Jump to content

Danish_Rizya

اراکین
  • کل پوسٹس

    3
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Danish_Rizya

Previous Fields

  • فقہ
    Maliki

تازہ ترین ناظرین

2,712 profile views

Danish_Rizya's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

-2

کمیونٹی میں شہرت

  1. Mera ek sawaal hai un sunni se jo bina koi daleel k kehte hain k Nabi(s) ko Allah ne ILM-E-GAIB ki sifat se nawaaza...Agar aisa hai to phir JIBREEL(as) KYA KARNE AAYA KARTE THE NABI(s) K PAAS?? Quran aur Hadees k raushni me jawaab de???
  2. Baath zara sa ye hai k mai aap se in maslo par baadh me baath karunga pehle AQAAIDH to durust kar lijya warna wo amal jo app kar rahe hain agar sahi hadees se saabit bhi hoga to aapko koi faaida nahi pohonche ga aur aap jahannam me jayega..mai saabith karunga InshaAllah quran aur hadees se k Muqallid Awwal darje k muskrik aur kaafir hai
  3. Danish_Rizya

    Ghair Muqallid Kon?

    Fiqah-hanafi ek majhab hai jo Imam Abu Hanifa k bataye hue raste par chalata hai.. Logo ka khud ka banaya hua aqeedah hai k Duniya me chaar(4) Imaam aaye- 1. Imam Abu Hanifa 2. Imam Shaafe 3. Imam ibn Humbal 4. Imam Mullick Ye chaaron imam sahi hai. Agar jannat jaana hai to in chaaron me se kisi ek Imam ki taqleed karni hogi yaani maanna hoga aur bina jhijak unki baataye hue raste par chalna hoga. Aur Ye aqeedah rakhne waale ko Muqallid kaha jaata hai yaani Imaam Abu Hanifa ko maane waala Imam Abu Hanifa ka Muqallid aur Fiqah-e-Hanafi pe Iman rakhne waala aur jaisa uske imam kehte hai chahe wo Quran aur Hadees k khilaaf hi kyo na ho use tasleem karni hogi. Aur jo shaks kisi imam ko nahi maanta ya phir uski taqleed nahi karta to use GAIR-MUQALLID kaha jaata hai jiske Imam ka naam Kaaenath-E-Aazam Taajdar-E-Haram Mustafa Mohammad sallalhu Alaihe Wasallam hai jo Quran aur Hadees k siwa kuch nahi maante, Saare duniya ki baath ek taraf Rasool ki baath ek taraf agar maana jayege to sirf aur sirf rasool ki baath ko. Brother mai aapko knowledge de raha hoon k Fiqah ko maane waala Mushrik aur kaafir hai Uske upar Jannat Haraam hai. Aur ye mai nahi keh raha hoon lekin ye Quran aur Hadees se saabith hai.I can prove it with loads of reference..Agar aap Islaam ko samajhna chate hai to Quran aur Hadees ko hi maana hoga. Mai aapko Haq ki Daawat deta hoon...Aapke reply ka intezaar rahege.....Asalam-walaikum
×
×
  • Create New...