assalamualaikum,
aap logon ki fir se madad chahiye.masala ye hai ke jab juma me ek qutbe ke baad jo waqfa aata hai usme dua haath utha kar karna sahi hai ya haath nahi uthana chahiye.
aur allah taala makeen makaan se paak hai to log masjidon ko kyun allah ka ghar kehte hain aisa kehna kaisa hai?