Jump to content

Raza ka ghulam

اراکین
  • کل پوسٹس

    130
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    2

سب کچھ Raza ka ghulam نے پوسٹ کیا

  1. kya aap mujhe bata saktey hain kaissey karne hongey sarey sajdey ek hi saat, i mean what i should read and when? Jab sajda karne ki aayat aati hai tu sajda kiya jata hai aur agar aap us waqt sajda nahi karein tu pura para ya quraan sharif complete hone ke baad sajde kitne karna hai count kar ke sajda kar na hoga. Quraan sharif main total 14 sajde honge. Aur aap ke sawaal se ye samaj main aaya mujeh kiya aap ka sawaal kuch aur hai kiya aap sajda karne ka tareeqa puch rahe hain is ki zara wazahat karein pls.
  2. 1-) agar darood pesh hi nahi hoga to phir sawaab kaissa, aap ko poora yaqeen hai ke pour sawaab milta hai, just for confirmation. ye alag baat hai Allah aur RAsool ke fazal se sawaab murattabh ho Jo jawaab diya gaya hai wo sahi hai isliye ke yahan par Allah aur Rasool ke fazal ki baat horahi hai. aur ye yaqeen bhi hai ke pura sawaab milega. Insha Allahutala. 2-) agar koi shaks bahir pardey aur us ki jaeb(pocket) mein koi ID card ho ya Driving licence ho jis par tasveer lagi ho, to phir kya hota hai. masl'an sardk par chal raha ho kissi ID card ke saath. jaeb main koi id card ya driving licence ya Rupees(note) hai jis par tasveer hai magar wo kisi ko nazar nahi aarahi hai. Isi tarha agar ghar main tasveer hone ke bawajood agar aap us ko ulta zameen par rakh dein tu aap ko tasveer nazar nahi aayegi. Aur jab aap id card ke saath sardk par chal rahe hain tu card ko bhi ulta kar sakte hain taake image nazar na aaye ya phir aap us ko jaeb main bhi rakh sakte hain. Ye koi problem wali baat nahi hai. Agar kisi bhai ko is jawaab me islah ki zaroorat nazar aaye tu zaroor islah kijiyega. Jazakallahu khaira.
  3. quran sharif main jo sajdey hotey hain jab us aayaat par aaye tu sajda karna hota hai agar aap us waqt nahi karein tu baad main bhi pura padne ke baad kar sakte hain. Aur aap kai sajde mila kar ek saat bhi kar sakte hain.
  4. Durood padne par sawaab tu milega hi lekin farishte us ghar main dakhil nahi hote aur padne wale ke khuloos ke aitebaar se farishte sarkaar ki baargah main us bandaye khuda ka darood pesh kar te hain tu jab tasveer ghar main hogi farishte dakhil hi nahi honge aur us ka durood sarkaar ki bargah main pesh bhi nahi hoga. ye alag baat hai Allah aur RAsool ke fazal se sawaab murattabh ho. ha har ek durood ki fazilat ke ietebaar se uska sawab alag alag kam zayada hota hai
  5. is se roza nahi toot ta. agar aap balgam under se aaye aur us ko bhi nigal jaye tu bhi roza nahi toot ta. ye paak hai is liye kapdey bhi napaak nahi hote. Agar aap ko kuch samaj na aaye tu sawaal phir kar sakte hain.
  6. jo upper huzoor Tajush sharia sahib ke fatwe ki baat kahi gayi. Wo fatwa ye hai. MuftiAkhtarRazaKhan.pdf
  7. bahut achchi book hai share kar ne ka shukriya. jazakallahu khaira.
  8. Huzoor Ustad-e-Zaman Moulana Hasan Raza Khan [alahir rahma] who was the younger brother of Ala Hazrat Moulana Shah Imam Ahmad Raza Khan [alahir rahmato wa ridwan] Allama Hasan Raza Khan [alahir rahman] was a master of urdu poetry at that time and due to this reason he got a title of Ustad-e-Zaman.He wrote many books one of the famous is Zauq-e-Naat which is au'fait among the followers. Ustad -e-Zaman assist elder brother AlaHazrat alahir rahma in every field,you can imagine how much he took care for his elder brother that he even used to sharpen a pencils twice a day and prepare the ink whenever necessary. Aala hazrat [alahir rahma ] was very busy in writing books so Moulana Hasan Raza [alahir rahma] handle all the work of farming as well as house hold.Once Ustad-e-Zaman ask Ala Hazrat that he want permission of the marriage of their daughters. Ala Hazrat replies ....Hasan Miya even yet i didn't thought of a preparation of marriage of my daughters and you are asking about the permission how it can be possible Ustad-e-Zaman replies.... Dear brother even the spices are ready for preparing food.then Ala Hazrat said that you never left any stone unuturned to make me free from all the house hold works, and because of you,, I become Ala Hazrat otherwise its next to possible for me to do this precious services for Islam at that level. Ustad-e-Zaman passed away from this temporary world in 1326 hijri... Ala Hazrat had a dream of him holding a big paper in his hand which is full of ashars poems in the phrase of Prophet MUHAMMAD sallalahu alahi wasallam and said brother my these poems are accepted in bargah-e-risalat, all this incident was further told by Ala Hazrat in his speech in RAZA Mosque before JUMA salah and countinously weeped and said if a single couplet of a poem is accepted in Bargah-e-RISALAT the one got magfirat INSHALLAH but my brothers so many couplets are accepted in Bargah-e-RISALAT. main samajta houn ye information aap ke kuch kaam aayegi.
  9. Saif ul islam bhai aap ne sahi kaha hai mujeh bhi aisa hi kuch lagta hai us site ke barey main. Aap log aisi web sites par mat jaye jis se apne imaan jane ka khatra hou. Aur sirf ahlesunnat sites par hi jaya karein.
  10. bahut achchi sharing ki hai aap ne is se logoun ko bhi pata chalega ke thanvi ki taleem kitni thi aur kaisi thi.
  11. Salman bhai agar aap ko kitaboun ke name chahiye tu barkati bhai ko reply dein wo batayeinge. jo sawaal kiya hai aap ne ye aap se kis ne kaha hain.
×
×
  • Create New...