Jump to content

Qadri Sultani

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,554
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    79

سب کچھ Qadri Sultani نے پوسٹ کیا

  1. Had ho gay hay ImHanfi Sb.Aap bo shayad boukhalahat main meri post nazar he nahi aa rahay.Ya I think now u r unable to differentiate between Chishti Qadri and Qadri Attari.Agar aap humain Raza Khani likh saktay hain tu aap ko ImNajdi likh dia tu kya ho gya janab. Aap aayn Noor walay topic par aur jo questions wahan pehlay mojood hain un ka jawab dain.Aagay daikhtay hain kya hota hay.... I m waiting for your reply....
  2. Janab ImHanfi Sb.main nain tu aap ko ImHanfi he likha hay na keh kuch aur.Laikan ab jab aap say koi bat nahi ban rahy tu apna ghusa zahar karnay k lia yeh sab likh rahay hain.Laikan aisa likhnay say humain kya faraq parta hay. Aap nain Noor k baray main phir poocha tu aap say pehlay b araz kia tha keh aap Noor walay topic par aa jayn laikan hat dharmi ke wajah say aap hain ke kuch samjnay ka naam he nahi lay rahay.Aap ko pata chal jay ga wahan ja kar keh humara aaqeeda kya hay?????Aap k Sajid Khan nain woh topic ko aagay chalanay ke try ke thee laikan aik 2 reply k baad wahan phir nahi aaya.Kyon keh aap k Akaabar hud Huzoor e Akram Sal Allah o Alaih e Wa AaleHee Wasalam ko hissi noor mantay hain laikan shayad aap apnay akabr ko kuch nahi jantay. Ashraf Ali ke tu bat he nahi hui janab.... Aap nain Imam e AhleSunnat ke bat ke tu janab araz hay keh Sag e Attar bhai nain aik book send ke thee aap ko Lazoom o iltizam e Kufr.Laikan aap nain kaha pary ho ge janab.... Topic koi aur hay aur aap pata nahi topic ko kahan lay kar ja rahay hain.Bat woh he kia karain jo keh is topic ka subject ho.Aap ke buhat meharbani ho ge.
  3. Janab ImHanfi Sb.aap ghusay main kyon aa gay ho??Janab kal is nacheez nain aik link send kia tha jo keh isi topic say related tha.Aap ko chahya keh pehlay us ko parain phir is topic say related he batain yahan post karain ya usi link main post karain jo kh pehlay send kia tha. Aur rahy bat Sajid Khan aur Malang ke tu woh koi nahi ban yahan.Sajid Khan has podted an answer some days before on the topic of Noor and Bashar. Aur rahy bat aap k Malang bhai ke tu janab aap zara yahan us ke posts tu daikhain.Sirf tamasha lagata hay woh banda.Koi ilmi bat nahi hoty us ke posts main. Aap ko Salar Raza Bhai nain Kharashi kutta say tashbeeh de sirf na keh kharashi kutta kaha.Apnay aap ko kharashi kuttay say resemblance feel karnay say aap ko itni sharam mehsoos ho rahy hay tu jo gustakhian tum log Huzoor e Akram ke shan main kartay ho,kabhi apnay jaisa bashar samjana aur kabhi Naoz o Billah chumar say b zayada bad tar samjana,yeh batain kya tumhari samaj main nahi aaty?????? Aur aap nain Salar Raza Bhai say Noor par question kia tu janab aap Noor o Bashar walay topic par aayn us ko daikhain wahan aap ke buhat pitay ho rahy hay Alhamdo Lillah.Aap k Sajid Khan nain Hadees e Noor par jarrah kartay huay apnay Imam Tayymia ke bat post ke.Jis ko hum hujjat nahi mantay.Laikan baad main is topic par koi jawab na aaya.Laikan aap is topic say related batain yahan post karain.Agar aap ko Noor o Bashar par koi aitraz hay tu wahan aa jayn. Aap nain Tafseer Ibn e Kaseer wali bat likhy jis par aap say kaha gya new post banayn laikan aap apni zid par qaym hain.Yahan k topic ko copy paste kar k wahan deo...bandion ke site par paste karna humaisha aap logon ka maamool hay. Aap nain yeh b likha keh wahan us site par aap nahi aatay tu janab humain kya zaroorat hay aanay ke.Jis nain koi bat karni ho yahan aay. Aap bar bar kawway wali post par aik 2 questions repeat kar rahay hain.Jin ka jawab pehli posts main mojood hay laikan hat dharmi ke intiha...... Umeed hay aap har bat ko us k related topic main he post karain gay Insha Allah
  4. Janab Mouhawid Sb.zara pori post theek tarah sar tu laitay baad main jawab likhta tu acha tha. Daleel Ut Talib k sath Nawab Siddiq Bhopalvi ka name likha hua hay.Molvi Waheed Uz Zaman ka name likha hua hay.Aur kitnay logon k name likhay huay hain. Aur janab afsos hay aap par keh aap ko apnay he molvion k name nahi aatay aur na un ke books ka kuch pata hay. Aur jaisa keh aap k Shahid Nazeer Sb.nain likha keh hum in cheezon ke tardeed kartay hain tu apnay kisi Muft...i ka fatwa lay aay keh yeh sab ghalat cheezain hain. Ya phir Quran o Hadees say saboot de jia in sab ka....
  5. Janab Mouwahid Sb.araz hay keh agar aap ka yeh he aqeeda hay tu in sab cheezon ko sabat karain na Quran o Hadees sa........ Agar sachay ho tu apna sach sabat karo.Quran aur Hadees say.... I m waiting for your reply.
  6. Janab ImHanfi Sb.aap k is sawal ka jawab buhat he achay tareeqay say pehlay he is forum main dia ja chuka hay.Aik hindu nain yeh aitraz kia tha jis ka jawad check karain aap ... http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...amp;#entry36175
  7. Talib Shah k baray main yeh discussion pehli b mojood hay. Sadiq kohati on Talab shah. http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=2904
  8. Janab Shahid Nazeer Sb.aap ko shayad swala nazar he nahi aa raha???Mera sawal hay keh aap jis tarah daawa kartay hain keh aap ke har cheez Quran Sunnat say sabat shuda hay tu kuch sawalat thay un par aur un par aap ko challange kia gya tha keh in ka Quran o Hadees say proof dain tu bajay is kay keh aap in cheezon ka jawab dain tu aap nain aagay say aik new chapter khol dia. Agar aap ko in sab par discuss karnay ka buhat he zyada shoq hay tu AhleSunnat par aitrazat walay topic main aik new sub topic start kar lain. Aur jaisa keh aap nain kaha keh aap sab apnay in Ulma ko mantay he nahi ya in ke in abarat ko mantay he nahi tu janab aap apnay kisi Muft...i ka fatwa yahan attach kar dain jis main in Ulma say braa't ka izhar kia gya ho aur mujay poora yaqeen hay keh aap Insha ALlah kabhi aisa nahi kar sakain gay. Ab bajay wah wah karnay ya koi aur bat karnay k aap say guzarish hay keh aap apnay in aqayd ko Quran o Hadees say sabat karo.Na keh dheengain maro.....
  9. Janab ImHanfi Sb.yeh aap ka qasor nahi hay balkeh yeh sab DEO...BANDION ke aadat hay keh jawab parnay say pehlay he agla sawa kar daitay hain. Zara aankhain khol kar is post ko daikh tu lo keh tumharay in sawalat ka jawab in main hay ya nahi???????? Had ho gay tasuab ke bina par
  10. Janab ImHannfi Sb.aap yeh par lain is main aap k sab sawalat ka jawab dia gya hay.Is main parrot ka b zikar hay.
  11. Janab Fikar e Aakhrat Sb.ab main yeh araz karon keh aap nain sirf hat dharmi apna rakhy hay tu bay ja na ho ga.Main nain aap ko jo link dia tha aap zara us ko daikh tu laitay.Us main qabar kushy karnay say pehlay kitnay logon nain Hazrat Qibla Mufti Sb.ke Qabar Sharif ko daikha.Un k comments kya thay??Unhon nain kis kis organ ko kis kis halat main daikha. Aap nain meri pichli posts main say kisi aik ka b jawab nahi dia...... Aap nain adipocere ke bat ke tu janab jab aap ke pehli condition he nahi apply ho rahy jis ka is nacheez nain apni pichly post main baray detail say us k har process ka zikar kia aur baad main aap ke bat par us ko lago kia tu aap ke aik bat b sahi sabat nahi ho saki janab. Aap in sab baton ko chor kar kahan tak bhagain gay.Sirf net say link dainay sa kaam nahi banta janab. Aap bar bar behas kar rahay hain Forensic ke aur decomposition ke tu janab kaash aap meri pehli posts aik bar sirf par tu laitay tu aap ko samaj tu aa jaty keh what is the relation of Putrifaction or decomposition with death or forensic medicine. Aap par buhat zyada afsos ho raha hay keh aap aik science k student hotay huay b in sab cheezon ko jin ka practical proof is nacheez nain dia un say inkar kar raha hain..... Aik banday nain daikha ya Qabar kushay wali parday ke bat aap nain ke tu janab aap kash is lia ko dpwnload kar laitay tu aap yeh sawal he na kartay.Janab har aik qadam par Muftian e Sharra e Mateen say poocha jata raha.Aap is ko daikh tu lain phir baad main kisi par blame lagayn. Aap nain likha keh Mun Qibla rukh tha aur is k baad likha keh kya murda b apni position change karta hay??Tu janab is tarah ka sawal karnay say pehlay kuch par lia karo tu achy bat hay keh jab Azab e Qabar hota hay tu kya kya hota hay murday k saath.Bones tak nazar nahi aateen aur aap mun ke bat kar rahay ho.....Had ho gay hay yar really. Humaray Muhtram Haji Ubai Raza Muda Zillu Ul Aali par ilzam laganay say pehlay soch tu laitay keh kya woh yeh sab jhoot bol rahay hain???Un ko apni shuhrat say kya laina daina???Un ko pehlay koi shuhrat kam mili hay. Brah e meharbani aap fuzool ke batain karnay ke bajay sirf isi topic par discussion karain tu acha hay. Apni pehli post par aa jayn.Us k baad un par kia gay questions ka abhi tak wait hay mujay. Camphor ka use???? Aap nain is process ko examplify kia tha Egypt walon k method say tu un ka traeeqa kya tha mummification ka???? Aap Aulia par Hadees k munkar huay???? Meri last post main aap k har process ko detail say bayan kia gya aur us ka rad b kia gya.Aap nain us par bilkul discuss nahi ke... Apni post main aap nain muj par ilzam lagaya tha keh main nain video daikhy he nahi..Janab aap ka woh jhoota ilzam????? Aap har bar clothes k baray main keh daitay hain keh it depends upon environmental conditions...Tu janab kis tarah ka environment chahya aap k is process ko continue karnay k lia????? Araz hay keh thori se Chemistry is nalayq ko b aaty hay.Hum nain b study ke hui hay laika janab aap koi bat scientifically proof he nahi kar rahay tu aagay bat kaisay chalay???? Aap say araz hay keh bajay is kay keh topic say unrelated baton ko discuss karnay k aap sirf aur sirf scientific proof say bat karain tu aap ke meharbani ho ge. Umeed hay aap camphor walay question say apnay answers daina start karain gay Insha Allah. Agar koi sakhat kalami ho gay ho ya koi bat aap k dil ko buri lagi ho tu moafi ka talab gar hon. Aap k reply ka wait rahay ga Insha Allah.
  12. Original page scan karo.Na koi hawala dia na koi page bataya. Zara pehlay meray sawal ka jawab do.Sawal par sawal tu sab he kar laitay hain.
  13. Ab hum sirf un phases par discuss karain gay jin ka is topic say relation hay. 1.Putrifaction or Decomposition. Yeh woh process hay jis main complex organic molecules ka breakdown hota hay aur woh simple inorganic molecules main convert hotay hain.Yeh sara process enzymes ke presence main hota hay.Yeh enzymes decomposers produce kartay hain jo keh Bacteria ya Fungi.Ya yeh process autolysis ke wajah say hota hay. Ab is process ko hum 4 phases main divide kartay hain. 1.Change in colour 2.Deveolopment of foul smelling 3.Appearance of maggots 4.Colliquative putrifaction Tu janab hum bas aaj isi par discuss karain gay.Adipocere aur Mummification baad main. 1.Change in colour:::Janab main is detail main nahi jaon ga ka yeh process kaisay hota hay aur is main kaisay changes aaty hain.Bas aap bar bar yeh question kar rahay hain keh decomposition???Tu janab aap say aik question keh kya aap nain ghor say video daikhy hay jis main Hazrat Mufti Sb. ke paishani dikhay gay hay.Kya us main aap ko koi colour changes nazar aay???AlhamdoLillah mujay tu koi aisi bat nazar nahi aay.Aur according to Shahzada e Attar Hazrat Haji Ubaid Raza Attari keh unhon nain aisi chamak daikhy paishani par jo keh cameray main nazar nahi aay. Ab aap ke decomposition ka pehla step tu wrong sabit ho gya. 2.Development of foul smelling:::Janab jab decomposition star hoty hay tu tissues ke breakdown ke wajah say foul smell appear hoty hay. Ab aap say aik question janab..Kya is video main aap nain kisi ko nose par haath rakhtay huay daikha ya smell ke wajah say kisi ko vomiting kartay daikha????Aap kisi say b pooch lain keh kya us ko koi smell feel hui??? Janab aap ke decomposition wala dosra step b ghalat ho gya.... 3.Appearance of maggots:::Janab e aali jab foul smell ho ge tu fly tu move karay ge na wahan smell ke taraf..Jab move karay ge tu apni breeding b karay ge jis ke wajah say is k developmenatl phases k doran sab say pehlay maggots phir pupa aur baad main larva main convert ho ge.Tu janab aap koi b aisi shahadat dikhayn jis main aap ko koi batay keh us nain wahan maggots daikhay???? Janab e Aali is say aap ke decomposition wala teesra step bhi ghalat sabat ho gya. 4.Colliquative liquifaction:::Janab yeh decomposition ka last step hay.Is main body semi solid condition main convert hoty hay.Thorax burst ho jata hay.Abdomen burst ho jata hay.Janab jab pehli stages he nahi hui aur na daikhnay ya sun nay main mili hain tu yeh stage kahan say aay ge.. Decomposition ke 4th stage b ghalat proof ho gay..... Janab aap ko kapron ka bhi jawab mil gya. Aap nain Sufia k baray main kuch likha tu janab humara yahan topic Aulia Allah aur Sufia e Karam nahi hain.Agar aap ko in par discuss karnay ka shoq hay tu aik separate topic pehlay say mojood hay aap us par jayn wahan par lain.Main nain wahan kafi jawab day dia hua hay pehlay b is topic par. Laikan aap par meray sawal abhi kuch udhar hain. Effect of Camphor jaisa keh aap nain sab sa pehli post main zikar he is ka kia hay....Is ka jawab abhi tak nahi aaya????? Clothes par is ka kya effect hay us ka jawab aap nain kuch b nahi dia.Sirf apnay words main he is ka jawab dia na keh scientifically.... Janab main nain Aulia Allah k baray main aik Hadees Sharif paish ke jis ka aap nain jawab na dia...... Ab Adipocere aur Mummification ko discuss tab karain gay jab aap in sab cheezon ka jawab dain gay. Na mujhay koi hat dharmi hay aur na koi aur bat.Janab aap nain bat he ghalat ke hay tu is ka jawab tu aap ko daina hay. Aap nain wikipedia ka link send kia tu janab araz hay keh jab hum apni books free ho jaun gay tu tab is ko parain gay.Is lia aap plz pehlay book ko study karain baad main net ko use karain. Aap k jawab ka intizar rahay ga.
  14. Meray muhtram dost main nain aap ko Forensic ka death wala chapter is lia kaha tha study karnay ko keh aap ko yeh maaloom ho jata keh Decomposition ka Forensic say kya relation hay.Chalain khair ab zara note ke jia ga yeh cheezain. Jo changes death k baad aaty hain hum un ko 3 parts main divide kartay hain.\ 1.Immediate Changes 2.Early Changes 3.Late changes Now we will discuss each of these changes and then we will discuss what is the relation of decomposition to Forensic. 1.Immediate Changes::: Yeh woh changes hain jo keh death k foran baad hoty hain e.g 1.Insensibility and loss of voluntary power 2.Cessation of respiration 3.Cessation(Stoppage)of circulation These are immediate changes... 2.Early Changes:::: 1.Loss of elasticity 2.Changes in eyes 3.Cooling of body 4.Rigor mortis These are some of early changes... 3.Late Changes::: 1.Putrifaction..This is also known as DECOMPOSITION 2.Adipocere 3.Mummification Tu janab according to the definition of Forensic Medicine kya Decomposition ka relation hua ya na hua Forensic say???? Ab aap nain yeh kaha keh yeh procees jo keh hum abhi yahan discuss kar rahay hain is ka koi relation he nahi hay Forensic say tu janab araz hay keh yeh Chemistry ka lago karna body par yeh sab process after death he kia ja raha hay ya kisi zinda aadami par???Aur hum discuss bhi aisa topic kar rahay hain keh human body par kya process hua aur investigate kar rahay hain keh jaisa aap nain kaha keh yeh sab chemistry hay tu janab zara is par discuss tu karain na....... Jab aap kisi ke Qabar kushay kartay hain kisi rule k tehat tu aap kon se team ko bulatay hain???Forensic ko he na????Tu janab yahan bhe yeh he process chal raha hay.....
  15. Muhtram Janab Fikar e Aakhrat Sb.sab say pehlay tu main aap ko link send kar daita hon jaisa keh aap nain kaha keh aap us bat ko ghuma gay ho. http://www.dawateislami.org/services/Speec.../2009/782-0.wmv Aur main nain tu yeh link is lia nahi post kia tha keh is forum main yeh videos aur pics pehlay b mojod thay laikan aap nain daikhnay ke shayad zehmat he nahi ke. Janab e Aali main kon hota hon kisi par Fatwa laganay wala laikan yeh kam humaray Ulma e Haq aur Muftian e Karam ka hay.Munazra tu janab yeh nacheez b nahi kar raha aur na he hat dharmi kar raha hay. 1.Janab aap zara apni pehli post parhya jis main aap nain bar bar Camphir ka zikar kia hay..Tu janab main nain aap say kuch questions kia thay laikan abhi tak aap nain in ka jawab nahi dia.Decomposition wali bat tu aagay aay ge janab. Aap nain kapray ka zikar kia tha apni second post main keh it depends upon conditions.Tu janab decomposition k lia aur kon se conditions available honay chahyain???? Aap ka agla aitraz keh kisi nain mouth ka koi dosra organ nahi daikha tu is ka jawab aap ko milta hay ab!!!!!!!
  16. Janab e Mann main nain kab araz kia keh main nain yeh video nahi daikhy?????Main nain yeh bhe araz kia hay keh main nain un logon say bhee poocha jo wahan present thay.Aur video tu main nain bar bar daikhy hay.Yeh alag bat hay keh main Karachi main nahi tha. Aur janab humray nazdeek b Deen ka Source Quran aur Hadees hay.Agar aap k nazdeek Quran aur Hadees source hay tu janab Munkar e Aulia kyon hain???? Abhi janab main bilkul is topic ke taraf aaya he nahi keh yeh process Mummification walah hay ya koi miracle hay.Insha Allah jab aap mujay meray questions ka jawab inayat farmayn gay tu phir hum dono discuss karain gay is topic par.
  17. Janab e Wala aap nain likha keh shayad main nain aap ke post nahi pary tu janab araz hay keh main nain aap ke sary post pary hay.Aur rahay bat Forensic ke tu janab yeh hay he Forensic wala topic is main aur kon se branch aaty hay. Abhi aap say araz hay keh pehlay aap Forensic Medicine ke koi b book lain us main Death walay chapter main jayn aur jo changes after death hoty hay un ko zara detail main parain.Baad main is topic par aur discuss karain gay......
  18. Muhtram Janab Fikar e Akhrat Sb.main nain tu kaha tha keh discussion positive meanings main ho ge laikan aap nain apnay reply main kuch aisa likh dia jis ka is nacheez nain bilkul tazkira tak nahi kia. Insha Allah from my side the discussion will be in complte positive sense.Iwill try to explain all these processes that u have written above,there application and at last there will be conclusion. 1.Meray muhtram bhai sab say pehlay is nacheez nain aap say 3 questions kia thay jis ka aap nain sirf words main jawab dia hay na keh scientifically.Aap nain Mojza ke definition kon se tafseer say ke na is ka hawala dia.(Aap Aulia Allah ko nahi mantay tu aap Hadees Sharif ka siray say inkar kar rahay hain keh jis ka mafhoom hay keh jis nain meray Wali k saath adawat rakhy tu Main(Allah)us k against alan e jang karta hon.) 2.Aap nain apni pehli post main Camphor ka zikar kia tha tu janab main nain aap say is ke half life ko samnay rakhtay huay aik question kia tha laikan aap nain words main he is ka jawab irshad farmaya na keh koi scientifically bat quote ke.Halan keh Camphor ka kaam Mummification main sirfa Aromatizing k lia kia jata hay.Preservation k lia aur buhat say chemicals use kia jatay hain. 3.Third question main aap say araz kia gya tha keh clothes par kya effect hay Camphor ka??Keh kya yeh colour preservator bhe hay laikan aap nain is ka jawab yeh dia keh yeh sab condition par depend karta hay tu janab araz hay keh Qabar main tu sab aisi conditions hoty hain keh jis ke wajah say clothes completely destroy ho jain.Complete air tight,no light,warm temperature...... Janab abhi aap par yeh questions udhar hain,kyon keh aap nain apni pehli post main emphasize kia tha just camphor ko.Mummification tu aik separate process hay.Aap nain apni post main refrenc dia tha Egypt walon ka tu janab un ka mummification wala procees zara study ke jia ga keh woh kaisay yeh sara process kartay thay.Phir baad main is topic par aay ga.
  19. Janab Insha Allah AzzaWajal aap k questions ka jald he detail main jawab dia jay ga.Aur rahy bat Video daikhnay ke tu janab main nain daikhy hay aur un logo say bhe bat hui hay jinhon nain yeh sab process live daikha hay AlhamdoLillah. Aap nain tu Forensic Medicine start kar de hay laikan janab is ko samjanay ke try b karain keh kya yeh sara procees deals with post mortal(after death conditions) say related hay aur is ke buhat se examples hain is dunya main.Baharhal jab time mila jawab mil jay ga aap ko Insha Allah
  20. Plz fuzool discuss karny say bachain aur to the point rahain.Aur woh he bat post karain jo topic say related ho.Umeed hay Insha Allah aap aisa he karain gay. Thanx
  21. Pehlay apnay Molvi say pooch aao keh us nain apnay lia Sag ka lafz kyon use kia phir hum say bhe pooch laina. Thanx to Respected Khaleel Rana Bhai
  22. Janab e Mann aap k lia Madni Tuhfa.Dair say reply karnay k lia maazrat. Dua e khair main yad rakhnay ke guzarish
  23. Chand paison par biknay walay DEO...BAND...iii Muft...iiii
  24. Apnay aap ko Ahl e Hadees kehnay walon say Quran aur Hadees Sharif say in baton ka jawab darkar hay.......
  25. Janab e Aali aap yeh link open karain.Yeh first part hay is programme.Baqi aap ko second link main mil jay ga. http://videos.faizaneraza.org/video/2451 http://videos.faizaneraza.org/category/23/page/1
×
×
  • Create New...