Noor-e-hidayat
اراکین-
کل پوسٹس
44 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
3
سب کچھ Noor-e-hidayat نے پوسٹ کیا
-
Bhai title Urdu mn likh k neechy kuch or likha ....kia likha kuch samjh ni a raha.....faida esi post krny ka
-
SunniSpeechesDawateislami Telethon 2019 Appeal
Noor-e-hidayat replied to SunniSpeeches.com's topic in تقاریر اور تبلیغ
MashaALLAH -
Contact Dar-Ul-Ifta For Your Shar'i Questions
Noor-e-hidayat replied to Eccedentesiast's topic in شرعی سوال پوچھیں
Assalam o Alikum jnab! mera swal hai k islam main Imam Ya Aaima kram jo 4 Imam hain unko man'na ya unki taqleed main kisi firqa sy munsalik hona ....is amal ki islami taleemat main kia wuqaat hai plz guide me jazakaALLAH -
90% khuwab kii tabeer btany waly log dhong rachty hain jin ki koi haqeeqat nhi hoti ......baqi kuch apny tajurby ki andazy sy btaty jo kabhi thyk ho jata to kabhi galt......rahi bat khuwab kii tabeer to quran pak main Irshad hai " ALLAH pak Irshad farmty hain k koi ghaib ka ilam ni janta han wo jisko main jitna chahta ata krta ya bta deta hn "........or khuwab kii tabeer btana bhi ghaib ilam ki 1 qisam hai ......so esi cheez sy ijtanab kren jo hamen shirk ki tarf ly jay jazakaALLAH o khair
-
makki
-
Bhai ny pyara jwab diya ALLAH pak ehtyat krny or islamii taaleemat py amal krny ki taufeeq ata farmain
-
personally mery knowledge k mutabiq ye kisi gehrii soch ya dar ka natija hai .........baqi khuwab kii taabeer andazy sy di jati jis py believe krna shirk k zumry mn aa skta hai ..... jo k aj kal buhat zyada chal raha.....ALLAH pak hamen esy fitnoo sy bachain Aameen! WALLAH Alam Bilsawab
-
depend krta k ap kam kia kr rahy .....esy jwab dena mushkil or na munasib ho ga
-
pehly to swal ye peda hota k jo jaidad main izafa huwa wo kis trha huwa .......aya k bety ki jaidad k hissa ki badolat huwa ya ya pehly ki calculation mn kuch bach gya tha jis ka ab maloom parra to izafa huwa ......ab dono k liye different hukam banta hai.. WALLAH Alam bil sawab
-
door rehny sy talaq nhi hoti bhaly wo 4 mahiny hn ya 4 saal...... Albata iddat ki meeaad talaq waly din sy start hoti hai jo k 4 maheeny or 10 din banty hain WALLAH o ALAM bil sawab
-
Guniyat Tutalibeen Ghous E Azam Ki Book Hai?
Noor-e-hidayat replied to hania imaan's topic in شرعی سوال پوچھیں
Bhai Hazrat ghaus ul Azam ki book hai ye ....apni tasheeh kren.. JazakaALLAH o khair -
. kul mila k sab batoo ka jwab ab ja k mila .... jazakaALLAH bhai ALLAH pak apko sehat o tandrusti ata farmain Aameen!
-
انگریز نواز امام احمد رضا نہیں بلکہ دیوبندی ھیں
Noor-e-hidayat replied to Khalil Rana's topic in فتنہ وہابی دیوبندی
kab tak yuu tasubat mn firqa wariyat ki jang larty rahen gy .....plz rah e raast py aa jain -
kab tak yuun he firqa wariyat or ikhtalafi batoo py chalty raho gy ......plz khud ko seedhi raaah py lany ki koshish kren
-
Tareekh hai bhaioo......tareekh k panny hamen buhat kuch btaty hain .....in batoo py yaqeen kr k kyu aimaan khrab krna ....WALLAH alam kon sahi thja kon galat
-
Useful and informative article dear
-
Teja, Soyam, Chaliswan Ki Haqeeqat
Noor-e-hidayat replied to Toheedi Bhai's topic in مناظرہ اور ردِ بدمذہب
buhat kamaal likha jnaab, jazakaALLAH -
Lamha e fikriya, aj ham muslim sirf friqa wariyat mn lagy hiuwy hain or islami taaleemat ko bhol chuky hain Jab keh islami taaleemat hamen etefaaq or etehaad ki taleemat deti hain na k firqA wariyat
-
امام شعبی امام شعبیؓ تابعی کبیر ترک رفع الیدین کے قائل تھے
Noor-e-hidayat replied to اسد الطحاوی's topic in فتنہ وہابی غیر مقلد
Useful and informative post- 3 replies
-
- imam shuba
- امام شعبی ترک رفع الیدین
- (and 4 more)