Jump to content

سگِ عطار

ںاظم اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    2,167
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    36

سب کچھ سگِ عطار نے پوسٹ کیا

  1. السلام علیکم، میں اپنے سُنی قارئین سے ایک بار پھر گزارش کروں گا کہ ڈسکشن کریں مگر ادب سے تاکہ ہمارے درمیان کوئی رنجش پیدا نہ ہو۔ اُمید ہے سب ممبرز خیال رکھیں گے۔ آپ نے اعلیٰ حضرت رضی اللہ عنہ کی کتاب حسام الحرمین پرھی ہے؟ سبحان السبوح پڑھی ہے؟ الکوکبۃ کیا آپ کو اسلام و کفر کے مسائل کا پتہ ہے کہ کس پر حکم کفر علماء کب لگاتے ہیں؟ اس میں کیا کیا احتیاطوں کو پیش نظر رکھا جاتا ہے؟ جس پر حکم کفر لگایا وہ کافر نہ ہوا تو لگانے والے پر کیا حکم ہوگا؟ آئیں میں آپ کو اعلیٰ حضرت علیہ الرحمہ کی احتیاط کا عالم دکھاتا ہوں۔امام احمد رضا بریلوی علیہ الرحمہ کی احتیاط کا یہ عالم ہے کہ ۹۰۳۱ھ میں رسالہ” سبحان السبوح“ پہلی بار شائع ہوا، اس میں گنگوھی صاحب اور قائلین امکان کذب پر اٹھتر وجہ سے لزوم کفر ثابت کیا ، لیکن تکفیر نہیں کی، ۶۱۳۱ھ میں رسالہ” الکوکبة الشہابیہ“ شائع ہوا، جس میں مولوی اسماعیل دہلوی(م۱۳۸۱ء) کے ستّر کفریات گھائے، لیکن تکفیر سے اجتناب ہی کیا۔ اس حقیقت کو خود امام احمد رضا بریلوی رحمتہ اﷲ علیہ نے یوں بیان فرمایا ہے: ” مسلمانو! یہ روشن ظاہر، واضح قاہر عبارات تمہارے پیش نظر ہیں، جنہیں چَھپے ہوئے دس دس اور بعض سترہ اور تصنیف کو اُنیس سال ہوئے اور ان دشنامیوں کی تکفیر تو اب چھ سال یعنی ۰۲۳۱ھ سے ہوئی ہے، جب سے ” المعتمد المستند“ چھپی، اب عبارات کو بغور نظر فرماﺅ اور اﷲ و رسول کے خوف کو سامنے رکھ کر انصاف کرو۔ یہ عبارتیں فقط اُن مفتریوں کی افتراءہی نہیں ردّ کرتیں بلکہ صراحةً صاف صاف شہادت دے رہی ہیں کہ ایسی عظیم احتیاط والے نے ہرگز ان دشنامیوں کو کافر نہ کہا، جب تک یقینی قطعی واضح روشن جلی طور سے اُن کا صریح کفر آفتاب سے زیادہ روشن نہ ہو لیا، جس میں اصلاً اصلاً ہرگز ہرگز کوئی گنجائش ، کوئی تاویل نہ نکل سکی۔ آخر یہ بندہ خدا وہی تو ہے جو ان کے اکابر پر ستر ستر وجہ سے لزوم کفر کا ثبوت دے کر یہی کہتا ہے کہ ہمیں ہمارے نبی صلی اﷲتعالیٰ علیہ وسلم نے اہل لا الہٰ الا اﷲ کی تکفیر سے منع فرمایا ہے، جب تک وجہ کفر آفتاب سے زیادہ روشن نہ ہوجائے اور حکم اسلام کے لئے اصلاً کوئی ضعیف سا ضعیف محمل بھی باقی نہ رہے۔ اعلیٰ حضرت علیہ الرحمہ فرماتے ہیں کہ جب تک کفر آفتاب سے زیادہ روشن نہ ہوجائے اور حکم اسلام کے لئے اصلاً کوئی ضعیف سا ضعیف محمل بھی باقی نہ رہے۔ اور آپ بلا دلیل بانئ پاکستان کو شیعہ اسماعیلی کہہ کر حکم کفر ثابت کر رہے ہیں۔۔ آپ کو پتہ ہے کہ اسماعیل دہلوی کے اتنے کفریات گنوانے کے باوجود اعلیٰ حضرت علیہ الرحمہ نے اس پر کفر کا فتویٰ نہ دیا اس لئے کہ اُس کی توبہ کا صرف قول ملتا تھا۔ کوئی ثبوت نہیں تھا کہ توبہ کی یا نہیں کی۔ مگر یہ ایک احتمال مل گیا جس کی وجہ سے اعلیٰ حضرت علیہ الرحمہ نے اُس پر حکم کفر نہ لگایا۔ اور آپ توبہ کے قول پر ثبوت مانگ رہے ہیں اور ثبوت نہ پیش کیا جا سکا تو سمجھو کہ وہ اسماعیلی کافر تھے۔ والعیاذ باللہ برادر ۔۔ اسلام و کفر کے مسائل بہت پیچیدہ ہیں۔ شاہ تراب الحق صاحب قادری مدظلہ العالی آپ کی بات کو ہر گز ثابت نہیں کر رہا کیوں کہ ہم بھی بانی پاکستان کو ولی اللہ نہیں کہتے۔ اور رضی اللہ عنہ یا رحمۃ اللہ علیہ لکھنے میں بھی ہمارا آپ سے کوئی اختلاف نہیں ہے۔ اور جہاں تک سیاست اور اُن کی گھریلوں زندگی کی بات ہے تو اس پر ہماری بحث ہی نہیں ہے۔ جس چیز پر بحث ہے کہ کیا بانئ پاکستان کافر تھے یا نہیں؟ اس پر آپ قائد اعظم کے اسماعیلی ہونے کی دلیل پیش کریں اور اگر بلا دلیل آپ ایسا کہیں گے تو بطور پیر بھائی میں آپ کو پھر نصیحت کروں گا کہ ایسا نہ کہیں۔ کہ یہاں تو خود علمائے اہلسنت نے کتابوں میں اُن کی توبہ کا قول نقل کیا ہے۔ جبکہ اعلیٰ حضرت علیہ الرحمہ تو ضعیف سے ضعیف احتمال پر بھی حکم کفر لگانے سے احتیاط کر رہے ہیں۔
  2. Ismaili Kafir Hain... Tu Aapko Chahye Key Aap Apni Research Per Koi Mazboot Daleel Pesh Kerein... Jabkey Unki Tauba Ka Qaul Milta Hai.. Jab Tak Koi Saheeh Daleel Na Mil Jaye Tu Unki Tauba Ko Jhoota Kesey Kaha Ja Sakta Hai? Tu Kiya Unki Beti Ki Wajah Sey Unki Taubah Ghair Motabar Ho Gayi? Hazrat Sayiduna Nooh Ka Beta Kafir Ho Gaya... Tu ...................? Amir Liaqat Ager Shia Ko Kafir wa Gumrah Samjhta Tu Un Key Sath Sulah Na Kerta Jo Uskey Afaal Sey Zahir Hai.. Uska Taqiyya Tu Yoon Lagta Hai.. In Per Kiya Daleel Hai Key Taubah Mein Taqiyyah Tha? Meri Malomaat Key Mutabiq Seculer Honey Mein Bhi Confirm Daleel Koi Nhin Hai Jabkey Pakistan Ban'ney Key Baad Islam Ko Chupaya Nhin Ja Raha Tha.. Ager Isko Angraiz Dosti Ya Un Sey Ta'aulqat Rakhney Ki Wajah Sey Kaha Jaye Tu Is Sey Unka Islam Tu Ghair Motabar Sabit Nhin Hota.. Hamarey Mojodah Hukmraan Sab Angraizon Key Ghulam Nazer Aatey Hain Tu Kiya Unka Islam Bhi Ghair Motabar Maana Jaye Ga? Aur Jahan Tak Wikipedia Ki Bat Hai.. Tu Internet Per Sab Sey Ghair Motabar Malomati Zareya Wikipedia Hai.. Jahan Jo Chahey Apni Merzi Sey Add Ker Sakta Hai Aur Jiski Post Chahey Edit Ki Ja Sakti Hai.. Security key Liye Sirf Editor ka IP Log Hoti Hai Jis Key Liye Internet Ney Hi 1000 IP Changer Farhaam Kiye Howey Hain... Aur IP Changer Key Baghair Bhi Tabdeeli Sey Kisi Ko Kabhi Koi Saza Ki Khabar Nhin Suni.. Yeh New Malomat Hain Merey Liye... Ager Yeh Such Bhi Hain tu Kiya Is Sey Unka Islam Ghair Motabar Sabit Hota Hai? Kiya Aap Shah Turab ul Haq Qadri Sahib Ka Yeh Clip Post Ker Saktey Hain? Shah Sahib ney Kiya Unko Ismaili Kaha..? Maybe Ho Sakta Hai Shah Sahib Ka Un Se Siyasi Base Per Ikhtilaf Hoo.. Yani Jo Siyasat Unho Ney Ki Shah Sahib Uskey Haq Mein Na Hoon.. Yahi Sarey Siyasi Ikhtilafat Hain.. Mager Yahan Bat Unki Siyasat Unki Daughter ya Unki Sister Key Barey Mein Nhin Ho Rahi... Balkey Unkey Eman Key Barey mein Ho Rahi Hai.. Aur In Baton Sey Eman tu Ghair Motabar Sabit Nhin Ho Raha Jab Tak Key Saheeh Motabar Daleel Na Pesh Ki Jaye... Haq Ki Baat Ager Bila Daleel Kahi Jaye Tu Baghawat Nhin Kehtey Balkey Baad Mein Ager Saboot Na Pesh Kiya Ja Sakey Tu Jhoot Kehtey Hain... Ager Ba Daleel Kahi Jaye Aur Phir Radd Ker Diya Jaye Tu Baghawat Kaha Ja Sakta Hai.. Ager Aap Ney Jo Sab Sey Pehley Unkey Eman Key Barey Mein Likha Hai Is Per Motabar Daleel Pesh Ker Dein Tu Aapki Bat Sahi Sabit Ho Sakti Hai.. Baqi Siyasat Aur Unkey Baqi Muam'lat Aik Alag Cheez Hai... Request: Tamam Members Sey Request Hai... Baghair Emotional Howey Discussion Kerein... Ba Daleel Yahan Her Kisi Ko Izhaar-e-Raye Ki Ijazat Hai.. Ager Kisi Ki Baat Sey Ikhtilaf Bhi Ho Tu Adab Key Dairey Mein Reh Ker Kerein..
  3. Motariz Sawaneh Alahazrat Ka Page Post Kerey Aur Madah-e-Alahazrat Ka Aetaraz Key Usmein Kiya Ghalat Hai.. Baqi Ka Jawab..
  4. Taha Ali... Jab Aap Key Pas Ba Daleel Kuch Post Kerney Key Liye Hoo Tu Post Kiya Kero.. Ager Radi Allah Anhu Kehna Ghalat Hai Tu Saboot Post Kero.. Malang Bhi Bila Daleel Post Kerta Tha Aur Aisey Batain Ker Key Chala Jata... Aap Ney Radi Allah Anhu Kehney Per Aetaraz Kiya Aur Isey Deen Mein Izafa Kaha... Hum Ney Radi Allah Anhu Kehney Ka Saboot Quran-e-Pak Sey Diya Us Daleel Per Aap Ney Baat Kerney Ki Zehmat Nhin Ki... Aur Izafa Keh Ker Chaltey Baney.. Kiya Isko Aap Discussion Kehtey Hain? Rasheed Gangohi Sahib Ko Ager Deobandi Radi Allah Anhu Likhein Tu Sahi Hai Hum Aalahazrat Key Naam Key Sath Kahain Tu Ghalat? Umeed Hai Aindah Aap Ba Daleel Post Kerein Gey Aur Idher Udher Ki Baat Nhin Kerein Gey...
  5. سگِ عطار

    Live Madani Muzakra

    Please Watch & Listen Ameer-e-Ahle Sunnat Live Madani Muzakra Now.. 10 May 2008 - 1:45 AM P.S.T
  6. Ager Time Ka Ijara Ker Liya Jaye Aur Phir Naat Khuwani Key Liye Bulaya Jaye Tu Naat Khuwani Key Yeh Ujrat Halal Hai Aur Yeh Masala Bhi Naat Khuwani Aur Nazrana Booklet Mein Ghaliban Mojod Hoga... Madani Muzakiron mein Ameer-e-Ahle Sunnat Ney Yahi Irshad Fermaya Hai.. Aur Momin Per Husn-e-Zan Rakha Jaye.. Wassalam Ma'Al Ikram
  7. Hazrat Sayiduna Sheikh Abdul Aziz Dabagh (Rehma tullah Aleh) Key Is Waqye Per Aik Deobandi (shia_kafir) Ney Yahi Aetaraz Yahan IM Per Post Kiya Tha.. Jiska Tafseeli Jawab Mohtaram Khalil Ahmad Rana Sahib Ney Post Kiya Tha... Woh Deobandi Phir Yahan Nazer Nhin Aaya..
  8. Saeedi Bhayi.. Deobandiyon Ki Hindu Nawazi Ki Yeh Khabar Express Multan Key Ilawah Express Karachi Aur Lahore Sey Bhi Shaya Hoyi... Muharram Ki Halaal Paison Sey Lagayi Gayi Sabeel Ko Haraam Qarar Deney Waley Jabkey Hinduon Ki Holy Key Parshad Ko Halal Qarar Deney Waley (Fatawa Rasheedya) Deobandi Ulema Jis Cheez Ko Chahein Halal Haraam ker Saktey Hain...
  9. Saif ul Islam Bhayi... Wahabiyon Key Yahi Daramey Her Jaga Chal Rahey Hain.. Fatawa Razwiya Shareef Sey Bhi Aisi Dandi Martey Hain.. Wahabiyon Ko Aub Tu Jawab Gaya Ho Ga.. Ager Aur Zarorat Ho Tu Purani Tamheed ul Iman Jo Alahazrat Key Dour-e-Hayat Mein Publish Hoyi Thi Woh Bhi Mojod Hai... Aur Jo 2nd Aetaraz Hai Iska Jawab Mufti Shareef-ul-Haq Amjadi (Aleh Rahma) Ki Kitab "Tehqeeqat" Mein Buhut Tafseeli Aur Dandaan Shikan Diya Gaya Hai... Wahabi Awal Tu Is Waqiya Ka Hi Inkaar Kertey Hain Phir Yeh Bahana Banatey Hain Key Shumali Hawa Sey Paani Barasta Hai.. Koshish Hogi Key "Tehqeeqat" Key Woh Pages Jald Yahan Post Kiye Ja Sakein... Wassalam Ma'Al Ikram
  10. Meri Malomaat Key Mutabiq Ja'Al Haq Takhreej Shuda Al-Madinah-tul-Ilmiyah Ney Shaya Nhin Ki Hai... yeh Naeemi Kutub Khaana Lahore Sey Shaya Hoyi Hai Jo Key Takhreej Shuda Hai... Aur 1st Time Ja'Al Haq English Mein bhi Naeemi Kutub Khaana Sey Release Ho Chuki Hai.. Wassalam Ma'Al ikram
  11. انا للہ و انا علیہ راجعون Yeh Buhut Hi Dukh Bhari Khabar Hai... Prof. Dr. Masood Ahmad Sahib (Rehma Tullah Aleh) Ahle Sunnat Ki Buhut Bari Shakhsiyat They.. Allah Ki Unki Per Karoor ha Karoor Rahmatain Nazil Hoon.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen
  12. Updates Books: Siraj-ul-Hind Shah Abdul Aziz Muhadis Dehlavi (Aleh Rahma) Download Dawat-e-Insaaf Download Mushqil Kusha Koun? 10 Suwalat Key Jawabat Download Media: Mufti Manzoor Ahmad Faizi (Aleh Rahma) - 2 Speeches Added Allamah Sayid Irfan Shah Mash'hadi - 1 Speech Added Allamah Sayid Hashmi Miyan - 1 Speech Added Maulana Anwaar-ul-Mustafa - 2 Speeches Added Maulana Zia Ullah Qadri - 1 Speech Added Allamah Shah Abdul Haq Qadri - 1 Speech Added
  13. لفظ مظہر کے مختلف معنی ہیں۔۔ ظاہر ہونے کی جگہ، نظارے، آئینہ وغیرہاللہ نور السموات والارض (قرآن) سے ظاہر ہے کہ تمام کائنات میں اللہ کا نورظاہر ہے اور ہر شے اُس کے نور کی مظہر ہے۔ کامل مظہر وہ ہیں جن کو دیکھ کر خدا یاد آئے (الحدیث)۔ ایسے عالم کو دیکھنا خدا کی عبادت کرنا ہے (الحدیث) ۔ اور خدا کی عبادت ایسے ہے جیسے تو اللہ کو دیکھتا ہے (الحدیث) اور مظہر نور خدا کا یہی معنی ہے۔
  14. Bara-e-Karam Aap Quran-o-Hadees Sey Woh Dalail Post Ker Dein Jo Sarkar Key NOOR Honey ki Nafi Kerein.. Note Ker Lein.. Noor Honey Ki Nafi... Bashar Honey Key Dalail Nhin.. Kiyon Key Bashariyat Key Hum Qa'il Hain... Ya Noor Aur Bashar Ko Aik Dosrey Ki Zid Sabit Ker Dein Tu Bhi Muamla Hal Ho Jaye Ga... Aap Keh Rahey Hain Key Hadees Ki Sanad Nhin Hai.. Aap Pichli Posts Check kerein Main Ney Hadees-e-Pak Ki Mukamal Sanad Post Ki hai.. Aur Us Sanad Per Warid Aetarazaat Ka Rad bhi Post Kiya Hai.. Aap Is Sanad Per Apna Tehqeeqi Jawab Post Ker Dein.. Pata Chal Jaye Ga Oney Poney Damoon Jadeed Muhaqiq Koun Hai... Jo Sarkar Ko Bashar Bhi Maney Aur Noor Bhi Maney Us Per Shariat Ki Taraf Sey Kiya Hukm Lagey Ga? Umeed Hai Aap 4 Suwalon Key Tarteebwar Jawab Post Kerein Gey Aur Koi Idher Udher Ki Bat Nhin Kerein Gey..
  15. Jo Bhi Ghalat Bat Kerey Ga Woh Waqayi Ghalat Hogi... Ager Sahib-e-Bukhari ya Sahib-e-Mishqaat Ya Mufti-e-Deoband Waghera Ghalti Kerein Gey Tu Zahir Hai Un Per Bhi Us Ghalat Baat ka Hukm Lagey Ga.. Islam Mein Her Kam kerney Per Koi Na Koi Hukm Hai.. Maslan Farz, Wajib, Sunnat, Mustahab, Mubah, Makrooh, Haraam Waghera... Aub Biddat Ki Jab Aqsaam Hi Nhin Hain Aur Ager Koi Biddat Kerey Tu Asooli Tour Per Ussey Biddati (Gumrah) Kehna Zarori Hai... Key Yahi Quran-o-Hadees Ka Hukm Hai.. Tu Kiya Biddat Ka Hukm Kisi Khas Per Hoga ya Jis ney Bhi Biddat Ki Sab Per? Ager Aap Key Nazdeek Sab Per hai tu Baqaul Aapkey Yeh Muhadiseen (Sahib-e-Bukhari, Sahib-e-Mishqaat Aur Deger Tu Abhi Aapko Ginwaye Bhi Nhin Hain) Sab Gumrah T herey.. Nez Khud Ulema-e-Deoband Bhi... Tu Aap Inki Kutub Sey Istadlal Kesay Kertey Hain? Aur Bukhari Shareef Ko Quran-e-Pak Key Baad Afzal kesay Mantey Hain? Chalein Aap Deen Ko Samjhtey Hain Apney Dil Sey Faisla Ker Lein Keh Yeh Tu Sab Aapkey Nazdeek Kiya Therey Jo Biddat Ki Aqsaam Bayan ker Rahey Hain... Mazeed Aik Riwayat Fazail-e-Aamal key Hawaley Sey Saeedi bhayi Ney Post Ki Hai... Us Per Aap Kiya Kehtey Hain? Yeh Molvi Zakriya Sahib ka Qaul tu Nhin Hai Jo Ghalti Keh dein, Woh Tu Naaqil Hain... Yeh Tu Hazrat Aisha Siddiqua (Radi Allah Anha) Ka Qaul Hai.. Tu Batain Is Pait Bharney Wali Bemari Sey Sub Gumrah Howey key Nhin?
  16. Shayed Aap Key Browser Ki Cookies Option Disabled Hai.. Aur IM Opening Mein bhi Problem Hoti Hai.. Aap Browser Change Ker Key Try Ker Lein.. Ya Internet Explorer >> Tools >> Internet Options >> Privacy >> Cookies Option Check Ker Lein Disable Tu Nhin Hai.. Isko Add Kerney Ka Option Nhin Hai... Fast Reply Box Mein BBCode Add Ker Key Color Diya Ja Sakta Hai... [color=green]Text Here[/color] Wassalam Ma'Al Ikram
  17. Asif Bhayi... Mr. Ahmed Memon.. I Suggest You to Read This Book Carefully.. If You Have Lil Bit Love of Holy Prophet in Your Heart Then You Get the Solid Evidence That Why We Against Deobandi'izm..
×
×
  • Create New...