sey Pak-o-Munazah Hai... Taha Ali Sahib Aap Isey Faqat Aetaraz Samajh Ker Bat Na Rad Kejiye Aur Apney Signature Ko Edit Ker Lejiye.. Is Mein Shair Darust Nhin..
  8. Taha Ali Sahib.. Aap Yahan Per Deobandi Speeches Key Link Post Na Kerein... Kiya Aap Key Nazdeek Ikhtilafi Behs Aisey Hoti Hai Key Jawabi Challange Key Liye Apney Aalim Ki Taqreer Send Ker Di? Ager Aapko Apney Deobandi Aalim Ki Taqreer Mein Koi Daleel Nazer Aati Hai Tu Ussey Yahan Post Kerein.. Aapkey Deobandi Aalim Ki Abusive Language Aur Jazbati Taqreer Sey Munazirey Nhin Hotey.. Aap Loug Inko Stage Per Bitha Ker Khush Hotey Rahain Aur Aalahazrat Ko Ager Aap Kuch Sabit Kerna Chahtey Hain Tu Yahan Hawaley Post Kerien Aur Jo Jawab Aapko Ubaid-e-Raza Bhayi Ney Diya Hai Is Per Baat Kerein... Dekhtey Hain Aap Mein Kitna Dam Kham Hai...
  9. Taha Ali Sahib.. Sarey Deobandiyon Ka Bas Aik Kam Reh Gaya Hai Aetaraz Kerna? Aapko Jo Post Kiya Gaya Hai Uska Jawab Tu Dein.. Rasheed Gangohi Sahib Ka Fatwa Read Kerein.. رشید گنگوہی کا فتویٰ صحابہ کی تکفیر کرنے والے کے بارے میں اور اپنے شیخ الکل صاحب کا یہ فرمان بھی پڑھیں اور شیعہ کی تکفیر پر علمائے اہلسنت کے فتووں کی تفصیل پڑھیں جو کہ آپ کی تنظیم سپہ خون خرابہ نے شائع کئے ہیں۔
  10. InshaAllah Tareeq Jameel Sahib Ko Soo-e-Naar Jata Zaror Dekhein Gey.. Aur Jab Nabi Ko Pukarey Ga Al-Madad Ya Rasool Allah Tu Sarkar Nazar Hi Na Fermain Gey Key Munkir Dunya Mein Tu Meri Madad Ko Shirk Kehta Tha... Merey Ilm Ko Janwiron Bachon Jesey Ilm Ki Terha Manta Tha... Tu Us Waqt Tareeq Jameel Sahib Ko Pukarna Kuch Kam Na Aaye Ga.. Na Kisi Aur Wahabi Ko... Aur Sub Sath Sath So-e-Naar Rawana Hongey... Merey Aaqa Alahazrat Fermatey Hain... Aaj Ley Unki Panah Aaj Madad Maang Un Sey Phir Na Manein Gey Qayamat Mein Ager Maan Gaya Unhein Jaana Unhein Maana Na Rakha Ghair Sey Kam Lilah Il-Hamd Main Dunya Sey Musalman Gaya Tableeghi Jamaat Sey Bhi Zyada Firqa Parast Koi Jamaat Hai? Baat Baat Per Her Kisi Ko Mushrik Aur Bidati Kehna Tableeghi Jamaat Ka Aehm Fareeza Hai.. Muslmano Mein Iftaraq-o-Inteshar Pehla Ker Aap Kehtey Hain Firqa Bandi Nhin Kertey... Aap Ghaliban Kisi Aur Dunya Mein Rehtey Hain... Ya Jaan Bojh Ker Haqaiq Sey Nazrein Chura Rahay Hain.. Aap Aisi Haqaiq Ko Masakh Kerney Wali Batain Kerein Gey Tu Samajh Kesey Aaye Gi... Tareeq Jameel Sahib Sunniyon Key Ameer Sey Kiya Munazirah Kerein Gey.. Aap Unkey Kisi Mureed Sey Munazirah Kara Ker Dekh Lejiye.. Pata Chal Jaye Ga.. Aap Tareeq Jameel Sahib Sey Rabita Kejiye... Ager Tareeq Jameel Sahib Raazi Hoon Tu Aagah Fermaye Ga...
  11. .. Buhut Achi Khabar Sunayi Aap Ney.. Rayewind Ko Mustafa Abad Ker Diya Tu Kot Radha Kishan Ko Bilal Abad... Allah Ney Karam Aisa Kiya Tujh Pey Jahaan Mein Ae Dawat-e-Islami Teri Dhoom Machi Hai
  12. اسلام علیکم سنت اور سائنس کے متعلق مولانا محمد شہزاد قادری ترابی صاحب کی کتاب ہے ۔۔ سنت مصطفٰی اور جدید سائنس مطبوعہ: مکتبہ غوثیہ پرانی سبزی منڈی باب المدینہ کراچی
  13. Yeh Start Hai.. Is Sey Hi Tarkeeb Mazboot Ho Sakti Hai.. Ager Ker Lein Tu... madani inamaat Madani Inamaat Mazboot Ho Jayen Tu Her Madani Kam Khud Ba Khud Mazboot Ho Jaye Ga.. Dars Bhi, Cassete Ijtima Bhi Waghera... Aur Madani Inamaat Per Mazbooti Key Liye Islami Bhayon Ka Madani Qafilon Mein Safar.. Ameer-e-AhleSunnat Fermatey Hain.. Main Akela Hi Chala Tha Janib-e-Manzil Mager Aik Aik Aata Gaya Aur Karwaan Banta Gaya Wassalam Ma'Al Ikram
  14. Usko Ban Is Topic Ki Wajah Sey Nhin Kiya Gaya Balkey Abuse Language Use Kerney Ki Wajah Sey Kiya Gaya... Woh Bhi Buhut Si Warnings Key Baad... Is Topic Ki Kis Baat Per Tauba? Yazeed Ko Bura Kehney Per? Ager Is Baat Per Aapka Tauba Ka Mashwara Hai Tu Is Mein Hum Tauba Nhin Kertey Albata Dua Kertey Hain Key Jis Ki Muhabbat Mein Aap Hume in Tauba Ka Keh Rahay Hain Allah Us Yazeed Ka Hashr Aapkey Sath Kerey... Aameen Aur Hamara Hashr Shaheed-e-Karbala Imam-e-Aali Maqam Imam-e-Hussain Key Sath Hoo... Aameen Bijahin Nabiyil Aameen
  15. Baaz Deobandi Bidat Ki Aqsaam Sun Ker Jhat Kehtey Hain Key Bidat Ki Koi Aqsaam Nhin Hain Aur Yeh Barelaviyon Ney Apney Ghar Sey Ejad Ki Hain... Agerchey Oper Bidat Ki Aqsaam Tafseeli Dalail Sey Sabit Ho Chuki Hain.. Mager Deobandiyon Key Nazdeek Bhi Ghair Muqalideen Ki Terha Us Waqt Muhadiseen Ki Baat Kargar Nhin Hoti Jab Inko Apni Baat Atak'ti Nazer Aarahi Hoo... Is Liye Dar-ul-Ifta Deoband Sey Saboot... Aub Tamam Dunya Key Deobandiyon Ko Challenge Hai Key Milad-un-Nabi Ko Bidat-e-Sayi'aa Sabit Ker Dein.. Jab Biddat Ki Aqsaam Inkey Apney Ghar Sey Sabit Ho Gayeen Pas Sahaba Karaam , Tabe'een Muhadiseen Wala Aitaraz (Agerchey Oper Jawab Bayan Ho Chuka Hai Ager Un Hawala Jaat Ko Nhin Mantey Phir) Bhi Batil Ho Chuka.. Aur Ghair Muqalideen Key Ghar Sey Hawala Bidat Key Chaptor Mein Bayan Ho Chuka Hai.. Mazeed Yeh Bhi Check Kerein.. بدعت کی اقسام اور اُس کا ثبوت مخالفین کے گھر سے - پوسٹ 1 بدعت کی تعریف اور اقسام - پوسٹ 2 اسلام میں تیسری عید کیا بدعت ہے؟ ۔ ٹاپک بدعت۔ پوسٹ 3
  16. Jab Tak Book Ka Hawala Na Hoo Aapko Kiya Jawab Diya Ja Sakta Hai...?
  17. bad ikhlaqi matehet ko jhad dena nigrano ki burayi karna ghalti karne wale se rabta kia baghair uski ghalti ko dosron k age bayan karna tanzemi tarkeb ko chod kar apni marzi karna Mazeed... Markaz Ki Kisi Aik Bhi Policy Per Tanqeed Kerna Chand Ya Aik Sey Zaati Dostiyan Aur Group Banana Kisi Dawat-e-Islami Waley Per Bey Ja Tanqeed Kerna Zuban Ki Bey Aehtiyatiyaan
  18. Face by Face Ikhtilafi Behs Kerna Sahi Nhin Hai.. Ameer-e-AhleSunnat Fermatey Hain Key Koi Aap Sey Koi Ikhtilafi Behs Kerey Aap Usey Rook Dein Key Aap Hamarey Ulema Sey Rabita Kerein Aur Hum Munazir Nhin Hain.. Aur Face by Face Jawab Dena Buhut Azmaish Ka Kam Hai.. Hum Ilm-e-Munazirah Key Nuqtey Sey Bhi Waqif Nhin Hain... Kisi Sey Time Ley Ker Ulema-e-AhleSunnat Ki Books Bator Reference Pesh Ker Dena Aur Baat Hai.. Jesey Hum Yahan Articles Aur Dalail Post Kertey Rehtey Hain.. Aur Yeh Face By Face Nhin Hai Is Liye Daleel Dhondney Aur Deney Mein Waqt Bhi Mil Jata Hai... Awal Tu Aap Un Sey Behs Na Kerein Aur Unko Is Topic Per Ulema-e-Ahle Sunnat Ki Books Gift Dey Dein Ya Perhney Key Liye Dey Dein Aur Yeh Kahain Key Jab Yeh Perh Lein Tu Jo Aitaraz Ho Batain.. Aub Ager Aitaraz Hota Hai Tu Kisi Ba Ilm Sey Uska Jawab Ley Ker Usko Dein.. Hum Apni Taraf Sey Ager Foran Discussion Shurow Ker Dein Gey Tu Ager Hum Jawab Na Dey Sakey Tu Ho Sakta Hai Hum Khud Waswason Mein Mubtala Ho Jayen.. Aap Key Aetarazat Key Jawabat Oper Post Ki Hoyi Links (Ashiqon Ki Eid, Jashn-e-Wiladat Key Barey Mein Suwal Jawab) Mein Bhi Mojod Hain.. Mazeed Yeh Book Check Kerein Is Mein Mukhalifeen Key Aitarazat Ka Moun Tor Jawab Mojod Hai.. Isi Book Sey Chand Aitarazat Ka Jawab.. Hazrat Aisha Siddeqa Key Na Mananey Ka Jawab Oper Tafseelan Guzer Chuka.. Kisi Kam Key Na Jaiz Honey Key Liye Muma'ni'at Ki Daleel Chahye Na Key Jawaz Ki.. Is Book Mein Aitarazat Ka Tafseeli Jawab Mojod Hai.. Yeh Deobandi Hai.. Aap Milad Aur Giyarhveen Key Saboot Per Ulema-e-AhleSunnat Key Aqwal Bama Daleel Dein Key Yeh Sub Bidati Aur Gumrah Hain???... Oper Post Giyarhveen Kiya Hai Book Mein Yeh Muhadiseen Ulema-e-Deoband Ki Nazer Mein Tafseel Mojod Hai.. Un Sey Pochien Key Umhat-ul-Momineen Kab Tableegh Key Liye 40/40 Din Gharon Sey Nikaleen Theen? Yeh Bidat Nhin Hai Kiya? Ager Deobandi Khawateen Tableegh Key Liye Nikalein Tu Jaiz Aur Sunni Milad Key Liye Niklein Na Jaiz...
  19. Aap Ney Sahi Kaha.. Islam Key Lubadey Mein Kufriyat Bol Ker Sadah Loh Musalmano Ka Eman Barbad Kerney Wala Esa Molvi Duniya Mein Nhin Hoga... Maqola Hai.. Al-Awam-ul-Kul Anaam .. Yani Awam Chopayon Ki Terha Hai.. Isey Jis Taraf Laga Du.. Is Key Roney Rulaney Waley Andaaz Sey Awam Samajhti Hai Iski Batain Sahi Hain.. Aur Is Key Aqaid Ko Nhin Dekhtey.. Merey Mukhatib Bholey Bhaley Sunni Hain Jo Sadah Loh Ya Sulah-e-Kuliyat Ki Bemari Mein Mubtala Ho Ker Iski Taqreerein Suntey Hain.. Iska Jawab Yahan Perhye... Humein Pata Hai Aap Loug Buhut Fake Kam Kertey Hain... Aap Ney Ghaliban Aqaid-e-Deoband Nhin Perhey Hain.. Tauheed Key Lubadey Mein Yeh Allah Key Doston Key Dushman Hain... Aap Tawajoh Sey Hawalajat Ko Perhye.. Aur Kisi Daleel Ko Fake Kehney Sey Woh Fake Nhin Ho Jati Us Ko Fake Sabit Kerna Perta Hai.. Ager Aapko Mazkoora Papers Ya IM Per Post Kisi Hawaley Per Aitaraz Hai Tu Aap Fake Sabit Kejiye..
  20. Updates Books: Ibaraat-e-Ikabir Ka Tehqeeqi-o-Tanqeedi Jaiza (باب اول) Ibaraat-e-Ikabir Ka Tehqeeqi-o-Tanqeedi Jaiza (Muqadma) Ashiqoun Ki Eid Download Mushqil Kusha Kaun? 10 Suwalon Ka Jawab Download Main Wahabi Sey Sunni Kesay Howa? Download Articles: Bura Bandah Download Media: New Speaker Allamah Saeed Ahmad Asad Sahib - 3 Speeches Added New Album Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri Added
  21. Aaye Sarkar Aaye Merey Dildar Aaye Listen | Download Complete Album Main Jashn-e-Aamad Sarkar (صلی اللہ علیہ وسلم) Yoon Manaon Ga
  22. سگِ عطار

    Site Down

    Hosting Server Mein Kuch Technical Problem Ki Wajah IM Kafi Time Down Rahi.. Jis Ki Wajah Sey Kafi Users Ko Problem Ka Samna Raha.. Server Down Time Ki Itala Na Honey Ki Wajah Sey Pehlay Sey Koi Notification Bhi Post Nhin Kiya Ja Saka.. Hum Is Key Liye Tamam Users Sey Muazrat Khuwah Hain.. Wassalam Ma'Al Ikram
×
×
  • Create New...