Jump to content

sag-e-Raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    113
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ sag-e-Raza نے پوسٹ کیا

  1. , to All my sunni brothers and sisters, janab ya Allah madad shab, app ka baytarteeb jawab dekh kar app ki dabhawasi ka andaza ho raha hai, bahhar hal app ko batata chaloo kay beshak hum Hazrat Essa RuhUllah , aur Unn ki walida majida Hazrat Bibi Maryam say mohabbat Rakhtay hain, lakin hum INN Hastiyoon ko Mabood nay mantay , woo sirf Allah ki zaat hai, aur jinn lagoon ki app nay baat ki, to mohtram inn pakeeza hastiyoon say mohabbat aur aqeedat kay sath sath imen par khatma bhee zaroori hai, warna sirf inn histiyoonn say mohabbat app ko nahee bacha saktee, aur yea bhee batata chaloon kay jinn loogoon ko in hastiyoon say mohabbat aur aqeedat nahee unn kay pass iman ki dolat bhee nahe,, abb mohtaram app say sawal yea hai kah kia app ko in say koi mohabbat aur aqeedat naheee, 1, agar app ka jawab "nahee" main hai , to main pehlay hee kah chuka hoon kay pher app kay pass iman nahee, 2, agar app ka jawab "haan" main hai, to janab hum par aitraz kion? aur sath sath apnay iss munafiqana ravayee ki wazahat bhee kah ham mohabbat kareen to shirk, aur agar app kareen to toheed,
  2. janab mameenkhn shab, app maray bar bar israr par bhee maray kisi sawal ka jawab nahee day rahy balkah har dafa aik naye post kar rahy hain , aur main app ki har post ka jawab to day raha hoon, lakin pher bhee app mara koi mutaliba pura na kartay hoyee detahi ko bharpoor muzahira kar rahy hain ,, lakin bhar hall kabhi to shram aa hee jay gee app ko ,, abb chaltay hain app ki post ki janib , jis main kafi bokhalat ka shikar bhee hoyee hain app, aur kafi lajawab bhee, aur pher app ki asee setti gum hoyee kah app ko apnee hee ki gayee past yad na rahee, abb zara mulahiza farmay apnee pechlee post ka aqs Meray pehlay sawal ka jawab iis post main mil gaya k Alahazrat ne Allama Zarqani k hawalay se ye naqal kya hai. Merey duusray sawal ka jawab inayat farma dain. iss main to app farma rahay hain kah app ko app kay sawal ka jawab mill gaiya hai, kah yea Ala Hazrat ki ibarat nahee, blakah isee, naqal kia hai Ala Hazrat nay lakin pher jab app ko apnay molvi ki gustakhana ibarat ka koi jawab na ban para to app nay apnee gandi zehnaiyat ka dubara istamal kai aur pher say usee baat ka roona roona shuru kar dia,, kitnee munafqat hai app kay zehan main, Apnee post mulahiza farma lijay, aur khud he insaf farma lijay , kah app loogon ko hum deogandi kion kahtay hain,, ,, kion kah app iss kah haqdar hain,, abb iss ko kia kaha jay, app khud irshad farma dijay ga, Abb app ki aglee post ki janib, yahan par app nay hamaray Oliya karam ki tasvoof par mabni iqwal ko jis tarah Rasool kay sath gustakhana ibarat ko jora hai, iss say app ki Hazoor say anand aur bugz ka bakhoobi andaza lagya ja sakta hai,, Hala kah , unn bazurganay deen ka maqseed hee duniya aur maklooq say duri sirf Allah aur Rasool ki atayat hai, aur jis qool mian dars hai kah maklooq aur duniya main rah kar insan kaheen duniya ki rangeniyoon main aur iss ki asaiyshhoo main hee na bhatak jay, Lakin app nay kis tarah say bay adbi ka muzahira karay hoye, sath main quoeting kartay hoyee, Hazoor ka naam bhee likha , aur yahan par aik aur baat kay agar Hazoor kay ilm gaib ki baat ki jay to app ko takleef hotee hai, aur pher app dalial mangtay ho, lakin yahan par app in oliya karam ki iqwal main unn ki zehniyat kay baray main barmala izhar kar rahy ho , app kay pass koon sa ilm gaib hai yea bhee irshad farma dijay, Aur Allah k nahi balke Ahle Ma'arfat k nazdeek Maqlooq ( Huzoor bhi Shamil hai aap k ala hazrat ki zehniyat k mutabiq) aur na too app in books kay asal scan paish kar saky hain,, lakin pher bhee app ko agar aitraz hai to sabit kareen lakin asal scan kay sath aur bazahir sabott kay sath,, aisay iqwal par app apna ser marnay kay ilawa kuch nahee kar saktay, jab kah hum nay jo scan page paish kay hain unn main saf saboot mojood hain,, aun par to app jawab denay say bhee kaser hain,, App ka movli to saf lekhta abb iss main app nay maan hai kah chamar ka lafz istamal kia gai hai, aur saf nazar bhee aa raha hai, abb main nay to app ko sabit kar diay hai,shabbhai ka matlab, aur app say bhee dubra sawal hai kah zara iss ki wazahat farma dijay, kah kai yea gustkahi nahee hai, app ka molvi iss say pahlay apnee isee book main Nabi ko bara bhai kahta hai aur pher agay aa kar kahta hai kah makhlooq baree ho ya choote sab Allah kay agay chamar say bhee zaleel hai, aur iss say pehlay bhee aik post ki thee jis main nay hifzul iman ka scan page post kia tha lakin uss baray main bhee app say koi jawab mosool nahee hoya, jab kah app nay star main kud farmaya kah main issee page kay bara main baat karoon ga, saboot app ki post hai Main filhal Hifzul imaan ki ibarat pe comment karoonga P 7, 1934, jo ilm e ghaib k hawalay se hai , ye wo ibarat nahi hai jo aap ne post ki hai. Is se pata chalta hai k duusri ibarat ko paish kernay main bhi aap logon nai khiyanat ki hogi jab kah maree ki gai post yea thee lakin pher app apnee post ko bhool bhal kar asay bhagay kay ja kar tasvoof kay mozoon ka pakra,, lakin janab-e-wala, hum to app ki post ka jawab day rahy hain, lakin app ka bhee kuch farz banta hai, kah chaleen hamari post ka jawab deen na deen kam az kam apnay qool ka pass hee rakh laeen, ya pher yahan bhee wohee munafqana ravayee, abb app par aik aur sawal , kah app to apnee post main lektay hain kah app Hazoor ki hiyat kay qiyal hain, saboot app ki post hai, Mera ye Aqeeda hai k Nabi Apnay rozay main hayat hai. aur unki hayat dunya ki hayat se Aa'la hai. lakin app jis movli ko protect karnay main masroof-e-amal hain woo molvi to apnee usee kitab main kuch as tarah kahta hain saboot with scan page post, abb iss baat ki wazahat bhee app ki taraf udhar hai, zara iss munafaqana roosh ki bhee wazhat farma dijay, kah itnee ziyada munafqat kion, kia munfqat kay ilawa bhee koi cheez hai app kay deemag main, ya ,,,,,,,,,,, chaleeen ajj kay liya itna hee kafi hai ,, umeed karta hoon hameesaha kee tarah maray sawaloon ka jawab pee nahee jayeen gay , balkah inayat farmayeen gay,, Allah app ko hidyat naseeb karay,
  3. JANAB SALAR RAZA bhai,HA ALLAH, bohat khoob jawab dia app nay ya Allah madad ko, hum to Allah ka sukar ada kartay hain kah hum uss rah par hain jo kay shaksiyat say mohabat ka dars datee hai, lakin agar inn deobandiyo ko dekha jay to shaksiyat kay sath lago in ko bhe hai, bas thora sa farq hai inn main aur hum main, wo farq yea hai kah hum tay jin shaksiyat say mohabbat aur eqeedat raktay hain aur jin ki qadar kartay hain wo hain,, Hazoor-e-purnoor , Sahaba-e-karam , Tab Tabeeen Oliya izam aur unn say jo Allah aur uss kay Nabi say mohabbat rakhaty hain, lakin yea log mohanbbat aur eqeedat rakhtay hain jo gustakhay Rasool ho , gustakhay shahba ho, gustakhay Aale Rasool ho, aur gustkahay Oliya ho,, aur hameen tanay datay hain kah tum shaksiyat parasti kartay ho,, halan kah Quran majeed main Allah ka irshad hai PARA ,3 SURAH . AL-IMRAN , VERSE .32 قُلۡ اَطِيۡعُوۡا اللّٰهَ وَالرَّسُوۡلَ‌‌ۚ Say: Obey Allah and the messenger abb in say koi yea pochay kah kia ,, Rasool shaksiyat hain ya nahee, lakin yea loog bugz aur anad main itnay agay nikal chukay hain kah inay Allah ki ayat ka bhee ko bharam nahee hai, Aur abb Rasool ka irshad mulahiza farmayee, Bukhari sahreef ki revayat hai, Volume 5, Book 57, Number 11: Narrated Jubair bin Mutim: A woman came to the Prophet who ordered her to return to him again. She said, "What if I came and did not find you?" as if she wanted to say, "If I found you dead?" The Prophet said, "If you should not find me, go to Abu Bakr." agar main na mill sakoon to abu bakar kay pass chaly jayo, abb in say pher sawal hai kah kia, Abu bakar shaksiyat hain ya nahee, Aur aik jaga aur irshad farmaaya, bukhari shareef ki hee revayat hai, Volume 5, Book 57, Number 37: Narrated Anas: A man asked the Prophet about the Hour (i.e. Day of Judgment) saying, "When will the Hour be?" The Prophet said, "What have you prepared for it?" The man said, "Nothing, except that I love Allah and His Apostle." The Prophet said, "You will be with those whom you love." We had never been so glad as we were on hearing that saying of the Prophet (i.e., "You will be with those whom you love.") Therefore, I love the Prophet, Abu Bakr and 'Umar, and I hope that I will be with them because of my love for them though my deeds are not similar to theirs. tum unn loogoon kay sath ho gay jin ka sath tum mohabat kartay ho, abb hum tay mohabbat kartay hain, Rasool say Rasool ki aal olad sya, Sahaba karam say , Oliya Izam say, aur insha Allah apna khatama bhee inhee ki sath ho ga, INSHA ALLAH, AUR Deobandi kin kay sath mohabbat aur aqeedat rakhtay hain, Rasheed gangohi, qasim nanotvi, ashraf thanvi, ismaeel dahlvi, etc,, aur agar yea list lambi karta jayoon to feroon aur abu jehal bhee issee list main aytay hain,, bhar hall yea to inn ko jawab tha, abb Allah say dua hai kah Allah in ko samjhnay ki toufeeq ata farmay, aur in ko rah-e-hidayat naseeb farmay, Aameen
  4. janab mameenkhn shab, app ki post dekhee aur dekh kar hansi bhee ayee aur thora afsoos bhee hoya , wo , iss liya kah jis shaks ko yea pata hee nahee kah jis kah sath main debate kar raha hoon uss ka aqeeda kia hai, abb asay banday kay sath debate karna joy sher lanay kay mutradif hai , bahar hall ,, khair abb sab say pehlay to app ko main apnay aqeeday kay baray mian bata doon,, ta kah app zati aur aatai ilm gaib kay chakar main hee na paray rahay, balkay to the point post kareen,, haalan kah masla yea nahee tah kay Hazoor ka ilm zati hai ya aatai,, balkah masla to yea tha kah Hazoor kay ilm gaib kay baray main jo ibarat lekhee hai app kay jad-e-amjad nay wo gustakhana hai ya nahee, lakin app nay mozoon badlany ki koshis shuru kar dee, to aisa to main nahee karnay doon ga,, agay door pahcay chor wala muamla na kareen balkah maslay ko clear kar kay aglay maslay ki janib ayaeen,, Ulamay Ahlesunnat kay Aqeeda ilm gaib about Hazoor Munkareen ko ilm-e-gaib kay baray mian jawab, Aur app ki galat fahmee ka azala Lakin aik deobandi Alim apnee kitab main likhta hai, app ki pechlee post ka aqss Member Group: Members Posts: 15 Joined: A week ago Member No.: 3,494 Madhab: Hanafi Bhai Saq e Raza, Shayad kuch k jawabat aap ko DeobandDefender ki iis post main mil jain http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=8276 Main filhal Hifzul imaan ki ibarat pe comment karoonga P 7, 1934, jo ilm e ghaib k hawalay se hai , ye wo ibarat nahi hai jo aap ne post ki hai. Is se pata chalta hai k duusri ibarat ko paish kernay main bhi aap logon nai khiyanat ki hogi. Hayat -e- Nabi ka aqeeda aaj se nahi balkay ulma e deoband iss k hamesha se Qaeil hain. aur iss per mustaqil kitaabain likhi gai hain. lakin uss kay baad app nay aik bhee post iss ibarat kay mutaliq nahee ki , aur aik say aik dosree post kartay chalay ja rahy hain,, kam az kam apnay qool ka pass hee rakh lain, ya saf saf kaheen kah maray pass iss ka koi jawab nahee, abb app say guzarish hai ka ya to app iss post ko durast mantay hoyee iss ka tafseele jawab dain,, aur hamrai post ko radd kareen,, (jo app qimat tak nahee kar saktay),, aur ya pher app ko manana paray ga ,kay app kay jad-e-amjad ki yea aik gustakhana ibarat hai, umeed karta hoon kah mozoo ko badalnay ki koshich nahee farmayeen gay app, aur maray pochay gay sawal ka jawab dain gay,, na kah app humain yea samjana shorro kar dain kah ilm gaib zati hai ya aatai , woo hum app say behatar jantay hain, iss ka saboot maree post hai,, dubara yead dehani kara raha hoon post to the piont ho,, usee ibarat kay mutaliq jo app kay alim nay likhee hai,,
  5. wahabi shab, agar app ka baap foot ho jay to mara nahee kahil kah app ko pata nahee chalay ga kay woo kasa shaks tha,, agar waqee main na pata chalay to apnay baqi ghar waloon say ya apnay baap kay ezeez dostoon say pata chal jay ga, umeed karta hoon kah masla kafi had tak app kay zehan nasheen ho giya ho ga,,
  6. , Masha Allah, subhan Allah, salar raza bhai, app ki post say umeed to hai kay kafi had tak inn diyo kay bandoo ki tashfee ho gee, Jazak Allah, aur mameenkhn sahb,, munafqat chor do aur jo sach hai uss qabool karo, kion apnay ulama ka moon kala karwaty ho har post par,, aur abb tum munafqat par utar ayee ho,, abb zara inn dar-ul-uloom deoband kay fatwoon ka munfana jawab to do,, hum bhee dakian kay tum loog munafqat main kahan tak jatay hoo, sharam tum ko magar nahee aatee
  7. jee app nay apni last post main farmaya tha kay main ilm e gaib kay mutaliq guftagoo karoon ga,, aur saath main app ko Chishti Qadri bhai nay scan page bhee post kia,, lakin uss kay mutaliq app nay koi jawab nahee diya,, aur alag say aik new post kar dee, to mohtaram pahlay jo scan page hai uss ko radd to kar dain,, pher agay chala jay ga,, hum app ko hawaly datain jayeen app bagair radd kiy agay chaltay jain aisa to nahee hai, waiting for your post to the point,,,
  8. Masha Allah, chishti Qadri bhai, bohat khoob aur mameenkhn shab,, app (shayed jawab mil jay ga) , wali baat na kareen agar koi jawab saboot kay sath paish kar saktay hain to kareen, warna jo Haq hai usay maan lain,, aur doosree baat app nay ki kay main nay jo ilm ghaib kay mutaliq ibarat paish ki hai wo app kay deobandi ulama ki nahee hai, to mohtaram main nay hawaly kay sath paish ki thee, jis ka saboot Chishti Qadri bhai ki post bhee hai, app in hawaloon say kasay ru gardani kar saktya hain, app nay kaha kay main iss mozoo par baat karoon ga , lakin pher bagair koi baat kiy chalay gay,, abb app kay pass uss ibarat ka scan page bhai majood hai, agar abhee bhee app ki tashfee nahee hoye to app aitraz kar saktay hain, lakin yaad rahay kah koi bhee hawala bagair saboot ya daleel kay qabilay qabool na ho ga, app say pahlay bhee guzarish kar chuka hoon kah andhray main teer mat chalaya kareen , pahlay jo hawal paish kia jata hai ussy dekh lia kareen kah kia waqee koi asee ibarat mojood hai,, lakin app pher apni aadat say majboor dethai ka barpoor muzhira kartay hoyee, hawaloon say hee mukar jatay hain,, kuch to Allah ka khoof kareen jo haqeeqat hai usay to tasleem kareen, abb kindly agar koi bhee mazeed post kareen to mukamal hawal jaat kay sath,, zubani kalami baat nahee chalay gee, agar hamari paish ki hoyee ibarat main koi faraq nazar ayee to woo ibarat app paish kar dain , pata chal jay ga kah asal kai hai,, khali apnay moon say inkar kar danay say koi faida nahee,
  9. mashaAllah, subhan Allah,, chalian aik deobandi nay aitraf to kai kah Hazoor apni Qabr-e-puranwar main zinda-o-javaid hain,, yaqeen janay app ki iss post nay dil khuch kar dia,, iss ki aik waja yee bhee hai kah app kay isse aitraf main app kay doosray sawal ka jawab bhee hai, app ka doosra sawal yea tha, 2. Ala Hazrat RA ne jo Deobandio k ulema per un ki ibarat ko per k jo fatway lagai hai . uun ibarat ka matlab bhi to achay gumaan main nikala ja sakta hai, aur unki ibarat ka matlab bhi to unsay hi puucha ja sakta hai. abb app kud hee bata dian kah app kay jin ulama main yea kaha ho ko Hazoor mar kar matti main mill gay (maaz Allah) , to un kay iss aqeeday ko kis tarah achay guman main liya ja sakta hai,, iss ki wazahat app khud hee irshad farma dijay, aur sirf yahee nahee, iss ki elawa bhee aur kia ibarteen hain jo deobandi ulama ki kutab main say lee gai hain, kah jin par kufr ka fatwa aid hota hai,, agar yaqeen na aya to apnee ankhoon say daikh lijay,, aur khud hee faisla kar lijay,, main deobandi ulama kay kuch aqaid baqaida proof kay sath paish kar raha hoon , agar abb bhee app ko samj na ayee, to main kia kah sakta hoon, sirf Allah say app kay liya dua kar sakta hoon kay Allah app ko hidayat naseeb karay
  10. jee bohat shukria kah app yahan tashreef lay ayy,,, abb yea post bhee zara read kar lain aur iss kay baat bhee koi aitraz zehan main ayy , to banda hazir hai,, main umeed karta hoon kah agar app apni zidbazi aur ana parasti ko chor kar iss post ko phrayin gay to inshaAllah zaroor afaqa ho ga,, http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...c=3106&st=0
  11. ,suni bhayoon ko,, sabit ho gay kah iss daba peer kay pass koi jawab nahee, ,,, aur jawab hota bhee kasay, agar haq par hota to jawab bhee lay aata ,, lakin yea asay bay sharam hain,, kah sabit ho bhee jay kay yea gumrah hain,, lakin pher bhee haq ki taraf aanay ko tiyar nahee hootay,, Allah in ko hidayat naseeb karay,,, aameen
  12. , aik sawal mujay bhee karna hai,, mouwahid say,,,, mouwahid sahb,, kia app batana pasand kareen gay kah app kay maslak kay mutabiq , kia tamam Ambiya alyesalam aur khud Hazoor Akram galteyon gunhoon aur tamam burayoon say pak thay ya nahee,(padaish say lay kar akhir waqt tak) ,, zara iss sawal ka jawab enayat farma dijay,,, akhir main aik request hai,, kah maray is sawal ka do lafzi jawab banta hai,, lehaza baray meharbani baat ko ghumanee ki koshish mar karna , seeda seeda jawab eneyat karna,,, waiting..........
  13. , sunni bhayoon ko,, aur haqeeqat sahb,, app ko lambay choray jawab denay ka koi faida nahee, is liya aik hee fikray main jawab day raha hoon, kah ajj lay unn ki panah ajj madad mang unn say , tab na manay gay qiyamat main agar mann gai, kion kah ajj bhee ham sunni hee, Rasool ko pukaratay hain,, aur kal bhee ham sunni heee Rasool ko qiyamat main apnee shafat kay liya pukarayin gay,, aur thumaray jasee door kharay hoon gay. akahar main dua hai,, kah Allah tum ko hidiyat naseeb karya,,,Ameen
  14. , jazak Allah , madinah madinah,,, and karam e murshid bhai,, aap nay maree rahnumai farmai,, Allah app kay ilm o amal main izafa farmay,, aur doosre baat yea kah,, yea koi wahabi bhee iss topic main kood para hai,, to Allah kay banday yea sawal tujh say nahee kia gai,, kion kah main nay sawal karnay say pehlay likah tha kay ,,piyare islami bahion,, ,,, galaban app nay dekha nahee,,,, iss lia app apnee ilm ki dalelain apnay pass rakhin,, hamain achai tarah pata hai kah bidat kai hai,, aur kia nahee,, agar yaqeen anhee atta ,, to atna bata do kah Quran majeed main jo zair zabar paish etc,,lagay gayee theain ,, yea kis kay zamanay main lagee thain,, aur kis nay lagwaeen thain,,, ????? app kay jawab ka muntazir ,,,, to be continued...
  15. sag-e-Raza

    confusion

    , piyare islami bhaion,, mara maqsid kisi ko hit karna nahee hai,, sirf apnay dimag main utnay walay waswasay ko dafa karna hai,, mara sawal yea hai ,kah pir saqib sahmmi sahb,, bohat baray alam bhaee hain, aur ualama ahele sunnat jamat say hai, lakin un kay chahray par sunnat kay mutabiq dahree nahee hai,, iss ki kia waja hai,, hala kah main nay youtube par dekha hai,, kah mufti akmal sahb,, aur mufti abu bakar sahb,, un ki kafi tareef bhee kar rahay thay,, iss say unn kay maqam kay baray main to pata chalta hai,, lakin sunnat kay mutabiq beard wala sawal bhaee zehan main aata hai,, baray maharbani maree rehnumai farmain,, jazak Allah ho khara
  16. , Asif bhai,, jazak Allah aur haqeeat shab,,, main bhee baree shidat say app kay jawab ka intazar kar raha hoon,, khail rahy ziq zaq main jawab darkar nahee hai,, sirf to the point ,,, waiting...........
  17. , dabba peer,, ya ta chup kar kah mann lay,, agar nahee, to pher jis tarah hum nay mukamal hawalajat kay sath sabit kia hai, tu bhee hawaljat kay sath rad kar day, aur agar abb bhee tu hawalajat kay sath radd na kar saka to samjh lena kah to nuqsan walay rastay par hai,,,,, taray kan hain, lakin tu haq baat sunta nahee,, taraee ankhain hain,, lakin tu haq baat dekh kar samjah nahee sakta,, tara damagh hai, lakin uss par jahalat ka parda hai,,, akhar main Allah say dua karta hoon kay tujay haq ki rah par chalay,, agar tu khuli ankhon say dekhay aur common ho kar sochay to tujahy samjh aa jay kah haq par koon hai, joo molvi iss kisam ka jhoot bool saktay hain,, unhoon nay tujay aqeeda ki kisam ka dia hoo ga ,, yea sochna taray kaam hai,, yad rakhyoo,, agar aqeeda sahee na hoya ,,to isalm say out ho jata hai insan,,,,
  18. , jazak Allah brothers,, sahee moun band kia hai iss dabba peer ka dabba peer,,, kitay nass gay hoo,, jawab kion naee danday,,kion>???????? hawa nikal gayee hun
  19. , i am totaly agree with you gulam e mustafa bahi,,,
  20. , date aur honey,, in dono main say aik jawab hai,, kion kay main sure nahee hon is lay confirm jawb nahee day sakta,, waiting for correct answer,,,???jazakALLAH
  21. , jazak ALLAH broter ,, for sharing,,, ALLAH aisay loogon ko garat karay,, jinhoon nay aisee gustakhee ki hai,,,
  22. aur peer sahb,, zara eid kay din galay milnay kay baray mian bhee roshnee dalyee ga,,, fatwa to ham nain dekh liya hai,, bas app kay moon say bhee aitraaf zaroori hai,, lakin plz plz plz,.. to the point sirf galay milnay kay baray mian roshnee dalyee ga,, aur baat ko pahrnay ki koshish mat kijay ga,,,,,,,, waiting
×
×
  • Create New...