Jump to content

Bismillah

اراکین
  • کل پوسٹس

    500
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Bismillah نے پوسٹ کیا

  1. Bismillah

    Raat ko sotey waqat kay amliyaat

    Kya koi bata sakta hai keh sab sahi hai? jazakallahou Khaira!
  2. kya koi confirm kar sakta hai keh yeh Hazrat Syed Peer Meher Ali Shah Saab Rehmatullah alehi hain? http://www.meharali....ilez/001_02.jpg shukrya!
  3. Bismillah

    Roza Aur Jumma

    1-) kya Jumma ke din Roza rakh sakte hain? aur plz chasht ki namaz ka tareeka batadein
  4. Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh! Aapki di hui link nahi open ho rahi,
  5. Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh! kya ghair islami mumalik mein jahan masjid mein koi hanafi imam na honey key bawajood kissi maliki imam key peechey namaz pard saktey hain jab key us key kaprey kohni ki hadi tak hon, yani keh haathon ki unglion se lekar kohni ki hadi tak waley hissey par kapra na ho. aur kabhi sar pe topi ho aur kabhi na ho? meri maloomat ke mutabiq to kaprey naaf se lekar gutno tak pehnana farz hai. bazoo k barey mein mujhe pata nahi keh kitney kaprey pehan kar imamat kara saktey hain. jawab aur aapki duaoon ka muntazir hoon.
  6. Subkhanallah! Allah Azwajal karey keh hum sab attarion ko jaldi se Apne Meethey Meethey Aqa (salalahou alehi wasalam) ki ziarat naseeb ho, ameen summa ameen
  7. Bismillah

    Biography of Waris Shah

    Kya koi islami bhai mujhe Waris Shah Saab ki biography bata sakta hai? Jazakallahou Khaira!
  8. merey mehdood ilm key mutabiq zawal key waqat sajda karna mana hai, baqi ibadaat aap kar saktey hain, kyon keh maine dekha hai keh zawal key waqat ek quran paraney wala bachon ko quran para rahey tha, to jab quran parna mana nahi hai to phir dua mangna kyon. lekin phir bhi aap ulma-e-karam se confirm karwa lijiey ga. behtar hai keh jab aap namaz parney jatey hain aur wahan peh sahi aqeeday wala jo sab say zeada ilm rakhta ho, aap un say confirm karwa lijiey, baqi k jo teen sawal hai wo aap neechey di hui 2 links par click kar kay muftian-e-karaam se pooch saktey hain, jo keh dawat-e-islami waley bhi hain. mujhey koi kehney mein galti hui ho to meri bhi islah karwa dijiey ga! jazakallhou Khaira! Link 1 Link No.2
  9. kya yeh sari 15 punishment quran ya hadees se sabit hain? jazakallahou khaira!
  10. Mera ek teesra sawal bhi hai, 3-) agar aap magrib ki namaz k liey gaey aur pehli rakat ho chuki aur aap doosri rakat mein jamat k saath kharey ho gaey, jab doosri rakat k sajdey kar key bethey gey to atahiyaat bhi parey gay ya khali kuch bhi parey bina bethey rahey gay? ya kya parey gey? aissey hi jab teesri rakat k sajdey kar key bethey gey to kya atahiyaat parney k baad darood aur dua-e-masoora bhi parni hogi ya sirf atahiyaat pard kar intezaar karein ke imam salam pherey aur aap kharey ho kar apni teesri rakat poori karein? ab aap teesri rakat k liey kharey houey, to kya parein gey? sanna? sirf sura-e-fatiha ya sura-e-fatiha ke baad koi aur surat bhi? kyon k aapki pehli rakat miss ho gai jis mein sanna parni thi jo k aap nahi pard paey, ab aap apni teesri rakat poori karney k lieykharey houey jiss mein sura-e-fatiha parney k baad bina koi surat parey hi rakoo mein jana hota hai. barey meherbani quran aur sunnat ki roshni mein meri rehnamai farma dijiey, jazakallahou khaira!
  11. Bismillah

    sajda sahu kaissey kartey hain?

    Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh! 1-) agar koi muqtadi jamat mein (imam ke peechey) 3 ya 4 rakat wali namaz partey waqat jab doosri rakat mein bethatey hain, aur atahiyaat kee baad wo darood ka kuch hissa ya poora darood janey anjaney pard leta hai, to us k liey shariat ne kya hukam diya hai? kyon k wo imam k peechey namaz pard raha hai. 2-) sajda sahu kaissey kartey hain aur kab karna zaroori hota hai?
  12. kya koi mujhe imam-e-azam Abu Hanifa Razi allah tallah unhou ki zindagi k barey sahi malomaat de sakta hai?
  13. Bismillah

    Keenay Ki Tareef

    kya koi bhahi Ameer-e-Ahlesunnat ki VCD '' Keenay Ki Tareef '' share kar sakta hai?
  14. here are 2 link that i found. Link from Dawat-e-islami Link from Faizan-e-Attar
  15. jazakallahou khaira! main janta hoon, lekin mujhey live mein baat karni hai.
  16. subkhanallah, Allah Hou Akbar, Jazakallahou Khaira! Kya baat hai nabi paak salalahou alehi wasalam ki. subkhanallah!
  17. Bismillah

    ghazi ilm deen shaheed

    kya koi mujhe ghazi ilm deen shaheed k barey mein bata sakta hai? please?
  18. Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh! aapne apney masley k barey mein reference mangi main reference to nahi la saqa lekin yeh 1 beaan k 7 parts hain shaed inhen dekhaney k baad aapke masley mein kuch asani peda ho jaey. allah karey k aapko ap key masley ka hal quran aur hadees ki roshni mein mil jaey. ameen summa ameen1! Esal-e-sawab 1 Esal-e-sawab 2 Esal-e-sawab 3 Esal-e-sawab 4
  19. Bismillah

    Naat khawan aur Nazrana

    I NEED THIS BOOK IF SOMEBODY CAN SHARE IT, THANKS: ««Naat khawan aur Nazrana»»
  20. Bismillah

    Hazrat peer mehr Ali Shah

    Kya koi mujhe Hazrat peer mehr Ali Shah saab k barey bata sakta hai? shukrya!
  21. sab se pehle to Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh! jee han bilkul hamarey payarey aqa salalhou alehi wasalam apni qabr-e-mubarka mein maujood hain aur yaqeenan apney ashiqon ka jawab bhi detey jo un par darood-o-salaam behjatey hain aur yeh baat hadees se sabit hai jo k filhal merey paas nahi hain, aur doosri baat yeh kya BAQWAAS alfaaz istimaal kiey aapne nabi paak salalahou alehi wasalam k barey mein keh »» QAID KER K«« kya matlib hai aapka is se?
×
×
  • Create New...