Jump to content

sag-e-Raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    113
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About sag-e-Raza

  • Birthday 26/06/1983

Previous Fields

  • فقہ
    Hanafi
  • پیر
    Ameer-e-Ahlesunnat

Contact Methods

  • Website URL
    http://
  • ICQ
    0

Profile Information

  • مقام
    Hijaz-e-Muqadas

تازہ ترین ناظرین

861 profile views

sag-e-Raza's Achievements

Enthusiast

Enthusiast (6/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

3

کمیونٹی میں شہرت

  1. , ,saeedi bhai bohat khoob jawab diya hai, Allah app kay ilm aur amal main izafa farmay , Ameen
  2. , Allah ki qasam , dil khush kar dia , Allah tala hum sab ko chal madinah ki sa'adat naseeeb farmay, Ameen, app ko bohat bohat mubarak ho, iss nay bhee madinah dekh liya , uss nay bhee madinah dekh liya, kash woo din bhee aye main bhee kahoon main nay bhee madinah dekh liya,,,,,, aameen
  3. , main Alteejani bhai say aik sawal karna chayoon ga., Ateejani bhai kia moojuda christian ahle emaan hain, yan nhee, agar app ko iss ka jawab atta hai to khud day dain. waran app kisi sunni alim say bhee poch kar jawab day saktay hain, app kay jawab aanay kay baad main Ala Hazrat ka aik fatwa app ko paish karoon ga, jis say umeed hai kah app ki kafi tashfee ho jayee ge, yaad rahy mera sawal karnay ka maqsad app par tanz ya mazaq karna nahee, balkay maslyee koi noeeyat ko app par waziha karna hai,
  4. , imam kay peechay namaz phraty hoye agar muqtadi say galti ho jay to muqtadi par sajda sahau nahee, kion kay imam ki namaz hee muqtadee ki namaz hai, iss say muqtadi ki namaz par koi farq nahee parta,haan agar imam say galti ho jay to imam bhee sajda sahu kary ga aur tamam muqtdi bhee, umeed karta hoon kah masla app ki samjah main aa gia ho ga , apnee khasusee duyion main yadd rakhee ga,
  5. sag-e-Raza

    I Am Back

    Aslam o alakum. aik taveel gair hazri kay baad ajj pher islami mehfil join karnay ki sa'dat mili hai, umed karta hoon iss dooran app sab looq khariat say rahy hoon gay, Allah day dua hai kah Allah app ka aur mera yea sath ta dair kaim rakhay Aameen
  6. ,to all muslim sawal no ,3, jawab mulahiza hoo, aur mameenkhn sahb,,zara iss ibarat say ilm gaib ka ta aluq to wazhia kar dijay ga, kay iss ayat say kis tarah sabit ho sakta hai, kay Hazoor kay pass ilm gaib tha ya nahee, sawal no,4, ayat ka tarjuma, Then the hoopoe (Hud-Hud) did not stay long and he came and said, 'I have seen that which you have not seen abb is main kis jaga say tum sabit kar saktay ho kah , Nabi kay ilm ki nafi ki gayee hai, tum qiyamat tak sabit nahee kar saktay, tum nay jo tarjuma kia hai, woo koi gustakhay Rasool kar sakta hai, aur main nay jo tarjuma paish kia hai yea Ashiqe-e-Rasool ka kia huya hai, raha sawal Hazrat Moosa kay baray main , to janab app ko jis ayat par aitraz hai woo post karo, ta kah tumain to the point jawab dia jay, To be continued.................
  7. ,to all muslim mameenkhn sahb, sab say pehlay to main yea kahna chayoon gay kah app main jahalt koot koot kay bharee hoyee hai, aur apnee asee jahalat ko chupanay kay liya abb app rah-e-farar ikhtiyar kar rhay hain, aur abb tum kis tarah say iss forum say bagnay kay liya jhoot , dagabazzi aur munafqat ka muzahira kar rahy hoo , woo mian iss thread ko pharnay walay tamam loogon kay samnay paish kar raha hoon, sab say phelay to tumhari jahalat ,,,,,, mameenkhn shab,, app duniya kay pelay shaks hain jo aik ikhtalafi maslay (hifzul iman ki ibarat) ko aik ikhtalfi maslay (ilm e gaib) say hal karnay ki baat kar rahay hain, halan kah hoona to yea chahyee kay agar koi ikhtalaf hai,to aisa sawalat kiay jayeen jo hum main mustarika hoon, lakin app ki aqal kay qul purzay shaid jawab day chukay hain, iss liya abb app ko koi samjh hee nahee aa raheee kay koon koon say sawal karnay walay hain, ya kis tarah say app iss ibarat ko defand kar saktay hian, hala kah , app kay kiyaee gay sawalt kay liya main nay aik alag thread ka address post kia lakin app wahan par janay ko bhee tayyar nahee, kion kah app jantay hoo kah agar mutaliqa forum main ja kar post kia to yahan par maray pochay gay sawalat ka to the point jawab dena ho ga jo kay app denay say kasir hooo, lakin pher bhee kis dethayee say mujh par hee ilzam bhee laga rhay ho kay main nahee chah raha kay kisi ibarat par baat ho, lakin bahr hal , abb chun kah app ko rahe farar nahee deena iss liya app ko main app kay pochay gay sawalat kay mukhtasar jawabat day rha hoon, umeed karta hoon kay abb app kisi aur munafqat ki bajay maree ki gayee tamam posts ka to the point jawab doo gay, tumhara sawal no 1, Kya aap k nazdeek Nabi pak Aalim ul ghaib hain? jee HAZOOR , Allah ki Atta say gaib ka ilm rakhtay hian, No 2, Kya Nabi pak ko ilm ul ghaib kulli haasil hai? (kulli se murad jaisa ilm ul ghaib Allah ka hai ghair mehdood koi inteha nahi, agar mehdood aur mutanahi hoga to kulli ki definition pe fit nahi hota aap ko samjhanay k liye main ye arz kerta hun agar Allah ghaib ki saari baaton ka izhaar kerdain magar sirf aik baat ko zahir na karain to bhi Nabi ka ilm kulli nahi kehlai ga uus aik baat ki waja sai.) jee maray aqeeday kay mutaibq Allah alim-ul-gaib hai ,aur Allah kay atta say Hazoor ko kulli ilm hasil hai, yanee kaynat kay zaray zaray ka ilm hasil hai, aur aik baat aur yaad rahy kah, kulli ya baz , ki defination tab hee lagyee jatee hai jab yea kisi ki atta karda ho, aur chunkah Hazoor ko Allah ki taraf say aata karda hai iss liya kulli ki defenation istamal ki jati hai, lakin Allah ka ilm gaib zati hai, kisi ki taraf say aata karda nahee iss liya kulli ilm gaib, ki defination Allah kay liya istamal nahee ki jati, lakin tumhari post jahalat ka moon bolta saboot, kam az kam jo sawal kar rahy hoo uss kay baray main kuch ilm to hasil kar liya karo, And wait, untill i answer the rest of the question, to be continued,,,,,,,,,
  8. ,to all muslim munna bhai, excellent job salar Raza bhai , aik cheez aur app note kijay kay yea shaks(ya Allah madad) apnee post main modudi ka zikar kartay hoyee sahab ka lafz use kar raha hai, jab kay Aala Hazrat kay liya iss nay aisa koi lafz use nahee kia, agar iss ka ikhtalaf dono kay sath hota to yea dono mian say kisi kay liya bhee izzat ka lafz istamal na karta , iss becharay nay modudi ko galat kah kar ,munafqana ravaya apnanay ki bharpoor koshis ki, lakin apnay andar ki gilazat ko , yanee modudi kay sath apnee apnaeeyat ko chupa na sakka,
  9. , to all sunni brothers, mameenkhn shab, zara iss ka mafhoom to samjah deena tah, kay yea note liknay ki zaroorat app ko kion paish ayee, aisee koon see baat hai jis par app nay kaha hai kay abusive language yani gali ki ijazat nahee hai, zara mujay bhee to pata chalay kah mian nay kahan par gali dee hai app ko waiting......................
  10. , to all sunni brothers mameenkhn sahb , main nay app ko pehlay bhee kaha hai kah thread ko tabdeel karnay ki koshish na karo, lakin tum apnee deogandi zehnaiyat ka bharpoor istamal kar rahay ho , kay kisi tarah say mozoo tabdeel ho kar ilm gaib par chala jay, to mohtaram abb app kay pochay gay sawal ka bahtreen jawab kay jis par app ko aitraz bhee nahee ho ga, woo yea kah zaheree baat hai kay tumharay aur maray aqeeda ilm gaib main zameen asman ka farq ahi , aur jab mian tumharay pochay gay sawal ka jawab apnay aqeeday kay mutabiq doon ga to woo jawab tumharay aqeeday say match nahee karay ga, aur pher yahee waja banay gee kah tum apnay movli ki likhee gayee ibarat ko maray aqeeday kay mutabiq samjah nahee saktay, to iss ka asan tareen hal yea hai kay main tum par chorta hoon kah jo aqeeda tumhara aur tumharay molvion ka hai ilm gaib kay mutaliq , tum usee kay mutabiq sabit kar do kay yea ibarat gustakhan nahee hai, aur kia tumharay aqeeday kay mutabiq Hazoor kay ilm gaib ko janwaroon say tashbee dee ja saktee hai, (maazAllah) aur sath mian jo main nay sawal kia hai hifzul iman ki ibarat kay mutliq uss ka seeda seeda jawab do munafqat na karo, iss liya abb chaleen chalna choro , aur sedee tarah jawab do jo jo main nay post kiya hain, aur agar koi sawal tumharay zehan main ilmgaib kay mutaliq hai to yea tumain thread ka address post kar raha hoon yahan par app apna koi bhee sawal post kar saktay hain, http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...c=2554&st=0 lakin yahan sirf gustakhan ibarat kay mutaliq baat ho gee, aur aik cheez main nay aur highlight ki hai, kay tum abb baqi sawaloon say bagh rahay ho.. aray agar baat nahee kar saktay to tumhain main nay pehley bhee ijazat dee hai kay apnay kisi baray ko bulla layoo, kion kah tumahree moojooda post ko dekh kar sab bhai jo iss forum ko parh rahy hain woo samjh saktay hain kay tuhmaray danay abb kahatam ho chukay hian , aur tum abb farar kay rastay ikhtiyar kar rahay ho,iss liya abb bahanay na banayoo aur seedee tarah jawab layoo, tarteeb kay sath jo jo post ki hain unn ka tarteeb ky sath jawab do, bagoo nahee, apnee bokhlata to dekhoo , yea bhee kha rahy ho kay main filhall hifzul iman ki ibarat par baat karoon ga, aur sath main yea bhe kah rahy ho kay app post kartay jayoo, wah tumharaee aqal par sadqay,, yani main post karta jayoon aur tum jawab na danay ki baat bhee karo, wah,
  11. , to all sunni brothers, deobandi aqal kay andhay to hain hee, sath sath ankhoon say bhee andhay hee hain, iss thread ko parnay walay tamam bhai dekh saktay hain kay main bohat pehlay hee masla ilm gaib par iss shaks ko apnay aqaid paish kar chuka hoon , aur sath main yea bhee likah tha kay mara sawal ilm gaib nahee balkah gustkahan ibarat kay mutaliq hai, lakin kis tarah say yea shkas maray pochay gay sawalat ka jawab na pa kar, apnee taraf say kamal hushearee dekhatay hoye ,mozoo ko dubara say ilm gaib ki janib moor raha hai, to mameenkhn sahb, app ko dubara bata doon kay masla behas ilm gaib nahee, balkah gustakhana ibarat hai, agar tumharay pass in sawaloon kay koi maqool jawabat nahee hain ,to apnay kisi baray ko lay ayoo, lakin mozoo ko badalnay ki koshis mat karo, warna tumhari ki gayee post delete kar di jay gee, aur agar ilm gaib kay mutaliq baat karnee hai , to ilm gaib kay mutliq forum main thread mojood hain, wahan jo sawalat karnay hain kar saktay ho, lakin yahan nahee, aur apnee pechlee post main main nay kaha tha kay app kay molvion kay mutaliq 2 adad fatway post kiya hain jo app kay hee movlion nay diyee hain, unn kay baray main kiya khial hai, kiya jin molvion nay fatwa diya hai woo sahee hain , ya jin kay khilaf diya hai woo sahee hain,, abb tum jayoo gay kahan dono taraf to deonbandi hai, phas gay aur jo sawalat kiya hain unn kay jawabat , sath main 2 adad aur post ki hain, jis main kafi sari bakwas hai tumhary molvion ki janib say , unn par bhee tumharay khailat-e-galiza ka muntazir hoon,
  12. ,to all sunni brothers, janab mameenkhn sahb, pechlee posts kay jawabat to app par udar hain hee,aur inn kay jawabat bhee irshad farama dijay, kay inn ibaraat kay baray main app koon si roosh apnana pasand kareen gay , Munafqana, ya Jhoot DEOBANDI MOLVI HUSSAIN ALI APNI TAFSEER BAGATUL HERAN MAIN LIKHA HAI KAH ALLAH AZZAWAJAL KO PEHLAY SAY KUCH ILM NAHI HOTA , USS KAY ILM MAIN JUB ATAA HAI JUB BANDA KOI KAAM KARTA HAI. (AL'AYAZUBILLAHI TA'ALA) Umati Amal mian Ambiya say barh jatay hain, (Maaz Allah suma Maaz Allah )
  13. ,to all sunni brothers, Alahazrat Imam e Ahlesunnat Imam Ahmed Raza Khan alaihirahmatir Rahman nay Ismail Dahalvi ki kitab say bayshumar kufriyat naqal karay laiken is ki takfeer nahee farmaiay is ko kafir kahnay say Sakoot farmaya aur yei is baat ka saboot hai kay jo deobandi kahtay hai Alahazrat nay har kisi ko kafir kah dia wo sab say baray jhotay hain. Alahazrat ka Ismail dahlavi ki takfeer na karna is baat ka buhat bara saboot hai kay Ulama e Ahlesunnat kisi ki takfir kay baray mai kis qadar ahtiyat say kaam laitay aur Alahazrat nay yaqeenan jin pay kufr ka fatwa lagaya wo apnay kufr pay qayam rahay , na koi wazahat na koi tau'ba balkay barha dawat dee khat likhay koi asar na howa ,,,, Ismail Dahalvi kay baray mai albatta yei mashoor hogaya tha kay us nay ta'uba kar lee hai aur apni kitab taqwiyat ul iman kay aqa'id say tai'b hogaya hai isi waja say Alahazrat nay Is kay baray mai sakoot farmaya kay 1 baat aisi mashoor ho gaee thee kay Is shaks nay tauba kar lee hai .. Fatwa kufr say pahlay Alahazrat nay deobandi wahabi dosray mullao ko bhee khatot likhay thay kay wo wazahat karain apni kitabo mai darj gustakhana ibarat ki , Tauba karain magar wo sab apnay kufr pay datay rahay salha sal wo kitabain waisay he chapti rahee na koi tauba kee gaee na koi wazahat kari gaee jab kahee ja kay har ahtiyat har mumkin qadam uthanay kay baad Alahazrat Imame Ahlesunnat nay deobandi mullao pay fatwa kufr lagaya.. Deobandiyo ka hal yei hai kay khud he kahtay hai Alahazrat nay hamaray mullao ko kafir kah dia barelvi har kisi ko kafir kah daitay hain (jo kafir hai us ko phir kia kaha jaiay ga?) phir khud he yei bhee dawa kartay hai Alahazrat nay Ismail Dahalvi ko kafir nahe kaha .. in say koi pochay jab har kisi ko kafir kah daitay hai tu Ismail dahalvi ko kahnay mai kia haraj tha? sabit howa Alahazrat nay jin jin deobandi wahabi mullao ki takfeer kari un pay takfeer sabit ho chuki thee aur un ki takfer lazim ho chuki thee i think my answers are almost complete ,now its your turn to answer,but remember don't ever do munafqat in your reply,
  14. ,to all sunni brothers, janab app say choti aur bari makhlooq kay baray main pocha gia tha kay choti aur bari makhlooq ka farq wahzia kar dijay, lakin uss ka jawab to pee gay, aur lagay dubara say wohee rat laganay, abhee tak to iss ibarat ka defa kartay ayee ho, aur abb jab koi jawab na baan para , to munafqat shuru, kar jitnee munafqat kar sakta hai kar, lakin yaad rakhna yea to kuch bhee nahee abhee to sirf shuruaat hai, kis kis ibarat say bagao gay, tumhari to kitabain bhree pareen hain gustakhana ibaratoon say, agay agay dekthay jao, aur main nay 2 adad fatway post kiya tahy tumharay molvion kay,jo kah unhoo nay apnay hee molvion kay baray main diya hain unn ka jawab bhee hazam kar gay tum, kion jis ka jawab nahee aata ,uss post ko aisay hee hazam kar jatay ho. jawab kion nahee dia, ?
  15. ,to all sunni brothers, to janab mameenkhn sahb iss baray main kia khail hai, zara inn ki ibarat ka mafhoom bhe pasih kar dijay, oo aqal kay andhay ,,, main nay jo post ki hain woo Nabi karim ki shan mai gustakhi kay baray main hain, Aala Hazrat nay jo likha hai woo apnay baray main hai, apnay app ko woo aajzee aur inkisari main jo likain iss par tumain kia aitraz , haan lakin jab baat ho gee Hazoor kay baray main likhee gaiee kisi ibarat kay baray , to pher mafhoom bhee dekha jay ga, pher matlab bhee dekha jay ga, pher tashree bhe ki jay gee, pher siyaq o sabaq bhee kia jay ga, aur pher jis nay jo likha uss kay mutabiq uss par fatwa ho ga, koi Ashiq e Rasool to koi Gustakh e Rasool abb main to woo post karoon jo tumharay molvion nay Hazoor kay baray main likha hai, aur tum woo post karo jo Aala Hazrat nay apnay baray main aajzee aur inkasari main likha hai, ooo kuch to shram karo, mazooo kay mutabiq post to karo, lakin shram tum ko magar nahee aatee
×
×
  • Create New...