ye puchna chahta hu ki subah neend se jaagne ke baad zaid bistar hi me leta rha karwat badalta raha aur baad me uth kar kar dekha to underwear me chota sa drop jitna nishan tha to kya ab bhi us par ghusl farz hoga?? Ho sakta ho wo nishan neend me na laga ho balki neend se jaagne ke baad laga ho??