Raza ka ghulam
اراکین-
کل پوسٹس
130 -
تاریخِ رجسٹریشن
-
آخری تشریف آوری
-
جیتے ہوئے دن
2
سب کچھ Raza ka ghulam نے پوسٹ کیا
-
Jumeh ke khutbe ke barey main ek sawal
Raza ka ghulam replied to Raza ka ghulam's topic in فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
Barkaati bhai bahut bahut shukriya aap ka. Jo aap ne mere sawaloun ke bahut hi tafseeli aur ilmi andaaz main jawaab diye. Mere ye do sawaloun ke kisi ne bhi jawaab nahi diye. Shahed ye kisi ke ilm main naho tu wo log bhi ye jawaab padein aur is par amal karein. -
ALLAH azzawajall and Hazrat Musa alaihissalam
Raza ka ghulam replied to Attari.Rafique's topic in Islamic Events (English)
very nice sharing. -
Barkaati bhai main aap ka bahut bahut shukr guzaar houn. Aap ka ye tafseeli jawab pada bahut achcha laga jazakallahu khaira. Main samajta houn ke kisi ko yahan par is ka ilm nahi tha isliye ek din baad Barkaati bhai ne jawaab diya aur bahut achcha jawaab diya tu is seye sabit hota hai ke mere is sawaal se kai logoun ke ilm main izafa howa hoga. Kiya main sahi kehra ha houn. Jazakallahu khaira.
-
mujeh ye puchna tha ke Anbiya ikraam , Shahaba-e- ikraam , Shuda-e-izaam , Siddeqeen , Saleheen aur auliya allah ke saat kiya laga na chahiye jaise ke Radi allahu tala anhu , rahmatullahi tala alai aur rizwaan ullahi tala alai ye kis ke saat lagate hain. Aur agar us main male(Man) ho tu kiya use kar na chahiye aur agar female(woman) ho tu kiya use kar na chahiye. Ye Maloom hona chahiye sab ko isliye main ye sawaal kar na chahta ho agar hum galt lafz use karein tu ho sakta hai us ka gunah ho. Isi liye mujeh jald se jald jawaab dein.
-
Jumeh ke khutbe ke barey main ek sawal
اس ٹاپک میں نے Raza ka ghulam میں پوسٹ کیا فتاوی اور شرعی مسائل کا حل
jumeh ke aadab maloom karna hai jaise ke jumen main azaan hoti hai bhej main shahed wos ko azaan-e-sani kahete hain us ka jawaab dena chahiye aur kis tarha kaam awaaz main ya phir awaaz se de sakte hain , aur wos main jo huzoor sallahu alaihi wasaalam ka name aata hai tu aanghote choomte hain tu kiya ye us azaaan main kar sakte hian , Aur kutbe ke aakhir main dua hoti hai kiya us waqt haath uthana chahiye aur kiya aameen kehna chahiye, Aur kiya kutabe ke bhej main durood pada jata hai kiya. Mujeh jumeh ke kutbe ke barey main ye maloom maat kar na hai agar kisi ko pata ho to mujeh reply dein. Jazakallahu khaira. -
paltalk room main jane ke liye sab se pehle tu aap ko paltalk download karna hoga aur us ke baad aap ko us par register karna hoga phir aap paltalk par log in kar sakte hain ye ek yahoo,rediff and msn massenger ki tarha hai. Login hone ke baad aap menu bar main ACTION par click karein wos main JOIn A CHAT ROOM hai wos par click karein aur aap ko chat room ki list aajayegi wos main asia,pacific,oceania par click karein wos ke baad Pakistan par click karein phir aap ko pakistan ke pure room ki list aajayegi wos ke baad aap FIKR E MADINAH par click kar ke us room main dakhil ho sakte hain. ye room ka name abhi tu is mahine main change hogaya hai us ka name hai RAMADAN BLESSING WITH AHLE SUNNAT. Is par aap naat aur speeches sun sakte hain.
-
Saif ul islam bhai aap ne bahut hi detail se jawab diya hai jazakallahu khaira magar jab wazaif main subha o shaam ka zikr aata hai tu subah yani aadhi raat dhalne se suraj ki kiran chamak ne tak subha hai. Aur dopaher dhalne se guroob-e-aaftaf tak sham hai. Agar is main kisi ko ghalt laga tu muje ko batayega.
-
Countering Evil of Wahabism in Future
Raza ka ghulam replied to F.Shahzad's topic in تجاویز، آراء و مسائل
Yes, Your correct we have to do some thing like that. I agree with u. But how can we translate that. I can do when we have any aalim who know english. If any one have than please start this work. -
-
Hamarey Nabi (salAllaho alaihi waahlayhi wasallam)
Raza ka ghulam replied to Faizan-e-Mustafa's topic in دیگر اسلامی مواد
bahut achchi information share ki hai -
Huzoor mufti aazam-e-hind aur huzoor hujatul islaam
اس ٹاپک میں نے Raza ka ghulam میں پوسٹ کیا شخصیات اسلام
main Huzoor mufti aazam-e-hind huzoor mustafa raza khan aur Huzoor hujattul islam huzoor Hamid raza khan ke barey main maloom karna hai ke aap ki paidaish aur umar kitni thi aur aap ke ilmi kaarnamein aur wisaal kab howa aur aap donoun ki umar kebhij main kitne saal ka faasla tha aur kuch information. Agar kisi member ko maloom hai tu pls mujeh reply dijiyega. Jazakallahu khaira. -
bahut achche images hai .
-
Aap jis tarha masah kar rahe hain galat hai. Jo aap ne bataya ke gale ki haddi ke upper ka hissa wo bhi gale main aata hai tu sirf gardan ka masah kar na chahiye gale tak nahi lana hath . Umeed hai aap samaj gaye honge. Agar aur bhi kuch masail hai tu aap puch sakte hain.
-
Main ne jo bata ya hai us tarha aap masah karein . Aur jo aap ne pehli link main bataya ke kaan ke upper se haath ki haateli ko saamne lete hain wo sahi hai . Magar jo dosre link main bataya hai wo galat hai aap ko sirf gardan ka masah karna hai gale ka nahi pehche ke hisse par hi ulta haath pehrna chahiye galle par nahi layein. Phir bhi main ek aur bar kisi aalim se puch kar aap ko agar ye galat hai to sahi jawab donga aur agar ye sahi hai to main reply na donga. Thik hai ab aap samaj gaye honge.
-
ye jo aap ne urs jaiz hai bata hai video main un hazrat ka name kiya hai aur main us ki puri video chahta houn us bayaan ki agar mile tu mujeh dijiye. Aur aap ne us speech main bataya ke agar kisi ko wo ibarat chahiye tu main un ko bhej donga tu kiya aap ko un hazrat ka e-mail id maloom hai tu mujhe bhejiye. Meher baan hogi. Mujeh aap ke reply ka intezaar rahega.
-
bahut achchi images aap ne share kiye hain.
-
masah kar ne ka tareeqa ye hai ke donou haath ki teen ungliyan yani chohti ungli se bhij ki ungli tak aur ye teen ungliyoun se peshani ke upper se yani baal ki jad se pihche ki taraf lejaye us main khayaal rakhe ke sirf ungliyan hi lagni chahiye naa ke pure haath se karein. us ke baad hateli se sar ke side se saamne ki janib laye. us ke baad anghote ke bazo ki ungli yani jis se atahiyaat main ashashdu anha par ungli utha te hain us ungli se kaan ke under gumaye aur kaan saaf karein. us ke baad ab anghote se kaan ke pehche anghota phere saaf karein. us ke baad haath ke pihche wale hisse se gardan per pehre. Is tarha masah pura hujayega. Agar is main kisi ko kuch ghalti mile tu mujeh batayega main us ko sudhaar ne ki kooshish karounga.
-
Subaan allah this is nice sharing.
-
bahut bahut shukriya aap ka. Mujeh is ka urdu main translation bhi chahiye. Agar mile tu bhejiyega. jazakallahu khaira.
-
mujeh qasida burda shrif urdu main chaiye audio ya likha howa aur qasida-e-ghousia bhi chaiye urdu mai audio ya likha howa. Jald se reply dijiye. Jazakallahu khaira.