Haqeeqqt
Under Observation-
کل پوسٹس
148 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
1
سب کچھ Haqeeqqt نے پوسٹ کیا
-
to muslims Jana aap ko samajh naheen aai yeh hum naheen keh rahay, Yeh aap kay (Mufti) sahib ka hukam hai. Agar aap yeh kahain k aap k mufti sahib idhar udhar ki mar rahay hain to bhi koi baat naheen.
-
-
to muslims ajeeb jahilana sawalaat hain? Mr. Radiating Ali aap ko humaray manhaj k pata hi naheen aur shaid aap ko apnay ka bhi naheen pata. White marble per tawaf naheen hota. chalo hum farz ker lain k tawaf Whitel Marble per naheen hota to Nabi nay to tawaf Sahaba ky saath kia to huamara tawaf bhi sahaba k elawa kissi k sath naheen ho ga. Haj ka khutaba Nabi nay diya ab Nabi hi dain gay to ho ga warna naheen hajj naheen ho ga. iss k baad bhi agar aap apnay mauqaf per dattay hain to pehlay aap ko sabit kerna peray ga k jo haddain aap nay lagain hain woh durust hain. phir ham sabit kerain gay k aap k jo dawa hai woh kiun ghalat hai.
-
Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.
Haqeeqqt replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
to muslims Janab Karam e murshid sahib chalain aisa kerain k jo fatwa ap ki peer-e-kamil nay diya us ko fiqh-e-hanafi ki kitabon say sabit ker dain aur phir us fiqh-e-hanafi ko quran aur hadees say sabit ker dain. -
Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.
Haqeeqqt replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
-
to muslims janab toheedi sahib aik guzarish hai k jo Alhamd-o-Lillah ki jagah Subhan Allah perhanay ki baat ki gai hai us k daleel paish ker dain Fiqh Hanafi say aur phir is Fiqh k daleel main Quran-o-Hadees.
-
Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.
Haqeeqqt replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
to muslims yaar agar tum per tumharay murshid nay karam kiya hai to tum mithai kha loo. naraz kiun hotay ho. -
to Muslims Aaina dekhanay per berham ho rahay ho yeh to tumharay aakabir ki batain hain: tumhain to khush hona chahiya k unhon nay tumhara kaam buhat asaan kiya huwa hai. rahi baat Hadees ki to jahil main nay tumharay imaam k jo qaul paish kia us k mutabiq tumhain to Hadees say to kuch lena dena hi naheen. Tumahray Hadees paish kernay ka kiya faida Ajab baat hai jo haq baat kehta hai aur Quran aur Hadees paish kerta hai us per itni na gawari. Hum to Al-Hamdo-Lillah Namaz main poori koshish kertain hain k woh Surah Tilawat kerain jin ki fazeelat Nabi (saww) say sabit ho. Jis Gustakh ka tum naara lagatay ho woh iss liya k hum tumhara shirk samnay latay hain.
-
Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.
Haqeeqqt replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
-
to muslims Phir to Brailvion ko bhi qatal ker dena chahiya kiun k woh bhi yeh ayaat perhtay hain. iss say berh ker tehreef bhi kertay hain aur ayaato ko apnay matlab per dhalnay ki koshish ketay hain. Lehaza, RKs agar ghalat tarjuma kertay hain to un k asool bhi yehi hain.
-
to muslims Lakin aap k maslak ka bhanda phoot chuka hai. Main nay aap ki tarah tehreef nahee ki, main nay to issi topic k ooper Quran aur Hadees say sabit kia hai k "DUA" kia hai. Mushrikon ko nazar nahee ata yeh main pehlay likh chuka hon aur aye ga bhi nahee kiun k Quran aur Hadees quote ki hui hain. Reh gai ussi topic ki baat to meri posts online ker di jain phir agay chaltay hain. tab tak us topic say related aap ki bhi kissi post ka jawab naheen diya jai ga.
-
to muslims apnay qaul k andar say bhi matlab nkiaal latain hain, Quran aur Hadees in ko samajh naheen aatay aur kehtay hain k "Kya her dua ibadat hai". Mushrikeen ko nazar naheen aye ga k Meray Nabi (saww) nay kiss "dua" ko ibadat kaha hai. unko nazar naheen aye ga Um ul Momineen nay kiss ko afzal ibadat kaha hai. By the way tum logon k pass to ilm-e-ghaib bhi hai us say pata lagwa lo yeh kaun si dua hai?
-
Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.
Haqeeqqt replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
Mohtaram Shareef Raza Sahib, kia aap samajhatay hain k, Holi ki mithai, Maal-e-Ghanimat hai? Kia iss ko Maal-e-Mouzi Naseeb Ghazi samjhana durst hai? -
Malfooz Main Akeedon k baaray main tazaad.
Haqeeqqt replied to MOUWAHID's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
janab toheedi sahib, aap kehtay hain k yeh mohaar ki barkat hai, pehlay to yeh sabit kerain aur daleen dain k yeh mohaar ki barkat hai? doosri baat, Raees ul Munafiqeen ka Janaza Nabi (saww) nay perhaya, kuch rawayaat k mutabi apni qameez (shirt) bhi pehnai lakin usko kuch faida na huwa, ab aap batain jo Taweel aap ker rahain woh ghalat ha ya naheen? teesri baat, Syedna Bilal nay jo deen k liya itni takaleef uthain, jis ka iqrar nabi (saww) nay bhi kia, un ki deen ki khidmat aur nabi (saww) say mohabbat yeh sab batain unko is muqam per lay gain, k nabi (saww) nay farmaya k Syedna Bilal meri sawari ki Mohaar pakrain gay. Aap ka yeh kehna k Mohaar chorain phir dekhain, kahin yeh Sahaba ki shaan main Gustakhi to naheen? -
Duaon ka buhat shukariya, Allah aap per bhi apni rehman nazil farmay, Ameen. Sag-e-Raza Sahib agar aap meray points pay baat kerain gay to ziada behtar ho ga, aur aap nay jo chand lafzon main batain kin hain, kindly unko Quran o Hadees k reference say wazeh ker dain to baat samajhanay main aur assani ho gi. Shukriya
-
Aap bhi Qabar walo say dua kertay hain, nabi (saww) nay farmaya k dua bhi ibadat hai, yani qabar walay aap k mabood huway
-
-
-
Mohataram Saeedi Sahib, hum bilk is hadees say inkaar naheen kar rahay, sirf reference is liya manga hai k hadees dekhanay main asani ho jai gi.
-
Dear Tohidi Sahib, can you upload the whole book, thanks in advance? Regards
-
Toheedi Sahib, behtar tareeqa yeh ho ga k aap nay jo sawal kia hai pehlay us per daleel paish kerain k Aulia Allah k Tasaruf main yeh sub kaam hain? Phir sawal zaida clear ho jai ga.
-
Allah Subhana ka farman hai Mohtaram Toheedi Sahib, aap adhi hadees chor rahay hain aur adhi hadees say apna matlab nikaal rahay hain, baqi hadees (hadees ka akhari hissa) bhi to dekhain, Nabi (saww) farma rahay hain kasrat-e-sajood say meri maddad kero. Yani nabi (saww) bhi dua kerain gay aur Hazarat Rabia (R A) ko bhi kaha k woh bhi naik amal kerain. Aur Yehi baat Hazarat Soban (R A) nay bhi Nabi (saww) say kahi to unko bhi yehi kaha k Sajood ki kasarat kia kero. Iss hadees main to nabi (saww) nay woh tareeqa bataya jis say Nabi (saww) ka sath kaisay naseeb ho sakta hai.
-
Janab Saeedi Sahib, aap nay jo muslim ki hadees paish ki, iss k reference day dain, please. Regards