Jump to content

Raza ka ghulam

اراکین
  • کل پوسٹس

    130
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    2

سب کچھ Raza ka ghulam نے پوسٹ کیا

  1. Raza ka ghulam

    Beauty tips in light of islam

    BEAUTY Tips In Light Of ISLAM You can stay attractive and beautiful for the rest of your life Insha Allah ! 1- To beautify your eyes, lower your gaze towards strange men, this will make your eyes pure and shiny. 2- To have attractive lips, always remember to speak the truth. 3- As for blush and rouge, "Modesty" (Haya') is one of the best brands and it can be found in any of the Islamic centers. 4- To remove impurites from your face and body, use a soap called "Istighfaar". Insha'Allah this soap will remove any bad deeds.(Ameen) 5- Now about your hair, if any of you has a problem of hair split ends, then I suggest "Islamic Hijaab" which will protect your hair from damage. 6- As! for jewellery, beautify your hands with humbleness and let your hands be a power to forgive people who hurt your feelings. And the necklace should be a sign to pardon you fellow brothers and sisters. Insha'Allah, if you follow this advice given to you by the Creator, you'll have a beautiful and attractive inner and outer appearance Insha Allah.
  2. saif bhai aap sahi hai jo aap ne bataya ke deobandi par nahi balke un ke ustadoun ya peshwa par fatwa hai ye sahi hai.
  3. bahut achchi sharing ki hai. beshak agar koi huzoor ki shan mein gustakhi ki tu wo kafer hoga. Allahutala hamein marte dam tak iman par qaim rakh aur hum sachche aashiq-e-rasool banke is duniya se rukhsat ho. Aur raza bhai aur attar bhai aap log sahi hain. Aur main tu is baat ko bagair hawale ke bhi mano ke jo huzoor ki shan main gustakhi kare wo kafir hai.
  4. mujeh ye janna tha ke kiya fateha jab di jati hai tu jis jeez par fateha hoti hai us ko samne rakte hain tu kiya ye sahi hai aur kiya ye hadees ya quran se sabit hai. Aur mujeh hawala bhi dijiyega. App log pareshan honge ki raza ka ghulam ye sawal kar raha hai magar mujeh ye maloom hai main kisi aur ko hawala dene ke liye ye jannah chahta houn . Meherbani kar ke jald se jald jawab dein taake main us ko jawab de sakoun.
  5. bahut bahut shukriya aap ne bahut achchi sharing ki hai.
  6. mushtaq bhai aur saif bhai aap logoun ne bahut achchi information di hai.
  7. aap ne hazrat ki taqreer suni hai aur kaisi lagi. Agar aap hazrat ki kuch aur taqreer chahte hain to reply dijiyega main share karounga. aur aap is speech ko suniye aur dosroun ko bhi sunaye.
  8. allah kare aap ki mother ko jo bhi marz hai wos se shifa-e-kulli ata farmaye. Aur aap ne jo dua di hai us ko har momin ke liye qubool farmaye. Ameen.
  9. Raza ka ghulam

    i need help

    mujeh qtv par jo shab-e-meraj ki mehfil howi hai agar kisi ne record ki hai to share kijiya main us mehfil ko nahi dekh saka. allah hafiz.
  10. Raza ka ghulam

    i need help

    mujeh qtv shab-e-meraj 2008 ki videos chahiye agar kisi bhai ne record ki hai to share kijiye.
  11. bhai bahut achchey images hai aap ne kush kar diya muje bahut achcha laga jaisa ke real main manida sharif main houn . jazakallahukhaira
  12. raza bhai bahut shukriya is article ka main ye jannah chahta houn ke al-azhar university main is saal dakhila hona hai kis tarha le sakte hain aur main india, Hyderabad se houn yahan kiya koun contact persons hain. aur kab se university ke classes start hote hain aur jumla kitne subject hai. agar aap is ki list bataye tu maherbani hogi .
  13. allah kare hum sab ghulam-e-rasool ko aisi hi mout ata ho. AAmin.
  14. bahut achche sawal ko aap ne aam kiya ke log jaan sake ke peer kiya hai. Aaj kal aise hi peer hai jaise ke aap ne bataya log un ke paas jate hain kuch bhi samje bagair. Jab ke jo peer shariyat ka paband hai us se dur rahte hain. Jazakallahukhaira .
  15. i think fiqa-e-hanafi se murad jo hanafi madhab ke manne wale hain aur imam-e-azam abuhanifa radiallahutala anhu ke maslak ke tariqe par chalne wale aur aap ki shariye tariqe ko fiqa-e-hanafi kehte hain.
  16. mohammad bhai bahut shukriya main samajta houn ke jo aashiq-e-rasool hai aur maslak-e-alahazrat ka sachcha aashiq hai tu main samajta houn kisi hawale ki zaroorat nahi sirf dekhna chahiye ke kaun bhol raha hai kiya wo maslak-e-alahazrat ka chahane wala hai ya nahi. jazakallahukhaira.
×
×
  • Create New...