Jump to content

سگِ عطار

ںاظم اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    2,167
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    36

سب کچھ سگِ عطار نے پوسٹ کیا

  1. .. Buhut Achi Malomat Aap Ney Share Ki Hain.. Yaqenan Kafi Viewers Ko Faida Hoga.. Share Kerney Ka Shukriya...
  2. اے گنبد خضرا خدا تجھ کو سلامت رکھے دیکھ لیتے ہیں لگی دل کی بجھا لیتے ہیں جزاک اللہ شیئر کرنے کا شکریہ
  3. Rana Sahib... Share Kerney Ka Buhut Shukriya... Allah Tamam Musalmano Ko Shareeron Ki Khiyanat wa Makr o Faraib Sey Mahfoz Fermaye.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen
  4. Shariq Sahib Aap Pehli Bar Yahan Aaye Hain.. Aur Perhey Baghair Dawa Kerney Sey Baad Mein Nidamat Ka Samna Hota Hai.. In Baton Ka Mufasil Jawab Kafi Martaba Ulema e AhleSunnat Dey Chukey Hain.. InshaAllah Jald Hi Yahan In Pages Ka Jawab Post Ker Diya Jaye Ga.. Deobandiyon Key Pas In Ghissey Pittey Aetarazat Key Ilawah Kuch Hai Hi Nhin Werna Tajanib e AhleSunnat aur Fawaid e Fareediya Ka Bhi Kayi Bar Jawab Diya Ja Chuka Hai.. Aetarazat Jawabat Wala Section Check Kerein Aapko Apney Kayi Aetarazat Key Jawabat Wahan Sey Mil Jayen Gey...
  5. Daff Fiqah e Hanafi Mein Allowed Nhin Hai... Siwaye Chand Soraton Key.. Aur Un Mein bhi Sharait Hain.. Ulema-e-Karam ney Naat Key Sath Zikr Ko Allow Nhin Rakha Jo Zikr Music Sey Musha'bihat Rakhta Hoo Tu Daff Tu Ba Darja e Ola Musha'bihat Rakhta Hai... Naat Key Sath Zikr Key Khilaf Tajush Shariya Mufti Akhter Raza Khan Brelavi Ka Jo Fatwa Hai.. Ussey Perhye Ghaliban Us Mein Daff Sey Related Bhi Behs Mojod Hai.. Ameer-e-AhleSunnat Sey Madani Muzkira Mein Aik Suwal Howa Daff Key Sath Naat Perhna Kesa Hai.. Tu Jawaban Irshad Feramaya "Daff Fiqah e Hanafi Mein Jaiz Nhin Hai" Yeh Suwal Dawat-e-Islami Ki Site Sey Mil Sakta Hai.. Mager Mujhey Abhi Madani Muzkira Number Yaad Nhin.. Ager Mujhey Mil Gaya Tu Post Ker Doun Ga.. Wassalam Ma'Al Ikram
  6. Ager Us Topic Ko Remove Kerney Ka Sahi Reason Ho Tu Ker Sakta Hoon... Konsa Topic Aap Remove Kerna Chahtey Hain Aur Kis Wajah Sey?
×
×
  • Create New...